Mhnti log mhnt ko forex min kbi ni chorty
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mhnti log mhnt ko forex min kbi ni chorty
    Asslamo Alakum welcome to pak forex dear friends forex min kmyyabi k ly knowledge r experience k 7 mhnt ki bht zrort hoti hai mhnti log kbi apni mhnt ko km ni krty bl k hari rkhty hin r earning krty rhty hun r
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mhnti log mhnt ko forex min kbi ni chorty

    G Han Dosto apko cahahy knm hnat krain kiun k mehnati log Kabhi b mehnat krny sy ni gubraty Hain. Mehnat krny waly log hi forex trading main kamyaab trader banty Hain. Apki mehnat r lagan AP ki kamyabi ki zamanat Hy.
    🌼 Never Give Up 🌼
    • #3 Collapse

      Re: Mhnti log mhnt ko forex min kbi ni chorty

      AOA! dear friends kays han ap log jo log mehnati hoty han jub wo forex ko join ker laty han tu isy chorty nhi wo us wqt tak is main mehn at kerty rahty han jub tuk wo is main expert nhi ban jaty is laiy humain bhi chahaiy k ager hum is main kamiyb hona chaty han tu humain bhi is main mehnat kerni ho gy.
      • #4 Collapse

        Re: Mhnti log mhnt ko forex min kbi ni chorty

        Aap nay theek kaha forex main mahnati log apni mehnat jari rhktay hai wo mehnat karna nahi chortay tu un ko kamyabi bi zarori hoti hai iss Lia aap bi mehnat kray gay tu aap ko bi kamyabi ho gi mehnat nahi kray gay tu aap ko nakaami ho gi iss Lia kamyabi hasal karni hai tu aap mehnat karna nahi chorna
        • #5 Collapse

          Re: Mhnti log mhnt ko forex min kbi ni chorty

          G Haan biLkul Sahi Kahaaa Hai Aaap Ne FoRum paR Jo mEhanti Log HoTay hain Woh mEHnat Kaaa Daaman Kabhi nahi ChoTay Or PoSting bhi Jaari RaKhtay Hain Or Sath Main MaRket Ko Bhi TimE Detay Hain or Aysay LoG Hi FoRex Main KaamYaab Bhi HoTay Hain To HumEn Bhi Chaahiye k Zyaada se Zyaada meHnay KaRen Taakay KaamYaabi Bhi HaasiL KaR SakEn Or Loss Se Bhi khud Ko BaChaa SakEn....
          • #6 Collapse

            Re: Mhnti log mhnt ko forex min kbi ni chorty

            wo log k jo boht mehnti hotay hain un main un ki mehnat ki waja say hi qaabliyat bhi kafi hoti hay kyun k wo apnay her aik kaam main boht dilchaspi letay hain isi terha agr forex pay bhi her aik member mehnat say kaam kray to wo bhi qabil bann sktay hain
            • #7 Collapse

              Re: Mhnti log mhnt ko forex min kbi ni chorty

              Assalam o Alaikum my daer friends bhai jan pa kio baat bikul thik hy g haq bro hamy mahnat krni chahiya bro agr hamy acha buns alana hy to hamy mahnat krni chahiya bro
              Malik Fiaz khokhar
              • #8 Collapse

                Re: Mhnti log mhnt ko forex min kbi ni chorty

                hello sir g bilkul sahi kha apny mhnti log he hamesha forex m kamyab hoty hen q k wo bina knowledge r learning k kbi b trading start ni krty wo phly experience hasil krty hen phr real accounts m trading start krty hen r hamesha rules ko follow krty howy trading krty hen ye sb baten unko aik azeem trader bnati hen
                • #9 Collapse

                  Re: Mhnti log mhnt ko forex min kbi ni chorty

                  Forex main ap jitni ziyada mehnat karty hain kamiybi bhi us hisab say milti hai so apko chiye kay mehnat per ziyada say ziyada focus karyn mehnat ka phal apko zaror milta hai or jo mehnat nahi karta wo kamiyb bhi nahi hota hai so apko chiye kay ziyada say ziyada mehnat karyn to apky liye behter hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Mhnti log mhnt ko forex min kbi ni chorty

                    G dear ap nay achii bat share ki hy k forex buisines men mahnti log kbhe bhe mahnat nai chorty han. Kiuyn k magnat hi insan ko kamyab banati hay aur kamyabiyan dilati hay. Dear hamen mahnat ka daman to kbhe bhe nai chorna chahiay kiun k isi mahnat k sabab hi sb logoun nay kamyabiyan hasil kien han to hamen bhe bht mhanta karni hogi.
                    • #11 Collapse

                      Re: Mhnti log mhnt ko forex min kbi ni chorty

                      Ji bilkul Mere Bhai theek Kaha aapane Aise Tamam log jo ki mehnat ko Pasand Karte Hain vah Forex ko Kabhi Nahin Hote vah musalsal Sridivya ke andar kam Karte rahte hain aur Forex per gayab ho Jaate Hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Mhnti log mhnt ko forex min kbi ni chorty

                        ye to apki bat thk h k jo log mehnt krnwe k adi hain wo kbhe mehnt ko nai chorte chahye jo bhe jae unka mehnt k sth dil lg jata h or phr ek wqt ata h k yaeh log ache trke se kamayb ho jate or hamein bhe forex mein mehnt kr ni chahye ior mwehnt kr k is se acha faida hasil krna chahye jo log mehnt k adi hain wo forex mein mehnt kr k is se acha profit hasil kr rahein hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Mhnti log mhnt ko forex min kbi ni chorty

                          How are you frnd me umeed krta ho ap SB thk ho gy apny bht acha sawl kiya hy me ap ki bt sy agree ho menti logo ko agr loss bhi ho Jay to wo apni menat jari rekhty hy loss bhi ho jata hy profit bhi ho jata hy yeh business ka hisa hota hy
                          • #14 Collapse

                            Re: Mhnti log mhnt ko forex min kbi ni chorty

                            Assalam o Alaikum dear forex members ma umeed krta hon kh ap sb khariyat se hon gy. Bilkul forex ma mehnat ki bhot zarort hoti hai or jo log mehnati hoty hn woh kbhi bhe apny kaam se peechy ni hatty or jo mehnat krta hai woh kamyab ho jata hai or aik acha trader ban jata hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Mhnti log mhnt ko forex min kbi ni chorty

                              Hnje ap nay bilkul theek kha wo people ju mhnt kerty hain wo apni mhnt ko khbhi nai churhty chhay ju mrzi wo apni mhnty kay zraiy hii aagy niklty haib and achi earning kErty hain .tu apni experience kay sath sath apni mhnt ko mt chuury or zada say zada work kary or achi earning kary

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X