MACD YA MFI ? Kon sa indicator best hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    MACD YA MFI ? Kon sa indicator best hai?
    Mt4 trading terminal pay traders ko help dainay kay liye kaafi indicators mojud hai. Moving average convergence divergence ( MACD ) aur Money Flow index ( MFI ) bhi unn mai say 2 indicators hain. Inn dono mai say kon sa ziada best indicator hai ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: MACD YA MFI ? Kon sa indicator best hai?

    Indicator koi bhi ho agar apko us sy forex market main trading main help mil rehi ho tou apky liay acha hi hota hai aur forex market main tamam indicators kisi na kisi terha sy bahot behter hoty hain ky her indicator apni importance rakhta hai her trader kisi na kisi indicator sy help ky ker forex market main trade ker raha hota hai tou isy faida hasil ho raha hota hai agar kisi indicator ko use kerny sy continue loss ho raha ho tou aesy indicator ko use kerna chor dena chahiay kisi new indicator sy trade continue kerni chahiay lekin MACD aur mfi indicators main Mery khyal main tou MACD bahot acha indicator hai jis ko samajhna bhi itna mushkil nehi hai ky jab same indicator main strength decrease hona shoru ho jati hai tou hamain phir reverse order main trade open kerny ky liay ready ho jana chahiay aur kab strength centre line cross ker jati hai tou aesy time per usi direction main trade open ker ky achi earning hasil ki ja sakti hai
    • #3 Collapse

      Re: MACD YA MFI ? Kon sa indicator best hai?

      Dear ais market mai bahot hi zayda indicators hai jin ko hum use kar k ais market mai trade kar sakty hai aus mai se ap ne jin ka zikar kia hai ais mai se MACD ko mainy use kia hai aor ais ka result acha hai ais ko hum agar choty time frame mai bhi use kary to ais mai bhi hum ko achi trades mil jati hai jo log ais market mai intraday trading strategy par kaam kar rahy hai aun k liay ye best hai kun k ais mai ap ko jo trade milti hai aus par ap ko acha profit ho jata hai agar ap ais ko h4 mai use kary gay to ais par ap ki trade ka take profit kam az kam 50 pips se zayda hota hai ais liay ais ko agar ap ne use karna hai to ais ko atni lot se kary k agar market ap ka take profit hit kary to ap ka daily ka target pora ho jaye.
      • #4 Collapse

        Re: MACD YA MFI ? Kon sa indicator best hai?

        MF indicator sabse Jyada indicator use hone wala indicator Hai Jisko Agar ham log istemal Karte Hain To isase Ham log Kafi fayda hassil kar sakte hain is indicator ko istemal karne se Ham logon ko bahut hi jyada fayda hota hai aur ham Logon Ko market Mein success milati hai aur ham log Kafi Achcha proper banaa sakte hain Jiska Ham logon ko bahut hi jyada fayda Hota Hai
        • #5 Collapse

          Re: MACD YA MFI ? Kon sa indicator best hai?

          aapne jitne bhi indicaotors ki bat ki hey jis mein MACD MFI ya dusre indicators in sab se jo best indicator hey aur jo bohot hi ziada usefull hey aur purey world mein jisko sab se ziada pasand kiya jaraha hey aur jo mera bhi favourite hey woh Just aur just moving average hi hey aur moving average ke through hum market ke trend ko bohot hi ziada achi trha se identify kar saktey hein aur phir jese hi market Moving average ko cross karti hey to hum us mein buy ya sell ki trade enter kar lete hein aur phir jese hi woh dobara Uper ki taraf cross karti hey to hum us mein BUy and Nichey ki taraf jati hey to hum us mein SEll laga letey hein aur is trha se hum market mein bohot hi achi trha se aur relax ho kar work kartey rehtey hein aur yeh bohot hi ziada asan aur bohot hi ziada usefull hey.

          Click image for larger version

Name:	moving average indicator.jpg
Views:	3
Size:	20.6 کلوبائٹ
ID:	12325246
          https://t.me/pump_upp
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: MACD YA MFI ? Kon sa indicator best hai?

            MACD (Moving average convergence divergence)

            MACD esa technical tool hay jo key market key moving average ko identify karta hay aur kesi be new trend ki indication de sakta hay, market trend ko traders price ki moving average se hi conform kar sakty hey, market bullish ya bearish trend me change hony ka andaza MACD trading tools se hi lagaya ja sakta hay.
            Click image for larger version

Name:	7-MACD-Forex-Trading-Strategy.png
Views:	1
Size:	16.5 کلوبائٹ
ID:	12325714
            MFI (Money follow index)

            MFI be 1 technical oscillator tool hay jes se market me buyers aur sellers ko identify karny me asani hoti hay es se market key overbought aur aur sold condition ka andaza hota hay, MFI indicator se trend key change hony ya per trend ki strength ko be define kia ja sakta hay.
            Click image for larger version

Name:	download.png
Views:	1
Size:	6.7 کلوبائٹ
ID:	12325715

            اب آن لائن

            Working...
            X