Dollar Mehnga Honay ki waja se Car ki prices main izafa
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Dollar Mehnga Honay ki waja se Car ki prices main izafa
    Dear Friends

    Jaisa kay ap janty hain . Gari rahkna Pakistan main har banday ki zaroarat hai. jis ko woh ab sahi se pura nahi kar paye ga.Us ki waja yeh hai kay Pakistan main Dollar Mehnga Honay ki waja se Un Ki Prices main kafi izafa ho geya hai normal se normal Gari be Ab 25000 tak mehngi howi hai price cars ki jitni zaida karain gy us kadar cars mehngi howi hain

    Ap apni Raye se zaror Agah Karain

    Shukriya.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Dollar Mehnga Honay ki waja se Car ki prices main izafa

    Assalam.o alaikum brothers jesa k ap jantay hain k gari har shakhs ki zarurat hai ajkal k daur me magar jesay jesay dollar ka rate up hota ja rha hai wesay wesay cars aur bikes ka rate bhi zeada ho rha hai q k pakistan me ye ni bnti aur foreign country se dollar me buy krte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Dollar Mehnga Honay ki waja se Car ki prices main izafa

      my dears friends
      umeed ha ka app sab thk ho gay ji jasa kay app sab ko ilm ha kay car ya koi bi gadhi ko rakhna har insan ki majboori ha or lakin ab ya or bi nakumkin ha kyu kay ab market ma dollars ki price bot hi up ho gay ha or jis say car ki bi kimat zyida ho gay gi or is ki main waja ya ha kyu kay pory world ma jo bi karobar hota ha who sab dollars par log karty ha kyu kay ya bot hi famous currency ha or log banalaqwami level par log dollars say hi trade karty ha or is waja say phr agar is ki kimat up ho jay to phar baki sab ki kimat bi up ho jaty ha

      اب آن لائن

      Working...
      X