jaiza. Ham apni trade ko stop loss tool use kr k safe kr sakty hain.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza. Ham apni trade ko stop loss tool use kr k safe kr sakty hain.
    Stop loss ko hmen istemal krna chahye. o
    Or is ka istemal kesy hota hy apni apni raye den.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza. Ham apni trade ko stop loss tool use kr k safe kr sakty hain.

    Stop Loss ka Importance:

    Stop Loss ka forex business mein bohot hi bara importance hey aur mein samjhta hun keh 95% jo failure traders hein un sab ka Stop Loss ko istamal na karna hi unki Nakami ki sab se bari wajha hey agar hum Stop Loss ko use nahin kartey hein to phir hum kabhi bhi kisi bhi time kisy bhi barey loss mein phans saktey hein aur phir us se nikalna bohot hi ziada mushkil ho jata hey aur phir dekhtey dekhtey hamara account bhi wash ho jata hey.

    Stop Loss ko agar aap proper Money Management and Risk Management ke sath istamal mein latey hein to mein apko Guarantee deta hun keh aap kabhi bhi market se Out nahin ho saktey hain aur Always aap aik achi direction ki taraf jatey hein, Market mein Utaar charhaao ata rehta hey lekin Stop Loss ko use karty huwey aap Ahista Ahista uper ki taraf growth kartey jatey hein aur apka account totally safe hi hota hey aur agar apko loss hota bhi hey to woh aik Rules aur Plan ke teht hota hey jo hamarey account par koi khas impact nahin dalta hey isliye hamen chahiye keh hum Always Stop Loss ko use karen aur iska Daman kabhi bhi na Choren.
    https://t.me/pump_upp
    • #3 Collapse

      Re: jaiza. Ham apni trade ko stop loss tool use kr k safe kr sakty hain.

      Dear her trader ka aik plan hota hai agar ap ne ais market mai kaam karna hai to ap ko ais market mai sab se phly to ye dekhna hai k ap ais market mai jo analysis kar rahy hai aus k hisab se stop loss kaha ban raha hai aus k hisab se ap ne ais market maki stop loss lagana hota hai agar ap apni trade k sath stop loss lagaty hai to aus ka faida yhe hota hai k ap ki trade thory se loss mai close ho jati hai jis ki waja se ap ko zayda loss ni hota aor ap ka account safe hota hai agar ap ais market mai zayda risk lety hai to aus mai ap ko atna zayda loss ho sakta hai jis ko ap recover ni kar sakty ais liay ap ko ais market mai atna hi risk lena hai jis par ap asani se acha profit bana ley aor aus se ap ka account bhi safe rahy.
      • #4 Collapse

        Re: jaiza. Ham apni trade ko stop loss tool use kr k safe kr sakty hain.

        Asalam o alikum friend ap ny bot acha question kea hy forex trading main stop loss ki bot zyada ahmiat hy ham agr proper money management or risk management k sath forex trading main trade py stop loss use karty han to ham kbi b apna account wash kr k market sy bhr ni ja skty forex trading jasa k aik behad difficult or risky business hy is liay is m hamy stop loss lazmi istamal karna chaiy stop loss ka maqsad ye hota hy k ham apni trade sy kuch pips agy jitna hmara account loss brdasht kr sky utna agy ham stop loss lga lyty han or market ki achank taz movement py ham bot bary nuqsan sy bach jaty han q k hmari trade agr loss ki trf ati hy to khud b khud band ho jati hy isi tra agr ham market ko wach ni kr ry hoty kahin bzy hoty han to b stop loss hmary account hmari investment ko loss sy bacha lyta hy is liay hamy apni trades k sath stop loss ka istmal zror krna chaiy
        • #5 Collapse

          Re: jaiza. Ham apni trade ko stop loss tool use kr k safe kr sakty hain.

          Stop loss trading mai use honay wala aik aisa option hai jiss ki madad say traders apnay Los ko khud apnay control mai rakh saktay hain. Stop loss ko different times aur different tareekoo say use kia jaa sakta hai. Stop loss ko traders ziada ter uss waqt use kertay hain jab account balance Kamm ho aur traders ko apni trade market kay trend kay mutabiq tou darust lagg rahi ho laikin aisi koi news unhain verify nahi ker rahi ho tou trader shak aur weham say bachnay kay liye stop loss set ker laitay hain takay loss honay ki soorat mai Kamm say Kamm control limits mai he rahey. Iss tarah traders mutmain rehtay hain. Traders ko jab trade open kernay kay baad apni trade ko monitor kernay ka time nahi mill raha ho ya koi aisi masrufiat darpaish ho jiss ki wajah say unhain andesha ho kay trade loss mai honay pay loss ziada na ho jaey tou traders apnay account balance aky hisaab say stop loss set ker laitay hain. Iss Tarah bhi traders ko ye itminaan rehta hai kay unhain ziada loss nahi hoga aur jitna bhi loss hoga woh aik limit mai he hoga. Stop loss ko aap aik precautionary security option ya tool bhi keh saktay hain ko traders ko MT4 ki taraf say faraham kia Jata hai
          • #6 Collapse

            Re: jaiza. Ham apni trade ko stop loss tool use kr k safe kr sakty hain.

            G han dear Stop loss use kar key ham apny account ko secure kar sakty hey aur trade ki protection key ley be stop loss ko use kia jata hay, agar kesi trade me stop loss na laga kar es key result ko deka jaye to es me loss ki limit zeyada ho sakti hay, hamesha apny orders me stop loss laga dia karen es se loss koch na koch ho sakta hay magar trader big loss nahi kar paty hey, agar stop loss es ley na lagaya jaye key trade loss me close ho jaye ga to trades ki poor risk management hi hoti hay, profit earn karny ki opportunity aur be bahot si mil sakti hey magar kesi 1 trade me zeyada loss face karna ye achi bat nahi hay.
            • #7 Collapse

              Re: jaiza. Ham apni trade ko stop loss tool use kr k safe kr sakty hain.

              g han ap ny bikul sahi bat ki hai main apki bat se sehamt krta hun forex trading main jitny bhi trading tools hain jin ko hum apni trading main use kar k apni trading kar skty hain es main hmain stop loss ko apni trading ka hisa bna lena chahye q k stop loss k sath trading karny se hmari trading main jo loss ki ratio hoti hai wo kam ho jati hai or hum aik trha se apan loss bhi lock kar dety hain tu hmain chahye k hum apni trading main jis tartgy k sath bhi trading karty hain hmain stop loss k sath karni chahye q k jub hum stop loss k sath trading karty ain tu hmain loss hony par account bhi wash nahi hota hai es liye hum apni trading ko aghr safe rkhna chahty hain tu hmain apni trading main achi earning mil jati hai or hum kamyab trador bhi ban skty hain
              • #8 Collapse

                Re: jaiza. Ham apni trade ko stop loss tool use kr k safe kr sakty hain.

                Ji han bilkul Agar Ham trading Karte Hain To Hamen chahie ki training to usko bhi use Karen Kyunki trading tools Tumhari bahut jyada help karte hain agar koi bhi train open Karte Hain Ham market se out ho Jaate Hain To trading tools hi hai jo Hamen Hamari trade ko ek profitable trade Mein cross kar sakte hain aur Jyada loss se bhi bata sakte hain jaise ke stop loss Ek bahut hi accha To Hai Jisko Ham lagakar apni Har trade main market ki agar Jyada movement bhi hai tab bhi ham kam loss ke sath apni trade ko close kar sakte hain Ek Achcha trader experience trader Hamesha trading tools ko use karte hue hi trade Karta Hai To isliye aapko bhi chahie ki stoploss ko apni had trade Mein use Karen Taki aap apni trading ko Behtar banaa sake
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza. Ham apni trade ko stop loss tool use kr k safe kr sakty hain.

                  expensive her trader ka aik plan hota hai agar ap ne ais market mai kaam karna hai to ap ko ais marketplace mai sab se phly to ye dekhna hai k ap ais market mai jo analysis kar rahy hai aus k hisab se stop loss kaha ban raha hai aus k hisab se ap ne ais market maki prevent loss lagana hota hai agar ap apni change okay sath forestall loss lagaty hai to aus ka faida yhe hota hai ok ap ki change thory se loss mai near ho jati hai jis ki waja se ap ko zayda loss ni hota aor ap ka account secure hota hai agar ap ais marketplace mai zayda danger lety hai to aus mai ap ko atna zayda loss ho sakta hai jis ko ap get better ni kar sakty ais liay ap ko ais marketplace mai atna hello danger lena hai jis par ap asani se acha earnings bana ley aor aus se ap ka account bhi secure rahy.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X