Triple Top and Triple Bottom say kia murad hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Triple Top and Triple Bottom say kia murad hay?
    Forex trading main traditional charts patterns ki agar bat ki jay to es ki types main say aik type Triple Top and Triple bottom hay mara ap sab say sawal hay k yeh Triple Top and Triple Bottom say kia murad hay aor esay kaisay understand kia ja sakta hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Triple Top and Triple Bottom say kia murad hay?

    dear jab market aik bottom lagati hai aor aus k baad dobar ausi level par jati hai to aus mai ap ko jab trade karni ho to ais pattern ko double bottom kehty hai aor agar yehi market aus level ko 3 dafa touch kary to aus par ap ko signal mily k market ne ab yaha se reversal leni hai to aus ko ap tripple bottom kehty hai ais mai aisy hi agar market kisi aik resisatnce level se down aati hai aor aus k baad jab 2 dafa mazeed jati hai to aus k baad market ais level ko 3 dafa touch karti hai aor waha se reverse aa sakti hai ais liay ap ko ais mai agar koi tripple top milta hai to aus par ap trade laga sakty hai aor acha profit bana sakty hai agar ap ne ais market mai kaam karna hai to ap ko ais mai pattern k bary mai pata hona chaye.
    • #3 Collapse

      Re: Triple Top and Triple Bottom say kia murad hay?

      Market hamesha kisi na kisi pattern ko follow kerty huey movement kerti hai jesy ky kabhi down chal rehi hoti hai tou jab kisi support ki touch kerti hai tou reverse movement start ker deti hai isi terha jab market upward move ker rehi hoti hai tou kisi resistance ko touch ker ky down ward movement start ker deti hai tou hamain un support aur resistances ko read ker ky reverse order main trade open kerny per acha profit hasil ho sakta hai lekin yahan per hamain trade open kerny sy pehly yeh zarur check ker lena chahiay ky market kisi bhi aik support ya resistance sy kitny time touch ker ky reverse movement ker chuki hai kyun ky aksar jab three time support ya resistance ko touch ker ky reverse move ker chuki hoti hai tou bahot zyada chances hoty hain ky next time or fourth time jab market wahan per ponchy gi tou same support ya resistance ko break kerty huey next support ya resistance tak move ker jaey gi tou triple bottom ka matlab hota hai ky market three time aik support sy reverse move ker chuki hai aur three tops ka matlab bhi yehi hai ky market three times aik resistance ko touch ker chuki hai then yahan per hamain reverse order main trade open kerny ka bilkul bhi risk nehi lena chahiay jab triple top ya triple bottom pattern ban chuka ho
      • #4 Collapse

        Re: Triple Top and Triple Bottom say kia murad hay?

        Market kisi na kisi patren ko follow krty hovy move krti hy. To dosto jahan py market oper jana start kry us point ko ham support point kehty hain or phir market jis level sy return krti hy nichy ko us point ko ham resistance point kehty hain. To bhi ka swal hy k triple top or triple bottom kiya hen. To dost jab bhi market kisi ik level ko three time support ko toch kry usy triple bottom kehty or agr market kisi resistance point kk three time hit kr k return ho to us ko Triple top kehty hain. To jo ttader support or resistance ki trading krty wo maximum kamyab rehty hain.
        • #5 Collapse

          Re: Triple Top and Triple Bottom say kia murad hay?

          Triple Top and Triple Bottom

          Click image for larger version

Name:	download-24.png
Views:	1
Size:	11.1 کلوبائٹ
ID:	12323642

          Forex business mein different kisam ke charts hotey hein jin par Market ke analysis kiye jatey hein aur jo professional traders htoey hein woh inhi chart patterns par hi ziada kam kartey huwe apko nazar ayengey aur in patterns ka bohot hi ziada impact hota hey Market par. Picture mein aap Triple top and Triple bottom ko dekh saktey hein yeh do Pattern bohot hi ziada usefull hotey hein aur jese hi Nichey se Tripple Bottom banta hey to yeh Market ko uper ki taraf le jata hey jesa keh aap picture mein dekh saktey hein.
          Aur isy trha se same jab Uper ki taraf Triple Top banta hey to yeh Market ko kafi ziada uper le jata hey aur agar aap in trends ko achi trha se identify kar ke is business mein trade karen to aap forex mein kabhi bhi fail nahin ho saktey hain yeh patterns is market mein bohot hi strong role play kartey hein.
          https://t.me/pump_upp
          • #6 Collapse

            Re: Triple Top and Triple Bottom say kia murad hay?

            dear aik asan se example day kar main ap ko triple top aur botom ki bat btata hun market jab bhi apny 3 high aik sath bnaa daiti hai tu ham ko us ko kehty hain market triple top bna dia hai aur asy he market ager 3 low aik sath bna day tu ham akhin gay ky triple bottom bana rahi hai aur market aksar ziada tar tab side ya consolidation area min hoti hai jab ye chart pattren banta hai main ap ko chart bhi sath attach akr ky btaa daita hun live chart pay es ki example
            Triple Top
            Click image for larger version

Name:	triple top.png
Views:	2
Size:	111.5 کلوبائٹ
ID:	12325125
            aur asy he ap market 3 nechy lo bnaay tu ham usko triple botoom kahin gay.
            • #7 Collapse

              Re: Triple Top and Triple Bottom say kia murad hay?

              Forex business Mein different kism ke charts hote hain Jin per market ke analysis kiye Jaate Hain aur jo professional traders Hote Hain wow hi chat Patra per Jyada kam karte hue aapko Najar aaenge aur pattren ko bahut hi jyada impressed hota hai market per chakkar mein aap triple top ko dekh sakte hain ya do Patan bahut hi useful hote hain aur Jaise hi Niche Se triple botton banta h to yah market ko Upar ki taraf Le Jata Hai Jaisa ki aap which karwai dekh sakte hain aur ISI Tarah Se sev Jab upar ki taraf Le Jata Hai Jaisa ki aap tasvir Mein dekh sakte hain aur ISI Tarah Se same Jab upar ki taraf 222 Banda Hai To yah market ko Kafi Jyada Upar Le jata hai aur agar aap interence ko acchi Tarah Se identify Karke is business Mein trade Karenge to aap frax bhi kabhi bhi fail rahi ho sakte hain ya what is market mein bahut hi satrong role ply krty ha
              • #8 Collapse

                Re: Triple Top and Triple Bottom say kia murad hay?

                Tripple top aur Tripple bottom jaisa kay naam say zaahir hai kay tripple ya 3 dafa top ko touch kerna aur 3 dafa he bottom ko touch kerna. Market mai movement ko monitor kernay kay liye her tareekay ko adopt kerna hota hai aur her tareekay ka baqayda naam hai. Tripple top and tripple bottom aik chart pattern hai jiss say andaza hojata hai kay market Kab reversal ker sakti hai aur resistance aur support level kaha tak jaa saktay hain. Market mai jo bhi patterns bantay hain unhain importance daini chaiye. Jab market chart pay aik he top baar baar touch ho raha ho ya phir aik he bottom ko baar baar touch Karey tou iss ka Matlab hai reversal point bann chuka hai iss liye traders ko apni trades positions buy kernay ya sell kernay kay liye tayar rehna chaiye
                • #9 Collapse

                  Re: Triple Top and Triple Bottom say kia murad hay?

                  Triple top and bottom levels

                  Triple top aur triple bottom level Forex market key technical analysis me use hota hay aur ye technical chart pattern hota hay jes me market ki movement ka andaza top aur bottom levels se lagaya jata hay, triple top aur triple bottom levels ko samjny key ley traders ko chart me support and resistance level ko samjna ho ga, support aur resistance levels be 3 hoty hey agar market 3rd support level par ho to ye triple bottom level hota hay jes ko technical analysis me down level samja jata hay aur ye market reversal point be ho sakta hay, resistance 3rd level triple top level hota hay jes ko technical traders bearish reversal movement ka name be dety hey.
                  Click image for larger version

Name:	mntachart03022018-5bfd686f46e0fb0051b4e3a5.png
Views:	1
Size:	46.8 کلوبائٹ
ID:	12326217
                  • #10 Collapse

                    Re: Triple Top and Triple Bottom say kia murad hay?

                    Ji as-salamu alaykum fresh Business mein different kism ke 400 hote hain Jin per market ke naam se sev kiye Jaate Hain aur jo professional traders Hote Hain vah Ki chart pattern per Jyada kam karte hue aapko Najar aaenge aur Patan ko bahut hi jyada impressive hota hai market per chakkar mein aap 2222 ko dekh sakte hain yah Dupatta bahut hi useful hote hain aur Jaisa Ke Niche Se bante Hain To yah market ko Upar ki taraf se Jaate Hain Ja sake of watch Karva dekh sakte hain aur ISI Tarah Se sev Jab Upar ki taraf se le Jaate Hain Jaisa ki aap tasvir Mein dekh sakte hain aur ISI Tarah Se same Jab Upar ki taraf 222 Banda hai tu yah market ko Kafi Jyada Upar Le jata hai aur agar aap interacts ko acchi Tarah Se didn't feel Karke business ko use karte hain to aap ko samajh aati hai aur aap Kamyab Ho Jaate Hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Triple Top and Triple Bottom say kia murad hay?

                      dear jab market aik bottom lagati hai aor aus k baad dobar ausi level par jati hai to aus mai ap ko jab trade karni ho to ais pattern ko double bottom kehty hai aor agar yehi market aus level ko 3 dafa touch kary to aus par ap ko signal mily k market ne ab yaha se reversal leni hai to aus ko ap tripple bottom kehty hai ais mai aisy hi agar market kisi aik resisatnce level se down aati hai aor aus k baad jab 2 dafa mazeed jati hai to aus k baad market ais level ko 3 dafa touch karti hai aor waha se reverse aa sakti hai ais liay ap ko ais mai agar koi tripple top milta hai to aus par ap trade laga sakty hai aor acha profit bana sakty hai agar ap ne ais market mai kaam karna hai to ap ko ais mai pattern k bary mai pata hona chaye
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Dear triple top or triple bottom pattern hota hai. Es ka sahi use ap tab kar sakty hain jab ap dunu values ko aik he time frame pay find karain. Jab aik he jaga price top ya bottom ko touch karti hai tu ap us kay against trade kar sakty hain. Yani market jitna bottom mai ja kar triple bottom banaye gi tu phir woh usi top tak ja sakti hai tu ap us kay mutabiq apni trade ko plan kar kay open kar kay earning kar sakty hain.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X