Jaiza: Targets ko decide kar key trading karna
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Targets ko decide kar key trading karna
    Forex trading business me kamyabi ki 1 waja targets ko decide kar key trading karna be hay, es key bahot hi faidy hoty hey jo key new traders ko maloom hona zarori hey, targets ko decide kar key jab ham trading start karty hey to apny targets ko achieve karny key ley ham mehnat pehly se zeyda karny lagty hey aur jab be ham targets achieve karny ki trading karty hey to greed aur emotions se be bach sakty hey, sath me esi trading key fail hony key koi chances nahi hoty esi planing aur limited trading har condition me hi kamyab hoti hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Targets ko decide kar key trading karna

    Dear ye to her trader ka plan hota hai k wo ais market mai apna target kitna rakhta hai aor kis hisab se rakhta hai agar ap ne ais market mai kaam karna hai to ap ko ais mai sirf atna hi risk lena hai jis se ap ka daily ka target pora ho jaye agar ap weekly target k hisab se kaam kar rahy hai to kabi atna zayda risk mat ley jis se ap pory week ka target aik hi din mai pora karny k checker mai zayda lot laga dey aor aus se apny account mai loss kar dey ais liay ap ko ais market mai kaam karna hai to ap ko ais market mai apna target phly se decide kar lena chaye aor aus k baad ais market mai kaam karna chaye agar ap ais market mai achy se mange kar k trading kary gay to ap ka account bhi safe rahy ga aor growth bhi hota rahy ga.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Targets ko decide kar key trading karna

      forex trading business mai kaamyab honay kay liye 2 baato ko tou bilkul saaf samajh laina chaiye kay aap kay targets hain kia? Traders apnay targets profits ko samajhtay hain halaakay mairay nazdeek traders ko apnay target 2 baatoo pay rakhnay chaiye aur unhi pay focus kerna chaiye:-

      1. Pairs ki Selection

      Traders ko apnay pairs ko select kerna chaiye kay wo kiss pay trading kerna ziada behtar samajhtay hain . Wo currency pairs bhi ho saktay hain , future energies bhi ya metals bhi ho saktay hain. But traders ko ye pata hona zaroori hai aur apnay target ko select ker kay uss ka knowledge, news,signals aur movement ki monitoring kertay rehna chaiye

      2. Trades kay Timings

      Traders ko ye pata hona chaiye aur unhain apna target iss baat pay banana chaiye kay wo jiss pair ya commodity pay trading ker rahey hain uss ki movement kiss market session mai ziada hoti hai. Takay wo sirf ussi session pay focus ker kay apnay trends aur analysis bana sakey aur baaki sesions mai time waste nahi karain
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Targets ko decide kar key trading karna

        اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
        Jaiza: Targets ko decide kar key trading karna<br />Forex trading business me kamyabi ki 1 waja targets ko decide kar key trading karna be hay, es key bahot hi faidy hoty hey jo key new traders ko maloom hona zarori hey, targets ko decide kar key jab ham trading start karty hey to apny targets ko achieve karny key ley ham mehnat pehly se zeyda karny lagty hey aur jab be ham targets achieve karny ki trading karty hey to greed aur emotions se be bach sakty hey, sath me esi trading key fail hony key koi chances nahi hoty esi planing aur limited trading har condition me hi kamyab hoti hay.
        Ji han ap nay bil kul thek bat ki hay main ap ki bat say agree karta hoon. Forex trading main kamyab honay walay traders main say sab say ziada tadad aisay traders ki hoti hay jo aik target ko set kar kay aor full planing kay sath trading kartay hain kun k es taran un main apnay target ko achieve karnay ki khawaish ziada paida ho jati hay aor woh usi hisab say ziada say ziada hardworking kartay hain lakin es main traders ko aik bat ka khas khial rakhna paray ga k woh kabhi bhi apni learning, knowledge and experience say over target ko set na karain aor na hi ziada door target ko set karain ta k market ki moving wahan tak na honay ki soorat main target ko achieve karna mushkil ho jay apnay target ko set karnay kay sath sath stop loss and take profit ko bhi zaror set karna chahiay ta k thek taran say account bhi manage ho sakay aor trading kay success honay kay ziada say ziada chances hon.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Targets ko decide kar key trading karna

          Gee han baat to thik hai lekin yeh aap k liay hi thik hai aisa target b set karna behtar hai k us main lalch ka name nishan ho had se zaida profit k chakar main khud hi apna big loss na kare le apny trade ko buri tarah phansa kar account wash na kar le aisay trader k liay target set karna parta hai kuch aisay trader b hote hai jo profit target set nai karte account ki safety ka khiyal rakhte hai profit jitna b hota hai shukar karte hai
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Targets ko decide kar key trading karna

            Ji han bhai jaan aapane bilkul theek baat ki kahi hai ki main aapki baat se aagrah karta hun frocks Forex trading Mein Kamyab Hona wale traders mein se sabse Jyada Kadar Aise uski hoti hai jo target ko set kar lete hain aur Phool planning ke sath trading karte hain Kyunki is Tarana on Mein Apne target ko chahie karne ki Hawai Jyada Paida Ho Jaati Hai Aur vah Usi hisab Se Jyada Se Jyada hardworking karte hain lekin ismein Teras ko ek baat ka Khas Khyal Rakhna Padega kya hua kabhi bhi apni learning Knowlge experience se award target ko set Karen aur na hi Jyada dudh target ko set Karen Taki market ki moving vahan Tak na hone Ki Surat main target ko achieve karna Mushkil Ho Jaaye Apne target ko set karne ke sath stop loss and take profit ko visa rozat karna chahie Taka train se account bhi manage ho sake aur tradingSuccss hone ke Jyada chance hai
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Targets ko decide kar key trading karna

              yes targits ko set karke hi trading karni chahiey is tarah ap kay samne ap ki manzil hoti ha jis ko pane kay liey ap right direction me mehnat kartay hain targits jub ap set kartay hain tu phir os kay liey ap analysis bhi kartay hain or analysis kay zariey ap ko Apne trade kay targit asani se mill jatay hain ap ko chahiey kay ap price action ki help se jub ap trade open kartay hain osi wakt apni trade kay take profit targits ko bhi select kar le takay bad me ap kay mind me jo greed ati hain ap os se bach sakte hain ap ki yeh baat bhi theek ha jub ap ko targit ka pata hota ha tu ap sabar karke Apne targits ko hasil karne kay liey intezaar kartay hain or tention me akar koi galt decision nehi letay hain jis se loss ho jata ha
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Targets ko decide kar key trading karna

                Forex trading main aik ache trader ki neshani hoti ha k jab bi wo trade open karta ha to apna profit loss donu count Kar k trading karta ha or apna account safe rakh k trading karta ha or ache earning kar sakta ha is ley hum jab bi trade open karny to humy apny account ko safe rakheny k ley humasha stop loss lagana chae ha or target achieve karny k ley humy take profit istamal karna both zarori ha ta k humara account bi safe ho or humy acha profit bi hasil ho or agr loss ho bi jay to ziada na ho or hum easily recover kar saken ye aik ache trader ki neshani ha Jo sab kuch calculate Kar k trading karta ha ta k usy ziada loss na ho or wo ache trading kar k ache earning kar saken
                Last edited by ; 25-02-2020, 09:57 PM.
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Targets ko decide kar key trading karna

                  jo kaam bhi karna hoi us kaam ko shuroe karny sy pehly us kaam ky karny ka aik asol hota hy keh main ny is kaam ko kub shuroe karna hy or is kaam ko kes trah sy karna hy or is kaam main kia tariqah apnana hy is ko karny ka is main ketna main ny taim dina hy or is kaam main ketna paisa invest karna hy seem ise trah sy forex main trading karny waly ky lie bhi yahi swraty haal hy us ko bhi trading karny sy pehly yeh sary muamlat ko dikhna parhta hy bkeh main ny trading kub shuroe karni hy or kub khatam karni hy or kes chiz py main ny trade karni hy is trade main loss sy kaisy buchna hy profet kaisy kmana hy
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Targets ko decide kar key trading karna

                    Forex trading business Mein Kamyab hone ke liye do Baton ko samajh Lena chahie ki aapke targets hai kya traders Apne targets profit ko samajhte Hain Ek to pairs ki selection dusra trades ke timings Jo kam bhi karna ho use kam ko Shuru karne se pahle uska aapki karne ka ek usool Hota Hai Ke Main Ne is kam ko kab Shuru karna hai aur is kam ko Kis Tarah Se karna hai uska Main Kya Tarika apnana chahie aur is kam Mein Kitna Paisa invest karna hai Prem ISI Tarah Se Forex trading Karne Wale ke liye bhi Yahi suit hal hai usko bhi trading karne se pahle hi yah Sare Mamla ko dekhna padta hai aur jab tak trader is ke bare mein knowledge aur experience Nahin Rakhta hoga to ismein work nahin kar sakta ine chijon ke bhagava success Hasil kar sakta hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Targets ko decide kar key trading karna

                      hamy target bana kar foex mai kam karna ho ag pher he hum pasasia kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai live kam kar sakkty hain hum jis mai pasia be invest kar sakty hain hum is mai 24 ganty mi sy kese be wakt ka time table bana kar kam kari sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kamk ary gy to hamy loss ho ga hum is mai out off balance acount bana kar be kam kar saktyh ian hum is ma agar mahnet kary gy to he hum agy bar saky gy hum is mai agar kamyab hona chatey hain to hamy mahnet karne ho ge pher he hum agy bar skay gy forex aik online bsiness hain hm is mai parat tme be kam kari sakty hain hum is mai full time be kam kari sakty hain hum gar mai bath kaer is mai kam kair sakty hain asane ky sat forex aik acha business hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Targets ko decide kar key trading karna

                        g han bhai jan ap ny bilkul sahi bat ki hai main apki bat se sehamt krta hun forex trading main hmain apny targets ko set kar k trading karni chahye q k jub hum apny targets ko set kar k trading karty hain tu hmain apny kam k asani se karny main help milti hai or hum apny kam ko time par bhi pora kar skty hain es liye hmain apny targets set karny chahye or un k liye time table set karny chahye jis se hmain hmary kam main acha result milta hai or jub hum apni trading ko targts ks ath pora kar lety hain tu ayse hum apny kam main greed bhi nahi karty hain or apny ayse emotions ko bhi control karny main asani hoti hai es liye hmain apny targets ko set kar k trading karni chahye ta k hum apny kam ko khush asloobi se kar k faida otha skaen es k ilwa targets set karty kuch baton ka khas khyal rakhni chahye kbhi bhi bara targets set na karen jis ko pora karny main apko he mushkil pesh ay apko kam targt set karny chahye ta k un ko pora karny main asani ho
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: Targets ko decide kar key trading karna

                          Forex trading business Mein Kamyab hone ke liye do Baton ko samajh Lena chahie ki aapke targets kya apne target profit ko samajhte Hain Ek to pairs ki selection dusre traders ki terminal Jo kam bhi karna ho use kam ko Shuru karne se pahle uska aapke karne ka ek usool Hota Hai ki main is kam ko kab Shuru karna hai aur Iske kam ko Kis Tarah Se karna hai usmein kya Tarika apnana chahie aur kis kam Mein Kitna Paisa invest karna hai Prem ISI Tarah Se frocks trading Karne Wale ke liye bhi Yahi Soch kar hai usko bhi trading karne se pahle hi yah Sara mamle ko dekhna padta hai aur jab tak trida Iske bare mein knowledge aur experience Nahin rakhte Honge to ismein work nahin kar sakte hain aur chupchap ismein kam Karen aur apne kaam se laga Rakhe
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            target ko decide karna nahi hota hai. ap ko pehly yeh daikhna hota hai kay ap ka target daily basis pay hota hai ya weekly or ya phir monthly. jo trader daily basis ya weekly pay rehty hain woh aksar mushkilat ka shikar rehty hain or jo trader monthly basis pay trade karty hain tu un ko masla nahi hota hai. esleye kay kabi market aik jaisi nahi hoti hai lekin woh month mai apna target easily pura kar laity hain or market ko mazeed achi tarha samaj be sakty hain. esleye jab be ap trade karain target monthly basis pay rahk kar ap apna target achi tarha pura kar kay earning kar sakty hain.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X