jaiza : forex ke news ke value ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : forex ke news ke value ?
    forex mai news ke bohat value hain hamy news ko watch kar ky kam karna ho ga pher he hum earning gain kar saky gy hamy news ko rozana dahkna chaehy hum news per live trading kar sakty hain hum is mai part time be trading kar sakty hain hum is mai full time be trading kar sakty hain hum is mai kam kar ky ache earning gain kar sakty hain hamy ache learning gain kar ky aik time table bana kar forex mai km karna ho ga forex east wast mai bohat taze sy famous hony wala business hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga hamara account banned ho jy ga hamara bonus or hamra mahnet zaya ho jy ge hamy loss ko katem kar ky forex mai mahnet sy kam karna ho ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : forex ke news ke value ?

    Ham Logon Ko news ko follow karke trading kar chahie Agar ham log news ko follow karke trading Karte Hain To fir ham log forex market se Kafi fayda Hassan kar sakte hain isliye Ham Logon Ko news ko follow karke trading Karni chahie Taki Ham Logon Ko kamyabi Mil sake
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : forex ke news ke value ?

      Dear ais market mai zayda traders technical analysis k hisab se kaam karty hai aor ais market mai trade karty hai agar ap ne dekha ho jab market mai koi news aati hai to aus time market mai moment bahot hi fast ho jati hai aor market aus time atna zayda move karti hai k technical ko follow ni karti agar ap ye dekhy to jab market mai koi news ka time ho to aus time market mai technical trader trades hi ni karty hai aor ais market mai news ko study kar k aus k hisab se trade lagaty hai agar koi bahot hi bari news aa jaye to aus se market mai jo moment hoti hai wo wapis atni hi moment hoti hai jab market mai news ka asar khatam ho jata hai aor ap ais market mai aus time bhi acha profit bana sakty hai,
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : forex ke news ke value ?

        Forex trading business mai news ki bohat value hai. Aisay traders jo news ko monitor kertay rehtay hain unhain apni trading strategies aur plannings banatay waqt bohat ziada faida hota rehta hai. Traders ziada ter technical analysis ko prefer kertay hain aur technical analysis kay doraan news ki bhi bohat value count hoti hai. Forex trading mai jab bhi koi trade news ki base pay laagai jaati hai tou usay pehlay verify kerna bohat zaruri hota hai kiyu kay bohat si news aisi hoti hain jinn mai koi time ya price mentions nahi hoti iss liye kisi bhi news pay blindly apni strategy nahi kabhi bhi nahi build kerni chaiye kiyu kay jab tak news ya signals ko MT4 trading terminal kay charts pay time frames kay sath analyze na ker Lia Jaey aur verify na ker lia jaey uss waqt talk news pay trading say faiday ki bajaey nuqsaan bhi ho sakta hai. Forex business mai news ki bohat value hai laikin verified news honi bohat zaruri hai
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : forex ke news ke value ?

          Forex market me currencies ki prices baghir kesi reason key movement nahi karti es ka reason hi yahi hota hay key market par news effect karna start ho jati hay, news 2 types ki hoti hay jo market par effect kar sakti hey,

          1. Economic events news
          2. Regular news

          Economic events news ko ba asani economic calendar me find key ja sakty hey aur es ko follow karna be asaan hay, regular news wo hoti hey jo key hamy economic calendar me nahi milti aur esi news updates ko ham live news se hi hasil kar sakty hey, jes tarha se economic events ki news market par bahot zeyada asaar karti hey regular news be esi tarha hi important hoti hay aur ye be market par bahot hi high effect kar sakti hey.

          اب آن لائن

          Working...
          X