Forex market main trade kerny ky liay signals per Kitna depend Kia ja sakta hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex market main trade kerny ky liay signals per Kitna depend Kia ja sakta hai?
    Jab ham forex market main trade ker rehy hoty hain tou hamain zyada trades main loss ho raha hota hai ky ham market ko achi terha read nehi ker paty jis waja sy hamain loss hona shoru ho jata hai tou kia yeh behter nehi hai ky ham signals ko follow ker ky forex market main trade kerty rehain beshak hamain loss hi kyun na hota rehy hamain kam sy kam yeh umeed tou hoti hai ky signals kisi expert trader ya team ny banaey hain tou in main profit hasil hony ky zyada chances hongy?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex market main trade kerny ky liay signals per Kitna depend Kia ja sakta hai?

    Dear ais market mai ap ko agar kaam karna ata hai to sab se best ye hai k ap ais market mai khud analysis kary aor aus k baad aun k hisab se ais market mai trade lagaye agar ap ne ais market mai kaam karna hai aor ais mai kisi aisy bandy se signal leny chyae jo ais market mai expert ho agar ap aun signals k hisab se ais market mai trade karty hai to ap ko ais mai acha result mil jata hai ais mai diffrent signal services hoti hai mean aun ki sites hai jaha par ap ko signal mil jaty hai aor ap aun ko signal send karty hai aor trades lagwaty hai agar ap ais mai signal lety hai to sirf wohi trades lagye jo ap ko signal mily ho aus k ilawa koi trade na lagye ta k ap ko pata chal jaye k jo signal ap follow kar rahy hai aun ka result kai hai.

    Click image for larger version

Name:	Forex Signal.jpg
Views:	3
Size:	32.7 کلوبائٹ
ID:	12323582
    • #3 Collapse

      Re: Forex market main trade kerny ky liay signals per Kitna depend Kia ja sakta hai?

      forex market main kam karny ky lea signals pay tab kam karna chaheay jab ap ky pas experience na ho ager ap ky pas experience hai bhi tab bhi ap ko signal ko dekh laina chaheay aur apni strategy ky mutabik ager kisi dosry ky signals ap ky sath match kar rahy hain tu tab bhi ap ko trade kar laini chaheay kuon ky ap ki trade mazeed filter ho jay ge jiss main wining ky chanses ziada ho jain gay es lea signal bhi ap us ky follow karain jis ka knowledge sab sy acha ho aur kam say kam uss ka 10 year ka experience ho phir hhe signals follow karain warna aj kal bohut say scammer log signals day rahy hain ju ky fazol hoty hain aur log un say kafi loss bhi kar chuky hain es lea behter hal yehi ha ky ju ap nay signals ki fee daini hai ussi fees say ap kisi achy teacher say sekh lain wo he ap ky lea behter rahy ga.
      • #4 Collapse

        Re: Forex market main trade kerny ky liay signals per Kitna depend Kia ja sakta hai?

        dear forex market main kam krne k liye hume knowledge ki sab se zada zahrorat hoti hai agr hum is main without experince k kam krte hein tu hume is main lose hi hona hai agr ap is main lose se bachna chahte hein tu os k liye ap ko is business main menat krni lazmi hai hume daily demo account main kam krte rehna lazmi hai jitna acha hum is business main work krein gey utni hi asani se hum is business main kameyab be ho sakte hein hume is main daily achy se acha work krte rehna hota hai daily demo account main agr ap work krna chaye gey tu bohat hi asani se hum is main kameyab trader be ban sakte hein hume tecnical analysis ko fallow kr k kam krna lazmi h
        :1f60d: hard work :1f60d:
        • #5 Collapse

          Re: Forex market main trade kerny ky liay signals per Kitna depend Kia ja sakta hai?

          Forex market main trade kerny ky liay signals per depend Kia ja sakta hai ager signal provider traders ko achy signlans provide kar raha ho.

          Forex trading mai kuch signals providers bohot he acha kam kar rhay hoty hain aur woh trader sko bohot he quality waly achy signals he diate hain. iss liye ager signals ke quality achi ho tu phir yaqeeni toor per trading karny waly logon ko b inke base per trading karny mai fiada ho sakta hai . lakin ager signals providers itne ziada credible na hoon tu phir iss trah kay signal providers per depend karna kafi ziada risky sabit ho jata hai .
          iss liye signlas per depend karny say pehlay inko demo per check kar laina kafi fiadamand sabit ho sakta hai aur traders iss kay baad he signals provider ke quality ko check kar sakty hain.
          • #6 Collapse

            Re: Forex market main trade kerny ky liay signals per Kitna depend Kia ja sakta hai?

            dear signals pay depend krna aur un pay kaam krna koi acha tareeka nai hay na he ham isay unlimited ka name day saktay hain aur na he hamko aisa krnay say learning milty hay q k ham kisi k order ka wait krtay hain k kab wo hamko kahay k ab order lay lain aur kab hamko yeh kahay k ab exit ho jao aur agar ham us wakt online nai ho sakty hain to hamara order lose main change ho jayega laikin aik hissaab say yeh kaam theak bhi hay k hamain agar forex markeet main achi skills nai hain to hamain kisi na kisi k signals ko follow krna theak hay jis say ham kam say kam lose say to bach sakty hain agar ham mehnat krtay hain to hamko markeet main sath sath learning bhi mil sakty hay k ham har order k baad yeh sochain k us banday nay hamko kahan say aur kaisay signal provide kia hay hamain usay apnay knowledge main rakhtay huvay kaam krna sab say zaida better hay.
            • #7 Collapse

              Re: Forex market main trade kerny ky liay signals per Kitna depend Kia ja sakta hai?

              Dear mery khayal me trading signals par depend to karna chaye magar 100% depend bilkul be nahi karna chaye, trading signals ko help key ley use karna chaye fully depend hamy fundamental analysis par karna chaye, agar ham indicators ko es ley use karen key hamy market ka fundamental jaiza na lena pard jaye to mery khayal me ye teek nahi, trading signals ki apni ehmeyat hoti hay aur fundamental analysis (news) ki apni jaga ehmeyat hoti hay, hamy sab se pehly news ka jaiza lena chaye es key bad hi hamy indicators ki help leni chaye ta key market ka jaiza lena hamary ley aur be asaan ho jaye.
              • #8 Collapse

                Re: Forex market main trade kerny ky liay signals per Kitna depend Kia ja sakta hai?

                Mein samjhta hun keh agar hamarey pas aik acha knowledge and experience hey aur phir bhi hamen loss ho raha hey to phir hamen signals par depend karne ki bajaye apni hi mistakes ko dekhna chahiye keh itna knowledge and experience hone ke bawajood mein loss q kar raha hun but agar hamare pas acha knowledge and experience nahin hey to phir hamen kisi bhi achey traders ki jo market mein kafi ziada popular ho uske signals ko hi follow karna chahiye na keh hamen kisi aisey traders ke signals follow karne chahiye jo keh already khud bhi looser ho, to agar is soorat mein hum bilkul signals ko join kar saktey hain agar hamare pas acha knoweldge nahin hey but sab se ziada yeh he keh hamen always money management ko follow karke hi trades karni chahiye.
                https://t.me/pump_upp
                • #9 Collapse

                  Re: Forex market main trade kerny ky liay signals per Kitna depend Kia ja sakta hai?

                  Forex trading signal.
                  Dear members Forex trading mein aaj kal trading signals bahut popular Hote ja rahe hain Jo ke Kuch Logon Ne apni Roti Ka Dariya bhi banaa liya hai. Bahut kam traders Aise Hain Jo signal free mein provide Karte Hain mostly Pro plan Se signal muhaiya Karte Hain. Is mein Koi shak Nahin Ki Forex trading aik technical aur Mushkil business hai aur is mein signal ko copy Kar ke trading karna bahut Aasan hoti hai Lekin is procedure ko adopt Kar ke aap ko Koi fayda Hasil Nahin ho ga. Agar aap Chahte Hain kya aap trading ki basic ko sikhen aur apne mustakbil mein Ek acche aur professional trader bane to aap ko chahiy ki Apne analysis khud Kar ke Apne signal create Karen aur unko follow kar ke trading Karen Aisa karne se a aap ko long term benefit mile ga yani aap ek acche trader ban Jaenge.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex market main trade kerny ky liay signals per Kitna depend Kia ja sakta hai?

                    Jo log signals ko follow Karte Hain vah Log bhi forex market Mein kamyabi Hasil kar sakte hain lekin ine Logon Ko chahie ki vah Logon Ko dusre Jyada Se Jyada hard working Karen Fir Bhi ine Logon Ko trading Aaegi aur vah log market se fayda Hasil Karenge
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex market main trade kerny ky liay signals per Kitna depend Kia ja sakta hai?

                      ji mere Bhai aapane bilkul theek kaha forex mein hamen signal milte Hain to Ham UN per bhi trade kar sakte hain lekin UN per bhi hamen loss or profit donon ke chance hote hain hamen achcha signal mil jaega mujhpe trailer gadi to hamen use me achcha profit bhi ho sakta hai aur usmein lost bhi ho sakta hai aur hamara kaun was bhi ho sakta hai isliye hamen signal 12 nahin karna chahie aur na hi UN per depend karna chahie jitna Ham khud se karenge karengeitna Dada Ham experience apna gain karenge jitna jyada Ham dam account per kam karna jaaye vah hamare liye bhejta agar aap ka signal per depend karna hai to aapko pahle iske bare mein Janna hoga market ko analyse Karen kisi acchi site se signal hai aur FIR lagaya nahin to aap apna account was bhi karva sakta hai isiliye aap to signal per jyada depend nahin karna chahie malkapur trade karni chahie aur achcha experience ke sath trade karni chahie
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex market main trade kerny ky liay signals per Kitna depend Kia ja sakta hai?

                        G han friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap sy agree karta hon forex trading main zyada tar traders loss hi krty han or un k loss ki wja signals ko read na kr k trading karna hota hy ham jb news ko wach krty hoay trading karty han anylyses ko achy treqy sy smj kr trade open karty han to hamy trading sy achi earning milti hy mgr jb ham market k up down ko achy sy smj ni paty market ki movement ka hamy achy sy andaza ni ho pata to ham zyada tar trading main loss hi krty han hamy chaiy k ham phly forex market ko achy sy smj lan news read kr lan us k bd koi trade open karny ka decision lan is sy hum apni trade sy acha profit hasil Kar sakty han
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex market main trade kerny ky liay signals per Kitna depend Kia ja sakta hai?

                          hamy singlas ko kabe be ignore nai kaarna chahey hamy ache learning gain kar ky forex mai mahnet sy kam karna ho ga pher he hum acha bonus kama saky gy forex aik legal business hain hum is mai pairs mai or currency mai kama kar sakty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai dya mai be kam kari sakty hain hum is mai free account bana kar be kam kar saty hain hum is mai manet syy kam kary gy to hamy kamyabe hsal ho jy ge forex aik amm business ke nisbta acha business hain hum is mai agar gaar mayre kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik international business hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex market main trade kerny ky liay signals per Kitna depend Kia ja sakta hai?

                            Gee han jo new trader hote hai un ko start main market ki movement ki samjh nai aaty up jany hai ya down jis ki wajah se un ko zaida loss hota hai wo phir signal dhoondnay ki koshash karte hai ta k acha profit banaya ja sake aisa karna tab acha rahay ga jab aap signal ko daikh kar market ko movement ko samjho forex sikhnay ki koshash karo phir yeh signal thik hai agar signal ko sari life use kar k profit banate rahay khud nai sikho gai phir signal b thik nai ha
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex market main trade kerny ky liay signals per Kitna depend Kia ja sakta hai?

                              Trading kertay huay signals ko zarur ehmiat daini chaiye. Kiyu kay signals world economy ki movements aur news pay bantay hain jo directly trading market pay asar undaaz hotay hain. Traders ko signal ko follow tou kerna chaiye laikin uss mai kuch cheezoo ka khayaal zarur rakhna chaiye. Jab koi signal ata hain tou trader ko uss commodity ya pair ko trading terminal pay watch kerna chaiye. Time frames ko big setting mai daikhna chaiye takay uss commodity ya pair ki past movements ko monitor ker kay analyse kia jaa sakey kay future movement kay barey mai undaza lagaya jaa sakey takey signals ki validity ko check ker kay uss kay mutabiq trade open kernay ka plan Bana jaey. Signals pay kabhi bhi directly trading nahi kerni chaiye kiyu kay laazmi nahi signals exact wohi result bhi dain jo bataey jaa rahey ho

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X