Ap Ki Nazar Mien Hamain Loss Q Hota Hai???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ap Ki Nazar Mien Hamain Loss Q Hota Hai???
    Dosto ap ki nazr mien loss q hota hai or as ki reason kya hai,please her kio apna apna experience zaror share kery.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ap Ki Nazar Mien Hamain Loss Q Hota Hai???

    Meri nazar mien hamain loss sirf aik waja say hota h aur wo hai greed as lye hamain jab ham as mien lalach kerte hien tu ham as mien kamaee nahi ker sakte hien q k kamaee ka taluq hamari achi trade sy hota h as lyee ham ko lalach nahi kerna hota h
    aur agar ham ko thora bhoot as mien bachat ho jata h tu ham ko as ko qabool ker lena hota h agar ham as mien lalach kerte hien k ham ko zyada munafa ho jaye tu ham as mien apna nuqsan ker sakte hien
    as lyee ham ko khud ko nuqsan sy bacha ker as mien kaam kerna hota h aur ham ko as mien apne lyee kuch khas kerna hota h aur as mien lalach sy dor rehna hota h aur hamain as mien greed less trade ker k earning karna hota h.
    • #3 Collapse

      Re: Ap Ki Nazar Mien Hamain Loss Q Hota Hai???

      ji han mere pyare bhai mujhe lagat hai mera matlab hai ke mere nazar main hamein sirf aor sirf loss lalach ki waja se hi hota hai as liy hamein chahiy hai keh ham as main lalach na karen
      PAK ARMY ZINDA ABAD
      • #4 Collapse

        Re: Ap Ki Nazar Mien Hamain Loss Q Hota Hai???

        ji bilkul mari nazar m loss is waqt hota ha jab ham lalch karta ha k hama zad sa zad parfit ho or ham tarde achay tarik sa kam nahi karty ham agar ham log socha samja kar mind ka saht kam karay to koi loss na ho ga ham lalich na kary
        • #5 Collapse

          Re: Ap Ki Nazar Mien Hamain Loss Q Hota Hai???

          Well bro, nuksan hone ki wajha her trader ke liye alag alag hoti hai. Per jo main reason wo emotions mein aake trading karna. Hume jab thora loss hota hai to hum ek dam se gusa ho jate hai ya dar jate hai jis ki wajha se apne trading pan ke amal nhi kar pate aur confusion mein galat trades open karne lagte hai ya phr ek waqt mein lalach main aake bari trade laga dete hai. Is liye hum ko trading karte time sabar aur tahamul se kam karna hota hai.
          • #6 Collapse

            Re: Ap Ki Nazar Mien Hamain Loss Q Hota Hai???

            Loss honay ki waja yeh hoti hia jab ap trade karty hian ya tu ap over confidence ki waja se loss karty hian ya phir ap apni learning nahi kartay hain or adhoray experience ko use kar y ap ko loss hota hai esleye koshish karian jab be ap trading karain ap ki learning mukamal ho or practice achi tarha kar kay ap trade karain gy tu ap ko loss be nahi hoga or ap bhout kam time main achi earning kay sath experience ko be gain karain gy esleye koshish karain fazool trades na karain. learning or experience ki base pay trade ko open karain.
             
            • #7 Collapse

              Re: Ap Ki Nazar Mien Hamain Loss Q Hota Hai???

              loss hune ki waja humari knowledge ki kami aur ziada kamane ki jaldi hoti he jis ki waja se hum apni euity kho beth te hein
              • #8 Collapse

                Re: Ap Ki Nazar Mien Hamain Loss Q Hota Hai???

                Mere khayal se to mostly traders ko nuksan srf impatience aur apni trading plan se distract hone ki wajha se hota hai. Qk Agar ap ke pass achi knowledge bhi hai aur ap market ka ache se analysis bhi kar lete haia magar ap impatience ki wajha se apne analysis ke mutabiq apni trade ko jaldbazi mein galat jagha pe laga dete hai, aur jab ap ko loss hota hai to ap guse mein aake apne trading plan se hat jate hai aur bara volume use karne lagte hai to ap ko bhari nuksan ka samna karna parta hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Ap Ki Nazar Mien Hamain Loss Q Hota Hai???

                  Trading loss ka hisa hai es ko accept karny waly ko samaj ati hai kay Forex main kaisy aghy barhna hai or kaisy mazeed loss pay kabu pa kar trades ko profit main close karna hai.esleye koshish karain apni trading main loss ko accept karain or mazeed woh trade ya mistake aisi na karain kay again loss ho. yeh ap apny experience ko gain kar kay in ko khatam kar sakty hain.
                   
                  • #10 Collapse

                    Re: Ap Ki Nazar Mien Hamain Loss Q Hota Hai???

                    dear friend mari nazar main to humain loss us waqat hota hay jeb hum greed kertay hain ager hum greed na krain to hum loss se avoid ker sektay hain aur is business huge profit b earn ker sektay hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Ap Ki Nazar Mien Hamain Loss Q Hota Hai???

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Soniakhan1212 پيغام ديکھيے
                      Dosto ap ki nazr mien loss q hota hai or as ki reason kya hai,please her kio apna apna experience zaror share kery.
                      Mere khyal mein hamare trade mein nuksan hone ki sabse badi vajah hamare is karobar ki acchi jankari ka na hona hai is ly humain jinta zayada ho saky is ki itni zayada taleem ko hasil kerny ki koshish kerni chahie tab hi hum kamayab trading ker sakty hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Ap Ki Nazar Mien Hamain Loss Q Hota Hai???

                        Forex tradi g main lose us lya hota hai ka ham bahut dafa mukamal analysis ka bagair trading open kr data han ham ko lose tab bhe hota hai jab ham na jald bazi main koi trade open ke hoti hai ham ko chaya ka ham patience ka sath kam kran tu ham kamyab ho sakta han
                        • #13 Collapse

                          Re: Ap Ki Nazar Mien Hamain Loss Q Hota Hai???

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Soniakhan1212 پيغام ديکھيے
                          Dosto ap ki nazr mien loss q hota hai or as ki reason kya hai,please her kio apna apna experience zaror share kery.
                          Abe loss ke vajah se ho jata hai sab type Jaisa Hota Hai sometimes ham log lalach kar Baithe Hain Kafi safaya bhi ho jata hai ki Humse galti se lot size Jyada lag jata hai aur Kai bar ham log market ko analyse nahin kar paate Biji jo hoti hai vah market Mein analyse kar rahe Hoti Hai Jab usko analyse Karenge to hi fayda hoga
                          • #14 Collapse

                            Re: Ap Ki Nazar Mien Hamain Loss Q Hota Hai???

                            Forex trading business Mein loss hone Ki Sabse Badi reason Hamare knowledge ki Kami aur experience ka kam hona hai isliye Pareshan hone ki jarurat nahin hai bol ke Jitna jyada ho sake utna Jyada time dekar is business ke learning ko Hasil karna chahie.
                            https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ap Ki Nazar Mien Hamain Loss Q Hota Hai???

                              Loss honay ki waja yeh hoti hai kay hum es business ko join tu kar latiy hain lekin learning nahi karty hain just woh api trade ko judgement ki base pay trade laga daity hain or studies nahi karty hain experience nahi karty hain jab ap yeh dunu cheezy nahi karty hain tu phir ap kaisy apni trade ko acha tarha control kar sakty hain.esleye koshish karain kay ap apni trades ki basic zarorat pura tu karain.
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X