jaiza : loss ko apny mind mai rahkna zarore hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : loss ko apny mind mai rahkna zarore hain
    forex mai hum live kam karty hain hamy is mai loss ko apny mind mai rahk ky kam karna ho ga pher he hum earning gain kar saky gy hamy loss ko katem karna ho ga hamy learning gain kar ky aik time table bana kar forex mai mahnet sy kam karna ho ga pher he hum agy bar saky gy forex jasa koi or business nahi hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga hamy tukka system ko avoid karna ho ga forex aik legal business hain hum is mai pairs mai or currency mai trading karty hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kr sakty hain yai east wast mai bohat taze sy famous hony wala business hain forex aik international or kabe be band na hony wala business hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : loss ko apny mind mai rahkna zarore hain

    Ji Agar ham log loss ko Ne mind Mein Rasta trading Karte Hain To iska Ham Logon Ko fayda hota hai aur ham log loss se Bach Jaate Hain isliye loss ko Ham Logon Ko Apne mind Mein rakhkar trading Karni chahie Taki ham log forex market Se Achcha profit Hassil kar sake
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : loss ko apny mind mai rahkna zarore hain

      Jab bhi ham forex main kaam karte hein to ham ye yakeen rakhna chahiye kay is main faida ho ga kiun kay is kay bina ye kaam easily nai kar sakte magar is kay sath sath ye zaroor mind main rakhna ho ga kay is main loss bhi ho sakta hay hamin chahiye kay is se loss main bachnay kay liye is ka knowledge zaroor gain karin kiun kay is kay bina ham kabhi bhi forex business kamyabi se kar sakte ism main boht ziyada bareek problems hoti hein jin ka knowledge na hone ki soorat main is main loss se kisi surat nai bacha ja sakta hay..
      THKS
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : loss ko apny mind mai rahkna zarore hain

        Friend aapki baat bilkul theek hai agar aap loss ko mind Mein rakhte Hue trading Karte Hain To yah aapke liye bahut hi accha benefit Hai Kyunki Har trader Yahi Chahta Hai Ki usko profit Ho lekin Aisa possible Nahin bhi Hota isko possible banane ke liye jaruri hai kya aapko market Mein achha experience Hasil Karen Kyunki Itna Achcha experience aapke pass Hoga utani hi acchi aap FIR nahin kar sakte hain isliye hard worker mehnat Karen aur tabhi aap Aise Kamyab aur Patra prapt kar sakte hain isliye life mein Hamesha Behtar aur Kamyab running ke liye Achcha time spend karna bhi bahut jaruri hai Jitna time aap demo account aur ismein reading Karenge tabhi aap acchi earning kar sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : loss ko apny mind mai rahkna zarore hain

          G ha dear ye to bahot hi zarori hai tab hi to banda ais market mai analysis ko time deta hai aor aus k sath sath jab banda ais market mai trade lagata hai to aus time lot size apny account k hisab se select karta hai agar ap ais market mai lot kam ya zayda use kary gay to aus ka faida ni hai ais market mai loss ko mind mai rakhy aor atna risk ley jitna ap bardast kar sakty hai aus k baad ap apni trade k sath stop loss atna hi use kary jitna ap k account ka 3% ban raha ho ais tarha ap ais market mai asani se servive kar sakty hai aor ais mai kamyab bhi ho sakty hai agar ap ais mai rules k hisab se hi kaam karty rahy agar ap ais market mai ghalti kary gay to ap ko ais mai loss ho sakta hai aor ap apni investment zaya kar sakty hain.
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : loss ko apny mind mai rahkna zarore hain

            Business mai loss ko zarur apnay kind mai rakhna chaiye. Business mai kisi bhi waqt Loss ho sakta hai jiss kay liye sub ko tayyaar rehna chaiye aur koi na koi back up plan zarur hona chaiye. Trading mai market bohat si aisi cheezoo ki wajah say bhi turn ker laiti hai jo bilkul Un expected hotay hain jo ka brahe raast trading market say koi taaluq bhi nahi hota laikin unn ka impact market ko bohat ziada pressure mai lay ata hai aur aisay halaat traders ko bhi bohat pressure mai ker daitay hain. Jinn kay liye Tarders ko her waqt tayyaar rehna chaiye. Traders ko chaiye kay apni investment ya account balance ka ik margin iss khayaal say pehlay say zehan mai rakhna chaiye kay itna loss ho jaey tou usay bear ya bardasht kesay kerna hai. Iss Tarah traders ko apni actual limits ka pata hota hai aur woh apni strategy uss kay hisaab say Bana kay trading ker laitay hain jiss mai unhain asaani bhi rehti hai
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : loss ko apny mind mai rahkna zarore hain

              Ap ki bt bilkal durst hy m ap sy agree karta hon forex trading main hamy kam karty hoay profit b hota hy or loss b hota hy is liay hamy zahni tor par profit k sath sath loss k liay b tyar rahna chaiy q k forex aik risky business hy is m ham jitni zyada mehnat karan gy utna hi loss sy bach skan gy or forex trading main agy barh skan gy forex aik international business hy is m koi b asa trader ni hy jo bagar loss k agy barh ska ho hr trader ko loss ka samna kar k hi kamyabi milti hy forex trading main loss hmara ustad hota hy hamy is sy ghbrana ni chaiy balky is sy sekh kr trading m agy bahrna chaiy ham jin mistakes ki wja ham loss krty han un mistakes sy sekh kr hamy agy barhna chaiy tbi ham kamyab ho sakty han
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : loss ko apny mind mai rahkna zarore hain

                bhai aapane bilkul theek hai agar aapko Forex mein kisi bhi mistakes bhi le chalo so jata hai to aap bolo usko shahar mein nahin rakhna balke aapko is mistakes to shahar mein rakhna chahie Taki agali bar aapko Ho mistakes Na Ho kyunki agar aap parakhne chhoti si mistake kar dete Hain to aapko ismein ho sakta hai isliye aapko mistake se puchna chahie ismein lalach nahin karni chahie aur na hi motion ke sath trade karni chahie balki full confidence ke sath trade Karen ismein straight karne ke liye aapko pahle hasil karna chahie aur iske bare mein knowledge hasil karna chahie daily basis per market ko analyse karek successful trade hamesha market ko analyse karte hue ismein trade karta hai tab bhi hosh mein kamyab hote hai
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza : loss ko apny mind mai rahkna zarore hain

                  Ji han bilkul dear loss company mind Mein Rakhna bahut hi jaruri hai Kyunki loss ko agar aap apne mind Mein rakhkar kam Karenge to aap Hamesha Prophet Hazrat Karenge to isliye backup ke liye Achcha balance Ka Hona bahut jaruri hai aur trading Karte time Hamesha risk factor kam Rakhna chahie Kyunki Jitna risk factor kam Hoga utna hi Achcha aapke liye Hoga Kyunki jyadatar log risk Lekar trading Karte Hain Jo ke Forex trading Mein Achcha nahin hai isliye Forex trading mein agar aap acchi earning karna chahte hain to low risk ke sath kam Karen aur Jyada profit Hasil karne ki koshish karen isliye hard worker mehnat Karen aur Jyada Se Jyada profit Hasil Karen Forex ko ek lifetime business Banakar ismein kam Karen Taki aapko Jyada Se Jyada earning Hasil ho sake
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza : loss ko apny mind mai rahkna zarore hain

                    Risk ko zarori mind me rakna chaye magar loss ko mind me rakny ki zarorat nahi agar trades open karny se pehly hamary mind me loss ho to ham har trade bahot dar dar kar open karny ki koshish karen gey, hamesha soch samaj kar aur risk ko samny rak kar trading kia karen aur mind me loss ka bilkul be na sochy agar stop loss laga ho to traders ko loss ki tension be nahi ho gi, acha trading key ley zarori hay key loss kabi mind me na hi ho to acha hay, loss mind me ho ga to trading me loss ho kar hi rehta hay, kesi kisam ka dar trader me nahi hona chaye es dar ka effect trading par hota hay jetna trading me dar dar ki jaye es se traders key decision be ghalat ho sakty hey.
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza : loss ko apny mind mai rahkna zarore hain

                      g han ap ny bikul sahi bat ki hai mai apki bat se agree krta hun forex trading main jub hmain loss hota hai tu hmain os loss ko mind main rakhna zarori hota hai ta k hmain dobra os ki trha loss na ho jay loss hny ki sub se pahli jo preority hai wo yahi hai k hum sub se pahly yah dekhen k hain loss q howa hai es main hari kiya gati hai osk bad ani os galti ko hmaisha mind main rakhen or koshsih karen k ap wo dobra koi galti na karen es se aik tu ap apni trading ko muhtat ho kar karengy or apko risk bhi kam se kam hota hai es liye apko chahye k zyda se zayda mahnat karen or apni trading ase karen k apko loss na hony pay jis se ap achi or miyari trading karen ayse ap loss se bhi bach skty hain es liye apko achi or miyari trading karni hogi jo k ap k liye faida mand hai
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza : loss ko apny mind mai rahkna zarore hain

                        Forex trading business Ek bahut jyada risky business hai isiliye Hamen trade Lagate Waqt Kafi Khyal karna chahie aur koshish Karni chahie ki trade Lagate Hue Apne mind Mein loss ko bhi Rakhna bahut jaruri hai jo traders profit main focus rakhte hain aur loss ko ignore Karte Hain Aise traders ko Jyada loss ka Samna karna padta hai koshish karen ki Forex trading business Mein Jab Bhi trade lagaen loss ka Khas Khyal rakhen aur kam se kam loss ko bardasht Karen Apne stop loss ke margin ko surur set Karen Jiski vajah se Hamen Jyada heavy loss ka Samna nahin karna padta aur koshish karen ki market ke analysis aur apan down situations ko Dekhte Hue hi trade lagaen Jiski vajah se aapko loss Na Ho Aur Achcha Pro Aafat Hasil Ho senior traders prefer Karte Hain Ki Forex trading business ko profit ke kaun se App se nahin learning ke concept se struggle karna chahiye aur koshish Karni chahie ki Apne mind Mein loss ko bhi Jarur Hai Keh sake aap easily market ka analysis kar sake Shukriya

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X