Forex market main trade kerny ky liay signals per Kitna depend Kia ja sakta hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex market main trade kerny ky liay signals per Kitna depend Kia ja sakta hai?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Soldier پيغام ديکھيے
    Jab ham forex market main trade ker rehy hoty hain tou hamain zyada trades main loss ho raha hota hai ky ham market ko achi terha read nehi ker paty jis waja sy hamain loss hona shoru ho jata hai tou kia yeh behter nehi hai ky ham signals ko follow ker ky forex market main trade kerty rehain beshak hamain loss hi kyun na hota rehy hamain kam sy kam yeh umeed tou hoti hai ky signals kisi expert trader ya team ny banaey hain tou in main profit hasil hony ky zyada chances hongy?
    Agar aapane trading karni hai aur ek professional aur Achcha trader banna hai To Signal speed. Karke kabhi bhi kam na Karen Kyunki signal pad Band Karke aap Achcha Kam Nahin kar sakte a jab aap signal use karte hain to aapko uske liye bhi karna padta hai aur signals ko use Karke loss bhi Hota Hai isliye Hamesha try Karen ke threading apne aap Karen aur kabhi bhi signal speed Band Karke kam na Karen signals se aap kabhi bhi Kuchh Nahin Karenge aur aapki reading bhi acchi Nahin Hogi aur aap money loss kar denge
    FRD 07 TRADING JOURNAL
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex market main trade kerny ky liay signals per Kitna depend Kia ja sakta hai?

      signal par depend karny ky lea ap ky pas forex ka apna bhi experience hona chaheay kyon trade lgaa dainy ky bad ap ka kam khtam nahi ho jata hai order ko mange karna bhi boht zrori hota hai farz karain ager ap aik signal par order place kar daity hain uss ky bad market main achi move nahi hoti hai tu uss time ap ko apne experience ky mutabik he apni trade ko mange karna hota hai aur ap nay faisla laina hota ha ky trade ko close karna chaheay ya chalti rehna chaheay ya es ko kesy mangement karna chaheay phir he ap ko signals ka faida ho sakta ha signal ki bjay ager ap khud koi aik strategy ko paker kar forex main kam karain aur demo main achi tara say practice karain khud kam karny sy ap ko ziada faida mil sakta hai es lea ap ka experience bhi bharta ha.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #18 Collapse

        Re: Forex market main trade kerny ky liay signals per Kitna depend Kia ja sakta hai?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Soldier پيغام ديکھيے
        Jab ham forex market main trade ker rehy hoty hain tou hamain zyada trades main loss ho raha hota hai ky ham market ko achi terha read nehi ker paty jis waja sy hamain loss hona shoru ho jata hai tou kia yeh behter nehi hai ky ham signals ko follow ker ky forex market main trade kerty rehain beshak hamain loss hi kyun na hota rehy hamain kam sy kam yeh umeed tou hoti hai ky signals kisi expert trader ya team ny banaey hain tou in main profit hasil hony ky zyada chances hongy?
        Forex trading Ek bahut hi Jabardast business hai agar Ham itne Hasil karna chahte hain To Humne bahut hi savdhani ke sath is business Mein kam karna hoga aajkal Ham online hai bahut sari Aisi website se dekh rahi hain jo ki Hamen acche signals dene ke bare mein Main Apni advertisement kar rahi hai lekin Bhai Main aapko ek baat batata Hun Ki is mein se jyadatar galat log Hain Jo Ke Logon ke paise Lekar Bhag Jaate Hain isliye Humne Taur per market ka Jada Lena chahie tab hi Ham iska Raba ko acche tarike se Samay Sakenge aur is Karobar Mein kamyabi usi ko milati hai jo is ko acche tarike se samajh leta hai bhai main to Kisi bhi signal ko istemal karne a ke Hak Mein Nahin hun
        https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876

        اب آن لائن

        Working...
        X