kia weekend main next targets ka analsys krna theek hota hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kia weekend main next targets ka analsys krna theek hota hay?
    dear forum members maira aap sab say yeh sawal hay k jub markeet close hoty hay to hamko free time main iska next targets ka analsys krna theek hota hay ya jub tak markeet open na ho hamko analsys nai krna chaye?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kia weekend main next targets ka analsys krna theek hota hay?

    G han every week app ka ye kam hona chaye key app apny future me trades open karny key bary me socho aur app market ko advance me analysis be kia karo, agar app weekend zaya karty ho aur trading ki planing key sath market ko analysis be nahi karty to app mistake hi karty ho app ko market key ley market ka advance jaiza lena bahot zarori hay, app market ko es base par hi samaj sakty ho jab app regular base par jaiza be lety ho aur every time market ki movement ko watch karna zarori samjty ho agar app jes time trade open karny lagty ho aur esi time app market ka jaiza lena start karo gey to app market ko samjny me har step par ghalti kar sakty ho.
    • #3 Collapse

      Re: kia weekend main next targets ka analsys krna theek hota hay?

      Asalam o alikum friend ap ny bot acha question kea hy ham week k 7 dino m sy 5 din trading krty han hmary pas itna time ni hota k ham forex market ko study kr skan weekend k 2 din din ap k pas free hoty han un m ap jitna chahan forex ko study kr skty han anylyses ko study kr k agly pory week ki planning kr k acha target bna skty han forex aik acha business hy is m agr ap mehnat krty han to ye ap ko bot sa profit frahm krta hy traders ko achi earning k sath sath achi learning b frahm krta hy hamy weekend py achi planning or achy targets bna kr aik successful trader ban na chaiy
      • #4 Collapse

        Re: kia weekend main next targets ka analsys krna theek hota hay?

        Weekend par Analysis.

        Mein samjhta hun keh yeh bohot hi achi soch he keh agar hum weekend par market ke analysis kartey hein because us time market bilkul off hoti hey aur hum us waqt mein aram se analysis kar saktey hein hamen market mein koi disturbance nahin hoti hey aur us waqt hamen yeh tention nahin hoti he keh kahin hamari koi trade loss mein na chali jaye ya analysis kartey waqt market uper nichey ho to banda disturb hota hey jabkeh Weekend par banda bohot hi relax ho kar achi trha se analysis kar sakta hey isliye hamen always chahiye keh hum weeken par next week ki planning zaroor karen is se hum apne liye aik acha experience bhi hasil kar saktey hain aur next week keliye achi tayari aur acha profit banane ke qabil ban saktey hain.

        Shukriya.
        https://t.me/pump_upp
        • #5 Collapse

          Re: kia weekend main next targets ka analsys krna theek hota hay?

          Week end per market kay analysis kay baray mai traders dono he approach say kam karty hain. iss baray mai kuch traders kay khayal mai weekend per next weeks kay targets ka analysis krna theek hota hay. Jab kay kuch longon ke khayal mai weekend per he market kay analysis karny ka koi b faida nai hota hai kio ke market ka asal weekly trend ziada tar Monday / Tuesday tak he pata chal sakta hai aur ager traders weekend per apny analysis kar lain tu phir woh market ke change hoti honi sorat hal kay mutabiq trading karny ke qabil nai rehty hain kion ke ino nay market ke currency position kay bajay pehly say faisla kar liya hota hai.
          • #6 Collapse

            Re: kia weekend main next targets ka analsys krna theek hota hay?

            Yes dear ye bahot hi acha time hota hai ap k pass kun k weekend par market stop hoti hai aor aus time ap ne ais market mai trade ni karni hoti aor ap k pass kafi zayda time hota hai ais market mai analysis karny k liay jab ap ais market mai analysis karty hai aor aus time agar market moment kar rahe ho to ap aus se confuse ho jaty hai aisy hi agar ap ne ais market mai jab analysis karny ho aor market stop ho to aus mai ap achy se soch sakty hai aor ais mai jo analysis karty hai aun ka result acha milta hai agar ap ne ais market mai apny analysis kar liay hai to aun k hisab se ap ais market mai trade laga dey aor aus k baad ap ais market mai wo trades laga k choar dy bar bar ais mai trade ko change na kary.
            • #7 Collapse

              Re: kia weekend main next targets ka analsys krna theek hota hay?

              Forex trading market saturday aur sunday ko pooray world mai holiday ki wajah say close hoti hai. Traders agar chahay tou week end pay apni social life ki masfrufiaat say lutf undoozz aur chahay tou forex market kay analysis ker saktay hain. Trading market close honay kay bawajud MT4 trading terminal pay hum different time frames apply ker kay past trends daikh saktay hain aur apnay paas note ker saktay hain. Market close honay ki wajah koi movemnet tou nahi hoti laikin charts pay past movements show ho rahi hoti hai, Jo traders aik ya 2 pairs ya commodities pay kaam kertay hain unhain charts pay mojud past ki movements ko daikhtay huay apnay paas trends ko note ker kay monday ki opening kay baad movements ka undaza ker saktay hain. Laikin traders ko iss baat ka khayaal zaroor rakhna chaiye kay monday ko market ki opening kay baad pehlay sessions mai new trades open kernay say ijtanaab he karain tou acha hota hai. Kiyu kay pehlay session maimarket settle down ho rahi hoti hai aur pehlay sesion ki movements friday ki movement say aik dum different bhi ho sakti hai. Day kay second session mai market ka kuch undaza lag sakta hai iss liye wait zarur karain
              • #8 Collapse

                Re: kia weekend main next targets ka analsys krna theek hota hay?

                weekend pay kam karny ky bohut sary faidy hain aik tu ap ko forex market say chuti hoti hai jiss say ap ager apne next week ky lea analysis kar laity hain tu ap ka time save rehta hai ap pora week free rehty hain aur jab bhi ap ko trade karty hain ap ko asani say pehly he analysis mily hoty hain aur ap sath sath forum ko bhi ziada time day kar acha faida utha sakty hain es lea ap ko forex market main ager aik plan ky stah kam karna ha tu ap ko pehly say he apna time ko change karna ho ga phir he ap forex main success ho sakty hain es lea ap ko weekly analysis ko har chuti waly din he kar lainny chaheay es say ap time bacha kar forum par ziada time day kar yahn say acha bonus hasil kar sakty hainn aur forex main earn akr ky apny dreams ko pora kar sakty hain.
                • #9 Collapse

                  Re: kia weekend main next targets ka analsys krna theek hota hay?

                  Dear member main samajhta Hun ki weekend hamare liye aik best opportunity hai hamari social life ke liye, normal days mein Ham time nahin de sakte Magar weekend per Ham trading se free hote hain aur social Life ko time de sakte hain. And after weekend yani Sunday night ko agar chahe to next day ki market ke analyse kar sakte hain ki trend kis taraf ja sakta hai woh bhi different expert ki opinion ko read kar ke. Agar aap ne weekend per rest Kiya ho ga to next working day main aap ki trading main efficiency bahut acchi ho gi. Trading mein 60% state of mind hota Hai kisi bhi kamyabi mein is liye aap ka mind fresh and cool hona chahiy.
                  • #10 Collapse

                    Re: kia weekend main next targets ka analsys krna theek hota hay?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
                    dear forum members maira aap sab say yeh sawal hay k jub markeet close hoty hay to hamko free time main iska next targets ka analsys krna theek hota hay ya jub tak markeet open na ho hamko analsys nai krna chaye?
                    Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha ap weekend pe rest karny k sath sath ap next week k ley market k analysis kar sakty han or market main ache signal apny ley ready kar sakty han jis next target ho sakty han forex market main jtny achy analysis karny gy to ap ko utna he fayda ho ga is main next week main news ko dakheny or in ki impact ko check karny or technical analysis karny is k alawa sentimental analysis karny gy to ap next week main apna target achieve karna ho ga to is k ley humy proper money management or risk management sy trading karni ho ge tab he successful ho sakty han
                    • #11 Collapse

                      Re: kia weekend main next targets ka analsys krna theek hota hay?

                      Jab ham log analysis karte hain tabhi ham log A chart on potential kar sakte hain isliye Ham Logon Ko acche se acche Nahin message Karke trading Karni chahie Taki ham log market Se Achcha profitable kar sake aur ham Logon Ko market mein se kamyabi Hasil ho aur ham log Kuchh Na Kuchh kar sake
                      • #12 Collapse

                        Re: kia weekend main next targets ka analsys krna theek hota hay?

                        gee han bhai weekend main ham forex market say free hoty hain aur ham ko trading say bhi free hoty hain jis sy ham agly hafty ky analysis kar sakty hain aur yeh plan kar sakty hain ky ham ko es week main kesy trade karni hai es lea forex main ap ko aik plan kar ky kam karna chaheay aur ap ko wo plan har week main karna chahea ju bhi ap nay next week kam karna ho aur apny analysis kar ky chart pay rakh lain ta ky ap ko jab market main entery laini ho tu koi confusion na ho aur ap ka time bhi bach jis main apna time bhi save kar ky sath main apna koi or kam kar sakty hain es lea plan ky sath he ap ko sab kam akra chaheay plan ky bgair kam karna nakami ko dwat daina hota ha ess lea forex main bgair plann ky ham kabhi success nahi ho sakty hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: kia weekend main next targets ka analsys krna theek hota hay?

                          Is business mn mehnat hi hy jitni kro gy uska phall katto gy.
                          Agr ham log weekend ko zaya na kren balky technical analysis kren or news wgera sunen k next week market ka kiya trnd hoga. Weeknd py apni trade k bary mn sochen k kiya trade lgani us ki lot kitni hogi. Mn ny profits loss kitna set krna mony management kesy krni. Trade kis pairpy achi rahy gi. To ham ik acha khasa profit kma len gy. Jab monday ko market open hoti h TV to wo friday sy bilkul mukhtalif bhi ho sakti hy to try yehi honi chahye k monday ko oehly chk kren k market ki move kis side p TV hy us k baad hi ap apni trade lagaen. Agr ap ny weeknd py kam kiya hova hy to monday ko ap apni trade easily lga len gy confidence k sath or zyada chances hotu k profit bhi kmaen gy or loss sy bachen gy isi liye weeknd zaya ni krna chahye baljy apny analysis poory krny chahye.
                          • #14 Collapse

                            Re: kia weekend main next targets ka analsys krna theek hota hay?

                            forex trdaing main miyari kam karny k lye market ko anaysis karna boht zayda zarori hta hai laken hmain analsis ayse karny chahye jis se hmari trdaing best ho jay or hmari trdaing main tab he profit milny k chnaces hoty hain ju hmari trdaing achy anaysis k sath hti hai tab he hmain achi trdaing ki jati hai or ayse he hmain loss kam se kam hota hai laken aghr hum aik halfty se pahly he market ko analysis kar k trdaing karen os k liye bhi zarori hai k hum apni trdaing karty waqt bhi market ko aik bar analysis kar k trdaing karenq k hum kbhi bhi uj din pahly market ko analysis karen jub ap achi trha analysis kar k trdaing karty hain tu os time main analyis se ap achi or miyari trdaing kar skty hain q k analysis se he hum market ko achi trha dekh skty hain or apko apki trdaing main acha profit bhi tab he milta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: kia weekend main next targets ka analsys krna theek hota hay?

                              Ji Bhai aapane bilkul sahi kaha hai ki aap weekend per rest karne ke sath sath aap next week ke liye market analysis kar sakte hain aur Market Mein acchi single Apne Laya ready kar sakte hain Jis next target ho sakte hain frocks market Mein jitne acche lcs Karenge to aap ko utna hi fayda hoga ismein next week mein news ko dekhne aur Unki impact ko check karne aur technical analysis karne Iske alava sentimental analyses Karenge to aap next week mein aap Apna target achieve karna hoga to iske liye Hamen proper money management aur risk management share trading Karni Hogi tab hi Safal ho sakte hain aur ham Kamyab ho sakte hain Kyunki Agar Ham Pureit vajah se kam Karenge To Hamen bahut Achcha bonus milega

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X