Jaiza: ziyda profit ka. Wait na kuya jiye..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: ziyda profit ka. Wait na kuya jiye..
    Forex trading business may trade order karne Kay bad agr humain kam profit bhi mil raha hai tu humain apni trade profit may fOran close kar dyni chahye kabi bhi ziyda profit ma wait nahi karna chahye kyu Kay market ki situation huMsha up and down may hi rhti hai hum kabi bhi exact forecast nahi kar sakty market Kay profit may is liye sometimes ziyda profit Kay wait may hum kam profit say bhi hath dhu bathty hain is liye koshish karain Kay profitable trade select karty hoe acha profit earn kiya jiye or jaha lagy Kay market ko analyze nahi kiya ja sakta waha kam profit may hi Trade close kar dyn ta Kay loss ko bardsht na karNa pare shukria..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: ziyda profit ka. Wait na kuya jiye..

    Forex trading mein jub hum zyada profit ka wait kertay hain tou humari trade loss mein chali jati hai iss lye kyun kay kay hum market ki movement per trade lagatay hain aur hum market kay analysis nahin kertay agar hum forex market kay analysis ker kay apni trade open kerain gay tou phir humain forex market sae trading ker kay acha prodit hasil ho ga aur phir agar hum profit ka wait bhi kerain gay tou uss sae bhi humain forex sae acha profit hasil ho sakta hai iss lye humain chahyea kay hum forex mein mehnat sae kaam kerain forex market kay analysis kerna seekhain aur jitna zayada ho sakay forex market ka knowledge hasil kerain aur market kay analysis kerna seekhain agar hum aisa kerain gay tou iss mein bhi humara apna hi faida hai forex sae hasil honay wali humari income mein hi izafa hota hai aur hum forex sae bahut acha profit hasil ker kay apni income ko zyada ker saktay hain iss lye humaesha forex market mein profit ka intezaar kerain
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: ziyda profit ka. Wait na kuya jiye..

      Gee haan aap ki baat theek hai forex.mein jub bhi hum market ka wait ka profit kay lye wait kertay hain yani kay baray profit ka tou humari trades loss mein chali jati hain jis ka humain baad mein afsoos bhi hota hai kay agar hum kam profit mein trade close ker detay tou acha hota aur aisa iss lye hota hai kyun kay hum market kay achi tarah analysis nahin kertay aur apni trading shru ker detay hain jub kay humain aisa nahin kerna chahyea humain forex market kay achi tarah analysia ker kay hi trade open kerni chahyea aur jub hum market kay analysis ker kay trade lagain gay tou phir agar hum market mein profit ka wait bhi kertay hain tou humain acha profit hota hai warna humain zayada profit ka wait nahin kerna chahyea
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: ziyda profit ka. Wait na kuya jiye..

        Ap ki bt bilkal durst hy m ap ki bt sy mutfiq hon forex trading aik asa business hy jis m hamy market ka pta ni chlta k kb aik dm sy up or kb down chli jaiy is liay ham jb b trading m trade open krty han to hamy agr thora sa b profit ho to trade close kr dyni chaiy hamy zyada lalich kr k or zyada profit hasil krny k chkar m loss kr lan or or ye profit b hasil na kr skan hmari koshish ye honi chaiy k ham achi trading karan or zyada lalich sy Bach kr km profit py hi sabr karan forex aik behad profitable business hy ye hamy hr tra sy profit frahm krta hy mgr is k liay hamy mehnat kr k or lalich sy bach kr agy barhna chaiy ta k ham trading m successful ho saken
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: ziyda profit ka. Wait na kuya jiye..

          G han dosto forex business main trading karty hoay agar humain kisi trade say acha profit mil raha ho to humain woh trade profit per close kar daini chahiay agar hum ziada profit k lalach karain gay to woh trade loss main bhi ja sakti hy kyon k markeet ki movement zig zag hoti hy is liay forex trading main humain patience k sath trade lagani chahiay aur ziada profit gain karny k liay greedy nahi hona chahiay
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: ziyda profit ka. Wait na kuya jiye..

            I think hamen always aik acha target set karna chahiye aur phir us target ke hit hone tak chahe hamari trade profit mein bhi ja rahi ho kabhi bhi close nahin karni chahiye jab tak keh hamara target pura nahin ho jata hey because agar hum thore se profit ke bad foran trade close kartey hein to is se hum over confidence hotey jatey hein aur phir hamari apni hi trade par apna hi confidence loose ho jata hey isliye hamen always apni trades par acha confidence rakhna chahiye aur apni trades ko apne target set karke hi lagana chahiye to tab hi hum is business mein kamiyab ho saktey hain aur is business mein long term tak work kar saktey hain is mein koi shak nahin he keh aik acha target hi apko aik acha trader bana sakta hey.
            https://t.me/pump_upp
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: ziyda profit ka. Wait na kuya jiye..

              ji aapane bilkul theek kaha kabhi kbar hamen trade profit de rahi hoti hai aur vah trade Ham profit mein close nahin karte aur vah FIR loss mein chali jaati hai bad mein Ham bahut pachtate Hain ki kash isko profit mein Hi close kar dete mere Bhai jab aapko anylisis samajh na a rahe ho aap tradd ko profit mein Hi close karke free ho jaaye
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: ziyda profit ka. Wait na kuya jiye..

                Ap ki bt bilkal drust hy forex m ham jb trading krty han to koi trade open krty han or jb wo profit m jati hy to hamy usy foran close kr dyna chaiy hamy zyada sy zyada profit ka lalich ni krna chaiy q k market ki movement k up down ka koi pta ni chlta kb wo tazi sy movement kr ly hmary sath aksar asa hota hy k ham trade ka zyada profit m jany ka intzar krty ry jaty han or market ki aik hi bari movement hamy bot bary loss sy dochar kr dyty han jo k ham phr recover b ni kr paty hamy chaiy k ham anylyes ko study kr k hmasha trade open karan or thory profit m trade close kr dan tbi um apna account safe rakh skty han
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: ziyda profit ka. Wait na kuya jiye..

                  jee bilkul kisi had tak ap ki bat thek hai trading main apni trades ko hold karnay ka bhi ap ky pas aik plan hona chahea ager ap short term analysis kar rahy hain tu ap ko apni trade main thora thora profit lay kar out ho jana chahay short term analysis main ziada dair trade ko hold nahi karna chahea ju ap ka thora bohut profit hota hai wo bhi zaya hony ka khtra hota hai ager ap nay trade ko hold karna hai tu ap ko long term analysis karny hon gy jiss say ap apni trades ko hold kar sakty hain aur ap ky pas acha expeience hona lazmi hai aur saber hona zrori hai aur ziada dair trade ko hold rakhny k lea ap ky account main investment bhi honi zrori hai kyon ky achi investment ky sath he long term trade ki jati hai short term main chahy ap ky pas 50 doller h houn tu wo kafi hoty hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: ziyda profit ka. Wait na kuya jiye..

                    G han koch traders bahot zeyda din tak be trade ko market me open rakna es ley zarori samjty hey key trade me zeyda se zeyda profit ho saky magar ye bilkul be hamary rule me nahi hona chaye, apny profit target se zeyda ka profit earn karny key ley zeyda time tak trades ka open rakna be mistake hoti hay agar app ka 1 din ka profit target 10$ hay aur app ko trade me 5$ ka profit howa hay to app ko chaye key market key last session key khatam hony se pehly hi apny order ko be close kar dia jaye esi me traders ki behtari hoti hay.
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: ziyda profit ka. Wait na kuya jiye..

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: farwa پيغام ديکھيے
                      Jaiza: ziyda profit ka. Wait na kuya jiye..<br />Forex trading business may trade order karne Kay bad agr humain kam profit bhi mil raha hai tu humain apni trade profit may fOran close kar dyni chahye kabi bhi ziyda profit ma wait nahi karna chahye kyu Kay market ki situation huMsha up and down may hi rhti hai hum kabi bhi exact forecast nahi kar sakty market Kay profit may is liye sometimes ziyda profit Kay wait may hum kam profit say bhi hath dhu bathty hain is liye koshish karain Kay profitable trade select karty hoe acha profit earn kiya jiye or jaha lagy Kay market ko analyze nahi kiya ja sakta waha kam profit may hi Trade close kar dyn ta Kay loss ko bardsht na karNa pare shukria.
                      Ap nay bil kul thek bat ki hay main ap ki bat say agree karta hoon۔ Forex trading main Forex market ki movement any time change hoti rehti hay trader ko pata bhi nahi hota k market up ja kar achanak bohat ziada down hojati hay aor baz dafa trader kay account main money kam honay ki wajah say jab loss hota hay to us ka sara ka sara account balance loss ho jata hay aor account wash honay ki wajah say trade close ho jati hay. en wajohat ki bina par to trader ko chahiay k agar us ki trade profit main ja rahi hay aor aik had tak profit hasil ho gia hay to big profit ka lalach kiay baghair trade close kar lay es taran usay small profit to hasil ho jay ga magar aisa karnay say kuch ziada faida hasil nahi hota. Forex trading main successful honay kay liay trading main risk bhi laina parta hay aor aik target ko set kar kay hi trade open karna parti hay aor trader ko apnay target tak market price ko pohnchnay tak ka wait karna chahiay es kay liay usay loss say bachnay kay liay stop loss ko use karna chahiay es taran loss ki wajah say account wash honay say bach jay ga aor ham easily apnay target ko bhi achieve kar saktay hain. lehaza mara to all forum members ko yahi mashwara hay k target ko set kar kay aor stop loss ko use kartay howay trading karni chahiay.
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: ziyda profit ka. Wait na kuya jiye..

                        ziada profit lainna hai ya kam profit laina hai iss ka hisab ap ky analysis say hota hai ager ap aik long term analysis kar rahy hain tu ap ko ziada profit aur ziada dair tak apni trades ko hold rakhna parta hai aur ager ap short term trade kar rahy hain tu tab ap ko kam say kam profit lay kar apni trades ko close kar daina chahey mager aj kal jesi market ki sorty hal hai ap ko thora thora profit lay kar market say out ho jana chaheya koyn ky news ki waja say kafi upset movement ho rahi hai jiss ki waja say market aik lon trend say chalti tu ha mager trader ky stop losses aur breakeven point ko hit kar ky apny trend ki tarf chalti hai jiss ki waja say ap ko kam profit lay kar apni trades ko close kar daina chahea aur next tarde ko dejkh kar phir say aik new entery laini chaheay.
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: ziyda profit ka. Wait na kuya jiye..

                          profit ki zaroorat her aik ko hoti hai kiyu kay koi bhi business ho wo profits kay liye he hota hai. Forex tarding mai bhi traders her waqt profits lainay kay liye planning kertay hain aur her tarder ki koshish hoti hai wo acha profit earn karey. Forex trading business mai traders apnay profits kay mukhtalif target bhi set kertay hain phir trading kertay huay unn target ko haasil kernay kay liye trading mai mukhtalif techniques aur strategies istmaal kertay hain.Forex trading mai profit ka target bananay ka best tareeka ye hai kay apnay account balance ko daikhtay huay aik achievable profit target select ker lia jaey. Jab account balance ko saamnay rakhtay huay profits set kiye jatey hain tou unhain over trading kiye baghair apna account ko mehfuz rakh kay unhain haasil kia jaa sakta hai. Kabhi bhi ziada profit kay laalach mai nahi parna chaiye. Jab aik acha profit hojaey tou phir dair kiye baghair usay close ker laina chaiye. Uss kay baad dobara bhi trade open ki jaa sakti hai iss liye ziada profit ka wait nahi kiya jaey tou acha rehta hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: ziyda profit ka. Wait na kuya jiye..

                            Dear jaha tak mainy study kia hai agar ap ais market mai trade lagaty waqat achy analysis kar lety hai to aus time ap ko pata hona chaye k ais market mai jo trade laga raha hun ais ka take profit kaha ban raha hai aus k baad ap ais market mai jo trade lagaty hai aus mai ap ne jo aik dafa take profit set kar dia aus ko bar bar change na kary aor market agar ap ko profit de rahe hai magar ap ka take profit hit ni kia to aus par ap ko trade ka stop loss entry point par laga dena chaye aor aus k baad ap ko take profit ka wait karna chaye agar ap aus time koi aisa pattern dekhty hai jo reversal hai to aus time market se nikal jaye other wise ap ko ais market mai se nikalna ni chaye warna ap ko profit kam ho ga aus trade par.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: ziyda profit ka. Wait na kuya jiye..

                              jo ziada experience hoty hy wo right waqt ka w8 krty hy lekin normaly w8 nhi krna chahye na hi ziada jaldi

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X