Basics Of Analysis
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Basics Of Analysis
    Dea analysis karny k basic ye hain k yaha par ap ko candles ki jaan pehchan huna zaroori hy us k sath main ap ko kuch indicators jis sy k ap ko lagta hy ap profit haasil kar sakty hain wo aur is k baad ap ko aisi news jo markete py affected hoti hy us par bhi kaam karna chahye phir apki analysis complete hun gi
    Click On Name And Visit My Journal
    Naseer953 Trading Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Basics Of Analysis

    Basics analysis ky liay tou support aur resistance hi hoti hain ky ham support per market Ho tou buy laga ker trade open ker sakty hain aur agar market resistance per ho tou ham sell ki trade open ker sakty hain furthermore ham forex market ky fundamental analysis ky liay news sy bhi help lety hain jo fundamental analysis ki basics hain aur support aur resistance technical analysis ki basics hain
    • #3 Collapse

      Re: Basics Of Analysis

      Dear brother forex trading men acha profit hasil karnay k liay trade open karnay se pahlay market ka anaylsis zaroor karen aur koi aik pair select karen aur jab market profit denay ki position men ho tu phir trade open karen aur small lot size ko use karen aur trend ko follow karen
      • #4 Collapse

        Re: Basics Of Analysis

        G aisye he bat hai kay sub kuch depend karta hai ap kay anylisus pay yani kay ap kay anylisis jitnye achye hotye hain na ap ko us ka atna he zayda faida ho jata hai tu hamesha kosesh kiya karain kay achye say achye anylsis kiya karain ta kay bad mai ap ko kisi bhi qism ki oarshani na ban skye achye anylisis ka hamesha he faida ho jata hai na har qism ka
        • #5 Collapse

          Re: Basics Of Analysis

          Ap ney forex market mai analytsis krna hai tou es key lye ap ko market ko watch krna bohat he zada important hai. Kyu k ap jab market ko watch krey gy tou sap market mai analysis ko bhe easily kr sakty hai. Aur analysis krney key bad ap trend line ko bhe draw kr sakty hai.
          • #6 Collapse

            Re: Basics Of Analysis

            Assalam o alaikum , mery piary bhai jaan , m umeed kerta hoon k ap sab Allah k karam se theek or khush hon gy , m ap se ye kehna chahta hoon k traderes ko trade kerny k lia market ka analysis keerna hota he or analysis ki basic bunyad mean analysis men traders ko candles ki madad se maaloomat milti hen .
            Malik Fiaz khokhar
            • #7 Collapse

              Re: Basics Of Analysis

              hamy analysis ko use kar ky kam karna hoi ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain hum gar mai bath kar is mai kam kari sakty hain hum is mai nigth mai be kam kar sakty hain hum is mai dy mai be kam kar sakty hain hamy mahnet karne ho ge forex aik acha business hain is mai hamara koi be boss nahi hain
              • #8 Collapse

                Re: Basics Of Analysis

                YeS BaSIc PaR anaLysiS KaRna ChahYe auR MarKet Ko ANalysiS KarNa BuhUt ZAroori Hote ain TO Haen ChahAye k HaM Is MAin Market Main WithOunt AnalysiS Ke Kabhi Bhi Trader Ko Open Na Karen Aur Analysis Karna BuhuT ZrooRI HotA Hain Aur DaiLy BasIc PaR MaRkt Ko AnaLYsIs KaRn ChahYe
                Everyone thinks to be successful but only hard work is successful...
                :1f4af:
                • #9 Collapse

                  Re: Basics Of Analysis

                  g han asa he hain hamy fundamental analysis ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama skay gy forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time tbale bana kar kam kar sakty hain forex aik wasee business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Basics Of Analysis

                    Forex main koi trade open karni ho tu us ko pahly analysis karna zrori hota hai. sab se pahly hum basic analysis karty hai jo ha k market k trend kia hai. market support per hai ya resistence per. pher hum fundamental analysis per ayta hai k pair per kon se news hai kis currency per hai kitna effect kar sakti hai high impact ki hai ya low impact ki hai. is lia humain ache se analysis karne k bad trade open karni chahia.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X