Day trading se kia murad hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Day trading se kia murad hay?

    Day trading Forex trading mai aik aisi strategy ko kaha Jata hai jiss mai traders apni trades ko jiss session mai open kertay hai.tou ussi session mai close ker laitay hain ya ziada say ziada trade same day mai he close ker laitay hain. Agar over all baat ki jaey tou small account balance waley tamaam traders ki strategy yehi hoti hai kay unn ki trades same day mai he close ho jaey aur unhain jo bhi profit hona woh usi dinn ya ussi session mai he ho jaey. Day trading ko short term trading bhi kaha jaa sakta hai. Day trading kay liye Ichimoku cloud indicator ko aik best indicator samajha Jata hai kiyu kay uss mai hamesha small time frames mai achay results mill jatey hain. Day traders ko apna profit aur loss dono he target ker kay day trading strategy use kerni chaiye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Day trading se kia murad hay?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: sajidzaman پيغام ديکھيے
      Day trading se kia murad hay?apna experiace share karin.
      Mere Khyal mein Main day trading usko Kahate Hain jismein traders day time trading Karte Hain aur Gate Dekhe time hi apni trade ko close kar dete Hain bahut Sare traders is trading strategy ko use karte hain is trading strategy ko short term trading bhi kaha ja sakta hai Kuchh time trading karte hain aur FIR thoda bahut profit Banakar apni trade ko close kar dete Hain daytime trading karna traders ke liye Kafi useful ho jata hai lekin traders ko chahie ke FIR apni trade ko daytime Negi close kar den aur bahut jyada profit banane ki koshish na Karen Kyunki Is Tarah Parvah lalach karne lag jaenge aur unko trading Kar Ke nuksan Bhi Ho Sakta Hai
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #18 Collapse

        Re: Day trading se kia murad hay?

        Assalamu alaikum Dosto umeed kerta hun ke ap log kheriyat se hon gy.
        Dosto yahan per bht hi achi bat ki ja ri hai day trading Samrat hai aisi trading Jo Din Mein Hi Ho per Ho Aur Din Mein Hi usko close kar diya Jaaye matlab daily iska profit and loss jo bhi ho usko istemal kar liya Jaaye Agar aapko day trading Mein Ek Hi Din Mein Koi Bhi train Lagate Hain To usmein aapko Achcha profit Hota To aapko Usi Din close karna Aati Hai matlab daily daily apni investment ke sath jitna bhi aa prapt karna Chahe kar sakte hain Jitna bada karna Chahe kar sakte hain to isliye daily day trading aur nai trading ine donon Mein ine chijon ka hi Fark Hai ki aap Kisi bhi time acchi earning kar sakte hain aur Achcha profit kaise kar sakte hain
        • #19 Collapse

          Re: Day trading se kia murad hay?

          Day trading ka matlub ye hay kay aik he din may trading ker lay pher aglay din kay liye new trades open ki jay. Forex may day trading ko uc waqt kertay hay jub account balance chota ho ya pher traders ko zayada tajarba na ho. Forex trading may Jo bi traders day trading kertay hay to uc say unko us say bohut fayda nai hota hay. Day trading say profit ka fayda nai bi hota to experience bohut hojata hay. Aor pher jub traders ko experience zayada hojata hay to wo day say zayada ki trading bi ker saktay hay. Day trading may small time frames say kaam kerna sai hota hay aor day mai traders ko thora sa profit bi hota hay to trades ko close ker layna hota hay. Day trading may kum profit ko jama ker Kay zayada profit bi bun jatay hay
          • #20 Collapse

            Re: Day trading se kia murad hay?

            Ham apna work forex trading me day ba day karte rahege to hmara count behtar members me count kia jaiga or hmre earning sab se best hote jaigee jo hme buhat good point per benefit milta jaiga jisme hmare kamyabee hogee, forex ko ham jitna behater se behater time degae or day to day work karte rahege unke sath hmara profit be best se best tar hota jaigee jo hmree lye kamyabee se kam nhee hoga, inme jinta ham time det rahe ge utna hamre loss kam hoge or hmara experience bharta jiage utna hme munafa be ziada se ziada milta jiaga hme chahye ke ham forex trading me jiada e jiada time de or un per apna work ko bharte jai or unse ham apna munfa be utha te jai jo hmare ik manshoor se kam nhi
            • #21 Collapse

              Re: Day trading se kia murad hay?

              Asalam o Alikum dear Forex friends and members umeed ha kay ap sab theek hon gay jesa kay ap sab janty han kay forex ka business ak bahut he acha or lajawab business ha is main kam kar kay is say ham acha profit gain kar sakteen han forex ki market ak international market ha is main hammy bahut he ziada hard work kar kay is main success mil sakti ha is business main ham trading kar kay is say acha profit gain karty han day trading say murad ha kay ak din main he jo trade ham kar rahy han is ko cover karna hota ha is ko agly din ya pher us say agy nai lay kay jaya ja sakta Forex ki market ak international maret ha is main hammy roz trade kar kay is say profit hasil karrna chehye or is kay trends ko follow kar kay is ko move ko jan kar is main trade karni chaheye ta kay acha profit gain karny main madad mily
              • #22 Collapse

                Re: Day trading se kia murad hay?

                Assalamu Alaikum dear friendforex numbers dear friend dated usko kahate Hain ki jab ek de khatm Ho to uske sath hi hamari trade bhi khatm ho jaaye ismein hamen kaisa take profit aur stop loss se kehte Hain ismein Ham trade ko hold karke nahin rakhteaisa take profit on stop loss use karte hain jo ki use din mein fit ho jata hai aur aapko profit ho jata hai ya loss ho jata hai ismein aap rate ko hold nahin rakhte agar aapki running trades Hain to unko ra time khud Hi close kar diya jata hai kyunki next day market ki condition ko dekhkar aap is market mein trade lagate Hain aur usse fayda utha sakte hain isase aap Delhi jitna profit Ho withdrawal sakte hain to is hisab se yah ek bahut hi jabardast trading hai
                • #23 Collapse

                  Re: Day trading se kia murad hay?

                  trading ki to ais market mai ap jab analysis karty hai to ais mai normal ap H1 ka time frame use karty hai aor aus par ap analysis kar k trade lagaty hai ais mai agar ap koi trade lagaty hai to aus ka target atna rakhty hai k ap ki trade aik hi din mai close ho jati hai ais mai ye hota hai k ap ais mai jo trade ka take profit aor stop loss lagaty hai wo aik din mai hit ho jata hai aor ap ko ais mai faida ho jata hai ais mai ap trade ko hold ni rakhty agar ap ki running trades ho to aun ko raat k time par khud hi close kar dia jata hai kun k next day market ki condition ko dekh k ap ais market mai trade lagaty hai aor aus se faida autha sakty hai ais se ap daily jitna profit ho withdraw le sakty hain shukriya apka.
                  • #24 Collapse

                    Re: Day trading se kia murad hay?

                    Assalam Walekum friends Kuchh trader Aise Hote Hain Jo day trading karte hain date racing se Murad yah hai jo bhi trade 1 Din Mein Karte Hain vah Usi Din De khatm hone se pahle apni trade ko close kar dete Hain vah Launde trade Nahin karte ya Datar vah log date reading Karte Hain Jinke pass Jyada experience aur knowledge Hota Hai jo expert trader hota hai vah Jyada todaytrading Karta Hai Kyunki Uske pass Jyada knowledge or experience Hota Hai isliye vah jitne bhi training Karta Hai vah din ke khatm hone se pahle hi use close kar deta hai vah thoda bahut profit Hustle Karke Apne trade close kar leta hai
                    • #25 Collapse

                      Re: Day trading se kia murad hay?

                      Ji Bhai aapane bahut achcha topic raise Kiya.Day trading*is a popular trading strategy where you buy and sell a financial instrument over a time frame of a single day’s trading with the intention of profiting from small price movements.
                      Day trading is another short term trading style, but unlike scalping, you are typically only taking one trade a day and closing it out when the day is over.
                      These traders like picking a side at the beginning of the day, acting on their bias, and then finishing the day with either a profit or a loss.
                      Day trading*is suited for forex traders*that have enough time throughout the day to analyze, execute and monitor a trade.
                      If you think scalping is*too*fast but swing trading is a bit slow for your taste, then day trading might be for you.
                      • #26 Collapse

                        Re: Day trading se kia murad hay?

                        Day trading se Murad hoti hai ke din ke time trading Karen Hamen Din Ka time Apne trading per focus karna chahie Din Ka time trading Karni chahie trading karna bahut hi Zaroori Hota Hai To Hamen Yahan per Apne time per Apna Kam kara Lena chahie
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #27 Collapse

                          Re: Day trading se kia murad hay?

                          Assalamu Alaikum dear Jab Hum Forex trading market ko different timeframes ke andar study Karte Hain To yah different time frames ke andar trend ko bata rahi hoti hai jismein M1 m15 M30 H1 H4 or D1 ka time frame hota hai agar Ham pure ek din ke liye market ki moment ko study karna chahte hain To Hamen D1 ke andar market ki moment ko study karna hota hai aur jab Humne pure din ke andar Apna profit target achieve karna Hota Hai To Ham D1 ke andar market ko study Karke apni trading karte hain aur pure ek din ke liye apni trade ko open rakhte Hain Use Ham day trading Kahate Hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X