Trading ke leay knowledge kitna zaruri by?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading ke leay knowledge kitna zaruri by?
    Trading ke leay knowledge kitna zaruri by?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading ke leay knowledge kitna zaruri by?

    Trading ka leya knowledge ka hona bhaot hi zarori ha aur is business main jitna bhi knowledge ho utna kam ha aur hamain chayie ky hamain chayie ky learning hasil kr ky aur demo accounts main practice kr ky acha knowledge hasil kr saktay han
    • #3 Collapse

      Re: Trading ke leay knowledge kitna zaruri by?

      Dear agar baat ki jaye ais market mai knowledge ki to ais market mai ap knowledge k baghair kamyab ho hi ni sakty kun k ais market mai agar ap kaam karty hai to ap ko ais market mai sab se phly to learning karni parti hai aus k ilawa agar ap ais market mai trade karty hai to ap bahot hi bara risk le rahy hai ap ais market mai learning k baghair trade lagaty hai to aus mai ap ki sari investment zaya ho sakti hai ais liay ap ko ais market mai planing karni hai aor aus k baad ap ko ais market mai kaam karna ho ga tab hi ap ko ais market mai faida ho ga agar ap ais market mai kamyab hona chaty hai to ap ko ais market k bary mai knowledge ho ga to ap ais mai servive kar sakty hai aor ais mai se paisa kama sakty hain.
      • #4 Collapse

        Re: Trading ke leay knowledge kitna zaruri by?

        Forex trading business me app key experience ki ya trading practice ki ehmeyat es time tak zeyda nahi hoti jab tak app knowledge acha hasil nahi karty ho, knowledge key base par hi to app ne trading karna hoti hay aur jab knowledge hi weak ho ga ya bilkul hi knowledge me kami ho gi to app ka trading experience aur trading practice ka faida nahi hota, knowledge jo be traders hasil karty hey un ka aim yahi hota hay key wo kamyab ho saken aur yahi knowledge esy traders ko har stage me hi kamyabi de sakty hey.
        • #5 Collapse

          Re: Trading ke leay knowledge kitna zaruri by?

          Forex trading business mai trading kernay kay liye knowledge bohat zaruri hai kiyu kay trading kay knowledge kay baghair forex market mai trade open kerna bohat mushkil samjha jata hai. New taders iss baat ko bohat dair say samajhtay hain kay knowledge kay baghair trading aik tarah ka tukka he hai kay agar sahi hogaya tou profit mill jaey ga aur agar ghalat hogaya tou acount he wash ho jaey ga aur ye soch bohat khatarnaak iss tarah new traders knowledge aur learning say dur hotay jatey hain aur sirf undaazoo aur dusray traders ko daikhtay huay trading ki aadat apna laitay hain jo phir asaani say khatam he nahi ho paati. Traders ko knowledge gain kernay kay trading kernay say bohat faiday hotay hain. Jo traders strategy aur planning say trades kertay hain unhain knowledge ki wajah say he strategies bananay mai madad milti hai kiyu kay jab trading market ka pata hota hai kay kiss waqt kia situation hogi tab he profitable trades open ki jaa sakti hain. Iss tarah knowledge aur learning forex trading mai kaamyabi ki pehli zarurat hai
          • #6 Collapse

            Re: Trading ke leay knowledge kitna zaruri by?

            Ji ap nay bohat acha sawal kia hay. World main kisi bhi business ko without understand kiay join nahi kia ja sakta aor na hi us main kamyabi hasil hoti hay har business kay liay pehlay us ka knowledge hasil karna hota hay aor usay sekhna hota hay aor poori taran understand kar kay hi es ko join karna parta hay. World kay others business ki taran Forex trading bhi aisa hi business hay jes kay liay knowledge hasil karna bohat zarori hay kun k yeh kafi difficult and risky business. Forex ko understand karnay kay liay first of all es ka complete basic and technical knowledge gain karna zarori hay aor kun k complete and authentic knowledge ki hoi badolat Forex ki strong learning ho sakti hay yehni achay knowledge ki base pay hi traders learning kar sakain gay aor strong learning hi kamyabi ki zamanat hay es liay har hal main Forex ko start karnay say pehlay Forex ka knowledge gain karna zarori hay.
            • #7 Collapse

              Re: Trading ke leay knowledge kitna zaruri by?

              Trading me knowledge ki zarorat bahot zeyda hoti hay koi be business ho es ki information app key ley knowledge hi hoti hay es ki zarorat bahot hi zeyda hoti hay, Forex business ki information jab app hasil karny ki koshish karty ho to es ka matlab yahi hota hay key app knowledge hi hasil kar rahy ho to jo bad me app ki trading me bahot kam ata hay, Forex trading esa business hay jo knowledge key base par success de sakta hay, app ka knowledge kam hay to app key ley success hasil karna dream ban sakta hay.
              • #8 Collapse

                Re: Trading ke leay knowledge kitna zaruri by?

                Ji han ap ki bt bilkal durst hy forex jasa k aik bot bara or behad profitable business hy is liay is m hamy knowledge ki b bot zyada zrort hoti hy knowledge k bagar forex hi kya ham dunya k kisi b kam m agy ni bahrh skty zahir c bt hy jb tk ham kisi kam ko achy sy jany gy ni smjan gy ni to usy kasy easily kr skan gy knowledge k bagar ham koi b kam ni kr skty forex trading ka knowledge hasil krny k liay ham pak forum ko join kr skty han q k pak forum hamy bonus k sath sath bahtreen knowledge b frahm krta hy pak forum m seniors or Juniors sb apna apna knowledge share krty han or ham is knowledge k zriay trading m successful ho sakty han
                • #9 Collapse

                  Re: Trading ke leay knowledge kitna zaruri by?

                  Knowledge forex business mein bohot hi bara role play karta hey aur dunia mein koi bhi aisa trader nahin hoga jo Knowledge ke baghair is mein successful ho sakey isliye is business mein agar hum kamiyab hona chahtey hein to hamen ziada se ziada knowledge & Experience hasil karna hota hey tab hi hum is business mein achi trha se successful ho saktey hain aur agar hum is business mein achey knowledge ke sath enter nahin hotey hein to phir hum kabhi bhi market ko achi trha se analyze nahin kar saktey hain aur hamen is business mein taqriban loss ka hi samna karna parta hey, is business mein Always wohi traders hi 5% percent successful traders mein arhey hein jo is business ke rules ko start se hi follow kartey hein aur is mein achi learning karke hi enter hotey hein.
                  https://t.me/pump_upp
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading ke leay knowledge kitna zaruri by?

                    ji mere Bhai aapane bahut achcha sawal Kiya agar Ham duniya mein Koi bhi kam karte Hain to iske liye hamen knowledge jaruri hota hai ki hamare pass knowledge nahin hai to Ham ismein Kam nahin kar sakte ismein proper work karne ke liye hamen ismein knowledge ka hona bahut jaruri hai tu hi Ham iska main successful Ho sakenge ISI tarah for rakhi making hamen kamyab hona hai to hamen ismein jyada se jyada knowledge hasil karna hoga kyunki agar forex ki market ko Na jaane Ham ismein trade karenge to hamen ismein launch ka samna karna pad sakta hai isiliye hamen ismein jyada se jyada knowledge nahin karna chahie itna jyada hamare pass knowledge hoga utna he is a successful hone ke chances jyada hi knowledge ke bagair Ham ismein kuchh nahin kar sakte ismein sabse jyada hamdam account per jyada se jyada kam Karen aur ismein experience hasil Karen jitna hamare pass experience and knowledge hoga utna hi Ham ismein achha profit hasil kar sakenge a successful Ho sakenge 100 hamesha iska bhi karta rehta hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading ke leay knowledge kitna zaruri by?

                      bhai jan forex main trdaing k knowledge boht zarori chez hai jtna hmain trading ka knowlve ohoga otna he hum apni trdaing ko bahtr se bahtr akrs kty hain q k forex aik risky bsuines shai tu es main hmain isk ko manage kar k kam krna hota hai jitna hum risk ko manage karny k qabil hungy otna he hum apni trdaing main kamy bhi hungy tu apko sub se aphly trdaing ko leran krna chahye or yah dkehna chahye k forex main kiya hai or kis trha hmain es main kam krna hai pher os k ad trdaing main hony wlay kam ko sikhen jis ko ap diffrent rdaig apps se or internet se sikh skty hain jub ap forex k bary main knowlege asil kar skty hain os k abd ap apni trdaing main apny knowlege ka use karen or yah dkehen k ap api trdaing main kitna kamy ho skty hain or azeed apko kitna ahant karni chahye es se ap apny profit ko bhi barha skty hain or kamyb tradrs bhi ban skty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading ke leay knowledge kitna zaruri by?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: sajidzaman پيغام ديکھيے
                        Trading ke leay knowledge kitna zaruri by?
                        Forex market main ap k pass Knowledge jtna ho ga utna he ap behtar trading kar sakeny gy is ley humy demo account main practice kar k knowledge hasil kar sakty han apny kisi expert trader ya dost learning kar sakty han knowledge hasil kar sakty han jtni ziada hum mehnat karny gy humy utna he knowledge mily ga jis sy humy maximum experience hasil ho jis hum forex market main trading k ley humy proper money management or risk management sy behtar trading kar sakty han is ley humy proper stop loss or take profit istamal kar k ache earning kar sakty han forex trading main jtni mehnat karny gy utny he kamyab ho sakty han is ley humy proper lots size istamal kar k trading karni ho ge
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading ke leay knowledge kitna zaruri by?

                          Trading k liye kitna knowledge hona chaye to mn dosto ap ko btata hon k ap kbhi bhi yeh ni keh sakty k mn ny mukamal knowledge hasil kr liya hy. Insan peda hony sy ly k marny tak sikhta hy. Agr to ham bat karty k trade k liye kitna knowledge ho to ham start kr sakty hain to dosto apko ab sy pehly computer ana chahye us k bad metatrader 4 ana chaye,us k bad apko is software k sab tools ka istmal ana chahye. Us k bad apki demo account py achi practice honi chahye. Apko technical or fundamental analysis any chahye or apko har tarha ki trade ka pta ho, support resistance wgera ka pta ho ap chart ko par skty ho to ap tradr start kr sakty or kr bhi len or us k bad ap mesha apni ghalti sy or senior sy sikhty rahen to ap kmyab hon gy.
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading ke leay knowledge kitna zaruri by?

                            Gmail bhai aapane bahut hi Achcha Sawal kiya hai agar Ham Duniya Mein koi bhi kam Karte Hain To iske liye Hamen knowledge jaruri hai ki hamare pass knowledge Nahin Hai To Ham ismein Kam Nahin kar sakte ismein proper work karne ke liye Hamen ismein knowledge Ka Hona bahut jaruri hai to hi Ham ismein successful ho sakte hain ISI Tarah for rakhi making Hamen Kamyab hona Hai To Hamen ismein Jyada Se Jyada knowledge Hasil karna hoga Kyunki Agar frocks ki market Ko Na Jaane ham ismein trade Karenge To Hamen ismein launch ka Samna karna padega isliye Hamen ismein Jyada Se Jyada knowledge Naulakha shaadi karna chahie Kyunki Jitna hamare pass knowledge Hoga utna hi Hamara successful hone ke chance jyada hi knowledge ke bagair Ham ismein Kuchh Bhi Nahin kar sakte Agar Hamare Paas achha achha experience Hai Tabhi Ham ismein Kamyab ho sakte
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading ke leay knowledge kitna zaruri by?

                              forex trading me knowledge ki boht zeyda ehmiat ha ap knowledge ki bina per ho forex market me consistent se profit earn kar saktain kyuke jub ap ke pass knowledge hota ha tu ap market me market ki situation ke hisab se analysis kar pate hain aur market ki hard situation ko Apne knowledge ko use karte hue easily read kar letay hain hain jis se ap ki trades consistent se profit me jati hain aur ap consistent se profit earn kar pate hain

                              knowledge ke begair ap forex me zeyda time tak survive nehi kar saktain hain ap ko loss hota rehay ga aur ap ka capital jald wash ho jaye ga kyuke ap market ki movement ko samaj nehi paye ge knowledge na hone ki waja

                              kam knowledge se bhi ap profit earn nehi kar saktain hain kyuke market ki movement kafi different ways me hoti ha agr ap ke pass kam knowledge ho ga tu ap easy market situation me profit earn kar paye gay but tough and hard market condition me ap ko loss hota rehay ga aur baz dafa zeyda loss hone se ap ka account bhi wash ho sakta ha

                              isliey ap ko forex me success hone ke liey zeyda deeply knowledge ki zarorat hoti ha take ap market ki har movement ko easy understand kar sakain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X