jaiza : currency mai new traders be kam kar sakty hain ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : currency mai new traders be kam kar sakty hain ?
    forex aik acha business hain agar hum is mai new hain to hamy currency mai kam karna ho ga forex mai hum live caht kar sakty hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hum is mai musalsal mahnet sy kam kary gy to he hum agy bar saky gy forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hta forex kabe be band na hny wala business hain hum is mai live caht kar sakty hain hum is mai apny boss ap he hoty hain forex aik legal business hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : currency mai new traders be kam kar sakty hain ?

    Forex se kaisa business hai jisko koi bhi start kar sakta hai agar aap ismein nahin hai to hamen is frequency per kam kar sakte hain koi bhi Banda ismein currency mein kam kar sakta hai agar hamare paas experience hai to Ham currency kam karke ek accha profit sakte hain isiliye Ham isko part time bhi kar sakte hain aur phool time bhi kar sakte hain jitna Dada Ham ismein time spend karenge utna hi acche hamare profit ke chance hote hain itni jyada Ham ismein mehnat karenge utna hi jyada hamen profit Ho Gaya aur utna hi jyada hamara experience gained hoga isiliye hamen is ko seriously lekar ek business ki tarah karna chahie jitna jyada Ham isko serious lenge aur is per time spend karenge utna hi achcha profit hasil karenge
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : currency mai new traders be kam kar sakty hain ?

      G ha dear ye hi to ais market ki sab se achi baat hai k ais market mai ap new ho ya porany ho ap ais mai asani se kaam kar sakty hai aor ais mai ap k pass kafi zayda pair hoty hai jis par ap ka dil kary ap trade laga sakty hai ais mai ye ni hai k ap ko mana ho bas ais k liay ap k account mai balance hona chaye agar ap ne kaam sekha hoa hai to ap kisi bhi pair par analysis kar sakty hai aor ais market mai se paisa kama sakty hai kun k ais market mai agar ap ne dekha ho to ais market mai ap ko kafi zayda faida ho sakta hai agar ap ais market mai achy analysis aor sabar k sath kaam kary kun k ais market mai apko price action par kaam karny se ye faida ho jata hai k major levels ka pata chal jata hai jin ki market respect karti hai.
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : currency mai new traders be kam kar sakty hain ?

        Currency ke market mai new traders b kam kar sakty hain. balkay mujhy lagta hai ke new trades jab forex market mai kam start karny ka sochy tu sab say pehlay new traders ko chaiye ke woh currency market sy he forex trading ka aghaz Karin. new trades kay liye currency ke market kafi kam risky hain iss waja sy yeh new traders kay liye kafi munsib aur suitable hoti hai . currency ke market bohot he ziada taize kay sath aik dam move nai karte hain jis ke waja say inko understand karna b baqi market ke nisbat new traders kay liye asan rahy ga. Currency kay elawa baqi market mai tu risk ka factor bohot ziada hota hai aur new traders kay account b jaldi he wash ho sakty hain.
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : currency mai new traders be kam kar sakty hain ?

          New traders ko es waja se currency pairs me trading karni chaye key esy traders ko kam loss hony ki waja se trading ka experience hasil ho jaye, currencies ki market ko analysis karna bahot asaan hota hay aur es me loss es waja se kam ho sakta hay key bahot kam news esi hoti hey jo currencies par effect karti hey agar ham new hey aur ham esi learning stage se hi crude oil ya gold me trading es waja se karen gey hamy zeyda profit ho jaye to experience na hony key bawajood risky pairs me trading karny ki waja se loss ho sakta hay.
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : currency mai new traders be kam kar sakty hain ?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Abid4li پيغام ديکھيے
            forex aik acha business hain agar hum is mai new hain to hamy currency mai kam karna ho ga forex mai hum live caht kar sakty hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hum is mai musalsal mahnet sy kam kary gy to he hum agy bar saky gy forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hta forex kabe be band na hny wala business hain hum is mai live caht kar sakty hain hum is mai apny boss ap he hoty hain forex aik legal business hain
            Dear friend forex trading main humy proper knowledge or experience hona both zarori ha us k bad he hum log ache trading kar sakty han currency pairs or metals main sirf humy learning or practice karny ki zarorat ha hum jtni ziada mehnat karny gy humy utna he fayda ho ga is ley humy ziada sy ziada mehnat kar k knowledge or experience hasil karna ho ga or apni life behtar banani ho ge is k ley humy forex trading pe tawaja dani ho ge or learning or practice karni ho ge jis sy humy maximum experience or knowledge hasil ho or hum forex trading main kamyab hon
            Forex Trading agr analysis karna seek lan to phr he hum log currency pairs or metals main trading kar sakty han or kamyab ho k ache earning kar sakty han
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : currency mai new traders be kam kar sakty hain ?

              Ji han dear member foreign currency trading main new traders bahut aasani se kam kar sakte hain uski sabse bari wajah yah hai ki forex trading mein market ki movement normal hoti hai sivaiy un dinon ke jab Koi bahut bari economic news aati hai. New traders ko chahie ke forex trading mein Small lot size use Karen aur trading karna start kar den koshish Karni chahie ki aap trading trend ke sath Karen aur opposite to the trend mat jaen. Trend ke sath trading karne se aap ko bahut fayda hasil ho ga. Trading trend se Murad yeh hoti hai ki jab market ek simt mein movement kar rahi hai aur kuch ghante us simt mein move karti hai to aap ko yah clear hota hai ki aaj market up ja rahe hay ya down. Jab market oversold ya overbought Ho jaati hai to use waqt market ka jo reversal ho wahan bhe ham trade laga sakty Hain.
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : currency mai new traders be kam kar sakty hain ?

                yes of course new traders har jaga kam kr skty haun jo jo insta ky instruments apko mil jaty hain ap un ma kam kr skty yo forex trading marlrt ma kam krna apky leay tb he profit ky qabil bnata hai aoko jab apko rules ka pta ho market ma knowledge aor ho aor apoo indicators ko use krna have ata ho agr apko confidence na ho to trading ky leay responsibility na lo aor wait kro aor behtr hai demo account practice kr lo aor jari rakho jab tk apko smjh nhi ati forex market ma apko tb he profit hota hai jab ap trading expert bn ky kam krty ho technical analysis aor fundamental analysis ky leay apko market ma trading instruments sy comparison krna hota hai market ma liquidity term use hoti hai jis se humari social networking bhi trade ma ati hai
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza : currency mai new traders be kam kar sakty hain ?

                  Jab ham log Apna Instagram account Banakar ismein investment Karte Hain To isase Ham logon ko bahut fayda Hota Hai Is Tarah Se ham log insta Mein investment Karke Kafi Achcha profit Hassan kar sakte hain insta ka account activity Achcha Kaun Hai jismein ham log Kafi investment Karke Achcha profit Asar karne mein kamyabi Hasil kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza : currency mai new traders be kam kar sakty hain ?

                    New trader bhi currency mn kam kr sakty hain. Mgr fariq itna hy k jo experience wala trader hy usko trde krny mn itni mushkil ni aati jitni k new members ko aati hy. Trde krna itna asan kam ni hy. Trade lgani itni mushkil ni hy mr us k analysis kr k indicator ko use kr k trade journal ko study kr k news sun k technical analysis kr k or economic postion dekh k kisi pair ka jaiza new trader k liye boht mushkil hy jiski wja sy nuqsan mn jaty hain. New trader ko chahye k wo copy trade wala option use kr len. Copy trade mn ap kisi bhi experience waly broker ki copy krty hain. Or wohi apki trade set krta hy or account manage krta hy to agr profit ho to 30% leta or apko 70% deta agr loss ho to wo loss ni deta apko. Wo best option hy. Ya. Phir mehnat kren ta k ap expert ban jaen.
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza : currency mai new traders be kam kar sakty hain ?

                      Currency mein new trader ka work karna:

                      G Han jo bhi new trader is business mein enter hotey hein woh is mein start mein currency par hi work kartey hein aur taqriban jo new trader hotey hein woh basic Currency jesa keh EURUSD GBPUSD USDJPY in sab currencies par work kartey hein kioun keh in ke spread bhi bohot hi kam hotey hein aur dusri bat yeh he keh in pairs ka jo trend direction hoti hey woh bhi bohot hi ziada clear hoti hey aur hum usko achi trha se identify karke is mein achi trha se trading kar saktey hein aur is mein kamiyab ho saktey hien, New traders ko chahiye keh woh sab se pehle to demo account mein kisi bhi currency mein achi trha se practice karen aur just 2 ya 3 currency pair mein achi practice karne ke bad hi is business ke real account mein akar work karey to woh achi trha se kamiayb ho saktey hein
                      https://t.me/pump_upp
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza : currency mai new traders be kam kar sakty hain ?

                        g han bhai jan forex trading main currency pairs main new tradors bhi trading kar skty hain infact wo aghr acha knolwedge rakhty hain trading ka tu wo bilkul kar skty hain forex main har banda apni trading main aghr maahar hai tu osy kisi ki ijzat ki zarrt nahi hoti hai tu wo aghr chahat hai tu kar skta hai es liye hmain en baton se zyda enm baton par dehan dena chahye k hum ny apni trading ko bahtr kis tra kara hai jis se hum apni tading main kamyab ho jaen por achi earing kar skaen baki pairs main trading karna mushkl bhi hai or asan bhi hai bat hmary expiernce ki hoti hai jitna cha xpierce hoga otna he hum bahtr trading kar skty hain or hmain loss bhi kam se kam hota hai jub hum expiernce ki base par trading karty hain tu aghr new mambers ny abhi rading satrt nahi ki hai tu un ko chahye k pahly demo account use kare ta k un ki trading ability or expiernce gaiun ho jay or ach aprofit gain kar saken
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza : currency mai new traders be kam kar sakty hain ?

                          Forex mai currency mai trading kay liye new traders bhi easily kaam ker saktay hain. Forex trading business mai traders ko market mai samajhnay kay liye trading kay start mai he currency pay trading ker kay experience haasil kerna chaiye. Kiyu kay currency ki exchange prices bhi Kamm hoti hain aur spreads bhi Kamm hotay hain aur unki movement bhi itni ziada nahi hoti kay traders ko ziada masla paish aey. Iss liye expert traders new aur junior traders ko hamesha yehi advice kertay hain kay pehlay currency pairs pay trading shuru kia karain uss kay baad jab acha experience ho jaey aur unhain trading ki achi Tarah samajh ajaey tou phir commodities pay trading start kerni chaiye. Commodities pay trading kay liye a ha aur strong balance, achi learning aur knowledge aur acha experience hona chaiye. Issb Tarah trading start ker kay traders ko ziada moqa mill Jata hai aur jo traders directly commodities pay trading start kertay hain woh shuru mai he experience na honay ki wajah say loss ker kay parshani mai mubtala hojatey hain
                          • #14 Collapse

                            Re: jaiza : currency mai new traders be kam kar sakty hain ?

                            Asalam o alikum friend ap ki bt bilkal durst hy forex trading main jb ham new hoty han to hamary liay forex aik difficult business hota hy hamy curncies m kam krna hota hy new hony ki wja sy hmary pas knowledge or experience b km hota hamy phly forex trading ki achi learning karni chaiy phr hi forex m trading karni chaiy agr ham forex trading ko mukmal time dy kr is m bharpor mehnat karan gy to hi is m achi earning k sath successful ho saken gy forex aik international or unique business hy jo k kbi b bnd na hony wala business hy ham is m rat or din m kisi b time kam kr skty han forex aik asa wahid business hy jo hamy achi earning k sath sath bahtreen learning b dyta hy forex m kam karty hoay hamy loss b hota hy hamy loss hmari mistakes ki wja sy hota hy hamy loss sy ni ghbrana chaiy is m market ka koi qsor ni hota hamy is m zyada sy zyada mehnat kar k acha profit hasil karna chaey
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jaiza : currency mai new traders be kam kar sakty hain ?

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Abid4li پيغام ديکھيے
                              jaiza : currency mai new traders be kam kar sakty hain ?<br />forex aik acha business hain agar hum is mai new hain to hamy currency mai kam karna ho ga forex mai hum live caht kar sakty hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hum is mai musalsal mahnet sy kam kary gy to he hum agy bar saky gy forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hta forex kabe be band na hny wala business hain hum is mai live caht kar sakty hain hum is mai apny boss ap he hoty hain forex aik legal business hain
                              Ji ap nay bohat acha jaiza paish kia hay aor us main bohat achi information share ki hay main ap ki bat say agree karta hoon. Yahan par main aik bat understand karna chahonga k kia Forex market aor currency market do alag alag markets hain ya phir aik hi market kay do names hain agar to Forex market hi currency market hay to maray khial main yeh kehna bil kul thek nahi hay k ye bohat ziada easy hay han es main trade open karna others businesses ki nisbat ziada easy hay lakin es kay liay yeh bohat zarori hay k Forex trading ko poori taran learn kia jay aor Forex ka complete knowledge gain kia jay aor ziada say ziada practice ki jay kun k agar koi new trader Forex main fail hota hay to woh knowledge, learning and experience ki kami ki wajah say hi hota es lay new traders ko currency trading zaror karni chahiay lakin es kay liay learning and experience bohat zarori hay aor ziada say ziada hardworking ki bhi zarorat hay es taran currency trading main kamyabi easy ho sakti hay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X