jaiza : bager planing ky forex mai kam na kary
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : bager planing ky forex mai kam na kary
    forex mai hamy kabe be bager palaning ky kam nahi karna chahey q ky hamy loss ho jy ga is mai market ka ya broekrs ka balm nahi htoa hamy acha knolwedge or acha experience gain kar ky acha plan bana kar kam karna ho ga pher he hum earning gain kar saky gy forex aik acha business hain is mai usa or new yok jasy bary bary mumalik involve hain hum is mai apny boss ap he hoty hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik aasa busines hain jo hamy leanring be deta hain or hamy earning be deta hain hum is mai apne marze sy time table bana kar asane sy kam kaer sakty hain or paisa kama sakty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : bager planing ky forex mai kam na kary

    Dear members forex trading business hai aur kisi business main kamyabi ke liye aap ko pahle planning karni parti hai. Yahan per planning se murad aap ke trading account ki money management, trend judgement, selection of right pair, and finally selection of lot size in trades. Jab aap in tamam chezon ko follow karte hain aur ek achca lahi Amal banate hain to is tamam process ko planning kaha jata hai. In mein se agar aap ek ya ek se zyada points Ko miss karte hain to aapko earning hasil karne mein bahut dushwari aegi. Jab bhi aap trade lagate Hain to sabse pahle profit ki sharah aur loss ki sharh ko apne sath yahan nasheen karle. Agar aap ko apni kisi trade mein trend ki clearity nahin hai to aap stop loss tool lazmi use Karen Taki aap kisi bare nuksan se bach sakin.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : bager planing ky forex mai kam na kary

      Trade success main planning ki bahot zyada importance hoti hai ky agar ham achi planning kerny ky bahd trade open kerty hain tou hamain trade main loss bhi nehi hota aur hamari trade achy profit main close ho sakti hai hamain apni trade ko plan kerny main jin factors ko cater kerna zaruri hai un main following factors bahot important hoty hain

      ACHY ANALYSIS

      Analysis two types ky hoty hain jin main technical analysis aur fundamental analysis dono shamil hoty hain hamain planning main sab sy pehly analysis kerna zaruri hoty hain agar ham dono terha ky analysis kerny ky bahd market ki achi prediction kerny ky bahd trade open kerain tou profit ky chances zyada hoty hain

      LOT SIZE

      lot size hamesha aesa select kerain ky market beshak maximum support ya resistance tak hamari open trade ky against chali jaey tou hamara balance safe reh saky ky hamain account wash na ho jab market reverse move kery gi tou hamara loss bhi recover ho jaey ga aur hamain profit bhi zarur hasil hoga

      STOP LOSS AUR TAKE PROFIT

      Hamain her open ki jany wali trade main stop loss aur take profit market ky technical analysis ki base per lagana chahiay ky agar market main koi resistance ya support break hoti hai tou hamara stop loss hit ho jaey aur ham bary loss sy bach jaey jabky take profit jab market hamari favour main move kerty huey support ya resistance tak poch jaey tou reverse hony sy pehly hamari tp hit ho jaey

      CONTINUE MARKET OBSERVATION

      Trade open kerny ky bahd market ko continue observe kerty rehna chahiay ky jab loss kisi limit sy zyada increase hony lagy tou ham stretigy change ker ky loss ko control ker sakain hamain apni trade ko bary loss sy bacha ker continue kerny sy acha profit zarur milta hai

      Forex market main achi planning ky sath open ki jany wali trade main loss ky chances kam aur profit ky chances bahot zyada hoty hain ky ham loss ko asani sy control ker lety hain aur profit ka target easily achieve ker sakty hain jis ky liay upper ky tamam options hamari planning ka hisa hona chahien taky ham apni investment per secure trade ker sakain
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : bager planing ky forex mai kam na kary

        Asalam o alikum friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap sy agree karta hon forex aik profitable business hy mgr sath hi ye difficult or risky b hy is m agr hamy successful hona hy to hamy achy or perfect plan bnany hon gy acha knowledge or perfect experience hasil kar k achi planning k sath kamyab trading kr skty han forex m hamy jo profit or loss hota hy us m market ka koi qsor ni hota is k zimadar ham khud hoty han q k forex hmara apna business hota hy is m apny boss ham khud hoty han forex aik asa wahid business hy jo hamy achi earning k sath sath achi learning dyta hy is m ham rat or din m kisi b time koi bi timetable bna kr kam kr skty han or successful ho sakty han
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : bager planing ky forex mai kam na kary

          Yes dear ye to ap ne bahot hi achi baat ki hai k hum ne agar ais market mai kaam karna hai to hum ko ais market mai ye dekhna hai k hum ais market mai jo investment kar rahy hai aus par kaam kaisy kary gay aor aus k baad hum ko ais market mai jo trade lagani hai aus k liay phly work out karna chaye agar hum ais market mai analysis k baghair trade lagye gay to aus se hum ko loss ye ho ga k humra account wash ho sakta hai ais liay hum ko ais market mai soch samjh k aor planing k sath kaam karna chaye ais se hum ais market mai asani se acha profit bana sakty hai ais market mai kamyab wo hota hai jo ais market mai discipline k sath kaam karta hai agar ap ais mai ye baat samjh jaye to kamyab ho sakty hain.
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : bager planing ky forex mai kam na kary

            Har kam ko plan kar kay waise b karna chiye. Baghir planning kay koi b kam Karin tu aksar iss ka result jis trah say socha hota hai iss trah say nai hota hai. iss trah say yahi chez forex kay business per b apply hoti hai , ager trading ko behtar planning kay kiya jiye tu phir iss say reuslits b bohot he achy aaty hain warna ager baghir planning ke eider oder ke trading Karin tu iss say koi khas result b nai milta hai aur na he traders ke learning hoti hai aur sab say important baat yeh ke loss b hota rehta hai .
            Iss liye new aur expeirnced sary he traders ko chaiye ke woh forex trading jaise risky business mai jab b kam Karin tu achi aur behtar planning kay sath Karin tu tab he behtar results ke umeed rakhin.
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : bager planing ky forex mai kam na kary

              G han bilkul Forex trading business me app ko baghir kesi powerful planing key trading nahi karni chaye, agar app baghir kesi planing ki trading karo gey to Forex business app ko bahot zeyda loss de sakta hay es business me baghir planing key trading karny waly traders ko loss be hota hay aur ye business esy traders key ley dangerous be hay traders ko sochna chaye key hamy esi kon si planing key sath trading karna ho gi jes ki waja se loss kam hony ko yakeeni banaya jay.
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : bager planing ky forex mai kam na kary

                Dear mera self opinion es bary me ye hay key baghir planing ki trading me profit ho hi nahi sakta hay aur traders ka ye sochna key us ki baghir planing ki trading kamyab ho sakti hay esy traders bilkul be ghalat sochty hey, app agar successful ho sakty ho to planing key sath ki gai trading me hi ye possible hay, otherwise esy bahot se fail traders majood hey jo baghir planing ki trading es ley karty hey key baghir kesi mehnat key us ko zeyda profit ho saky magar ye bilkul be possible nahi key ham planing na karen aur hamy kamyabi mil jaye.
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza : bager planing ky forex mai kam na kary

                  Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha main ap sy mutafiq hon k forex trading main Jab hum log mehnat karny gy knowledge or experience hasil karny gy demo account main practice karny gy to hum for ex trading main kamyab ho sakty han
                  Jab k hum bagar knowledge or experience k trading karny gy to humy loss ho sakta ha or ho sakta ha k humara account he wash ho jay jab humara pass koi planning ya strategy sahe ni ho ge to humy ziada loss ho sakta ha is ley humy proper money management or risk management k sath trading karni chae ta k humy ziada loss na ho or hum kamyab ho sakeny gy
                  Forex trading main jtni mehnat karny gy humy utny he kamyab hon gy or life ko behtar bana sakty or hum ziada sy ziada earning kar sakty han ache planning or strategy k sath
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza : bager planing ky forex mai kam na kary

                    Ji bhai jan ap nay bil kul thek bat ki hay main ap ki bat say agree karta hoon. Koi bhi business aisa nahi jo world main baghair planing kay kamyab ho jay ya us say earning ho sakay har business main businessman ful planing kay sath kam karta hay aor paisay kamata hay esi taran Forex trading bhi hay es main bhi planing bohat zarori hay others business ki nisbat es main planing karna kafi difficult hota hay es kay liay pehlay Forex ka achi taran knowledge hasil kia jata hay aor learning complete ki jati hay es kay bad aik plan tiar kia jata hay k trade kes taran start karni hay aor kes time pay start karni hay kes taran market analysis karnay hain kon sa trade volume choose karna hay kes broker kay sath account create kar kay trading karni hay aor kes taran ki strategy tiar kar kay trading karni hay es kay bad real account main trading karnay say pehlay demo pay apni planing kay hisab say practice karni chahiay agar planing kamyab hoti hay aor us say emo trade bhi success ho jati hay to es kay bad hi esi planing kay sath real trading account main trading karni chahiay es taran kamyabi kay chances barh jatay hain. without planing Forex trading bil kul nahi karni chahiay.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza : bager planing ky forex mai kam na kary

                      Business kabhi bhi baghair planning aur mansuba bandi kay nahi kiye jaa saktay hain. Forex trading business ko hum ziada planning say kertay hain kiyu kay ye aik aisa business hai jo poori duniya mai bohat barey paimanay per ho raha hai aur pooray world mai laakhoo traders iss business mai kaam ker rahey hain aur forex trading say her rooz laakhoo traders millions dollars kama rahey hain. Forex trading business ho ya koi bhi aam business ho usay planning kay saath kernay say bohat faida hota hai kiyu kay jab hum pehlay planning ker laitay hain tou hum agay aanay waley tamaam uunch neech say pehlay waaqif ho jatey hain aur uss ka sadde baab bhi pehlay say ker lia jata hai. Planning kertay waqt tarders apnay account balance ko daikhtay hain aur uss kay tanasub say he apni trades ka lot size set kertay hain phir aik waqt mai aik he trade open kertay hain takay free margin bhi apnay account mai mojud ho. Forex trading mai traders ko baghair planning kay bilkul bhi kaam nahi kerna chaiye

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X