Seyhat ka kiyal zarori hai.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Seyhat ka kiyal zarori hai.
    Dear Friends

    Seyhat hoti hai tu hum duniya ki har kushi ko daikh sakty hian. apni daily routine life ko achi tarha manage kar sakty hian tu meri ap sub member se request hai apni sehat ka kiyal rahkain or woh es tarha aye ga jab ap safai achi rahkain gy tu ap ko koi bemari nahi aye gi or ap apny ap ko acha or relax feel karo gay daikhain main yeh bhout choti c bat hai lekin badkismati se hum es pay amal nahi karty hian

    ap kiya kehty hain es baray main

    Shukriya.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Seyhat ka kiyal zarori hai.

    tandrusti hazar nemat hai. ye Allah ka bra khas inam hai lekin hm log is py twajo ni dety or ab tu itni zaida bemryia hin ky jiska koi hisab ni ab har bnda koi na koi bermeri mi mubtla hai.so apny mahol ko pak saf rkhy.tension strees sy dor rehny ki try kry kynuk bemari lg jye to jaAN NI CHOTTI TU PURI TRY KRY KY KOI bemari na lgy kyunk health is wealth
    • #3 Collapse

      Re: Seyhat ka kiyal zarori hai.

      Asalam o Alikum dear friends and dear members umeed ha kay ap sab theek hon gay jesa kay ham sab janty han kay Forex ka business ak bahut he acha or lajawab business ha is jesa koi bhi business nai ha is businss main kam karny kay leye hammy bahut sari mehnat ki zarorat hoti ha hammy sab say pehly is ki market ko samjhny kay bad is main proper kam shorro karna ho ta ha ham is main jitni mehnat say kam karty han is main hammy utna he is kay kam karny kay bad rest he karna chaheye dear ye na ho kay is market main hammy passo ka laach a jayee or is main ham din raat kam karty rahy or apni seahat kharab ar leye dear hammy is ko samjhna bahut zarori ha is main apni seahat kay mutabik kam karna caheye or rest karni chaheye
      jan ha to he jahaan ha
      • #4 Collapse

        Re: Seyhat ka kiyal zarori hai.

        my dears friends
        umeed ha kay app sab thk ho gay ji han sehyat ka khyail bot hi zroori ha agar app satat mand rahty ah or apni menatly or physically level ko maintain karty ha or regularly hi app jogging karty ha or soba ki sar karty ha or app fit rahty ha or sath hi jab bi app ya sab rules ko follow karty ha to app sab dieses say bach sakty ha or sath hi app mosmi fruit or vegetables ko bi khay or sath hi seht mand or ress cheezou ka khass khyial raky or sath hi apni life ko eassy karny kay lyia or apni life ma himasha kay lyia fit rahny kay lyia ya bot hi zroory ha
        • #5 Collapse

          Re: Seyhat ka kiyal zarori hai.

          Hi friends umeed hay kay ap sab thak hon gay or ya review seyat ka kiyal zorori hai dosto seyat kA kiyal boot zorori hay dosto aghar ap ki seyhat thak hay to ap ko kam karny ka maza ay ga dosto ap ki sayhet pit ray gi or ap ki life boot sakhoon say ghazar JAY GA
          • #6 Collapse

            Re: Seyhat ka kiyal zarori hai.

            Apni seyhat (health) ka khayal rakna hamary ley sab se important hona chaye agar hamari health achi ho gi aur ham seyhat mand hon gey life me ham koi be kam kar sakty hey agar hamari seyhat hi achi nahi ho gi ham bemaar rehy gey aur apni seyhat ka etna khayal rakny ki koshish nahi karen gey jetna key khayal rakna zarori hota hay to mery khayal me koi be kam life me ham achy tareeqy se nahi kar saken gey aur na hi life me ham kamyab person ban saken gey,

            apni seyhat ka khayal rakny key ley hamy daily exercise karna apny time table me shamil kar lena chaye aur ham exercise karny me jo time spend karen gey ye hamary health ko maintain rakny ki waja se bahot keemti time ban sakta hay, agar har time hi work kia jaye aur apni seyhat ka khayal hi na raka jaye to bahot zeyada work ka karna hamari seyhat es ko bardashat hi nahi kar saky ga aur ham bahot kam age me hi bahot se bemariu ka shikar ho saken gey,

            Mostly ye dekny me aya hay jo afrad bahot zeyada work karty hey esy afrad ya to demaghi mareez ban jaty hey aur ya per un ko dil ki bemari ho jati hay agar heavy work karny key bawajood be ham apni seyhat ka khayal rakny ki koshish karen gey to old age me be hamy kesi bemari ka samna nahi karna pardy ga, health ko maintain rakny key ley jaha exercise ki zarorat hoti hay yahi be achi khoorak be zarori hoti hay.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Seyhat ka kiyal zarori hai.

              Hello dear Forex members 😇
              G bilkul thk kha hay ap nay sahat ka khyal bht hi zroRi hay forex aik bht acha business hay is main kamyab hony Kay liya humen apna acha time forex ko Dan ho ga or sath sath apni sehat ka bhi khayl rkhana ho ga forex main kamyabi hasil krny Kay liya humen achi mehnat ki bahut zayd zrorat hoti hay or achi mehnat karny Kay liya hamra mind fresh hona chayaha or tention free hona chhya tab hi hum forex business main achy say kamyab ho saken gain

              اب آن لائن

              Working...
              X