Decision power ka faida
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Decision power ka faida
    Forex business me decision power ka bahot hi zeyda faida hota hay agar app ka decision power acha hay to app koi be ghalat trade open jaldi me nahi kar sakty ho, jen traders key decision power weak level ka hota hay aur jaldi me koi acha decision nahi le sakty esy traders etni asani se profitable trading be nahi kar sakty hey, traders me ye quality hona lazmi hay key jab wo market ka jaiza len to wo quickly koi acha decision leny me kamyab ho jaye, hamari kamyabi me hamara decision power be bahot ehmeyat rakta hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Decision power ka faida

    Forex trading aik business hai aur koi bhi business ho us mein decision power ki bahut zyada ahmiyat hoti hai agar aap sahi waqt per sahi decision lenge to tab hi aap ka business Grow kare ga aur aap ko achi earning bhi de ga, at the same time agar aap ka decision ghalat sabit ho jata hai to to yah aap ke liye bahut bare losd ka bais bhi ban sakta hai is liye confident ho kar decision lena hai trading mein. Jab Ham step by step trading ki learning hasil karte rahte Hain to kuch arsy ke bad hamara knowledge increase ho jata hai Jab knowledge increase hota hai to aap ka confidence automatically build ho jata hai. So aap achcha decision Le sakte hain apni tamam trade mein agar aapke pass knowledge achcha Ho.
    • #3 Collapse

      Re: Decision power ka faida

      Forex market Mein Ham Logon Ko decision Lene Mein der Nahin Karni chahie Kyunki Agar Hamara decision galat hoga to Ham logon ko bahut hi jyada nuksan ho sakta hai isliye Ham logon ko aur Achcha Se Achcha decision Lekar trading Karni chahie Taki Ham Logon Ko iska fayda ho sake
      • #4 Collapse

        Re: Decision power ka faida

        Dear jab ap ais market mai kaam karty hai to ap ko ye pata hona chaye k ais market mai jab ap k samny koi achi trade ban gai hai aor market ap ko signal de rahe hai entry k liay agar ap aus time acha decision le lety hai to ap ko aus par acha profit ho sakta hai agar ap aus time dar jaty hai ya wait karty rehty hai to ap ais mai acha profit ni bana sakty ais liay ap ko ais market mai trade lagany se phly sirf signal dekhna hai aor ais market mai trade laga deni hai agar ap ais market mai darty hoye trade kary gay ya ap ki decision power achi ni hai to ap ais market mai kamyab ni ho sakty hai kun k ais market mai ap ka aik ghalt decision ap ko loss dey sakta hai ais liay soch samjh k ais market mai kaam karny se faida hota hai.
        • #5 Collapse

          Re: Decision power ka faida

          Forex trading business Mein Hamen discussions power se bahut jyada fayda hota hai Kyunki discussion se Ham Apne viewpoints aur experience on Knowledge ko share karte hain aur exchange karte hain Taake profitable trade select karne mein aasani ho Hamen chahie ki Ham Ek group banaa kar discussions Karan analysis karte hue exact point per pahunche aur Achcha profitable trade order lagakar profit ka vate Karen han trader ki learning power all viewpoints change hote hain isiliye Jab Ham Apne viewpoints aur knowledge information ko exchange Karte Hain Is Tarah Hamari knowledge aur Jyada increase hoti hai aur Hamen apni mistakes ko recover karne mein aur behtarin method samajhne Mein aasani hoti hai Hamari decision power bahut jyada hi Honi chahie Kyunki Hamen confident se apni trade order Lagani chahie aur profit Ka vate Karna chahie incase Agar Hamen loss Ho Jaaye To Ham easily confidence se face karte hue loss ko recover Karen aur koshish karen ke in future same Galti na ki Jaaye aur Achcha profit Hasil kiya jaaye
          • #6 Collapse

            Re: Decision power ka faida

            Trade totally depend hi decision py krti hy. Qn k ap ny hi decision lena hota k kab ytade plase krni kab trade close krni to apko chahye k apni decision power ko improve kren. Decision power ham kistrha improve kr sakty hain. To dosto mn apko btata ho k chand chezen jin sy confidence or decision power mn improvement aati hy. Pehli chz hy knowledge agr to apka knowledge boht strong to apko decision leny mn koi masla ni aye ga. Os k bad apki practical training agr wo mazboot hogi to bhi decision or confidence improve ho ga. Agr hmara decision cha hoga to hamen loss bhi ho jaye to ham next decision acha ly k apni recovery kr len gy or emotional ho k bhi trade ni kren gy .
            • #7 Collapse

              Re: Decision power ka faida

              Decision power ke benefits:

              Forex business mein decision power ke bohot hi ziada benefits hotey hein aur jab apke ander aik acha confidence hota hey aur apke pas aik acha knoweldge and experience hota hey to phir apka decision power bohot hi ziada barh jata hey aur phir aap is business mein kabhi bhi koi bhi week faisal nahin kartey hein balkeh aap jo bhi decision letey hein woh kafi ziada soch samajh kar lete hein aur phir apka jo decision hota hey woh kafi ziada strong hota hey aur aap us decision ke through hi aik achi trade open kartey hein aur is market mein achi trha se work kartey hein agar apka decision power week hey to phir aap koi bhi wrong decision le saktey hein jo keh apkey loss ka sabab ban sakta hey isliye decision power se hum acha profit kar saktey hain.
              https://t.me/pump_upp
              • #8 Collapse

                Re: Decision power ka faida

                Decision power aur will ka hona kisi bhi insaan kayiye bohat zaruri hai chahay wo business ho ya life kay dusray matters ho. Jinn loogo mai will nahi hoti Un main decisions kernay ki salahiat bhi nahi hoti. Jo loog her ye sochtay rehtay hain kay ye na ho jaey aur wo na ho jaey wo kabi koi darust faisla nahi ker saktay kiyu kay aisay logo mai will power aur decision power dono ko he kammi hoti hai.

                Trading business tou depend he decision power pay kerta Hai kiyu kay jo traders fori faisla ker kay ammal bhi ker laitay hain wo bohat faiday mai rehtay hain aur ko traders faisla nahi ker patey ya sochtay he rehtay hain wo nakaam bho ziada he hotay hain kiyu kay Jan wo koi trade open kertay hain tou uss waqt tak faisla kertay kertay bohat sa time guzar chuka hota hai
                • #9 Collapse

                  Re: Decision power ka faida

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                  Forex business me decision power ka bahot hi zeyda faida hota hay agar app ka decision power acha hay to app koi be ghalat trade open jaldi me nahi kar sakty ho, jen traders key decision power weak level ka hota hay aur jaldi me koi acha decision nahi le sakty esy traders etni asani se profitable trading be nahi kar sakty hey, traders me ye quality hona lazmi hay key jab wo market ka jaiza len to wo quickly koi acha decision leny me kamyab ho jaye, hamari kamyabi me hamara decision power be bahot ehmeyat rakta hay.
                  Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha forex trading main humy jab bi trading karni ho to humy apni decision power ache karni ho ge agr hum sahe time pe sahe trade ni lagany gy to humy ziada loss ho sakta ha is ley humy proper learning karni ho ge jis sy humara knowledge or experience ziada ho ga or hum ache trading kar k ache earning kar sakeny gy jtna humara knowledge or experience ziada ho ga or to hum jtna he behtar decision la sakeny gy is ley humy apny knowledge or experience ko ziada sy ziada karna chae ha is sy humara confidence level bi ziada hota ha or is sy ache trading kar sakty han or forex trading main kamyab ho sakty han par humy apni mehnat ni chorni chae ha balky har waqat seekeny ki kosish karni chae ha
                  • #10 Collapse

                    Re: Decision power ka faida

                    Achi decision making ka hona aik bohot he best chez hai . aur traders ko forex trading kay doran apni achi decision making ka kafi faida b hota hai. achi decision making ke quality ke waja say traders achi trading kay faisay karny ke qabil ho jatay hain.
                    forex trading mai kafi time per achi decision making ke bohot he ziada zaroorat hoti hai aur daily routine ke trading mai kafi time iss trha kay hoty hain jab traders ager achi decision making kay qabil ho jain aur challenging time per achi decision making tu phir traders ke liye daily base per achi trading karna aur prfit rehna b asan ho jata hai . traders ko apni decision making ko behtar karny ke liye trading ka experience gain karny per kam karna chaiye.
                    • #11 Collapse

                      Re: Decision power ka faida

                      Asalam o alikum friend ap ny bot acha question kea hy forex trading main decision power ki bot zyada ahmiat hy ham decision power k bagar achi trading ni kr skty hamy apni decision power ko strong bnana ho ga phr hi ham bahtreen faisly kr k achi trading kr skty han agr hmara decision power strong hy ham confidently trade open ya close kr skaty han to ham aik kamyab trader han or agr hmari decision power sahi ni weak hy ham forex m trading krty hoay confuse ho jaty han to hmari trading nakam ho jati hy hmari successful trading ka daromadar hi achy decision power mtlb confidence k sath faisla lyny pr hy hamy trade profit ya loss m close karny k liay confidence rakhna ho ga hmari confused trading hamy bot bary nuqsan sy dochar karti hy
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Decision power ka faida

                        Gee hi jis ki decision power ho gi usay forex main apna hi faida hai us ka maza b apna hai is liay har kisi ko chayie jinta ho sake apnay decision ki power ko zaida karte rehna chayie jo ka decision power jinta lo ho ga us ki trading b utny hi weak ho gi har trader trading halat ko samjhnay ki koshash karte hai market ka thik se jaiza laite hai apny forex performance ko pehlay se behtar bananay ki koshash karte hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X