Pakistani traders currency market ke jagha Gold ke trading ko tarjee kion daite ha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pakistani traders currency market ke jagha Gold ke trading ko tarjee kion daite ha?
    Gold ke trading laghta yahi ke Pakistan mai currency per trading ke nisbat bohot he ziada popular hai.
    ager forum per daikhin tu Gold ke market ko bohot he ziada discuses kiya ja raha hota hai jis say laghta yahi kai Pakistani traders ya tu gold ke market mai trading karty hain ya phir Gold ke market mai trading karnay ka soch rahy hoty hain.
    Wasie tu diakha jiye tu Gold ke market currency ke market ke nisbat bohot he ziada risky market hai aur iss mai trading currency market ke nisbat bohot ziada complicated b hai .

    Ap kay khayal mai Pakistani traders currency market ke jagha per Gold ke trading ko tarjee kion daite hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Pakistani traders currency market ke jagha Gold ke trading ko tarjee kion daite h

    Dear esi bat bilkul be nahi hay me khud currency pairs me hi trading karta hon aur meri koshish hoti hay key me EUR/USD, GBP/USD jesy popular aur profitable pairs me trading karon, koch traders risky pairs me be trading karty hey kesi app Forex market me pabandi nahi hoti hay har trader ki apni marzi hoti hay key wo gold me trading kary ya currency pair me, ye dekna chaye key hamari learning aur trading ka experience kes level ka hay agar ham gold me easily trading kar sakty hey to baghir sochy samjy hamy gold me hi trading karni chaye.
    • #3 Collapse

      Re: Pakistani traders currency market ke jagha Gold ke trading ko tarjee kion daite h

      Dear agar ap ne dekha ho to ais market mai jo gold ki moment hai wo aik din mai atni zayda ni hoti k market aik hi taraf nikal jaye ya ais market mai agar ap ne gold ko dekha ho to ye zayda tar range mai moment karta hai aor agar ap ki trade trend k opposite bhi lag jaye to wo bhi asani se ais mai se nikal sakty hai jab market entry point par aati hai to aus time ap aus ko close kar sakty hai ais market mai ap ne agar kaam kar k profit lena hai to gold sab se best hai ais mai bas ap ko lot ka khyal rakhna hai aor aus k baad ap ais market mai se profit bana sakty hai ais market mai ap ko gold par trade hold rakhni hai thora time lag sakta hai magar ap ko ais mai profit acha ho jata hai ais mai ap k andar sabar hona chaye.
      • #4 Collapse

        Re: Pakistani traders currency market ke jagha Gold ke trading ko tarjee kion daite h

        Currencies pair me trading karny ka be faida hota hay aur bahot se Forex market me app ko currency traders be mil sakty hey magar koch traders app ko esy be milty hey jes ne start se hi gold me trading ka experience hasil kia hota hay aur koch traders ne crude oil ka be experience gain kia hota hay, gold me trading karny ko tarjeeh es ley zeyda di jati hay key es me profit ka margin kesi be pair se zeyda hota hay koch traders multiple pairs me be trading ka experience rakty hey.
        • #5 Collapse

          Re: Pakistani traders currency market ke jagha Gold ke trading ko tarjee kion daite h

          Han mein apki bat se agree karta hun hamare pakistani traders kafi ziada hein jo keh gold par trading kartey hein aur yeh har trader ka apna aik passion hota he keh woh kis chez mein ziada trading karta hey aur kis mein woh ziada interested hey isliye hamen just apni hi trading par focus karna chahiye aur zahir c bat he keh jis trader ko jis pair ya gold mein ziada faida hota hey woh usy mein hi trade kartey hein aur yehi wajha he keh Gold ki jo movement hoti hey woh kafi ziada fast hoti hey aur bohot sarey traders short time mein profit karna chahtey hein jiski wjha se woh Gold ko ziada prefer kartey hein aur gold mein bohot hi short time mein aap aik acha profit nikalne mein kamiyab ho saktey hein isliye bohot sarey traders Gold mein apna pesa invest karke beth jatey hein aur achey ki umeed lagaye is mein work kartey hein.
          https://t.me/pump_upp
          • #6 Collapse

            Re: Pakistani traders currency market ke jagha Gold ke trading ko tarjee kion daite h

            Pakistan mai traders gold mai he ziada trading kertay hain. Iss ka reason bhi bohat solid hai. Jab aik trader forex ko join kerta Hai tou usay ye M nahi hota hai kay jo prices show ho rahi hoti hai wo human profit ya loss mai nahi mill jaati jaisay abhi gold ki price 1455$ hai tou ye aik ounce ki price hai aur ye tou market price hai. Aisa bilkul nahi hai kay profit say ye puri price mill ajey hi bulkay trader ko tou uss ki trade kayot size kay barabar he profit milay ga. Ye aim aisa Co cept hai jo Pakistani traders ko gold ki tradi g ki taraf lay kay Jata hai. Dusra reason Pakistan mmai gd ki trading ko prefer kernay ka ye hai kay gold ki achi trading USA market mai hoti hai jis ka time Pakistani waqt kay mutabiq raat 2030hrs pay shuru hota hai jiss mai Pakistani traders araam say kaam ker saktay hain kiyu kay din mai apnay dusray Kam ya jobs say free ho kay raat ko unhain trading mai ziada time mill Jata hai.

            Gold mai trading mai achay profits mil jatey hain jinn kay liye account balance acha hona aur phir trade open kernay say pehlay trends ki achi study ki zarurat hai uss kay baad gold pay trading say bohat faida utha ya jaa sakta hai
            • #7 Collapse

              Re: Pakistani traders currency market ke jagha Gold ke trading ko tarjee kion daite h

              pakistan main gold ky tarder es lea ziada hai kyon ky yeh aik asa pair hai jiss main bohut he fast movement hoti hai jiss say aik he din main log buy aur sell kar ky apna profit banty hain main bhi ziada tar gold main he kam karta hn aur mujhy gold ky pair ki ziada samjh hai esi tara say pakistan main rehy waly traders ziaa tar gold main he kam karty hain aur es ky bad oil hai jiss main bhi los bohut ziada kam karty hain jitny pair kam hongy utny he ap ko uss pair main achy achy signal mily gain kyon ky ap ka experience jab aik pair main ziada ho jata hai tu ap ko us ki samajh bhi ziada aa ajti hai jiss say har trade ko ap pick kar ky uss main acha profit bnaa sakty hain es lea try karain kam pair main kam karain aur usko best bnain practice kar kar ky.
              • #8 Collapse

                Re: Pakistani traders currency market ke jagha Gold ke trading ko tarjee kion daite h

                ham pak forex forum main currency par trading karty hain hamy is main acha experience or knowledge hasil kar ky is main mehnat sy kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty ham forex main 24 ganhto main sy kisi be waqt kam kar sakty hain ham is main day main trading kar sakty hain or ham is main night main be trading kar sakty hain hamy aik time table bana kar is main mehnat sy kam karna chahey pher hi ham apna target pora kar sakty hain agr ham poors hain yai job less hain to ham forex ko part time join kar sakty hain or acha profit hasiil kar ky apni life sy berozgari ko kathem kar sakty hain ham is main din main trading kar sakty hain ham is main apni marzi sy raat main be kam kar sakty hain yai online ki dunya main aik king business hain
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Pakistani traders currency market ke jagha Gold ke trading ko tarjee kion daite h

                  forex aik internatinal business han hum is mai currncy mai kam kar ky earning gain karr sakty hain hamy learning gain kar ky market ke movement ko samj kar kam karna ho ga forex paksitan mai legal ban cuka hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hum is mai market ko analysiz kar ky kam kary gy to he hum passia kama saky gy hamy aik time table bana kar forex mai kam karna ho ga forex pakistan mai legal ban cuka hain hum is mai apny boss ap he hoty hain hum is mai bager balance accountbana kar be kam kar sakty hain hum is mai out off balance account bana kar be kam kar sakaty hain forex aik unique business hain is mai dnay ky bary bary mumalik invovel hain forex business mai hm apny boss ap he hoty hain

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X