Standard Lot kisey kehtey hein?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Standard Lot kisey kehtey hein?
    Kitne Doller ki trades ko Hum standard lots keh saktey hein?
    https://t.me/pump_upp
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Standard Lot kisey kehtey hein?

    Dear ais market mai ap jab lot lagaty hai to ais mai diffrent lot size hoty hai ais mai ap ki apni marzi hoti hai k ais mai ap kon sa lot size select karty hai agar ap ais market mai 1.00 ki lot lagaty hai to ye aik standard lot size hoti hai aisy hi brokers ap ko jo account ki type dety hai aus mai ap ki lot size ki value change hoti hai jaisy hum insta par kaam kar rahy hai ais mai humri lot size 1=10000$ k braber hoti hai magar ap yehi 1.00 ki aik standard lot kisi aor broker mai lagaty hai to aus ki lot size 1=100,000$ k braber hoti hai aor aus mai profit aor loss aus k hisab se hota hai ais liay ap jab kisi bhi broker par account open karty hai to ap ko ye pata ho k ap kon sa account open kar rahy hai aor ais mai lot ki kai value hai aus k hisab se lot use kary.


    Click image for larger version

Name:	Lot Sizes.png
Views:	1
Size:	376.4 کلوبائٹ
ID:	12323619
    • #3 Collapse

      Re: Standard Lot kisey kehtey hein?

      Dear friends today lots Ibrahim 1.0 kilowatt joke extended crack kahlati hai aur Jis Se aapko pipettes aapko ek dollar profit hota hai aur ISI hisab se aapko per Pics 1 dollars hota hai to usko standalone bolate hain lekin yah standalone Nahin Lagani chahie agar aap thunderlord Lagate Hain To aapka account Rishte hota hai Agar aapke account mein bahut jyada Ek Hoti Hai Tabhi aap landlord open Karen otherwise Forex trading mein sirf aur sirf 0.01 ki hi trading Lord open Karen Kyunki Jitne Bhi Zyada Badi lot size Hogi utna hi risk Jyada Hoga isliye kam risk Khele aur kam profit ke sath hi Apna lagatar earning Karte Rahe agar aap Jyada Nahin Ki lalach Mein Baithe Rahenge to aapko Sara account loss ho jaega
      • #4 Collapse

        Re: Standard Lot kisey kehtey hein?

        Asalam o alikum dear ap ny both acha question kea ha instaforex trading account main hum log trading karty han to is main lots size select karty Han us k mutabiq humara profit loss calculate hota ha trading main sab sy bari lot jis ko standard rakha gea ha wo 1 lac units k barabar hoti ha means ap aik standard lots lagaty han to ap ko aik pips pe 10 dollars ka profit loss hota ha is tahra Jase Jase ap lots size Kam karty han to ap ka profit loss bi kam hota jata ha forex trading main jtna ziada risk lan gy utna he loss ya profit ziada ho ga is ley humy small lots lagani chae ha ta k small risk m sath acha profit hasil Kar sakeny is ley humy Kam sy Kam lots size select Kar k trading karni chae ha ta k loss bi na ho or humy ziada sy ziada profit hasil ho
        • #5 Collapse

          Re: Standard Lot kisey kehtey hein?

          Ji Bhajan aapane bahut Achcha question Kiya Hai instaforex trading account mein ham log trading Karte Hain To ismein lot size select Karte Hain Uske mutabik Hamara profit loss calculator hota hai trading Mein Sab Se Badi load Jisko standard Rakha gaya ho vah 1 units ke barabar Hoti Hai means aap 1 standard load Lagate Hain To aapko Ek pics pay $10 ka profit loss hota hai Is Tarah Jaise Jaise uploads size kam karte hain to aapko profit-loss bhi kab ho jata hai to Forex trading Mein Jitna Jyada risk Lega utna hi loss ya profit Jyada Hoga isliye Hamen small loads Lagani chahie Taake small Mein ismein Sath achha profit Hasil kar Sakenge isliye Hamen kam se kam Lords size select Karke trading Karni chahie Taake loss Bhi Na Ho Aur Hamen Jyada Se Jyada profit Hasil Ho
          • #6 Collapse

            Re: Standard Lot kisey kehtey hein?

            Forex trading mai market ki movement ko pip say count kia Jata hai. Trading mai buying ya selling lots mai ki jaati hai. Account ki leverage he lot size ki maximum aur minimum limit ko define kerti hai. Forex trading market mai aik standard lot size 1.0 ki count hoti hai aur 1.0 ka Matlab hota hai kay aik pip 1 dollar ki hogi. Jo kay bohat ziada lot value hai. Forex trading mai itna lot size rakhnay kay liye account balance ko bohat ziada aur bohat strong hona chaiye. Aik normal individual trader kay liye micro aur Nano lot size he average lot size hotay hain kiyu kay 0.10 ya 0.01 kay darmiyaan lot size say Agar achay profit nahi bhi hotay tou yaqeenun Ziada loss kay chances bhi nahi hotay hain. Forex trading business mai traders ko apni positions buy kernay kay liye lot size ka bohat ziada hisaab kitaab rakhna chaiye
            • #7 Collapse

              Re: Standard Lot kisey kehtey hein?

              Assalamu Alaikum Pyare bhai aapane bahut hi Achcha Pareshan Kiya Hai install Forex trading account mein ham log training Karte Hain To ismein lot size select Karte Hain Uske mutabik Hamara profit loss calculator hota hai trading Mein Sabse Badi load Jisko standard Rakha gaya ho vah ek units ke barabar Hoti Hai means aap Van standard load Lagate Hain To aap ko ek pic per asse 10 ka profit loss hota hai Is Tarah Jaisa ke jaisa upload size kam karte hain to aapko profit loss bhi kab ho jata hai to Forex trading mein itna Jyada risk lagaen utna hi yah profits Jyada Hoga isliye Hamesha Mal load se Lagani chahie sake Sambhal Mein ismein Sath Achcha profit Hasil kar sake isliye Hamen kam se kam Lord side select Karke trading Karni chahie Taki loss Bhi Na Ho Aur Hamesha 10 Jyada profit bhi Hasil ho sake
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: waqas11 پيغام ديکھيے
                Kitne Doller ki trades ko Hum standard lots keh saktey hein?
                Janab standard lot size 0.01 ka hota hai. ap es mai bad mai jitna marzi leverage bara lain gy tu es kay risk level mai us kadar izafa hota jata hai. waisy normal lot size or leverage 1:150 behtreen leverage hai. ap es ka use kar kay risk level be kam kar skaty hain or standard lot size ka use kar kay ap sahi faida apni trade sy otha sakty hain.

                اب آن لائن

                Working...
                X