USD Unemplyment claims or is ky mulke maisheat par asrat
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    agar kisi bhi country ke umployment high hote hai tu ous mulk ke economy per fark parta hai kuin ke is ke apne log jobs per nahi hote hai jis ke waja se on ke economy per fark parta hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      g bilkul ap ny sai kaha usd unemployment or is k mulk ki maishat par asrat hoty hn agar us men log byrooz gar hon gn un k basic needs pori ni hon gi jis sy mulk ki maishat par asar pary ga mulk men byrozgari mulk ki economy py bht effect karti ha
      • #18 Collapse

        in my opinion usd(us dollar) is more impact on our country economic , there millions of unemployed worker these days, there are many unemployed just like you who have gone on to new better job, forex is the best opportunity for you
         
        • #19 Collapse

          bilkul theek kaha
          unemployment ki ratio ici trha extract ki jati ha
          jo news hamyen milti hain
          un se ratio nikal li jti ha
          aur ic trha har mulk ko pta chlta ha k us k waha kitni unemployment ha
          aur ic trha uski maieshat asar andaz bhe hoti ha
          • #20 Collapse

            Usd Unemployment ya phir Eur Umeployment rate.Ye wo newse hoti hai jinki wja say market kafi zyada move krti hai Lakin mere khyal say bilkul hi newses pr depend ho kr trading nhi krni chahiye Q k sometime newses trader k faviour mai hoti hai or trader ko profit hota hai lakin many time trader k against hoti hai or loss b ho skta hai.blkay apni technical analysing or apni thoughts ko b use krna chahiye or trading krni chahiye.
            https://t.me/pump_upp
            • #21 Collapse

              jis tara technical analysis lazmi hien isi tara is business mi forex news per bhi tawaja dena lazmi ha jo forex tarder news se pehly trade kerty hien and wo is ka kas khiyal nahi rakty hien wo lazmi kisi na kisi mushkal ka samna kerna perta ha and un ko loss ka ziyada samna kerna perta ha.
              • #22 Collapse

                News se aaj kal bahut important hai, EURUSD paid kain hafto se bearish trend mein tha, USD kain hafto ke peak pe tha, news kharab toh thi lekin itni kharab nahi thi jitna dollar gira. Sabko malum hai ki dollar mein zayada saal tikne ki value nahi hai. Investors nein apna paisa nikal liya, stock market gira di. Kain baar sochke darr lagta hai 2008 lehman brothers jaisa fir dubara na ho. Dollar toh girega hi but sath hi duri currencies bhi girenge
                • #23 Collapse

                  meray dost ye news hr thursday ko usd ki ati hai us ka ager unemployment claim data ki report zaeda ati hai to usd week hota hai our ager kam ati hai to usd strong ata hai isi tarha baki currencies ka bhe data release hota hai
                  • #24 Collapse

                    USD Unemplyment claims or is ky mulke maisheat par asrat ye ha k is news k aty he market ki move phele se kafi zaida ho jati ha or market min adham mach jata ha is new se market min kafi effect hota ha ye USD ki news ha or ye har month k end min ati ha
                    • #25 Collapse

                      g aap ne bhilkul sahi kaha agar kisi country main unemployment ki percentage barh jaae to us country ki economy low ho jaati hai aor currency down ho jaati hai. Forex main in news ki bohat ahmiat hoti hai in ko samajh kar agar trading ki jaae to successful hoti hai
                      • #26 Collapse

                        jb kisi country me employments na ho to wo mulk kese taraki ker sakhta he is se mulk me berozgari ati he or mulk ki currancy ki value or economics value bhi km hoti he
                        • #27 Collapse

                          bhia usd enplloywement job data hota hn ke us ne 1 month kitni job di hn aur enemploment ka kitna % kami ae hn jisse market ecnomu aur usd economy pe bohat zyada effect prta hn :)
                          • #28 Collapse

                            Re: USD Unemplyment claims or is ky mulke maisheat par asrat

                            jab yeh data positive ata hai tu ap ka dollar Strong hota hai or market mai be kafi taizi daikhny ko mily gi or jab ye he data negative mai aye ga ap k pas tu ap ko market mai kafi dollar weak hoty howay nazar aye ga.
                            • #29 Collapse

                              Re: USD Unemplyment claims or is ky mulke maisheat par asrat

                              Unemployment claim main main job create ki jati Hai agar unemployment claim kaam aayega to is country ke halat behtar hoge aur us strong hoga jis se gold sell aayega aur unemployment claim chef job create kam hogi jise berojgari hogi aur aur USD week hoga aur Gold ke upar jane ke jyada chance honge isiliye unemployment blame par dekh Kar trade Kiya Karen
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: USD Unemplyment claims or is ky mulke maisheat par asrat

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: neatpassion30 پيغام ديکھيے
                                jab yeh data positive ata hai tu ap ka dollar Strong hota hai or market mai be kafi taizi daikhny ko mily gi or jab ye he data negative mai aye ga ap k pas tu ap ko market mai kafi dollar weak hoty howay nazar aye ga.
                                Well woh tu theek hai positive kay sath strong tu hoga or negative kay sath weak tu hoga yeh tu ik general c baat hai asal bat yeh hai kay ap jab Forex main news ko follow karty hain tu usd ki news mai high impact news hai kay usd unemployment claims ka data kiya hoga. tu yeh judge karna news se pehlay kay data positive aye ga ya negative tu us ki base pay jab ap trade karo gay tu us mai asal profit hai. or scalping karny walay es ko achi tarha judge kar kay bhout acha profit earn karty hain.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X