Indicator aur Chart Ka Role
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indicator aur Chart Ka Role
    Forex Trading main jab tak ap ko indicator kay use kay sath chart ka use krna nahi aye ga tu ap sahi tarha se chart py draw nahi kar sakain gy tu ap ko nahi pata chaly ga kaha double top up bana hai. kaha market overbhought ya kaha oversold howi hai. kaisy ap nay kitny time frame pay candle ko set krna hai or kaisy long term or short term ko ap chose kar sakty hain. yeh sub ap ko tab pata chaly ga jab ap ko Trading main yeh maloom hoga kay ap ko chart ki setting kaisy karni hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Indicator aur Chart Ka Role

    Jab ap chart main indicators use karty hain tu us kay sath apko chose karna hota hai kay ap nay jo indicators use keye hain un ka time frame ap ko kon sa suit kar raha hai. sath main ap ko daikhna hota hai kay trend line jo ap draw karain gy woh kis color ki hogi. us candle mai jo ap kay chart pay show ho rahi hai un ka kon sa pattern ban raha hai or kitny time frame pay ap trend line ko draw kar rahy hain yeh woh sub basic cheezain hai jo ap ko chart ki setting or indicator kay use kay leye istamal karna cheye.

    اب آن لائن

    Working...
    X