Jaiza: Market chart par analysis aor Bollinger Band par trade.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Market chart par analysis aor Bollinger Band par trade.
    Market Analysis

    Dear ais market mai analysis karny k liay ap k pass 3 types k chart hoty hai ain mai se ap ko jo asan lagy aus par ap ais market mai analysis kary aor aus k baad ais market mai trade laga sakty hai ais mai ap k pas candle stick chart hota hai, line chart hota hai aor ais k sath bar chart hota hai ais mai se jo marzi ho ap ais mai use kar sakty hai aor aus par trade kar k ais market ka trend samjh sakty hai aor ais market mai trade laga sakty hai ais mai ap sath diffrent tools use kar k acha profit bana sakty hai.

    Click image for larger version

Name:	Chart types.png
Views:	10
Size:	32.2 کلوبائٹ
ID:	12463030

    Bollinger Band

    Dear ap ko ais market mai bollinger band indicators list mai se mil jaye ga agar ap ais ko dekhy to ais mai ap agar normal setting k sath apny chart par lagaty hai to aus k baad market jab upper band ko cross kar jaye to aus k baad market ki phli candle band k andar aa k close ho to aus time ap ais mai sell ki trade laga sakty hai aisy hi market agar lower band se nechy nikal jaye aor aus k baad andar ja k close ho to waha se ap ais mai buy ki trade laga sakty hai aor acha profit bana sakty hain.
    منسلک شدہ فائلیں
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Market chart par analysis aor Bollinger Band par trade.

    asslam o alikam dost ap ne bohat acha chart sahre kiya ha agr hum is tra market main kam krein gey tu bohat asani se hum is main acha prfit hasil kr sakte hein hum market k knowledge chart se hasil kr sakte hein hume is main daily kam krna lazmi hai jitna acha kam krein gey utni hi jaldi hum kameyab ho sakte hein hume is main sab se phaly apni trade ko chart ko fallow krna hota ha osk bad hume hume trade k analysis ko fallow krna hota ha ur market news py be hamri nazar honi lazmi ha hume is samjdari se kam krna hota ha agr acha work krein gey tab hi hum is main acha profit be hasil kr sakte hein menat bohat hi lazmi ha is main success hasil krne k liye
    :1f60d: hard work :1f60d:
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Market chart par analysis aor Bollinger Band par trade.

      Trade With Bollinger Bands

      Apne bohot hi achi sharing ki hey aur bilkul jesa keh apne chart par wazeh tor dikhaya he keh kis trha se hum bolinger band par trade le saktey hein is se pehel mein kabhi bhi bolinger band ko use nahin kiya tha aur waqai jesa keh mene apki post se hi dekha he keh yeh bohot hi power full strategy hein aur mein samjhta hun keh agar hum isko follow kartey hein to phir hum kabhi bhi is business mein fail nahin ho saktey hain, kioun keh apko forex trading mein koi na koi aisey technical aur professinal strategy pakarna parti hey aur usko permanent work karna parta hey jis se aap future mein kamiyab ho saken agar aap bar bar different strategies use kartey hein to is se apka apna hi nuqsan hota hey aur phir aap confusion ka shikar ho jatey hein aur achi trha se kabhi bhi kamiyab nahin ho saktey hein.

      Advice:

      Mein to yehi advice dunga keh jo bhi new traders hein woh bollinger bands ko permanent use karen, woh is mein achi trha se successful ho satkey hain aur is mein bilkul success naam ki chez chupi hui hey apko just dhoondna hey aur is par work karna hey aap Always sucessful ho saktey hein.
      https://t.me/pump_upp
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Market chart par analysis aor Bollinger Band par trade.

        Jab ham log analysis Karte Hain To Ham Logon Ko n ka bahut hi jyada fayda hota hai isliye Ham Logon Ko Jyada Se Jyada in Malshej karte hue Achcha profit Hasil karna chahie Taki ham log Achcha profit Bana sake aur ham Logon Ko kamyabi Mil sake Agar ham log Aisa Karenge To Ham Logon Ko iska bahut hi jyada fayda hoga
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Market chart par analysis aor Bollinger Band par trade.

          Aapane bahut hi acchi sharing ki hai aur bilkul Ja sakta hai aapane chat per was Tor dikhaya Hai kis Karan se Ham bolenge Bande per train Le sakte hain isase pahle main kabhi bhi bhulaunga band ko use nahin kiya tha aur Vakya Ja sake main aapki post Se Hi Dekha Hai Kya yah bahut hi powerful Starteyg hain aur Main samajhta hun ki agar Ham is ko follow Karte Hain To fir Ham kabhi bhi is business Mein fail Nahin ho sakte hain Kyunki aapko frustrating Mein Koi Na Koi essay technical aur professional stargty pakdana padati hai aur usko permanent work karna padta hai jisse aap photo mein kamyabi ho Sakenge agar aap Ek Bar koshish Karte Hain To aap Agar Fail Ho Gaya to aapko chahie kya Bar Bar koshish karen Taki aap ismein Kamyab ho sake
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Market chart par analysis aor Bollinger Band par trade.

            Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha market main hum chart analysis kar k trading karty Han to humy chae ha ache analysis karny or ziada sy ziada ache information hasil karny seekeny k kase analysis kar k hum kamyab ho sakty Han uny kase mehnat Kar k ache earning karni chae ha is ley humy both soch samj k trading karni ho ge ta k hum kamyab ho saken or behtar results hasil karny
            Bollinger band
            Dear Bollinger band aik best indicator ha jis sy hum log trading main ache earning kar sakty han par is sy pehly k hum trading karny is pe to is ko samjena or seekena both zarori ha is ley humy ziada sy ziada knowledge or experience hasil Karna ho ga or kamyab hona ho ga is key humy behtar planning or strategy sy trading Kar k kamyab ho sakty han Bollinger band main different strategy Han Jin ko seekena lazmi ha us k bad hum is pe trading Kar k kamyab ho sakty han

            اب آن لائن

            Working...
            X