Risk management ko apni had Mein Rakhna Ek acche trader Ki Nishani Hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Risk management ko apni had Mein Rakhna Ek acche trader Ki Nishani Hai
    Dear friend Forex 1 worldwide of best business I think Mere Khyal Mein risk management is mein bahut hi jaruri hai Agar aapke pass Ek hazar dollar ke kareeb income hai to aapko tab be 0.01 0.02 Se Jyada ki lot Nahin Lagani chahie Kyunki Forex trading mein agar aap sambhal kar chalenge to aap life time high share nahin kar sakte hain otherwise aapki Badi 1 lot size galti se aapke account ko bache kar sakti hai isliye risk management ko Sath Lekar Chalna chahie aur 0.05 Tak ka risk Lekar ismein aap kam karen to aap bahut hi Achcha aur beta profit Hasil kar sakte hain isliye lifetime marne ke liye aapko ismein hard work karna bahut jaruri hai aur Ishq ke bagair aapko trading Karni chahie
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Risk management ko apni had Mein Rakhna Ek acche trader Ki Nishani Hai

    Forex trading business bohat hi risky business hai is liye ek acha trader huMsha koshish karta hai Kay Wo risk ko manage karty hoe trade lagae ta Kay loss say bach Kay acha profit kamaya jiye forex may ziyda sy ziyda profit earn karne Kay liye traders ko chahye k wo ziyda sy ziyda mehnat krain or apna experience build karty rahain or apna knowledge ko increase karain ziyda knowledge or experience ki help say hum easily risk ko determine karty hoe risk ko manege kar sakty hain huMsha apne balance ko dikhty hoe trade lagni chahye or koshish karni chahye Kay ziyda risk na liya jiye shukria..
    • #3 Collapse

      Re: Risk management ko apni had Mein Rakhna Ek acche trader Ki Nishani Hai

      Assalamu alaikum my dear friend aapane bahut acchi baat bataiye agar aap ISI Tarah Apna experience our knowledge share Karte Rahoge To new member ko bahut jyada fayda hoga
      • #4 Collapse

        Re: Risk management ko apni had Mein Rakhna Ek acche trader Ki Nishani Hai

        Ji han meri wife aapane bilkul theek kaha forex ek aisa business hai jo ki puri duniya mein faila hua hai aur ismein bahut se log kam kar rahe hain aur isko apne business ke dauran small Karen hamen ishq mein kamyab hona hai to hamen risk management karni hogi hamen ek proper tarike se plane banana hoga ki hamen risks kaise bacha jaaye aur ismein hone se bacha ke ek successful trader hamesha risk management ke plan ke tahat chalta hai aur vah apne lips ko control karne ki jyada se jyada tu hi karta hai aur apne experience ke sath apne desh ko control karta hai itna jyada ismein Ham jisko control karenge utna hi hamare liye profit Mela hoga aur utna hi Ham ek successful trader Ban sakte hain isiliye hamen risk management karni chahie ek success trader hamesha risk management ke saath chalta hai aur vah apni galti ko control karke ek successful trader banta hai
        • #5 Collapse

          Re: Risk management ko apni had Mein Rakhna Ek acche trader Ki Nishani Hai

          Dear agar ap ne ais market mai kaam karna hai to aus se phly ap ko ye pata ho k ap ne ais market mai risk lena kitna hai aor kis time kaisy risk lena hai agar ap ais market mai normal entry par hi risk le ly gay to aus se ap ko loss ho ga agar ap ka account phans gia hai aor aus time ap ais market mai risk lety hai to aus se ap ko ye faida ho jaye ga k ap ki trade sahe chal pari to ap k account par jitna loss ho raha ho ga wo nikal jaye ga aor ap ais market mai apna account bacha sakty hai ais market mai soch samjh k kaam karny se faida hota hai agar ap ais mai risk managment k hisab se kaam kary gay to ap ko ais market mai kafi zayda faida ho sakta hai magar aus k liay ap ko ais market mai sochna parta hai.

          Click image for larger version

Name:	risk_management.jpg
Views:	1
Size:	22.0 کلوبائٹ
ID:	12323366
          • #6 Collapse

            Re: Risk management ko apni had Mein Rakhna Ek acche trader Ki Nishani Hai

            hamy expert ban ky forex mai pasia invest karna ho ga pher he hum acha munafa kama saky gy hamy forex mai expert ban ky risk management kar ky kam karna ho ga forex aik wasee busienss hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex aik forex aik unique busienss hain forex mai poor mans be kam kar sakty hain hum is mai free account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar tukka system sy ya jald baze sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota
            • #7 Collapse

              Re: Risk management ko apni had Mein Rakhna Ek acche trader Ki Nishani Hai

              G han risk management karna to zarori hay agar ham trading me risk ko kesi had me raken aur trades ko zeyda risky na banaye to mery khayal me ye hamary ley bahot hi acha sabit ho sakta hay, ham risk etna zeyda lety hey key loss ko control karna hamary hath me nahi rehta agar trades risk management ki bunyad par open key jaye to ye possible hay key ham loss se trades ko bacha saken, kam lot size se hi ham risk ko manage nahi kar sakty hamari strategies aur trading planing be esi honi chaye key es se risk ko control karna asaan ho jaye.
              • #8 Collapse

                Re: Risk management ko apni had Mein Rakhna Ek acche trader Ki Nishani Hai

                Pakistan Forex forum trading ke liye management primary responsibility hiae Forex trading my stop loss take profit hasil karna bahut zaroori hai aapko Pakistan Forex forum mein sabse pahle market ka analysis karna sikhana chahie Forex trading market main technical trading fundamental trading aspects ko sikhana chahie samajhna chahie Pakistan forex forum senior members ki guidance senior members ke tips aur signal score use karte hue aapko Forex trading mein initially trading Karni chahie dear Forex members Pakistan Forex forum sey related instaforex broker trading account mein aapko perfect trading opportunities mil rahi hai aapko 1:50 leverage bahut zabardast leverage mil rahi hai jismein aapko withdrawable proffit bhi allowed hai agar aap lot size formula complete karte ho to aapko bonus ke upar hasal hoany wale profit ko withdrawal karne ki permission hai
                • #9 Collapse

                  Re: Risk management ko apni had Mein Rakhna Ek acche trader Ki Nishani Hai

                  g han bhai jan ap ny bilkul sahi bat ki hai k forex trading main risk ko mange karna aik achy tdaor ki nishani main aik hai risk ko hum jitna mange kar k trdaing karty hain otna he hum apny account ko save rakhty hain es iye hmain chahye k hum apni tdaing main small lot k sath apna order lgaen or stah es k apni trading main stop loss or take profit ko use krna chaye jub hum trdaing main sub he tools ko achi trha se use karty hain tu hum kamyb bhi tab he hoty hain forex trdaing kbhi bhi bnad na hony wala business hai jis trha ap ny kaha hai or es business main hamain khud mahant krna hoti hai k hum kis trha se profit earn karty hain hmari himat or lagan he hmain es bsuines main kamyb bnati hai or es jesa bsuiness pori duniya main kahe bhi nahi hai jis se hmain itni achi eraning gher bethy he mil jay tu foex k liye aik time table bna len jis se ap kamyb ho skty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Risk management ko apni had Mein Rakhna Ek acche trader Ki Nishani Hai

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: saleemtali001 پيغام ديکھيے
                    Dear friend Forex 1 worldwide of best business I think Mere Khyal Mein risk management is mein bahut hi jaruri hai Agar aapke pass Ek hazar dollar ke kareeb income hai to aapko tab be 0.01 0.02 Se Jyada ki lot Nahin Lagani chahie Kyunki Forex trading mein agar aap sambhal kar chalenge to aap life time high share nahin kar sakte hain otherwise aapki Badi 1 lot size galti se aapke account ko bache kar sakti hai isliye risk management ko Sath Lekar Chalna chahie aur 0.05 Tak ka risk Lekar ismein aap kam karen to aap bahut hi Achcha aur beta profit Hasil kar sakte hain isliye lifetime marne ke liye aapko ismein hard work karna bahut jaruri hai aur Ishq ke bagair aapko trading Karni chahie
                    Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha forex trading main hum jtni apny account ko manage kar k trading karny to us sy humy ziada profit ho sakta ha agr hum manage key bagar trading karny gy to humy loss ho sakta ha is ley humy proper analysis kar k proper stop loss or take profit istamal kar k trading karni chae ha is ley humy forex market main apny account k hessab sy lots size istamal karna ho ga jtna account small ho ga to hum utni he choti lots size istamal karna chae ha or account bara hony sy lots size same he rakheny par different pairs main 2 sy 3 lots open kar k ziada sy ziada ache trading kar sakeny gy or forex trading main ache earning kar sakeny gy
                    • #11 Collapse

                      Re: Risk management ko apni had Mein Rakhna Ek acche trader Ki Nishani Hai

                      g han bhai jan ap ny bilkul sahi bat ki hai main apki bat se agree karta hun forex trading main risk ko manage kar k trdaing karny main kamybhi hai rks ko anagae kar k trading karny se aik tu ap bary loss se bach skty hain sath main apka ccount bhi save rahta hai es liye apko agr forex main loss se bachna hai or apny prfit ko gain karna hai tu apni tarading main riks ko mange krna zarori hai jis k liye ap ko api trading mains mall lot k sath trading karni chahye jitni apki lot small ho gi otna he ap apni trading main kamyb trdaing kar skty hain or apko loss bhi kam se kam face krna hoga
                      risk ko manae karny ka jo maqsad hota hai wo pora ho jay tu hum apni trdaing main boht achi trdaing kar skty hain or hmain loss hony k chnaces bhi kam se kam ho jay hain tu es ko apny tak cnrol rakh kar kam karen ta k apko zyda loss na ho py or ap apni trading ko hi bahtr se bahtr kar k kjamyb trading kar saken
                      • #12 Collapse

                        Re: Risk management ko apni had Mein Rakhna Ek acche trader Ki Nishani Hai

                        Risk Management & Good trader:

                        Forex business mein Risk Management aur Successful traders ka chooli daman ka sath hota hey aur Risk Management Always aik successful trader ka bohot hi behtreen dost hota hey aur iske sath sath jo Successful trader hota hey woh Risk Management ka bohot hi acha dost hota hey aur yeh dono aik dusre ke dost hotey hein aur jo traders bhi in dono ko achi trha se follow kartey hein wohi traders hi is business mein achi trha se kamiyab ho saktey hain.
                        Risk Management basically aik bohot hi zabardast chez hey lekin bohot sarey jo traders hotey hein woh isko isliye use nahin kartey hein kioun keh jab aap Risk management ko follow kartey hein to phir aap is mein bohot hi ziada patience ke sath work kartey hein aur apko boht hi slowly slowly profit hota hey jo keh bohot sarey traders isko avoid kartey hein aur phir iska nuqsan jo hota hey woh un sab ke samne hota hey aur phir unke pas pachtane ke aur kuch nahin hota hey
                        https://t.me/pump_upp
                        • #13 Collapse

                          Re: Risk management ko apni had Mein Rakhna Ek acche trader Ki Nishani Hai

                          Ji han friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap ki bt sy agree karta hon forex trading jasa k aik bot bara or behad difficult or risky business hy is liay is m loss sy bachny k bjaiy hamy achi risk management krna bot zrori hy forex trading main risk management ki bot zyada ahmiat hy forex trading aik world wide business hy jo k kbi b bnd na hony wala business hy is m ham jitni zyada mehnat karan gy utna hi acha profit hasil Kar saken gy hamy bahtreen risk management k sath trading karni ho ge tbi ham successful ho sakty han forex aik international business hy is m profit b hmara apna hota hy or loss b hmara apna hota hy is liay hamy soch smj kr anylyses ko study kr k or money management or risk management k sath trading karni chaiy ta k hum loss sy bach skan or profit hasil Kar saken
                          • #14 Collapse

                            Re: Risk management ko apni had Mein Rakhna Ek acche trader Ki Nishani Hai

                            Ham log market Mein Jitna Jyada risk Lete Hain Ham Logon Ko market ka itna hi jyada nuksan hota hai isliye Ham Logon Ko market Mein risk Nahin Lena chahie Aisa karne se Ham logon ko bahut hi jyada nuksan ho sakta hai aur ham log loss Mein Ja sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Risk management ko apni had Mein Rakhna Ek acche trader Ki Nishani Hai

                              Forex mai jo traders risk ko manage ker kay trading kertay hain unhain kaafi faida rehat hai. Her trader ko apany account balance kay mutabiq he risk ko manage kerna chaiye aur jo traders aisa kerna seekh laitay hain aur uss pay ammal bhi kertay hain woh kaamyab bhi rehtay hain. Achay traders ki naharat aur skills ki nishaani he apnay account aur apni trading ko aik hadd mai rehtay huay risk manage kertay Huay kaam kerna hai. Jo traders account ko baytukkay undaaz ya phir baghair sochay samjhay use kertay hain aur risk mai daaltay hain unhain kaamyabi bohat Kamm ya bohat dair say he milti hai. Business ko kabhi bhi aisay risk mai nahi kerna chaiye jiss say capital amount zaya honay ka chance ho airf aisay plan ker kay business ko chalana chaiye jiss mai capital kay liye risk Kamm say Kamm ho

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X