Zihanat forex mi kamyabi ki zamanat
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Zihanat forex mi kamyabi ki zamanat
    Dear forex member mi ap ko ya batan chahti hn m jo member zaheen hty hain vo forex mi jaldi kamyab hoty hain on ko profit jaldi hasil hta ha q k vo markeet ki movemnt ko dosry members ki ba nisbat ziada bhtar tariky sa smaj paty hain on ka analysis bhtr hta dosry members sa jo members dull mind rakhty hain vo chahy pori zindagi forex mi guzar dy on ko kmayabi ni mily g
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Zihanat forex mi kamyabi ki zamanat

    Dear my friend ap ki bat sahi hya kay hum jitna zada knowledge gain kar saktya hya ya hamarya liya itna hi acha hya iss liya ap say jitna ho sakya knowledge gain karya ap kay pass jtna knowledge ho iss say ap ko itna hi progit gain karnya ko milya ga.
    • #3 Collapse

      Re: Zihanat forex mi kamyabi ki zamanat

      g bilkul zahanat kamiyabi ki zamanat hai q k jub hum koi b kam suchy dil say karty hain to janty hai k humy us ka phall b bht milta hai or hum kabhi b is main koi kotahi ni kar paty agar hum is main maenat karen gay to zaror kamiyab hon gay
      • #4 Collapse

        Re: Zihanat forex mi kamyabi ki zamanat

        dear g han really intelligent jo hotay hin her trade ko under tand karnay ki capability set kiya howay hotay hein wo he hein jo forex main more say more profit ko be easily method k sat gain ker sakty hein so ham ko kisi bhi trade ko open karnay say before is ko see ker lena chye .
        • #5 Collapse

          Re: Zihanat forex mi kamyabi ki zamanat

          ager apka zahen forex men chakta hai aor apko khta hai k forex men kamayb hony kaily ap rules na toren mtlan apa zahen a[ko rules follw kerny per mjboor kerta hai to apki zihanat apk kam a saktui hai.is liiye hamen chye k ham lazmi apny zhen ko kamyabhi waly traf he chainto hamri zuhanat zroor hamen kamyabhi ki traf ley k ja saktui hai.
          • #6 Collapse

            Re: Zihanat forex mi kamyabi ki zamanat

            yes apne belkul thek farnmaya hy zehanat kamyabi ke amanat hy.mery pyry bhai belkul thek kaha hy jis member men zehanat zeada hy wo frex ko zeada jaldi sekh leta hy achy sy samjh leta hy to kamyabi bhe jaldi hadil kar sakta hy q keh forex busnes jo hy ye sref experince mangata hy or sath men mehnat bhw.jo banda zaheen hy wo bahot jald kamyabi hasil kar leta hy
            • #7 Collapse

              Re: Zihanat forex mi kamyabi ki zamanat

              Assalam walekum Mere Pyare dost aapane bilkul theek kaha ki Rahi Naat Forex Mein kamyabi Ki jamanat Hai Hamen chahie ki Ham ismein bahut acche aur quality wale post Kiya Karen tab Hamen is kamyabi Milega aur ham isase Achcha profit kar Payenge
              • #8 Collapse

                Re: Zihanat forex mi kamyabi ki zamanat

                G dear bilkul thk farmya ke agar hum men ksi cheez ko sochne r smjhne ke salahiat best hoge to hum Kai bhi Kam men best progress success hasil kr skte Hain .isi trah trading ya forex men bhi agr hum sb Kam apne mind ke base pe r soch smjh kr kren to lazmi successful hn
                • #9 Collapse

                  Re: Zihanat forex mi kamyabi ki zamanat

                  Zahanat ak bhoot bari nemat keunky ya insan ko samajh booj sikhati ha aur forex me bhoot zaroori ha ka apko har cheez ko samajh kar aur dekh kar chalna parta ha keunky yahan par agar ap tawaju nahi deti to apko kafi loss ka samna karna parta ha aur ap agar apni zahanat se kaam karty hain to apko kamyabi hasil hoti ha.
                  Jazak ALLAH ツ
                  • #10 Collapse

                    Re: Zihanat forex mi kamyabi ki zamanat

                    of course dear forex trading main talented people asani say kamyab ho jatay hain q kah aisay log forex ko asani k sath learn kar letay hain aur phr profitable trading kar achi earning kar saktay hain aur thori si mehnat kar k woh kam wakt main hi expert trader ban jatay hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Zihanat forex mi kamyabi ki zamanat

                      AOA! dear friends kaisy han ap log forex main wo members bht jaldi kamyab hoty han jo intelegent hon wo apni zehant k bulboty her mushkil se mushkil kam ko kerny ki taqut rakhty han.
                      • #12 Collapse

                        Re: Zihanat forex mi kamyabi ki zamanat

                        G dear aap ny bilkul thk kha hai forex trading me zihanat kamyabi ki zamanat hai qn k 1 zaheen shaks market ko achy sy analyse kr skta hai or market ki movement ko achy sy smjh skta hai ba nisbat 1 common shaks k or jis ko market ki movement ka pta chal jata hai wo acha profit earn kr skta hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Zihanat forex mi kamyabi ki zamanat

                          assalamualaikum dost ji aapane bilkul durust farmaya Jahan at forex business mein kamyabi ki jamanat hai agar hamare pass Jahan nahin hoga to Ham kabhi bhi Koi bhi kam acche tarike se nahin kar payenge kyunki ek jawani hai jo hamare pass hamen kam karne ke liye ye bahut jaruri ahmiyat rakhta hai isliye hamen apne Jahan se kam Lena chahie bekali se Kam nahin Lena chahie
                          • #14 Collapse

                            Re: Zihanat forex mi kamyabi ki zamanat

                            g forex ma zahanat hi kamyabi ki zamanat ha kyun ke forex ma trading ma zahanat hi kam ati ha damag se acha sochen ge to achi trade lagain ge forex ma zaheen log hi achi trading kerte hen or kamyab trade bante hen kyun ke trading damag se soch ker lagani perti ha
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Zihanat forex mi kamyabi ki zamanat

                              Ji han Sar aapane bilkul sahi kaha hai Jyada mehnat Karne Se Jyada fal Milta hai agar Ham Jitna Jyada mehnat karte hain utna Jyada Ham Meetha fal Hasil karte rahenge Agar Ham mehnat Karenge Nahin To Ham ismein nakam Rahenge Agar Hamen is main kamyabi chahie To Hamen ismein mehnat karna bahut jaruri hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X