Forex trading main profit aur loss ke ki kya ratio rakhni chahiy?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading main profit aur loss ke ki kya ratio rakhni chahiy?
    Dear members forex trading mein Jab Ham kam karte Hain to loss and profit donon aata hai. Ham Jab review karte hain to loss and profit ki deshon kya rakhni chahie?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading main profit aur loss ke ki kya ratio rakhni chahiy?

    Forex market me agar app profit aur loss ka ratio kam rako gey to app ki trading without risk key possible ho sakti hay, kam profit aur loss ka ratio rakny ka faida ye hota hay key app ko profit be kam ho sakta hay aur loss be etna hi kam ho sakta hay, mery khayal me total account balance key agar app 10% risk ratio aur etna hi reward ratio rako gey to es ko ham perfect trading keh sakty hey, sab se bethar yahi hay key profit target aur loss target kam hi ho tak recover karny me asani ho aur profit be kam es ley zarori hay key traders key mind se greed khatam ho saky.
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading main profit aur loss ke ki kya ratio rakhni chahiy?

      Dear ais market mai ap ne agar account growth karna hai to ap ko ais market mai koi bhi trade lagty waqat ye dekhna hai k ais market mai ap ko jo trade mil rahe hai aus mai risk reward ratio kia hai agar ap ko koi trade 1:1 ki mil rahe hai to try kary k wo trade na lagye agar ap ko ais market mai 1:2 ya 1:3 ki koi trade mil rahe ho to aus mai ap trade lagye aisi trade mai kaam karny se ye faida hota hai k agar ap ais mai aik trade par thora zayda risk le lety hai aor aus par ap ko loss ho jata hai to dosri trades se ap asani se ye loss recover kar sakty hai aor aus k sath agar jis trade par risk lia ho mean lot bari lagai ho wo agar profit mai jati hai to kafi zayda profit ho sakta hai ais liay trade se phly analysis kary aor aus k baad market mai entry ley.
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading main profit aur loss ke ki kya ratio rakhni chahiy?

        Forex trading business Ek bahut hi risky business hai isliye Hamen chahie kya Ham Apne balance ke mutabik profit and loss ki ratio set Karain Kyunki Hamen profit ke sath sath loss KB equal chance hote hain Agar Ham market ka analysis Karle behtarin tarike se easily Apne loss ko control kar kar profitable trade select kar sakte hain Hamen Hamsha 2% loss Lena chahie apni trade mein 2% Jyada Kabhi bi loss na layn koshish karen kay Forex trading business Mein kam Waqt Mein easily profit Hasil karne ke liye apni learning aur experience ko build Karen aur apne profit aur loss ki range ratio ko set karte hue trade lagaen profit aur loss ka margin set Karke Ham befikar Ho Jaate Hain Kyunki Hamare brokers automatically Hamari trade ko close kar dete Hain with the range of profit or loss
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading main profit aur loss ke ki kya ratio rakhni chahiy?

          ji mere Bhai aapane bahut achcha sawal Kiya Gaya fabrics mein kaam karte hain to aapko yah limit rakhni chahie kya ismein jyada se jyada profit hasil Karen lost kam se kam hasil Karen aapko agar ismein profit hasil karna hai to iske bare mein jyada se jyada knowledge hasil karna hoga iske bare mein jyada se jyada hoga kyunki jitna aap ke liyeisiliye aapko chahie ki aap ismein profit aur loss ki ratio kam se kam rakhen aap usmein profit jyada hasi karne ki koshish karen aur loss ka kam se kam kaise karen agar aapko kisi mein launch ho jata hai to aap isko recover karne ki koshish karen aur aur loss mein hone wali mistake se aap sakte hain aur mistakes ka dobara Noida ekta ke are pagali trade mein ek accha profit hasil kar saken aur mere hisab se a Gaya aapko donon mein limit set karni hai to aapko profit jyada se jyada hona chahie aur loss kam se kam hona chahie to abhi aap school mein tik payenge aur ek achcha aur successful trader band sakenge
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading main profit aur loss ke ki kya ratio rakhni chahiy?

            bhai jan forex trdaing main loss or profit khud hmai apni wajah se hota hai jub hum acha knowlegde rakhty hain foex ka expiernce bhi acha hai tu hum apni trdaing bhi aci kar skty ain jis main hmain loss hony k chnaces bhi khud he kam ho jay hain jub k ayse main pofit acha ho jata hai jub k hmain sub ko bari achi trah se pta hai k hmain loss kin kin facors se hota hai tu hmain chahye k hu ayse kam karen forex main jis se hmain loss he na ho or mera khyal hai k aik kamyb trador wohi hota hai jis main loss ki ratio kam se akm or profi ki raio zyda ho q k koi bhi trdao aysa nahi hai jis ko loss hota nahhi hai laken jin ko loss kam hota ai wo zyda achy trador many jaty hain tu apni trdaing ki ability kostrong karen market ko smjhny ki qablyat e apko kamyb bnati hai q k market ko jo smjhta hai kamyb whohi hota hai
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading main profit aur loss ke ki kya ratio rakhni chahiy?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: sajidzaman پيغام ديکھيے
              Dear members forex trading mein Jab Ham kam karte Hain to loss and profit donon aata hai. Ham Jab review karte hain to loss and profit ki deshon kya rakhni chahie?
              Dear friend forex trading main humy proper analysis karny chae han or us k mutabiq trading karni chae ha or analysis k mutabiq stop loss or take profit istamal karna chae ha or stop loss or take profit ki apis main ratio 1:2 honi chae ha or har trade main stop loss or take profit ki ratio yehe honi chae ha ta k humy maximum profit ho sakey or kam sy kam loss ho is ley humy ziada sy ziada achy analysis kar k ache earning karni ho ge tab he hum kamyab ho sakeny gy or ziada sy ziada fayad hasil kar sakeny gy forex trading main stop loss or take profit main ratio har trade main same rakheny sy humy maximum profit ho ga or loss k chance kam sy kam hon gy is ley humy achy analysis karna aany chae han ta k acha stop loss or take profit istamal kar sakeny
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading main profit aur loss ke ki kya ratio rakhni chahiy?

                Profit and Loss ki Ratio:

                Aap forex trading mein jab trading start kartey hein to apko chahiye keh aap Risk Ratio ko achi trha se learn karen kioun keh is se aap ko Profit and Loss ki ratio ko set karne ka pata chalta hey, Market mein jo ziada tar professional traders hein woh 1:3 ki ratio se trade kartey hein aur yeh ratio sab se best ratio hey, iska yeh faida hota he keh agar apne koi bhi trade lagai hey to uska aap For Example: 10 pip SL rakhtey hein aur 30 pip ka us mein profit rakhtey hein is trha se jab apki koi bhi trade profit mein chali jati hey to apke pas 30 points ajatey hein aur phir jab apki koi bhi trade loss mein jati hey to woh just 10 pip ke loss mein jati hey is trha se apki jo ratio hoti hey aap Aik trade profit ki kartey hein aur agar 3 trads mein apko loss ho jata hey to apki average equal hi rehti hey is trha se aap jab bhi koi bara profit kartey hein to apki ratio kafi ziada barh jati hey aur phir apko agar loss bhi hota he to aap Profit mein ziada hotey hein.
                https://t.me/pump_upp
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading main profit aur loss ke ki kya ratio rakhni chahiy?

                  Forex trading business mai traders ko loss aur profit dono he honay hain kiyu kay ye aik real hai aur koi investment site nahi hai jo ghantoo ya Dino kay hisaab say profit day. Forex trading mai profit aur loss ki ratio ko account balance kay hisaab say daikhna chaiye. Agar 100$ ka account balance hoto 30/70 profit loss ratio aik achi average ratio hai jiss say account wash bhi nahi ho sakta aur saath saath acha business bhi hota rehta hai. Iss mai 30% profit aur 70% loss hai. Kiyu kay kisi bhi trader ka account 70% loss mai jaa kay bhi recover aur stable ho sakta hai. Issi Tarah profit 30% bhi kaafi hai kiyu kay 30% profit honay pay usay withdraw kerwa laina chaiye aur dobara phir 30% he profit target rakh kay trading ker kay usay achieve kerna chaiye iss Tarah ye cycle chalta rehta hai.

                  Overall Agar baat ki jaey tou traders ko apnay business ka khud pata hona zaruri hai aur her loss ya profit mai close ki Janey waali trade kay baad unhain apnay account kay analysis zarur kernay chaiye
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading main profit aur loss ke ki kya ratio rakhni chahiy?

                    forex trading main loss ki ratio aur profit ki ratio ap ky acount size ki bina apr rakhi hai but ager ap nay account ka totle risk laina hai tu ziada say ziada 10 percent lain es say ziada risk laina ap ko khatry main dal sakta hai es lea forex market aik risky market hony ki wajah say apna risk level kam rakhain gay ap ko utna he faida ho ga forex main ziada lalch nahi karna chaheay ager ap earn karny ka ziada lalch karain gay tu ho sakta hai ap ko earn ho jay mager jesy ap ka earn ziada ho ga ap ko ager loss ho gea tu ap ko utna he loss ho ga es lea ap ko usi hesab say earn bhi karna chaheay ky ap ko ager loss ho tu kam say kam ho phir he ap forex main aik regular earning kar sakty hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading main profit aur loss ke ki kya ratio rakhni chahiy?

                      Dear friend hamy forex m loss or profit dono ka samna krna prta hy loss or profit jasa k hmari life ka hisa hoty han hamy in ka samna krna chaiy in sy ghbrana ni chaiy zyada tar traders profit milny pr to khush nzar aty han mgr loss sy tnsn m a jaty han or confused trading karty han jb k hamy loss sy ghbrana ni chaiy balky is sy sekh kr trading krni chaiy forex trading main hamy loss or profit dono ki ratio km rakhni chaiy q k agr hmari trade profit m ja rahe hy or ham lalich krty han k or zyada profit ho or trade close ni krty to aik dam sy market ki movement taz hony pr hmari trade loss m chli jati hy hy is liay hamy loss ki ratio km rakh kr trading krni chaiy or km profit m hi trade close kr dyni chaiy isi tra zyada loss m trade close karny k bjaiy hamy km loss m hi trade close kar dyni chaiy jisy ham easily cover kr skan
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading main profit aur loss ke ki kya ratio rakhni chahiy?

                        Dear friend agar aap Forex Mein cheating karna chahte hain to aap apni profit ratio ko 20% apni investment ka Rakhna chahie aur jabki apne risk factor ko 5% Rakhna chahie Kyunki agar aap is factor Jitna kam Rakhenge utna hi Achcha updating Mein kam kar sakte hain aur Agar aapki investment 1000 dollar hai to aap monthly 200 Dollar Tak ka profit Hasil Kar Le To yah aapke liye bahut hi behtar hai Kyunki 200 Dollar 1 Manasa Manasa Hai Joker Ishq liye bagair aur sirf aur sirf profit Hasil Kiya Ja sakta hai isliye Jitna aap Jyada risk Karenge utna hi aapki investment Jyada risk Mein hoti hai to aap risk factor ko kam Karke profit ki lashon ko Jyada rakhen Taki aapko Jyada Se Jyada profit ho sake aur aap Jyada Logon se bach sakeen
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading main profit aur loss ke ki kya ratio rakhni chahiy?

                          Dear frocks market mein aap profit aur loss ka roti ka kam rakhoge to aapki trading without risk a possible ho sakti hai kam profit aur loss karne ka fayda yah hota hai ki aapko profit bhi kam ho sakta hai aur loss bhi itna hi kam ho sakta hai mere Khyal Mein total account balance ki agar near AC market mein aapane agar account growth karna hai to aapko ISI market Mein Koi Bhi trade Lagate Waqt yah dekhna hai ki ki ISI market mein aapko jo trade Lagate Hain to loss ho jata hai
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading main profit aur loss ke ki kya ratio rakhni chahiy?

                            Ham Logon Ko Agar market Mein kamyabi Hasil karni hai to uske liye Ham Logon Ko hardworking Karni Hogi Jab ham log Achcha profile banaa Lete Hain To Ham Logon Ko Soch samajhkar kam karna hoga Taki Ham Logon Ko market Mein loss na ho sake

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X