kia Gold Account Wash karwata hai ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kia Gold Account Wash karwata hai ?
    salam dear all forex traders , kafi dostu say mn ny suna hai kay forex trading me Gold ek aesa pair hai ju loogu kay account wash karwata hai Q kay ec ki movement baqi pairs say kafi fast hoti hai ec par analyisis karna bhi kafi mushkle hota hai . dostu mera aap sab say yahi sawaal hai kay waqii aese bat hai kay Gold account wash karwata hai ? main nay bhi trading karni hai kia gold pay karoon ya na karoon please jinho nay gold par trade lagai howii hai wo mujhy zroor batain ta kay mera account secure rahy.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kia Gold Account Wash karwata hai ?

    G nahi dear app ko ghalat mashwara dia gia hay gold me profit ka margin be bahot zeyda hota hay gold me agar app trading karo to ye app ka account wash es ley kar sakta hay key app ka gold me trading ka experience nahi hota aur app gold ki market ko samaj be nahi paty ho magar jesy jesy app ko gold ki market ki movement samaj me ana start hoti hay 1 tarha se app gold me trading key experience ban jaty ho, siraf gold me hi bahot zeyda app profit earn kar sakty ho.
    • #3 Collapse

      Re: kia Gold Account Wash karwata hai ?

      Dear members waise to Forex trading tamam hi risky business hota hai lekin agar Ham specially gold trading ki baat karen to is mein risk double ho jata hai. Iski sab se bari vajah yah hoti hai ki gold ki movement bahut fast hoti Hai yah rozana ki buniyad per bahut zyada up yah bahut zyada down ja sakta hai. Agar aap ne apne account mein money management nahin ki aur bare lot size se trade lagai Hui Hai to it maybe aapka account wash Kara de isliye hamesha gold key trading Main small lot size use Karen aur hamesha market ko analyse karte rahen agar trend bilkul reverso jaaye to trade ko close karne. Gold ki trading mein fundamental effects ziada hote hain is iliye news per mukmmal tawajo dain.
      • #4 Collapse

        Re: kia Gold Account Wash karwata hai ?

        gee han bhai ap ne thek kaha ha gold hamre account ko wash kr sakta ha is liye hume is main samjdari se kam krna hota ha agr hum is main extra risk lein gey tu ose hamra account wash ho sakta hai hume is main sab se phaly market ka experince lena hota ha os k bad is main koi trade open krni chaiye is main hum jitna acha work krein gey hume utna hi acha faida be hasil hoga daily menat k sath work krna lazmi hota hai tab hi hum is business se kameyab ho sakte hein hume demo account main menat k sath work krte rehna zahrori hai daily acha work hoga tab hi hum is main kameyab be ho sakte hein hume is main analysis ko ko fallow kr k kam krna lazmi ha
        :1f60d: hard work :1f60d:
        • #5 Collapse

          Re: kia Gold Account Wash karwata hai ?

          Chahe gold ho ya chahe koi bhi pair ho agar aap us mein achi trha se sahi point par enter nahin hotey hein ya aap greedy ho kar us mein trade kartey hein to woh apka account washi hi karwata hey, aur jahan tak bat hey Gold ki to gold ki waqai movement kafi ziada fast hoti hey, aur is mein hamen kafi ziada Khayal karke hi trade lagana hoti he aur forex business mein wese bhi gold par bohot hi ziada traders trading kartey hein jiski wjha se iski movement mein kafi ziada speed hoti hey yeh uper nichey kafi ziada hoti rehti hey aur mein samjhta hun keh agar hum aik achey knowledge and experience ke sath work kartey hein to phir hum kabhi bhi is business meinf ail nahin hotey hein aur always achi trha se successful ho saktey hain.
          https://t.me/pump_upp
          • #6 Collapse

            Re: kia Gold Account Wash karwata hai ?

            Gold ke market mai ager traders carefree trading Karin aur disciplined trading na Karin tu phir Gold ke market mai chance hota hai account wash ho jiye .
            Zaroori nai hai ke Gold ke market mai har dafa he aur har trader ka account wash ho ager traders apni trading mai Greed ke base per trading na Karin aur proper analysis ke sath trading karin tu Gold ke market bari achi aur profitable market sabit ho sakti hai.
            Gold aur iss trah ke aur market jo ziada taize say move karte hain aur risky b ziada hoti hai in mai trading karny ke experience ke bohot need hoti hai aur iss kay sath dosri important baat yahi hoti hai ke traders disciplined trading Karin . ager traders in 2 batoon ka khayal Karin tu phir Gold ke market mai account kam he wash hoga.
            • #7 Collapse

              Re: kia Gold Account Wash karwata hai ?

              Dear ye ap ki soch hai k gold ais market mai account wash karwata hai ais market mai agar ap ne dekha ho to ais market mai ap jab trade karty hai to ap ko ais market mai kaam karny ka faida tab hota hai jab ap ais market mai kaam sekhty hai aor aus k baad ap ais market mai trade karty hai to ap ko profit hota hai agar ap ais market mai kaam sekhty hi ni hai aor ais market mai kaam karty hai to ap ko ais market mai loss ho jata hai agar ap ne ais market mai gold par kaam karna hai to aus par atna zayda risk ni lena hai aor aus par analysis karny k baad ap ne ais market mai jo trade lagani hai aus k sath sath ap ne stop loss lagana hota hai ta k ap ko ais market mai loss ho to thora kam ho aor ap ais market mai achy se kaam kar saky.
              • #8 Collapse

                Re: kia Gold Account Wash karwata hai ?

                Forex traders ko ye confusion bohat ziada hoti hai kay gold traders kay account wash ker daita hai laikin aisa hai nahi. agar gold mai trading kertay huay traders kuch baatoo ka khayaal rakhain tou iss say achi koi dusri commodity bhi nahi hai. Gold pay trading kerna tou bohat asaan hai. US dollars ki price, world wide religious events aur gold ki international demand aur supplies kay barey mai bohat clear news aati rehti hain tou gold mushkil commodity kaisay ho sakti hai. Gold mai trading kerna mushkil tab hota hai jab traders apna account balance aur free margins daikhay baghair trading kertay hain yaa phir traders lot size ko bohat ziada ker laitay hain kiyu kay unhain spread ka he pata nahi hota hai. Agar traders gold pay safe tareekay say trading karain aur gold ki movements ko trend mai follow karain tou achi trading ki jaa sakti hai iss kay elawa bohat si predictions waali sites mojud hain jaha gold kay barey mai bohat achay signals bhi diye jatey hain
                • #9 Collapse

                  Re: kia Gold Account Wash karwata hai ?

                  bhai jan yah bat sahi nahi hai forex trdaing main gold aik riksy pair mna jata hai laken wo hmary account wash hony ki wjha nahi bnata hai q k jub hum forex main gold ki trading kary hain tu hmain apni trdaing mai risk ko manage kar k trading karni hoti hai q k ju tak hum apni trading main risk ko manage kar k trading nahi karty hum tab tak kamyb bhhi nahi ho skty hain tu hmain achi trha gold ki trading kar leni cahye q k gold ki trading k kuj rules hoty hain jin ko follow kar k trading karny se hmain kbhi loss ahi hota hai jis k liye sub se pahla jo eham rule hai wo yahi hai k hum apni gold ki trading main risk kam se kam rakhen q k jub humari trdaing main risk kam hota hai tu hmain loss bhi kam hota hai small lot k sath gold ki trading karny se hum acha profit gain kar skty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: kia Gold Account Wash karwata hai ?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Riskytrader9 پيغام ديکھيے
                    salam dear all forex traders , kafi dostu say mn ny suna hai kay forex trading me Gold ek aesa pair hai ju loogu kay account wash karwata hai Q kay ec ki movement baqi pairs say kafi fast hoti hai ec par analyisis karna bhi kafi mushkle hota hai . dostu mera aap sab say yahi sawaal hai kay waqii aese bat hai kay Gold account wash karwata hai ? main nay bhi trading karni hai kia gold pay karoon ya na karoon please jinho nay gold par trade lagai howii hai wo mujhy zroor batain ta kay mera account secure rahy.
                    Dear friend ap ny bilkal sahe suna ha forex trading main gold sab sy ziada risky pair ha is main ap ko profit bi ziada hota ha or isi tahra loss bi ziada hota ha agr ap proper learning or practice k bad trading karny gy or proper money management or risk management sy trading karny gy to ap ko ziada profit ho sakta ha or agr ap proper money management or risk management sy trading ni karny gy to ap ko loss ho sakta ha is ley gold both ziada risky commodity ha jis main trading k ley proper planning or strategy sy trading karni hoti ha or maximum knowledge or experience sy hum ache earning kar sakty han gold main small lots sy trading karny ta k aram sy kamyab ho sakeny or ap ko loss bilkal na ho
                    • #11 Collapse

                      Re: kia Gold Account Wash karwata hai ?

                      Forex trading business Mein gold ki trade Bahut Der iski Mani Jaati Hai sometime Hamen Gold ke loss per Hamara pura account wash ho jata hai Hamen chahie ki Ham gold ki trade Lagane se pahle Apna experience aur knowledge build kar le aur sath sath news ka analysis karna Sikh Le Kyunki news ke Jagah Ham easily gold ko identify kar sakte hain ki in future gold down Jayega yah up jiye ga isiliye Hamen chahie kya Ham kabhi bhi Bhagwan experience ke trade na lagaen Jyada Se Jyada experience Hamen gold ki traders se loss se sirf Rakhta hai isiliye kam balance wale traders ko chahie ki vah gold ki trade se Dur Rahe aur koshish karen ke demo account per Apna experience build Karen aur vahan practice Karen Jab confidence bade ho jaaye tab trade ki Jay
                      • #12 Collapse

                        Re: kia Gold Account Wash karwata hai ?

                        ji Bhai aapane bilkul theek Kare gram gold kam karte Hain to ismein hamen laws bhi ho sakta hai ismein profit bhi ho sakta hai lekin yah jaruri nahin cal gold hi account baat karvata hai agar hamare paas ke bare mein experience hai to Ham kisi per bhi trade karke kachha banasa kar sakte hain lekin hamen gold rate karni hai to hamen itihaas karni hogi kyunki gold ki market bahut teji se updown hoti hai ismein ek expert kam kar sakta hai jitni Radha hamare pass honge utna hi aap kaise kam kar sakte hainisiliye hamen dhol per trade karne se pahle hamen jyada se jyada experience hasil karna hoga kyunki jitna hamare pass serious ho gaya utna hi achcha aur method train gold per laga sakenge aur successful. Sakenge isiliye agar aap ko kisi per bhi trade karni hai to isliye sabse jyada duri experience gold se account mein nahin hota kaun se profit bahut jyada hota hai
                        • #13 Collapse

                          Re: kia Gold Account Wash karwata hai ?

                          G nahi dear ye zarori nahi key app gold me trading karo aur app ka account wash ho jaye, gold traders account wash karny key ley es pair ka intekhab nahi karty, mostly professional traders esy be hey jo kesi aur pair me trading karna etna profitable nahi samjty jetna key gold ko samjty hye, gold me trading ka experience build ho jaye to yakeen karen gold se zeyda profit app ko kesi be other Forex market key pair me nahi ho sakta hay, ye bat sach hay key gold me risk other pairs se zeyda hi involve hota hay magar profit margin be dekna chaye key es pair me profit ketna earn kia ja sakta hay.
                          • #14 Collapse

                            Re: kia Gold Account Wash karwata hai ?

                            Ji han bilkul Aisa ho sakta hai agar aap ka account ka balance wala Ho matlab aapke account ki equity kam ho to Gold Mein trade karna bahut jyada kiski hai ki koi gold Mein kam se kam aapke pass 500 dollar ka account Hona chahie gold Mein trading karna bahut jyada risky hai isliye aapko chahie ki aap Jyada Se Jyada equity Banakar FIR gold Mein trading Karen otherwise aapka account gold Mein trading karne se wash ho sakta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: kia Gold Account Wash karwata hai ?

                              g han traders zeyda profit hasil karne ke liey gold per trading karte hain un ke pass zeyda knowledge nehi hota ha ke wo gold ki movement ko deeply analysis kar sake or jub zeyda profit hasil karne ke liey big lots ka use kar ke trades open karte hain tu gold ki fast movement ki waja se un ka account wash ho jata or mostly traders ka account gold me trades open karne se hi hota ha

                              ap new traders ha ap ke liey first time gold ki movement ko analysis karna kafi hard ho ga ap ko gold me trading nehi karni chahie ap ko chahie ke ap trading karne ke liey majors pairs ka choose kare or agr ap majors pairs me se eurusd ka choose karte hain tu ap is pairs ki good movement ki waja se asani se trading kar sakte hain or gold ki nisbat is pairs me ap ke success hone kay zeyda imkanat ho gay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X