Spread Zero Vs Normal Spread Main Keya Fark Hota hai.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Spread Zero Vs Normal Spread Main Keya Fark Hota hai.
    Dear Members

    Jaisa kay hum jantay hain kay Trading main jab live account open kiya jata hai tu us main poucha jata hai kay ap ko kon sa account cheye tu us time traders ko idea nahi hota hai kay woh kon sa account ka chose karain. tu jo spread zero hota hai us ki amount commission kay toor pay broker kaat laita hai us kay bad ap ki trade profit lay ya loss main jaye broker apna commission lay laita hai. esleye ap ka dosra account jo spread wala hota hai us main commission show nahi hota ap kay pas deduct honay main lekin jo gap mai trade ati hai woh amount broker ko mil chuki hoti hai

    ap ko kuch confusion ho idea ya sawal ho tu ap pouch sakty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Spread Zero Vs Normal Spread Main Keya Fark Hota hai.

    ji han dear ap nay ik achi malomat di hay bilkul aisa hi hay aor yeh mukhtalif brokers ki traf sy alag s rule hota hay kun keh koi tradr kiasa hota hay koi kisi trah ki trading krna chahta hay to uski marzi kay mutabiq yeh sab set kia jta hay
    • #3 Collapse

      Re: Spread Zero Vs Normal Spread Main Keya Fark Hota hai.

      yes dear aapane bahut hi important analysis hamare sath share kiye Hain no doubt Forex trading mein jab aap different important currency pairs aur commodity trading karte Hain to aisi situation main aapko bahut jyada advantages hasil ho sakte hain aur aap apni advantages ko increase karne ke liye market mein different brokers ki selection karte hain jiski against aapko commission Dena hota hai Forex trading main jab aap broker commission ko study karte hain to ismein aapko different types ke brokers auron ki commission ki alag alag types available ho sakti hai.
      • #4 Collapse

        Re: Spread Zero Vs Normal Spread Main Keya Fark Hota hai.

        Dear Forex member Spread Zero Versus Normal Spread Main Keya Fark Hota hai ho to ismein aapko yah Fark hota hai ki aap Jab Bhi spread ke volume konala sirf karte hain spread ko samajhte hain to aap hi point per apni Martin kiye point ko samajh Jaate Hain ke kis tarike Se Kitna margin chat karna chahie kitne point per kitne margin ke sath Hamen Ek Bita volume ka istemal karna chahiye jisse aap check Achcha volume set kar sakte Apne volume ke upar kam kaise karte hain Commission Hasil kar sakte hain to yah Ek bahut bada point hota hai jo ki aap ko bahut jyada profit or loss ki taraf Lekar Ja sakta hai
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Spread Zero Vs Normal Spread Main Keya Fark Hota hai.

          Dear zero spread jo hota hai woh trader jo scalping karty hain un kay leye best hai. es leye kay jab trade open hoti hia tu us mai minus plus trade ka profit quick daikha jata hai or decision b ap sahi tarha say lay sakty ho. esleye ap koshish karain normal spread ap normal trading account main use karain jis main ap ko spread normal diya jata hai. yeh alag bat hai kay zero spread mai har trade mai commission cut raha hota hai jo trade mai mention be hota hai.

          اب آن لائن

          Working...
          X