Kia hamin aik he Currency pair per trading karni chahiy?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia hamin aik he Currency pair per trading karni chahiy?
    Kia hamin aik he Currency pair per trading karni chahiy?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kia hamin aik he Currency pair per trading karni chahiy?

    Dear ye to ap pe depend karta hai k ap ais market mai sirf aik pair par trade karna chaty hai ya ais mai diffrent pairs par trade karna chaty hai agar ap ne ais market mai sirf aik pair select kar lia hai aor aus k baad aus par ap ne trade karni hai to ap aus mai resistance aor support level draw kar ley aor aun par ap trade kary kun k jo major level hoty hai market aun ki respect karti hai aor waha par ja k koi candle stick pattern banati hai aor waha se ap ais market mai trade laga sakty hai aor acha profit bana sakty hai agar ap ne ais market mai kamyab hona hai to ap ko ais market mai aik level par kaam karny se aus k tamam level ka pata hota hai aor waha par ap pending orders laga k bhi achi trades laga sakty hain.
    • #3 Collapse

      Re: Kia hamin aik he Currency pair per trading karni chahiy?

      G han agar ham sirf aik hi currency pair main continue trading kerty rehty hain tou hamain bahot zyada experience hasil ho jata hai ky same pair main market kis time main kis direction main move kerti hai aur Kitna move ker sakti hai hamain phir same time main same direction main support ya resistance tak trade open kerny sy acha profit hasil ho sakta hai ky hamain pata hota hai ky market kisi bhi direction main Kitna zyada move ker sakti hai tou ham loss sy bhi bach jaty hain aur hamain trade kerny sy acha profit bhi hasil ho sakta hai agar ham forex market main trade different pairs main aik hi time main ker rehy hoty hain tou hamain phir kei pairs main loss ho raha hota hai lekin profit phir bhi aesy pair main hi ho raha hota hai jis main ham sab sy zyada trade kerty hain tou hamain chahiay ky agar ham koi aur pair bhi sath main trade kerty hain tou aik selective pair main hamain maximum trades kerni chahiay ky hamain achy experience ky sath trade kerty huey acha profit bhi hasil ho saky
      • #4 Collapse

        Re: Kia hamin aik he Currency pair per trading karni chahiy?

        Ham Logon Ko Mukt lab currency pair pair trading Karni chahie Aisa karne se ham log Kafi Achcha profit Hassan kar sakte hain aur ham Logon Ko iska fayda Bhi Hoga isliye Ham Logon Ko sirf aur sirf currency pair trading Karni chahie Taki ham log price market Se Achcha profile banaa Saki aur ham Logon Ko loss Veena Ho
        • #5 Collapse

          Re: Kia hamin aik he Currency pair per trading karni chahiy?

          dear forex market main ap ky pas ager chez fail ho jay tu uss ka alternative bhi rakhna chaheay ap ko experience aik currency say ziada ka hona chaheay ager aik signal na day aur achi trade na day tu ap ko change kar ky koi other currency main trade kar laini chaheay esi tara say ap ky pas aik strategy say ziada strategy honi chaheay baaz dafa market main asi satuation chal rahi hoti hai ky ap ko apna trading method bhi change karna parta hai es lea forex main kabhi aik chez pay nahi rehna chaheay es main ap ko har tara ka knowledge hona chaheay phir he es market main pora utra ja sakta hai ager ap es market ky bary main acha knowldge aur advanced experience ka level nahi ha tu is main success hona mushkil ho jata hai es lea ziada tra trader es market main loser hain pehly achi tara say learn karain phir earn karain.
          • #6 Collapse

            Re: Kia hamin aik he Currency pair per trading karni chahiy?

            forex mean currency not a single ... trade jis sorat main ho jesa ho apne bas apna expereince show krte hoye osko forword krna hai apna mind use krte hoye trade kren apko challanges ka samna krna hoga phir ap ban jaenge aik kamiyab busines person jo apki shanakhat banjaege or dosron k liye insprition.
            • #7 Collapse

              Re: Kia hamin aik he Currency pair per trading karni chahiy?

              Forex market aik bohat barri market hai. Jiss mai international currencies aur commodities ki trading ka business hota hai. Forex market mai her tarder apnay liye apni pasand aur apnay liye suitable trading plan banata hai. Kuch traders sirf currencies pay trading kertay hain aur Kuch sirf aik he currency pay trading kertay hai aur bohat say Tarders sirf commodities pay trading kertay hain aur aisay tarders bhi hotay hain jo sirf gold ya crude oil pay trading kertay hain. Mai iss baat say agree nahi kerta kay kisi aik he currency ya commodity mai trading ki jaati rahey ye. Business aur market dono kay rules kay he khilaaf hai. Iss liye forex market ko explore kertay rehna chaiye aur jaha bhi bus2ka moqa milay trading ker kay earning kerni chaiye. Single currency ya commodity say business bohat limited hojata hai.
              • #8 Collapse

                Re: Kia hamin aik he Currency pair per trading karni chahiy?

                India Jaisa ki aap Jante Hain Ki Forex trading 1 worldwide business hai aur ismein chatting karte hue aapko Iske bare mein jaan Lena bahut jaruri hai aur yah aap per depend karta hai ki aap Iske Ek pair per kam karna chahte hain yah ismein different pairs betrayed karna chahte hain agar aap is market mein sirf ek Pyar select kar liya hai aur uske bad use per aapane trade karni hai aap usmein resistance aur sport labour draw kar le aur FIR aap trade Karen main ISI Baat se agri Nahin Katta ke ISI Ek currency yeah commodity Mein trading ki jaati Rahegi ya 10 over market Dono Ke rules ke khilaf hai isiliye forex market ko explore khate Rahana chahie
                • #9 Collapse

                  Re: Kia hamin aik he Currency pair per trading karni chahiy?

                  Assalamu Alaikum dear friend ji haan Agar Ham sirf ek hi currency pair Mein continue trading Karte rahte hain To Hamen bahut jyada experience Hasil ho jata hai Kaise ampere main market kis time mein kis direction Mein Munh karti hai aur Kitna Munh kar sakti hai Hamen FIR same time mein same direction Mein sport yah resistance Tak trade open karne se Achcha profit Hasil ho sakta hai ki Hamen Pata hota hai ki market Kisi bhi direction Mein Kitna Jyada Munh kar sakti hai To Ham Logon se bhi ban Jaate Hain aur Hamen trade Karne Se Achcha profit bhi Hasil ho sakta hai agar Ham forex market Mein trade different page Mein Ek Hi time mein kar rahe Hote Hain To Hamen FIR pair Mein loss ho raha hota hai lekin profit fir bhi aise pair Mein hi ho raha hota hai jismein Ham Sab Se Jyada trade Karte Hain To Hamen chahie ki agar Ham Koi Aur Bhi sath mein trade Karte Hain To Ek selective bare mein Hamen maximum trade Karni chahie ke Hamen acche experience ke sath trade karte hue Achcha profit bhi Hasil ho sake aur ham acchi earning kar Saken
                  • #10 Collapse

                    Re: Kia hamin aik he Currency pair per trading karni chahiy?

                    Single pair me trading ka experience

                    Multiply pairs me trading aur single pair me trading karny me bahot difference hota hay agar esy traders ki trading history ko analysis kia jaye jo key hamesha se Forex market me multiply pairs me trading karty ho aur 1 taraf esy traders ki trading history ka jaiza leya jaye jo key kesi single pair me trading ka experience rakty hon to ye andaza karny me asani ho gi key single pair me trading karni chaye ya per multiply pairs me trading karny ka zeyada faida hay, esy traders key fail hony key chances zeyada hoty hey jo different time me ya per same time me multiply pairs me trading ki koshish karty hey, hamesha single pair me trading ka experience future me be bahot kam ata hay.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Kia hamin aik he Currency pair per trading karni chahiy?

                      Multiply pairs trading aur single pair Mein trading karne mein bahut difference hota hai agar is it real uski trading history ko Diya Jaaye Jo ke Hamesha se frocks market Mein multiply PS Mein trading Karte Ho Aur Ek Taraf Aisi traders ki trading history Kajal liya Jaaye Jo ke kisi single-payer Mein training ke experience rakhte ho to yah andaza karne mein aasani Hogi ke single pair trading Karni chahie ya FIR multiply pairs Mein trading karne Khas jyada fayda hai aise hi children's ke liye fail hone ke chance Jyada Hote Hain Jo different time mein yah pair same time main multiply pairs Mein trading ki koshish karte hain Hamesha single pair Mein trading experience fatur mein bhi bahut kam Aata Hai

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X