Jiaza : Forex job hai ya business ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jiaza : Forex job hai ya business ?
    Kafi log forex trading ko job samjhty hain lakin yeh job hai nai hai aur forex trading aik business hai. Job mai tu log kisi aur ko apni services provide kar rahy hoty hain aur job mai logon ko apni investment karny ke zaroorat nai hoti hai aur . aur log dosron ke marze per kam kar rahy hoty hain.
    Lakain forex trading ko iss liye business keh sakty hain ke forex trading ma traders apny capital ko invest kar kay trading karty hain aur kisi b aur kay liye kam nai kar rahy hoty hain aur na he kisi aur ko apni services provide kar rahy hoty hain . Forex traidgn mai traders apni marzi kay capital ko invest kar kay apni marzi say azadi kay sath decision making kar rahy hoty hain iss liye traders kay liye yeh job nai hai balky business hai .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jiaza : Forex job hai ya business ?

    Dear ye aik bahot hi bari market hai ais mai ap ko job karny ki zarot ni hoti hai ye aik business hai aor ais mai ap ki apni marzi hoti hai k ap ais mai kitna kaam karty hai aor ais mai ap kitni investment se kaam start karty hai agar ap ais market mai bara account open karty hai to aus par ap asani se acha profit bana lety hai agar ap ais market mai chota account banaty hai to aus par ap ko profit kam ho ga kun k ais market mai ap ne jo risk lena hota hai wo apny account k hisab se lena hota hai ais market mai ap ki apni marzi hai k ap ais mai kitna kaam karty hai ais mai ap khud hi boss hoty hai ais mai ap ko jitna profit hota hai wo ap ka hi hota hai ais liay ais mai serious ho k kaam kary aor professional ki tarha kaam kary.
    • #3 Collapse

      Re: Jiaza : Forex job hai ya business ?

      Jihad dear Forex job bhi hai aur businessweek Jis Tarah aap usko Samajh Kar kam karna Chahe Usi Tarah aapas me Achcha profit aise kar sakte hain agar aap isko Aisa business start karna chahte hain to acchi acchi investment Rakhe aur Achcha balance Mein Kab rakhen to aap isase bahut hi jyada fayda Hasil kar sakte hain aur yah se ki agar aap isko job samajhkar kam karna chahte hain to ismein part time aap apna ek time table Banakar time Set Kar Le aur monthly target setup banaa Le aur didi target ki base per utna hi profit Hasil Karke market se out ho jaaye Agar aapko Aisa business ismein kam karna chahte hain to is Mein acchi investment ke sath Forex 5 Din market open hoti hai to 24 aur ismein kam karen to aap accha profit Hasil kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Jiaza : Forex job hai ya business ?

        Forex job ni ye ik online international business hy jahan py ap kabhi loss krty to kabhi profit. Ye agr ham pkistan mn bat kren to jisko ham wapar bolty wo hy k ik chez li or phir acha rate lagny par sell kr di. Ho sakta ap ik cheez ly lety hain or sometime bad wo or sasti ho jati magr phir pko bechni parti hy to is sy apko loss ho jata or agr ap ik cheez letu or dosry din ya chnd mint bad uska rate barh jae or ap sell kr den to profit hoga. To ge online mn ham jo trade krty isi tarha lot kgresty jo ham ko achi lagy phir market ko dekhtu jovy isy sell kr detu hain to wo profit ya loss apko ho jata agr trade profit py close ki to profit agr loss py close ki to loss. To mere friend is business mn full training k bad hi trade kren han agr forex mn posting ki bat ki jaye to is py ap jitni mehnat krty bonus mil jata to ye like a job bhi hy. Mgr trading bilkul bhi job ni.
        • #5 Collapse

          Re: Jiaza : Forex job hai ya business ?

          Dear Forex business ko job samjny ki waja meri samaj me nahi ati bahot se traders Forex ko job samjty hey aur job ki tarha fix time be dety hey, Forex currency exchange business hay jes me trading karna possible hay agar app Forex market se currencies ko buy karty ho aur koch din key ley ya 1 week key ley ye currencies ko apny pass es ley rakty ho key es ki kameet me ezafa ho jaye to app kesy es business ko job ka name de sakty ho, Forex market me jo be trading kar raha hota hay wo 1 tarha se business karta hay aur profit earn karny key sath loss ko face be karta hay.
          • #6 Collapse

            Re: Jiaza : Forex job hai ya business ?

            Dear Forex job nahi hay Forex business key bary me app ko zeyda confuse nahi hona chaye key ye job hay ya business hay, kesi job me app ko fix payment milti hay magar kesi business me loss/profit kam ya zeyda ho sakta hay, aur Forex me app ne khud be deka ho ga key kabi be loss face kia jata hay kabi zeyda profit aur kabi bahot kam profit, es ley me samjta hon key Forex worldwide online currency business hay es ko job samja jaye to es ki koi waja nazar nahi ati.
            • #7 Collapse

              Re: Jiaza : Forex job hai ya business ?

              Trading aik job ya business.
              Dear members Forex trading ke bary main trader's ke opinion different lekin Main apne zaati experience ke hisab se aap ke sath apne khayalat share karun ga. Mery khial mein Forex trading aik online business hy jo kisi time period ka band nahin hota balki ke aap kisi bhi waqt is mein kam kar sakte hain. Business Koi bhi Ho us mein loss and profit dono buniyadi taur per shamil hote hain. Is liye trading mein aap din Ho ya raat ho kisi waqt bhi kam kar sakte hain aur aap ki prediction itni achi ho gi utna hi acha fayda mile ga. Business kabhi kamyab ho sakta hai Jab aap is ko professional way se kam karen ge agar aap is ko time pass samajh kar kam karen ge to yah aap ke liye benefited nahin ho ga.
              • #8 Collapse

                Re: Jiaza : Forex job hai ya business ?

                ji mere Bhai aapane bahut achcha sawal Kiya aap isko jis tarah marji Le sakte hain aap isko job bhi samajh sakte hain aap iske business bhi samajh sakte hain Jo bhi ismein jyada time spend karta hai vah is mein kamyab ho jata hai jo bhi iska experience jyada se jyada leta hai vah hi isme kavya hota hai isliye aapko bhi chahie ki ismein jyada se jyada experience shastri Karen isko agar aap job ki tarah lenge 906 kam karenge to aap ek achcha aur perfect businessman bhi ban sakte hain aur isase achcha khasa profit hasil kar sakte yah aapke upar hai ki aap kya samajhte hain business job yah donon hi aapke liye behtar hai aap ismein jitna jyada experience hasil karenge jitna 2000 x band karenge utna achcha profit aise karenge
                • #9 Collapse

                  Re: Jiaza : Forex job hai ya business ?

                  Forex Aik Khalis Business hey:

                  Forex trading koi job nahin hey balkeh yeh aik Pure business hey kioun keh agar hum job ki bat karen aur forex business ki bat karen to yeh dono bohot hi ziada opposite hein, Job mein hamen fix salary milti hey aur uska fix time hota hey jis par hum work kartey hein jabkeh Forex business mein koi time nahin hey aur na hi iski koi fix place hey aur sab se ziada jo mazey ki bat hey forex business mein hum koi fix pesa nahin kamatey hein jis trha job mein kamatey hein Forex business mein hum Unlimited Money earn kar saktey hain aur jitni money earn karna chahen kar saktey hain jabkeh Job ke ander rehtey huwe hum Fix salary le rahey hotey hein Aur job ke ander apke Boss bhi koi aur hotey hein jabkeh forex ke ander reh kar aap apne boss khud hi hotey hein aur khud se aap jab dil kare kam karen aur jab dil karey kam ko chor kar chaley jayen yeh apki hi marzi hoti hey. Forex Aik real business hey Yeh koi Job nahin hey.
                  https://t.me/pump_upp
                  • #10 Collapse

                    Re: Jiaza : Forex job hai ya business ?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے
                    Kafi log forex trading ko job samjhty hain lakin yeh job hai nai hai aur forex trading aik business hai. Job mai tu log kisi aur ko apni services provide kar rahy hoty hain aur job mai logon ko apni investment karny ke zaroorat nai hoti hai aur . aur log dosron ke marze per kam kar rahy hoty hain.
                    Lakain forex trading ko iss liye business keh sakty hain ke forex trading ma traders apny capital ko invest kar kay trading karty hain aur kisi b aur kay liye kam nai kar rahy hoty hain aur na he kisi aur ko apni services provide kar rahy hoty hain . Forex traidgn mai traders apni marzi kay capital ko invest kar kay apni marzi say azadi kay sath decision making kar rahy hoty hain iss liye traders kay liye yeh job nai hai balky business hai .
                    Dear friend forex trading duniya ka best online
                    international business ha jis main puri duniya sy log kam kar rehe han or ziada sy ziada earning ya loss karwa rehe han jo log mehnat kar k ache earning sy trading karty han wo is sy ache earning karty han jab k jo log is sy main bagar knowledge or experience sy trading karty han uny loss ho sakta ha is ley humy proper analysis karny hon gy to hum ache trading karni hon ge tab he hum ache earning kar sakeny gy forex trading main jtni mehnat karny gy to humy ziada sy ziada profit hasil ho forex trading both ziada profitable business ha sirf is main apni mehnat sy trading karni ho ge or isi hessab sy trading karni ho ge
                    • #11 Collapse

                      Re: Jiaza : Forex job hai ya business ?

                      Forex aik trading business hai. Ye bilkul aisay he hai jaisay koi bhi dusra business hota hai. Forex trading business mai traders khud apni investment kertay hain aur khud he apna business chalatay hain. Job aur business mai bohat faraq hota hai. Job kisi kay liye ki jaati hai aur uss mai her aik ki apni duty ya zimadaari hoti hai jo usay puri kerni hoti hai aur uss ka aik time hota hai. Jiss ki pabandi kerni hoti hai aur job ki income ya salary bhi aik fix amount ki hoti hai. Laikin business mai aisa nahi hota kiyu kay business ka koi time nahi hota aur na he business mai earning ya income ki koi limit hoti hai. Business mai koi kisi ka jawab deh nahi hota. Forex trading business is lehaaz say bohat acha hai kay iss business mai jitni investment kerna chahay ker saktay hain jitni earning kerna chahay ker saktay hain aur jab kaam na kernay ko dill karain tou chutti ker lain. Wesay bhi job aur business mai job ko ziada tarjeeh di jaati hai kiyu kay job mai ziada tarqi ki gunjaish nahi hoti laikin business mai jitni bhi income kerna chahay ker saktay hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Jiaza : Forex job hai ya business ?

                        bhai jan forex aik online business hai or yah trading ka bsuiness hai jis main huminternationl level par rah kar aik he palt form main boht sary olkon k sath apni trdaing ko mumkin bnaty hain yah pure trading ka bsuiness hai aghr hum job ki bat karen tu job ki formalities and condition es se boht alag hai jis ko hum busines nahi kah skty r bsuiness ko hum kbhi job nahi kah skty hain
                        job main hmain aik particular adara join karna parhta hai pher os main hmain apna time dena hota hai jo k aik he decided hota hai or os ko follow karna hota hai es k ilwa hmain one month ki slary decide ki jati hai jo k month k las main milti hai jub k forex main hum har month pahly se zyda earning haisl kar ley hain es ko karny ka koi khas ime bhi nahi hota hai ju ap chahen tab he tradng ka skty hain tu apko chahye k ap frex k aik job ki trha na smjhen apko es main aik bsuiness ki trha khud ko smjhna chhaye or apko apki trading main aik alalg mahol milta hai jis se ap es ko job nahi kha skty hain or agh hum bat karen k job achi hai k bsuiness acha hai tu job se boht achi trading ka business hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Jiaza : Forex job hai ya business ?

                          Assalamu alaikum my dear friend aap bilkul theek kah rahe ho Forex exam Nahin online business hai jismein aap investment kar sakte ho aur acchi earning Hasil kar sakte ho agar aap is ko Apna business Mein Karenge to aapko acchi Hogi aur aap kisi ke andar bhi Kam Nahin Karoge
                          • #14 Collapse

                            Re: Jiaza : Forex job hai ya business ?

                            bhai jan forex trdaing aik pure busines hai es ko hu job nahi kah skty hain q k job ki or requairments hoti han jub k business toally es se alag cez hoti hai jesy k hum aghr job ki bat karen tu hmain es main aik month aik he time ko follow kar k kam karna hota hai jis main apko aik duty rster set karna hota hai jis k accrdng kam karna hota hai apko aik office yah koi adara join krna parhta hai jis ko ap ny aik he time main presen raty howe kam karna hota hai or apki salry mutkhaib ki jati hai jo apko one month k bad milti hai
                            jub k forex trdaing main apko na tu koi particular paltform join krna parhta hai na he kisi bhi trha ki koi taph duty karni parhti hai or na he koi secudual follow karna hot hai jis se hmain na follow karny main masla ho forex k hu aik hafty main 5 din 24 ghnty kisi bhi time kar skty ain na he hmaain gher se bahar jana parhta hai tu hum en dnu kamon ka moaana kar k dekh chuky hain forex aik tootaly bsuiness hai jis main job jesa kuj bhi nahi hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jiaza : Forex job hai ya business ?

                              Asalam o alikum dear ap ki bt bilkal durst hy forex aik bot bara or behad profitable business hy ye job ni hy job m hamy baqaida kisi office ja k kam krna hota hy hamy dosron ki gulami krni hoti hy job m ham apni mrzi sy koi kam ni kr skty jo hmara boss hota hy wo hamy jo kahta hy wo krna prta hy jb k business m asa ni hota business m ham apni mrzi sy hr kam kr skty han forex b aik real business hy is m ham apni mrzi sy kam krty han ham apni mrzi sy timetable bna kr din or rat m kisi b time kam kr skty han ham py koi pabandi ni hoti ham forex m khud investment kr k bharpor mehnat kr k acha profit hasil Kar sakty han business m ham apny boss khud hoty han is liay hamy profit or loss b khud hi sahna hota hy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X