Forex mn kamyabi aur nakami hamari apni wajah se hoti hai basically iska reason he hota hai ki jab hamare pass kisi kaam ko karne ka experience or knowledge nh hota Ham uska mein kamyab bhi nahin ho sakte sabse pahle hamen apne experience or knowledge ko increase karna hoga learning ke sath ache experience or knowledge ke sath apna Kam karna hoga Forex mein bolo kamyab hote Hain Jo mehnat aur learning ko improve karte hue kam karte hain apne analysis ko strong karte hain demo account per practis karte hain without learning ke without practice ke without experience knowledge ke Ham kabhi bhi Forex mein kamyabi hasil nahin kar sakte aur na hi acha profit hasil kar sakte hain ek successful trader hamesha market mein inter hone se pahle market ko acche se and dresses karta hai best entry point ka vate karke vah trading karta hai kyunki jab tak Ham hamen acha aur strong signal nahin Mil jata tab tak Ham acchi aur successful trading bhi nahin kar sakte isliye hamen chahie kyon hamesha practice ke sath kam Karen learning ko improve karte hue Forex mein kam Karen tab tak Ham learning ko improve nahin karenge practice ke sath Kam nahin karenge tab tak forex mein kamyabi ko bhi possible nahin bana sakenge