Metatrader 4 and Metatradre 5 main kia diffrence hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Metatrader 4 and Metatradre 5 main kia diffrence hay?
    Dear members agar ap ne Metatrader 4 and Metatradre 5 use kia hain un main wazih fark describe karin?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Metatrader 4 and Metatradre 5 main kia diffrence hay?

    mt4 and mt5 dono software same hy or yah dono software trading k liye use hota hy or ap is say market may easily trade enter kar is say profit get kar sakta ho or ap easily some time may aik acha trader bane sakta ho
    Click On Name And Visit My Journal
    Naseer953 Trading Journal
    • #3 Collapse

      Re: Metatrader 4 and Metatradre 5 main kia diffrence hay?

      Wesy tou dono trading platforms hain ky jesy ham meta trader 4 main account login ker ky apni investment per real forex market main trading kerty hain isi terha ham meta trader 5 main bhi account login ker ky forex market main trade kerty hain lekin in main difference sirf itna hai ky Mrs trader 4 bahot Purana platform hai jis sy her koi trading ker raha hai lekin meta reader 5 advanced trading platform hai jis main meta reader 4 sy zyada advanced options hain jin ko ham use kerty huey apni trading ko asani sy continue ker sakty hain aur jesy jesy technology main advancement aa rehi hai tou ho sakta hai ky next advanced platform is sy bhi zyada changes ky sath ho aur uska kuch aur name bhi ho sakta hai lekin kyun ky meta trader 4 sab sy pehly trading ky liay use Kia jany wala platform hai tou usko bahot zyada traders use ker rehy hain aur meta trader 5 advanced hony ky bawajood bahot kam traders is main login hain ky meta trader four main hi trading ki tamam facilities available hain jo trading ky liay use hoti hain
      • #4 Collapse

        Re: Metatrader 4 and Metatradre 5 main kia diffrence hay?

        Dear ais market mai agar ap ne kaam karna hai to ap ko ais market mai trading k liay jo terminal use karna hota hai aus mai mt4 phly se use ho raha hai magar aj kal mt5 aa gia hai aor jin broker k servers ais mai hai wo mt5 mai trading karty hai agar ap ne ais market mai trade karni hai to ap ko ais mai sab se phly mt4 mai dekha ho to ais mai ap agar mobile par chart open karty hai to ap ko ais mai aik chart hi open karna hota hai agar ap ais mai 2 chart open karna chaty hai to wo bhi ap ais mai open kar sakty hai aor aus par ap analysis sahe se kar sakty hai ais mai ap agar koi indicator use karty hai to ap ko ais mai ap ko simple aik hi jaisa result milta hai atna zayda faraq ni hai dono pc par aik hi jaisy hai.
        • #5 Collapse

          Re: Metatrader 4 and Metatradre 5 main kia diffrence hay?

          Forex mn trade krny k liye apko koi na koi software istimal krna parta hy.
          Metatrader4 or metatrader5 ye dono trade krny k liye software hain.
          Ik old version hy ik new.
          Metatrader 4 boht old software hy sab sy zyada trade isi py hoti hy sb sy zyada log isy janty hain
          Mgr metatrader 5 advanced system software' hy is py bhi trde hoti is py graph zra advance hain or is mn jo tools hain wo bhi advanve hain but ye abhi itna use ni hova qn k sab log is sy waqif nahi hain. Aany waly wqt mn ho sakta ye sab sy bra platform bn jae.
          • #6 Collapse

            Re: Metatrader 4 and Metatradre 5 main kia diffrence hay?

            Metatrader 4 bahut hi Achcha software hai ismein ham log Apne account ko open kar sakte hain isase trading bahut hi Aasan Ho Jati Hai metatrader 4 bahut hi Aasan Hai Isko use karna bhi bahut iji hai iska bahut hi hi jyada ahmiyat hai forex market Mein isko Jyada Se Jyada istemal karna chahie
            • #7 Collapse

              Re: Metatrader 4 and Metatradre 5 main kia diffrence hay?

              bhai mt4 aik old version hai aur mt5 aik new version ha mt5 main kuch indicator bhi hain ju mt4 main nahi hain mager mt5 thora sa mushkil hota hai samjhna hai ju trader achy exerience waly hoty hain wo mt5 he use karty hain in main kcuh currency bhi ziada htoi hai jahn tak main nay dekha hai es lea ap ager forex main new hain tu ephly ap ko mt4 he use karna chaheay ager achi taras ay ap ko mt4 use karna ayy ga tu tab he ap ko mt5 use karna ayy ga es lea p pehly achi taraa say mt4 ko sekhain kyon ky mt5 main kam karny ky lea ap ko account bhi mt5 main he open karna parta ha jiss waja say ap mt5 main trade kar sakty hain ap ky pas acha experience ho ga tb he ap ko en sab main faida ho ga es lea ap ko achi tara say pehly en ky bary main guidness kar laini chaheay phir he samjh kar success ho sakty hain.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Metatrader 4 and Metatradre 5 main kia diffrence hay?

                Ji Assalamualaikum Pyare bhaijaan is market mein agar aapane kam karna hai to aap ko is market Mein trading ke liye Jo terminal use karna Hote Hain usmein MP4 pahle se use Ho Raha Hai Magar aajkal mt5 a gaya hai aur janaja brokers Kesar Kis Mein Hai vah mt5 Mein trading karte hain Agar aapane is market mein Agar aapane is market Mein trade karni hai to aapko ismein sabse pahle MP4 mein dekha ho to ismein aapko Agar mobile per chat open karte hain to aapko ismein Ek Chahat hi open karna Hota Hai Agar aapane ismein to chat open karna chahte hain to vah bhi aap ismein open kar sakte hain aur use per aap sahi se kar sakte hain ismein aap agar koi indicator use karte hain to aapko ismein aapko simple ek hi Jaisa result Milta Hai utna Jyada Fark Nahin Hota ine donon mein

                اب آن لائن

                Working...
                X