Jaiza: Money Management bohot hi important hey.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Money Management bohot hi important hey.
    Importance of Money Management in Forex trading.

    Mere khayal mein forex business ki sab se bari aur important jo strategy hey woh "Money Management" hi hey, sab se pehley hamen apne ander Patience peda karna chahiye aur "MOney Management" ko apni trading ka hisa banana chahiye Next hi hamen trade lagani chahiye,

    "Money Management" bhi same Risk Management ki tarha hey keh jab ham koi bhi trade letey hein to us mein hamara risk kitna kam hota hey hum safe hotey hein, aur agar hamari trade hamare against bhi chali jati hein to phir bhi hum safe hi hotey hein,

    Bohot sarey traders aisey hein keh woh Just profit par hi focus kartey hein lekin asal focus to hamen apni investment par hi karna chahiye keh hamari money kitni safe hey jo trade ham le rahey hein us mein kitna risk hey hamen sab se pehle to yeh chez dekhni chahiye uske bad hi hamen trade karni chahiye,

    "Money Management" apke account ka aik Guard ki tarah hifazat karti hey, aur agar aap isko Follow nahin kartey hein to aap totally fail ho jatey hein.
    https://t.me/pump_upp
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Money Management bohot hi important hey.

    Forex mein successful trading ky liey money management bahot important hoti hai jub ham forex mein achi amount invest ker lety hein tou hamein agar money management na aati ho tou kabi bi ham forex mein kamyab trade nei ker sskty hamein sirf trading mein loss hi hota hai ham jab trade open kerein tou apni trade ko her terha sysecure ker ky run kerein ky aesa na ho ham trade open kerein aur trade open kerty hi hamein bara loss ho jaey ham forex mein risk management ker ky trade open kerty hein tou hamein loss bi ho jaey tou kam hi hota hai jis ko ham bari asani sy pura kerny ky bahad trade jari rakh ker acha profit bi bana lety hein hamein forex trading start kerny sy pehly money management learn kerni chahiey taky ham forex market mein aik hi dafa achi amount invest kerny ky bahad long time ky liey trade kerty rehein aor hamein acha profit bi hasil hota rehy agar money management na ati ho tou phir aesa hona namumkin hota hai hamein zyada trades mein loss hota hai aor kam trades mein hi profit hasil hota hai jis ky liey hamein bahot zyada time wait kerna perta hai
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Money Management bohot hi important hey.

      Trading me money management har trader key ley zarori hoti hay new traders key sath me money management se related koch tips share kar raha hon ho sakty hay new traders meri information ko follow karny se money ko manage karny me kamyab ho jaye,

      1. Trading me risk ka meqdar fix karna bahot zarori hay, fix risk key base par hi app behtar money manage karny me kamyab ho sakty ho,
      2. jarehana (aggressively) trading bilkul be na karen app ki jarehana trading app ki money management strategy ko fail kar sakti hay,
      3. har condition me apni ghalti ko tasleem kia karen
      4. previous mistakes ko avoid kia karen es ko repeat karna be app ki money management strategy ko kamyab nahi bana sakti hay.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Money Management bohot hi important hey.

        Dear ais market mai ap ne jab plan banana hota hai to ap ko ais mai sab se phly plan banana hota hai aor aus k baad ais market mai kaam karna hota hai agar ap ais market mai kaam karty hai to ap ko ais market mai money management k hisab se kaam karna hota hai agar ap ais market mai koi trade lagaty waqat ye dekh lety hai k ap jo trade laga rahy hai aus par ap ka risk reward ratio kai aor ais trade par ap jo lot lagany lagy hai ye ap k account k size k hisab se hai ya nai agar ap ais market mai trade lagaty hai to ap ko ais market mai soch samjh k risk lena chaye aor ais mai lot sirf atni use karni chaye jitni ap k account k liay best ho tab hi ap ko ais market mai faida hota hai aor ap ais mai acha result hasil kar sakty hain.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Money Management bohot hi important hey.

          Money management kisi bhi business ki buniyaad hoti hai jiss pay Sara business he build hota hai. Forex trading business aik aisa business hai jiss mai traders bohat kuch plan kertay hain aur sub say eham baat money management ko he bhool jatey hain. Traders ki money management apni trading shuru kernay kay pehlay he din shuru ker laitay hain aur kaamyabi bhi unhi traders ko milti hai. Forex traders ko apnay account balance ko daikhtay huay aur investment ka khayaal rakh kay he money management kerni chaiye. Agar traders kay account mai balance Kamm hai tou unhain currency pairs pay kaam kerna chaiye kiyu kay unn ka spread Kamm hota hai aur unhain trade kerna asaan hota hai. Issi tarah achay balance kay sath trading hamesha achay pairs mai kerni chaiye takay earnings bhi apni investment kay mutabiq haasil ki jaa sakain
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Money Management bohot hi important hey.

            Forex trading main money management ki bot zyada ahmiat hy money management k bagar ham achi trading ni kar sakty money management m bot c chezon ko sath ly kr chlna hota hy jasa k hamy apni trades ki lot size ka khyal rakhna zrori hota hy big trade open kar k ham sirf loss karty han q k ye aik bot bara risk hota hy or hmari bot bari mistake hoti hy money management m hamy apny Patience ka b dhyan rakhna hota hy hamy money management m take profit or stop loss ka istamal b karna hota hy zyada tar traders sirf or sirf profit py hi dhyan dyty han wo chahty han k wo mehnat kar k learning b na karan or zyada sy ziada earning hasil kar lan mgr hamy ziada earning ka sochny k bjaiy learning ka sochena chaey
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Money Management bohot hi important hey.

              Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main money management ki both ziada importance ha jab tak hum proper money management sy trading Ni karty ham to humy loss k chance hoty han is ley humy sab sy pehly money management ko samjena ho ga seekena ho ga or apny account k mutabiq trade lots size select karna ho ga agr humara account small ha to humy small lots sy trading karni ho ge or agr humara account bara ha to phr humy trade lots size same rakheny par trade 3 sy 4 open kar lan aik time main or different pairs main open karny ta k humy ziada sy ziada profit hasil ho or sab sy important Jo k money management k ley zarori ha k humy trade k sath stop loss lazmi istamal karna chae ha ta k humy ziada loss na ho balky safe trading Kar saken
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Money Management bohot hi important hey.

                Money management
                Forex trading ek Aisa online business hai jisko bahut manage tarike se chalana parta hai agar aap is business mein Main mis management karenge to yah aapko kabhi bhi fayda nahin de sakta. Money management ka Forex trading mein bahut vital role hai aur ham isko Ho kabhi bhi avoid nahin kar sakte. Money management trader ki professionalism ka wazeh yah saboot hoti hai agar koi trader apni money management acche tarike se nahin kar sakta to vah trader expert Nahin Ban sakta. Money manage karne se aapka trading account secure ho jata hai aur aapko trading mein tension feel Nahin hoti aap mazay se trading kar sakte hain kyunki 30 to 40% of your total capital aapke trading account mein invest hota hai aur Baki 60 to 70% money secure hoti hai. Tamam traders ko chahie ki voh apni tamam trades mein Money management karke trading Karen.
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Money Management bohot hi important hey.

                  hamy mney management kar ky forex ma risk lena ho ga pher he hum munfa kama saky g y forex aik acha bussiness hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam ari sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho ga is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain forex kabe be band na hony wala business hain hum i s mai pairs mai or currenyc mai kam kar sakty hain hum is mai aagr bager learning y kam ary gy to hamy loss ho ga is mai hum agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho ga is ma hum night mai be kam kari sakty hain hum is mai day mai be mai be kam kar sakty hain forex aik best business hain hum is mai agar tukak system sy kam ary gy to ham kuch be hasial nahi ho ga
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Money Management bohot hi important hey.

                    Ji han bilkul money management Ka Hona bahut jaruri hai agar aap management ke sath Kisi bhi kam Mein Pyar Karenge to aapko Ek Achcha munafa Hasil Hoga lekin agar aap money management ko najarandaaz Karte Hain To aap Hamesha loss karte hain isliye Forex trading Mein Hamesha hard work Aur mehnat Ke Sath kam Karen aur risk management Ka Hona bahut jaruri hai Usi ke sath aap kam Karenge tabhi aap successful trader Ban sakte hain Hamesha acche trader Ki Yahi Nishani Hai Ki vah money management ke sath kam karta hai aur Achcha profit Pasand karta hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Money Management bohot hi important hey.

                      forex me money management ki most importance yeh ha ke ap forex me har trades ko profit me nehi le saktain hain ap ke pass jitna marzi exprience ya knowkedge ho baz dafa aisa hota ha ke market ki critical situation me ap ki trades loss me chali jati hain agr ap waha per money management ko follow na karte huey Big lots se trade open kare gay tu aik hi trade me account wash ho sakta ha
                      money management ki khas bat yeh ha ke ap ki kuch trades loss me Jane ke bad bhi ap average me profit me rehtay hain aur ap ka agr wining ratio 50% ha aur ap ka money management strong ha tu itne wining ratio se bhi acha profit earn kar saktain hain kyuke money management ki waja se ap ka har trades me loss kam aur profit zeyda ho jata ha
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Money Management bohot hi important hey.

                        agar hum forex mai risk lena chaety hain to hamy money management karne ho ge pher he hum passia kama skay gy forex aik online busienss hain hamy is mai soch samj kar risk lena ho ga phr he hum pasia kama saky gy hamy analysis ko use kar ky kam karan ho ga pher he um gay bar skay gy hamy soch smaj kar is mai risk lena ho ga hamy indicaotrs k be use karna h ga hamy mahnet karne hi ge hamy forex mai price manegement kar ky be kam karna ho ga pher he hum kamayba ho saky gy forex aik best bsuenss hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is ami din mai be kam kari sakty hain hyum is mai bage rpasao ky account ba kar be kam kar sakty hain yai kabe be band na hony wala cha busines shain is mai haara koi be boss nahi hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: Money Management bohot hi important hey.

                          Forex ma scufull trading ke liye money management bahut important Hoti Hai Jab Ham frocks Mein acchi amount invested kar lete hain To Hamen Agar money management na aati ho to kabhi bhi Ham Forex Mein Kamyab trade nahin kar sakte hain Hamen sirf trading Mein Los hi hota hai Ham Jab trade open karen to apni trade ko Har Tarah Se Usko Kar Ke Rang Karenge Aisa Na Hoke Ham trade open Karen aur trade open karte hi Hamen Bada loss Ho Jaaye Ham frocks Mein risk management Karke trade open Karte Hain To Hamen loss Bhi Ho Jata Hai To Kam hi hota hai Jisko Ham Badi aasani se pura karne ke bad trade Jari Rakh kar Achcha profit bhi Bana Lete Hain Hamen Forex trading start karne se pahle money management learn Karni chahie Taki Ham forex market Mein Ek Hi dafa acchi amount invested karane ke bad long time ke liye trade Karte Rahen aur Hamen Achcha profit bhi Hasil Hota Rahe Agar Pani management na aati ho to Fir Aisa Hona Mumkin hota hai ki Hamen Zyada traders Mein loss hota hai aur kam trade Mein Hi profit Hasil hota hai Jiske Liye Hamen bahut jyada time wait karna padta hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: Money Management bohot hi important hey.

                            bilkul Forex trading business Ek bahut jyada technical business Forex trading business Mein Kamyab hone ke liye hamare pass money management Ka Karna bahut jaruri hai agar Ham Forex trading business Mein Achcha profit Hasil karna chahte hain To Hamen Apne account ko manage karna chahie aur apne balance Kuchh Kyon rakhne Ke Liye Apne money management ka course Kiya Rakhna chahie koshish karen ki kabhi bhi over trade na lagain Ek Waqt mein sirf ek hi lagaen aur Hamesha kam se kam risk lete Hue tradional gaye aur Jyada profit Ka vate Na Karen kam profit Mein Hi trade close kar de Is Tarah Ham easily slowly slowly Apne profit ko increase kar sakte hain aur apne account ko increase kar sakte hain Jo trade trade Lagate Hain aur apne money management ka kya Nahin Karte unko Hamesha loss ka Samna karna padta hai money management bahut jaruri hai Forex trading business Mein Kamyab hone ke liye Shukriya
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: Money Management bohot hi important hey.

                              Assalamu Alaikum ji han bilkul Mani management Ka Hona bahut jaruri hai agar aap measurement ke sath Kisi bhi kam mein Main kam Karenge to aapko Ek Achcha munafa Hasil Hoga lekin agar aap money management ko najarandaaz Karte Hain To aap Hamesha loss karte hain isliye Forex trading Mein Hamesha hard work aur minute ke sath kam karne or risk management Ka Hona bahut jaruri hai Usi ke sath aap kam Karenge tabhi aap successful trader Ban sakte hain Hamesha Achcha trailer Ki Yahi Nishani Hai Ki vah money management ke sath kam karta hai aur accha profit han Pasand karta hai Hi Agar Ham money management Nahin Karenge To Hamen Hamesha loss hi hoga aur ham Kamyab traded Nahin Ban Sakenge isliye kam ya FIR banne ke liye money management

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X