trading me take profit say kia murad hai ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading me take profit say kia murad hai ?
    assalam o alaikum dostu mn ap sab say pocha chahta hon kay main nay kai dostu say pocha hai kay forex me take profit lazmi lagana chaiey trading karty waqt tu ap sab ye batain kay ye take profit hota kia hai ? aur ec ku forex trading me kesy lagaya ja sakta hai matlab kay kesy use kart hain ec ku
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trading me take profit say kia murad hai ?

    Dear ais market mai jab ap aik trade lagaty hai to aus mai ap k pass diffrent cheazy show ho rahe hoti hai aus mai ap k pass pair show ho raha hota hai aus k sath sath ap k pass ye show ho raha hota hai k ais trade mai ap ne lot kitni lagai hai trade kon si price se open ki hai ais mai ap ne jo trade lagai hai aus par ko profit ya loss kitna ho raha hai aisy hi ais trade par ap ka stop loss kaha par hai aor take profit kaha par hai ais ka matlab hai k trade kitny profit mai jaye to auto par close ho jaye ya stop loss mai trade kitny loss mai jaye aor ap ki trade loss mai close ho jaye ais mai ap ko ye sab kuch pata chal jata hai ap jab chart par analysis karty hai to ap ko ais mai aus k hisab se target set karna hota hai.
    • #3 Collapse

      Re: trading me take profit say kia murad hai ?

      Jab ham log market Mein Kaam Karte Hain Tumko iska Ham logon ko bahut hi jyada fayda hota hai isase Ham Logon Ko Achcha profit mil sakta hai aur ham log se Kafi Achcha profile banaa sakte hain Jiska Ham logon ko bahut hi jyada fayda hota hai aur ham log se Kafi Achcha profit Hasil karne mein kamyabi Hassan kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: trading me take profit say kia murad hai ?

        Take Profit se Murad:

        Forex business mein sab se jo basic tools hota hey trading ke hawaley se Wo Take profit and Stop Loss hi hota hey, kioun keh agar hum in dono ko follow nahin kartey hein to phir hum kabhi bhi properly trading nahin kar saktey hain aur na hi phir hamare pas koi target hota hey.

        Take Profit lagane ka tarika is picture mein dekhen.

        Click image for larger version

Name:	take profit picture.jpg
Views:	1
Size:	43.3 کلوبائٹ
ID:	12323500

        Dee Gai Picture mein aap Take profit ki pic ko dekh saktey hein, Hum jab bhi koi bhi trade open karne lagtey hein to jese hi hum Order par click kartey hein to ham jahan par order set kar rahey hotey hein wahan par hamen nichey Take Profit and Stop loss ka aik option nazar ata hey jahan par hum Take profit ko set kar saktey hein, Basically take profit ka kam yeh hota he keh agar hum koi trade lagatey hein to uska ham koi na koi target set kartey hein keh yeh trade yahan tak jakar mera jo profit ho woh Book ho jaye aur meri trade close ho jaye, uske liye hum Take profit ko use kartey hein,
        Yaqeenan yeh aik bohot hi usefull tools he aur iski madad se hum bohot hi safe aur befiker ho kar trading kar saktey hain.
        https://t.me/pump_upp
        • #5 Collapse

          Re: trading me take profit say kia murad hai ?

          Mata traders 4 aur baqi trading terminal mai traders kay pass yeh option hota hai ke woh apni trading position ko pehly say he set kar sakty hain ke trade ko kitne profit per close karna hai . is option ko take profit ya short mai TP b keh daite hain.
          Forex trading mai Take profit aur stop loss safe trading kay ehm tools consider hoty hain . Kafi dafa trader skay liye yeh mumkin nai hota ha ke woh har time he apni trading ke entry ko monitor kar sakin tu iss trah ke situation mai aur aur b trading mai kaf reason ke waja say traders kay liye yeh bohot he best rehta hai ke traders apni har trade entry ko open karty time he issk a take profit b pehlay say he define kar diya Karin.
          • #6 Collapse

            Re: trading me take profit say kia murad hai ?

            Take profit hamesha trade me app key profit ki hifazat karta hay app key trade ko profit me close karta hay, take profit set karny key ley app me etna confidence aur app ka experience hona chaye key app behtar level par es ko set kar sako, take profit other tools ki tarha app kabi be andazy se nahi laga sakty ho, stop loss hi hamari trading key ley important nahi hay take profit se be account wash hony se bach sakta hay, apny har trade me hamy take profit lagany ko yakeeni banana ho ga aur es ko hamy apny rules ka part samjna ho ga.
            • #7 Collapse

              Re: trading me take profit say kia murad hai ?

              Salam to all member of forex.
              Take profit trading mn ik boht hi acha tool hy jisko ham istmal kr k ham ik limit tak benefit hasil kr sakty. Is mn actually ham limit set krty hain k is pips py ja k hmari trde automatic close ho jaye ta k agr market whan sy nichy aye to loos na ho. Take profit order sometime limit order reffer krta hy.
              For biggner ye ik boht hi usefull tool hy isko study krna chaye or iska istmal yaqeeni bnana chahye
              • #8 Collapse

                Re: trading me take profit say kia murad hai ?

                trading main take profit sa murad yeh hai ky ap nay apny trade ka kitnay profit main trades ko auto close karna hai ager ap nay 10 doller ka take profit lagaya hai ager market uss price par jay ge jahn pa ap nay take profit lgayaa hai tu ager market wahn pay jayy ge tu ap ka take profit hit ho jay ga ager ap ka computer off bhi hai tu tab bhi ap ka take profit lag jay ga is ka faida yehi hai ky jab ap kabhi apni tardes ko chor kar kahin jaty hain tu tp aur sl laga akr jana chaheay phir ap ko pechy say koi tention nahi ay ge aur na he ap ka account wash ho ga ager sl lagy ga tab bhi kam loss ho ga ager tp lagy ga tab ap ko profit ho ga es lea pa ko forex main proper stop loss aur take profit say trade karni chaheay phir he ap forex main kamyabi hasil kar sakty hain aur aik achi earning kar sakty hain ager ap rules say kam anhi karain gay tu kabhi ap ko success nahi mil sakti hai.
                • #9 Collapse

                  Re: trading me take profit say kia murad hai ?

                  Trading mai take profit aik important tool hai. Take profit aik aisa support tool hai jiss kay zariye trading terminal pay trading ker kay profit lainay ki koshish ki jaati hai. MT4 trading terminal pay traders ki help kay liye bohat say aisay tools mojud hain jinn ko traders apni zarurat kay mutabiq use kertay rehtay hain. Take profit bhi aik aisa he tool hai. Take profit ko ziada ter traders uss waqt use kertay hain jab unhain trade open kernay kay baad market ko watch kernay ka time nahi milay ga aur apni kisi musrufiat ki wajah say unhain profit Kamm ho jaey ga ya phir loss bhi ho sakta hai. Take profit ka tool order box mai available hota hai jaha pay stop loss aur take profit dono he mojud hotay hain jaha pay trade ko execute kernay say pehlay take profit ko set kerna zaruri hota hai aur traders apni trade open kernay kay baad bhi take profit ko reset ker saktay hain
                  • #10 Collapse

                    Re: trading me take profit say kia murad hai ?

                    There is market Mein Jab aap ek trade Lagate Hain To ismein aapke pass different Seasons ho rahi hoti hai usmein aapke pass pair show ho raha Hota Hai uske sath hi yah show ho raha hota hai ki use per Mein aapane load Kitni Lagai hai chat kaun si Pariksha open Ki Hai ismein aapane jot Le Gai Hai usmein loss kitna hai
                    • #11 Collapse

                      Janab ap ko trading main take profit ka use har trade main karna hota hai. Yeh meta trader 4 or 5 ka tool hai. ap es ka sahi use tab kar skaty hain. Jab ap apni trading main es ka use karty hain tu ap ko es ki values support or resistance sy milta hai. yeh ap ko kudh analysis kar sakty hain.Es tarha ap apni trade ko behtar manage kar sakty hain or ap trade ko daikhain na daikhain ap ki trade ki take profit ki values ko chose jab karty hain tu trade kudh close ho jati hai. es tarha ap es tools sy acha faida otha sakty hain.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        trading take benefits se kiya murad h

                        exchanging primary take benefit sa murad yeh hai ky ap nay apny exchange ka kitnay benefit fundamental exchanges ko auto close karna hai ager ap nay ten doller ka take benefit lagaya hai ager market uss cost standard jay ge jahn dad ap nay take benefit lgayaa hai tu ager market wahn pay jayy ge tu ap ka take benefit hit ho jay ga ager ap ka PC off bhi hai tu tab bhi ap ka take benefit slack jay ga is ka faida yehi hai ky punch ap kabhi apni tardes ko chor kar kahin jaty hain tu tp aur sl laga akr jana chaheay phir ap ko pechy say koi tention nahi ay ge aur na he ap ka account wash ho ga ager sl lagy ga tab bhi kam misfortune ho ga ager tp lagy ga tab ap ko benefit ho ga es lea dad ko forex principal legitimate stop misfortune aur take benefit say exchange karni chaheay phir he ap forex primary kamyabi hasil kar sakty hain aur aik achi acquiring kar sakty hain ager ap rules say kam anhi karain gay tu kabhi ap ko achievement nahi mil sakti hai.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X