Forex trading ka tarika
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading ka tarika
    Jab funds ap k account me ajaye to ap trading software k zariye forex trading start kar sakte hai. Trading software broker ki website se download kia jata hai. Boht se brokers web trader k zariye trading ki sahulat dete hai jo k download ki zarurat nhi hoti or internet browser me hi trading plat form load ho jata hai.
    Ap diye gaye login name or password ko use karte howe apne trading account me enter hote hai or apne account balance k hisab se trading karte hai.
    Forex trading hamesha pairs ki shakal me hoti hai 2 countries ki currency ka pairs banta hai maslan American doller European euro ka pair forex market me sab se ziyada trade hota hai. Jesa k image me dikhaya gaya hai.

    Ager ap samajhte hai k American doller k mukable me Euro ki qadar me izafa hoga to ap Euro kharidengy. Or ager sach me Euro ki qadar me izafa ho jaye to ap ko profit hoga lekin ager Euro ki qadar me kami hogi to ap ko loss hoga. Bas forex trading me ap ne future me currency ki qadar increase ya decrease hone ka sahi andaza lagana hota hai. Is kaam me profit isi baat per hai k ap ne jo currency kharidi ho is ki qadar me izafa ho.
    Lets Help each other, give me thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading ka tarika

    forex ak waseee business hain hum is mai trading kar ky pasisa kama sakty hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to hamy kamaybe hasial ho jy ge forex aik amm buisness ke nisbat acha business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex all world mai bohat taze sy famous hny wala acha business hain
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading ka tarika

      forex aik best business hain hum is mai live trading kar sakty hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hamy ache learning gain kar ky kam kry gy to hamy loss ho ga hum ismai bager pasio ky account bana kar be kam kair sakty hain yai kabe be band na hony wala business hain hum is mai apny boss ap he hoty hain
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading ka tarika

        forex aik online business hain ham is main live or sada urdu main baat karty hain hamy is main achi or alla qualities ki trading karni chahey pher hi ham success gain kar sakty hain or acha profit hasil kar sakty hain yai aik asa business hain jis main kama krny ky liye hamy kisi be office jany ki zarrt nahi ham apny gar beth kar is main kam kar sakty hain
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading ka tarika

          G bhai apne bht he zabrdst treke se forex ki trade krne ka treka btaya hy is liye ju ju kam apne bataye hen wo sab krne k bad he hm apna profit withdraw bhi krwa skty hen is liye hemn apni mehnat ko jari rkhna chhaye q k mehnat krne waly he bht ziad amehnat k sath kam kr skty hen
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading ka tarika

            Ue aik market hai hum is main currency exchange karty Hain achy say pally hai humy analysis karna hota hai pher hi hum achy say earning Kar saken gay warna humy loss ho ga is liye pally study karni parti hai achy say learning karni parti hai pher hum achy say earning Kar saken gay warna humy kuch b Ni Mily ga but risky business hai ye but agar money management k mutabik Karen gay to hum safe tareqy say Kam Kar saken gay warna bht hi mushkil ho gi ...
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading ka tarika

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Samileghari پيغام ديکھيے
              Jab funds ap k account me ajaye to ap trading software k zariye forex trading start kar sakte hai. Trading software broker ki website se download kia jata hai. Boht se brokers web trader k zariye trading ki sahulat dete hai jo k download ki zarurat nhi hoti or internet browser me hi trading plat form load ho jata hai.
              Ap diye gaye login name or password ko use karte howe apne trading account me enter hote hai or apne account balance k hisab se trading karte hai.
              Forex trading hamesha pairs ki shakal me hoti hai 2 countries ki currency ka pairs banta hai maslan American doller European euro ka pair forex market me sab se ziyada trade hota hai. Jesa k image me dikhaya gaya hai.

              Ager ap samajhte hai k American doller k mukable me Euro ki qadar me izafa hoga to ap Euro kharidengy. Or ager sach me Euro ki qadar me izafa ho jaye to ap ko profit hoga lekin ager Euro ki qadar me kami hogi to ap ko loss hoga. Bas forex trading me ap ne future me currency ki qadar increase ya decrease hone ka sahi andaza lagana hota hai. Is kaam me profit isi baat per hai k ap ne jo currency kharidi ho is ki qadar me izafa ho.
              aapane forex trading ka bahut hi accha tarika bataya hai isko read out Kiya hai jismein Ham plan ke mutabik trade karke bahut accha profit hasil karte hain lekin sabse important hota hai ki trading mein stop loss check profit ka istemal karna jo kar aaj kal mein barish tamal nahin karte aur unka account chhote loss se close karne se account was Ho jata hai jab keval or stop loss Na use karke account khatm kar lete hain....
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading ka tarika

                Forex trading bht ziada important h
                Yeh bht soch smjh k karni prti h
                Hmesha mehnt s kam lain
                Tbhi kamyab hn gy
                R kuvh gain hofa
                R ap kamyab hn gy
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading ka tarika

                  hamy ahteyt sy trading karne ho ge pher ehe hum pasia kama saky gy hum is mai night mai be kam kair sakty hain hum is mai say mai be kam kar sakty hain hamy market ke movement ko samj kar kam karna ho ga pher he hum gay bar saky gy forex paksitan mai legalk ban cuka hain is maiusa or china or new yok jasy bary bary mumalik shamil han
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading ka tarika

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Samileghari پيغام ديکھيے
                    Jab funds ap k account me ajaye to ap trading software k zariye forex trading start kar sakte hai. Trading software broker ki website se download kia jata hai. Boht se brokers web trader k zariye trading ki sahulat dete hai jo k download ki zarurat nhi hoti or internet browser me hi trading plat form load ho jata hai.
                    Ap diye gaye login name or password ko use karte howe apne trading account me enter hote hai or apne account balance k hisab se trading karte hai.
                    Forex trading hamesha pairs ki shakal me hoti hai 2 countries ki currency ka pairs banta hai maslan American doller European euro ka pair forex market me sab se ziyada trade hota hai. Jesa k image me dikhaya gaya hai.

                    Ager ap samajhte hai k American doller k mukable me Euro ki qadar me izafa hoga to ap Euro kharidengy. Or ager sach me Euro ki qadar me izafa ho jaye to ap ko profit hoga lekin ager Euro ki qadar me kami hogi to ap ko loss hoga. Bas forex trading me ap ne future me currency ki qadar increase ya decrease hone ka sahi andaza lagana hota hai. Is kaam me profit isi baat per hai k ap ne jo currency kharidi ho is ki qadar me izafa ho.
                    Acchi trading karne ke liye planning Ka Hona bahut jyada important Hai Jab Ham Bina planning Ho Rahane wale Desh ke kam Karte Hain To Hamari trading acchi Nahin Hoti aur nuksan hone ke chances bahut jyada increase Ho Jaate Hain isliye Hamesha planning Karke kam Karen jabbe trading karni ho to usse pahle market ko acchi Tarah Se understand Karen aur Market to understand karke hi trading Karni chahie
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading ka tarika

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Samileghari پيغام ديکھيے
                      Jab funds ap k account me ajaye to ap trading software k zariye forex trading start kar sakte hai. Trading software broker ki website se download kia jata hai. Boht se brokers web trader k zariye trading ki sahulat dete hai jo k download ki zarurat nhi hoti or internet browser me hi trading plat form load ho jata hai.
                      Ap diye gaye login name or password ko use karte howe apne trading account me enter hote hai or apne account balance k hisab se trading karte hai.
                      Forex trading hamesha pairs ki shakal me hoti hai 2 countries ki currency ka pairs banta hai maslan American doller European euro ka pair forex market me sab se ziyada trade hota hai. Jesa k image me dikhaya gaya hai.

                      Ager ap samajhte hai k American doller k mukable me Euro ki qadar me izafa hoga to ap Euro kharidengy. Or ager sach me Euro ki qadar me izafa ho jaye to ap ko profit hoga lekin ager Euro ki qadar me kami hogi to ap ko loss hoga. Bas forex trading me ap ne future me currency ki qadar increase ya decrease hone ka sahi andaza lagana hota hai. Is kaam me profit isi baat per hai k ap ne jo currency kharidi ho is ki qadar me izafa ho.
                      Forex trading ko Karne Ka Tarika yah hai ki pahle is ke analyses Karen aur Market ko understand Karen Jab market ko acchi Tarah understand kar le aur aap ko is baat ka yah andaza Ho Jaaye kya aap Achcha kam Karke Achcha profit Hasil kar sakte ho FIR aap aaram se Prophet Hasil kar loge

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X