Kia tamam brokers ka commission mukhtalif hota hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia tamam brokers ka commission mukhtalif hota hay?
    Dear members Kia tamam brokers ka commission mukhtalif hota hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kia tamam brokers ka commission mukhtalif hota hay?

    Forex trading business may hir broker ka apna alag hisab hota hai or wo commission mukhtalif hota hai or according to the profit or lot size Kay mutabik hota hai jab hum apni trade order lagty hian to humain huMsha loss may hi Trade milti hai kyu Kay broker phly apna commission cut Kay trade lagta hai baki agye humain jitna marzi profit mily broker apni commissions cut Kay trade laga dyta hai or jitna margin hum may take profit ka set kuya hota hai usky Ander Ander humri profit may trade close kar dyta hai humain bar bar trade ko dikhNa nahi parhta or profit ka wait karNa nahi parhta...
    • #3 Collapse

      Re: Kia tamam brokers ka commission mukhtalif hota hay?

      Gee haan forex mein tamam brokers ka commission mukhtalif hi hota hai kyun kay kuch broker apnay members bonus detay hain jis per woh trading ker kay profit hasil kertay hain aur broker ko commission detay hain aur kuch brokers aisay bhi hain jo apnay members ko bonus nahin detay balkay members apni investment ker kay uss per trading kertay hain aur aisay brokers ka commisssion kam hi hota hai iss lye hum aisay brokers kay sath kaam kerna pasand kertay hain jis per humain investment na kerni peray aur humain bonus per kaam kerna ho ta kay humain koi loss na ho aur iss kay lye agar commission zayada bhi dena peray tou uss mein humain koi problem nahin hoti forex mein humain agar beghair investment kay agar profit hota hai tou phir humain aisa broker kay sath kaam kernay ka maza bhi ata hai aur humara asay kaam kernay mein interest bhi zayada hota hai
      • #4 Collapse

        Re: Kia tamam brokers ka commission mukhtalif hota hay?

        Har broker ke apne hi rules hotey hein jo woh apne clients ko account kholte waqt agreement mein already bata dete hein aur yehi wajha he keh hamen har brokers ke different rules hi dekhne ko miltey hein aur yeh bat bhi darust hey keh har brokers ki commision mukhtalif hoti hey aur yeh pairs par depend karti hey, Kisi brokers ki EURUSD mein commision ziada hogi but GBPUSD mein kam hogi aur kisi brokers ki EURUSD mein kam hogi But GBPUSD mein ziada hogi is trha se jitne bhi brokers hein un sab ki commision change hoti hey aur apne hisab ke mutabiq hi hoti hey hamen always woh broker choose karna chahiye jiski commision kam se kam ho aur reliable aur trusted broker ho to hum achi trha se trading kar saktey hain.
        https://t.me/pump_upp
        • #5 Collapse

          Re: Kia tamam brokers ka commission mukhtalif hota hay?

          Forex trading mai bohot say broker businss karty hain aur har aik ka spread aur commission mukhtalif hota ha. Kuch brokers kafi ziada spread aur commission charge karty han aur kuch broker dosron kay muqbaly mai kafi kam spread aur commission charge karty hain. Brokers ke serveis ke quality per yeh baat kafi depend karte hai , ziada tar jo bary broker hain woh kion ke apny clients ya traders ko kafi achi services aur extra facilities daay rahy hoty hain tu iss hisab say woh commission aur spread b ziada charge kar rahy hoty hain.
          iss ke elwa different currency pairs per per b broker alag alag spread aur commission chage karty hain . aam toor per common toor per trade hony wali currencies mai spread kam hota hai.
          • #6 Collapse

            Re: Kia tamam brokers ka commission mukhtalif hota hay?

            ji haan mere Bhai tamam brokers ka ek dusre se spread mukhtlif hota hai kuchh to broker bahut hi high spread dete Hain aur kuchh acche broker bahut hi kam spread dete Hain hamen kam se kam spread wale broker ko choose karna chahiye isase hamari trade bahut hi jald profit mein a jaati a
            • #7 Collapse

              Re: Kia tamam brokers ka commission mukhtalif hota hay?

              G han dear ye 100 % possible hay different brokers ki fees mukhtalef hoti hay app ye nahi keh sakty key jo fees instaforex charge karta hay sab brokers ki fees yahi ho gi, koch brokers low spread key sath trading karny ki offer karty hey aur koch brokers esy hoty hey jo key high spread key sath investors ko trading ki offer kar rahy hoty hey, broker ka intekhab be bahot soch samaj kar karna zarori hota hay app jes broker key sath be trading karo gey to app ko ye dekna chaye key ye broker leverage size kia offer kar rahy hey aur sath me es ka trading spread kia hay.
              • #8 Collapse

                Re: Kia tamam brokers ka commission mukhtalif hota hay?

                Agar dekha jay to aam tor par traders direct Forex market main trading nahi kar saktay es ki wajah yeh hay k Forex market main aik small trade kay liay bhi aik bardi yehni big investment ki zarorat hoti hay jo k taqreban 10000$ kay barabar hoti hay etni bardi investment bhi aik aam trader kay liay bohat mushkil hoti hay jab k brokers traders/clients ko leverage ki saholat provide kartay hain jes say traders easily Forex market main kam investment say bhi trade open kar saktay hain. Jab trader 1000$ ki investment kay sath one mini lot ki trade open karta hay to es main baqi 9000$ as a borrow money broker khud say Forex market main ap ki investment kay sath jama kar kay 10000$ ki trade open kar daita hay jes main jab trader trading kay doran profit earn kar liata hay to broker trader ka profit + real investment trader kay account main daal daita hay aor apni di howi borrow money wapis lay laita hay es say trader ko to faida ho gia k us nay kam investment say acha profit earn kar lia jab k sawal yeh paida hota hay k broker ko kia hasil howa? Broker ko traders ki taraf say woh amount milti hay jo trader withdraw kartay howay broker ko as a fees pay karta hay jeasay spreed bhi kehtay hain jo k har broker ka different hota hay es kay elawa maray khial main brokers ko agar koi faida hasil hota ho ga to woh yeh ho sakta hay k jab woh hamari kam investment kay sath apni big investment jo as a borrow many hoti hay shamil karta hay to over all jo profit hota ho ga us main say jo % hamari ho gi broker woh hamain day day ga aor baqi khud rakh lay gay jesay maray khial main commission bhi kehtay hongay lakin es baray main aksar traders yahi kehtay hain k brokers just spreed hi latay hain aor kuch nahi traders ko kam spreed walay brokers ka intikhab karna chahiay.
                • #9 Collapse

                  Re: Kia tamam brokers ka commission mukhtalif hota hay?

                  yes boss aj ka ap ka sawal brokers k commission k oper hai jo keh mere ilm k mutabiq har lot ka commission os lot k size par inhisaar karta hai jis oer broker ap se osi waqt commission cat lety hain jab hi ap koi lot open karty phir chahy ap lo profit ho ya phir loss ho un ko koi farq nahi parta kio keh unhon ne ap ko bonuss bhi faraham karna hota hai es ley yeh ap per depend karta hai keh ap ne konsi lot le hai aur os ki market kidhar jati hai yeh ap ka tajurba bhi ap ko bata sakta hai aur ap ksi ki help bhi ly sakty hain kaam shru karny se pehly to commission ko chor kar apny bonuss aur prifit ka khyal rakhen.thanks
                  • #10 Collapse

                    Re: Kia tamam brokers ka commission mukhtalif hota hay?

                    G ha dear jaisy ap ne dekha hai k kuch brokers hai jo trading par ap se spread bhi lety hai aor aus trade par ap se commision bhi lety hai aisy hi kuch brokers hai jo ap se spread kam lety hai aor kuch brokers hai jo ap se spread zayda lety hai agar ap ne ais market mai kaam karna hai to ap ko ais market mai jo account banana hai to aus mai ye sari baty dekh leni hai k kon sa broker aisa hai jo commission kam leta hai aor spread aus ka kam hai agar aus broker par withdraw aor deposit jaldi hota hai to aus broker par ap account bana sakty hai aor aus par kaam kar sakty hai aisy hi ap ko ais market mai agar investment karni hai to ye sari baty ap ko pata ho gi to ap kisi achy broker mai account open kar k acha profit bana sakty hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Kia tamam brokers ka commission mukhtalif hota hay?

                      g broker sare mukhtlif commission lete hy jitna market me unka nam hota hy us hisab se unka commission hota hy
                      • #12 Collapse

                        Re: Kia tamam brokers ka commission mukhtalif hota hay?

                        Ji Assalamualaikum Pyare bhaijaan Har bro Karke apni heroes Hote Hain Jo vah Apne talent ko account kholte Waqt agreement Mein already Bata Dete Hain aur yahi vajah hai ki Hamen Har brokers ke different Roj hi dekhne ko Milte Hain aur yah Baat beetroot Hai Ki Har bro Karke Commission mukhtalif hoti hai aur yah pears per depend Karti Hai Kisi brokers k u r u s Di Mein Commission Jyada hongi what GB USD main kam Hogi aur kisi broker ke jaati Hogi but Jyada Hogi ISI Tarah Se jitni bhi brokers Hain UN Sabki Commission change hoti hai aur apne hisab se Mukti ke mutabik hi hoti hain Hamen vah broker choice karne chahie Jiska Commission kam se kam ho aur broker Ho To Ham acchi Tarah Se trading kar sakte hain aur Kamyab ho sakte hain lekin iske liye Hamen bahut mehnat Karni Hogi acche se kam karna hoga loss ko Dur karna hoga usko kam karna hoga emotions ko control karna hoga sabse kam karna hoga tabhi Ham Kamyab
                        • #13 Collapse

                          Re: Kia tamam brokers ka commission mukhtalif hota hay?

                          Assalamu Alaikum dear friend broker to Kafi Jyada separate aur Commission charge karte hain aur kuchh broker dusron ke mukabale mein Kafi kam spread aur Commission charge karte hain broker ke sarve ki quality per yah Baat Kafi depend karti hai jyadatar jo Bade broker Hain vah Kyunki Apne client Jiya traders Kafi acchi services aur extra facilities de rahe hote hain to is hisab se vah Commission aur separate Bhi Jyada charge kar rahe hote hain Iske alava different Karti per roka alag alag spread Commission change karte hain on topic, Taur per trade Hone Wali Mein kam Hota Hai
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Kia tamam brokers ka commission mukhtalif hota hay?

                            Ji han bilkul Aisa bilkul hota hai Kyunki Kuchh broker's Aise Hote Hain Jo Apna khud ka yah to Michelle rakhte hain aur yah sirf broker ki apni baat Hoti Hai To isliye Forex trading Main Jab Bhi aap kam karna Chahe to usmein sabse pahla Yahi aapka maksad Hona chahie ki aap Aise broker ko select Kare Jiska Commission Achcha Ho Kyunki bahut Sare brokers Aise Hain Jo ki bahut jyada Commission charge karte hain to isliye acche broker ka intekhab Karen jaise ki instaforex main bhi bahut hi Maulana Sahab aur accha Commission charge Kiya Jata Hai To isliye Har broker ka Commission alag hota hai vah apne hisab se calculation karta hai aur apne hisab se broker apni income charge karta hai

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X