Jaiza: Control Greed + Emotions = Account Growth
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Control Greed + Emotions = Account Growth
    Assalam o alaikum dear members and traders.Umeed hai aap sub bohat achay hongay. Forex mai kuch kaam aisay hain jinhain kernay say bohat achi inome hoti hai aur profit barh jata hai jaisay kay achi learning,acha knowledge,demo pay achi practice,Trading market ki news aur signals ki achi soojh boojh hain. Issi tarah forex mai kuch kaam aisay bhi hain jinhain na kia jaey matlab control ker lia jaey tou earning achi ki jaa sakti hai jaisay kay greed ya laalach, emotions matlab jald baaz hona hain. traders jab tak apnay laalach pay control nahi kertay aur apni jald baaz tabiat aur emotional pann pay control kerna nahi seekhtay tab tak achi earning nahi hoti hain. Traders ko chaiye apnay greed pay control kia karain aur emotions ko business mai na laya karain tou unka account aur business dono bohat grow ker saktay hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Control Greed + Emotions = Account Growth

    Ji han dost aapane bahut hi acchi baat ki hai agar aap Lal control kar lete hain to aap bahut hi Aage Ja sakte hain ya sirf Forex trading 1 worldwide best business hai isliye ismein tabhi aap Kamyab ho sakte hain Jab aap lalach ke bagair ismein kam Karen Agar aapke pass lalach Ko Chhod De aur apne emotions ko control Kare to Uske bad aap bahut hi accha prapt kar sakte hain isliye hard worker 72 experience ke sath aapas mein kamyabi kar sakte hain aur apne Life ko sabse Behtar banaa sakte hain aur Forex trading Mein Kamyab aur Achcha profit Hasil kar sakte hain isliye hard worker mehnat Karen aur Forex Mein kamyabi Hasil Karen
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Control Greed + Emotions = Account Growth

      Greed aur emotional ko trading me agar control kia jaye ya bilkul be traders remove karny me kamyab ho jaye to esy traders ki Forex business me ye kamyabi hi hoti hay, ham profit earn karny ka lalach be karty hey aur loss hony se darny ki waja se emotional be ho jaty hey es tarha ki trading se ham achy traders nahi ban sakty, khud ko Forex business me responsible trader banany ki koshish karni chaye aur trading bahot hi discipline key sath karny ki koshish be karni chaye, kesi be professional traders ki trading history me app ko greed aur emotional name ki cheez nahi mily gi yahi kamyabi ka raz be hay.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Control Greed + Emotions = Account Growth

        Asalam o alikum dear ap ki bt bilkal durst hy m ap sy agree karta hon forex aik bot bara online profitable business hy ye hamy bot c saholyat dyta hy jin m Kam kr k ham acha profit hasil krty han or hmara account brhta hy or kuch batan asi hoti han jin k krny sy hmara account wash ho jata hy jin m sy sb sy bari waja greed hy mtlb lalich krna jo k dunya k kisi bi kam m a jaiy to hr kam ko tba kr dyta hy forex m b jb ham lalich krty han apny lalich py control ni kar sakty to ye hamy loss dyta hy lalich ham m tb ata hy jb ham jaldi ameer banna chahty han or zyada kmana chahty han or dosri wja emotions han ham apny emotions ko tb control ni kar paty jb hamy zyada profit ya zyada loss ho ra ho asi wjohat sy hmara account ni brhta asy hi bot c baton ki wja sy hmara account brhta hy jasa k trading sy pehly achi learning acha knowledge or best experience hasil krna hy hamy in chezon m expert bn kr trading krni chaiy
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Control Greed + Emotions = Account Growth

          Yes dear ye to ap ne sahe kaha hai agar hum apny emotion par control karty hai to hum ais market mai se acha profit hasil karna chaty hai to hum ko ais market mai koi bhi trade lagani se phly apny emotion par control rakhna chaye aor aus k sath hum ko ais market mai kabi bhi greedy ni hona chaye kun k hum jab ais market mai koi bari trade lagaty hai aor aus time agar market humry opposite jati hai to hum ko kafi zayda loss ho sakta hai aor hum aus mai apna account bhi wash kar sakty hai ais liay hum ko ais market mai tab hi kaam karna chaye jab hum ko ais market mai achi trade mily aor aus k baad hum ais market mai thora risk ley aor ais market mai acha profit bana sakty hai.

          اب آن لائن

          Working...
          X