Pair mn trading sy kiya murad hy?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pair mn trading sy kiya murad hy?
    Asslam o alaikum dears mujhy ap ye btaen k ham jo trading krty hain to ham pair mn krty hain .mujhy example dy kr wazeh kren k what is pair trading. Or is mn trade hoti kesy hay. Ta k new members ko bhi is k mutaliq jankari mil jaye. Apny apny experience share kren shukrya.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Pair mn trading sy kiya murad hy?

    Dear ais market mai jitny currencies hai jo apas mai mil k pair banati hai aor aus k baad hum aun par trade kar sakty hai jaisy ap k samny aik chart dia hai ais mai diffrent currencies k pair bany hoye hai ain par ap trade laga sakty hai ap ko kisi bhi pair par trade lagani ho to aus mai jo first par currency hoti hai aus ko base kehty hai aor aus ko hi hum buy ya sell kar rahy hoty hai dosri currency k against ais mai ap jab kaam karty hai to ap ko ais mai ye pata ho k abi ye currency strong ho rahe hai ya weak ho rahe hai aus k hisab se hum decide karty hai k ais currency ko buy kary ya ais ko sell kary agar weak ho rahe ho to aus ko sell kary gay to hum ko aus pair par faida ho jaye ga aisy hi ap ko buy tab karna hai jab currency strong ho rahe ho.

    Click image for larger version

Name:	Currency Pairs.png
Views:	1
Size:	30.4 کلوبائٹ
ID:	12323637
    • #3 Collapse

      Re: Pair mn trading sy kiya murad hy?

      Currency Pairs in Forex trading:

      Click image for larger version

Name:	Eurusd.png
Views:	5
Size:	20.7 کلوبائٹ
ID:	12323644

      Pairs ka matlab hota hey keh 2 countries ki currency ka jab hum comparison kartey hein to woh pairs mein ajati hey jese picture mein aap dekh saktey hein keh is mein EURUSD aik pair hey aur mein jo Base Currency hey woh EURO aur is mein Quote currency hey woh USD hey ab jab bhi EURO ka Rate barhega to Doller rate nichey ayega is trha se hum EURUSD ko BUy ya sell kar saktey hain economic news ke aney ke bad koi bhi analysis karke hum trade le saktey hein is trha se baqi bhi countries ki bohot sari currencies hein jinko hum easily buy and sell kar saktey hein aur yeh Sab pairs ki shakal mein mojood hein ap inko asani ke sath justify kar saktey hein aur is mein trading kar saktey hain.
      https://t.me/pump_upp
      • #4 Collapse

        Re: Pair mn trading sy kiya murad hy?

        Forex market me trading es waja se currency pairs me ki jati hay key investors ko buy karny key sath sell orders ki be facility di jaye, es business me app currency exchange ka hi business karty hey aur currency exchange key ley 2 currencies ka hona zarori hota hay, app 1 currency invest karo gey to koi other currency app ko buy karny key ley mil sakta hay esi tarha app sell be kar sakty ho, app ko 2 tarha key trades open karny ka advantage milta hay, app ki marzi hay aur app key market analysis karny par depend karta hay key app kesi pair me buying trading karty ho ya selling trading.
        • #5 Collapse

          Re: Pair mn trading sy kiya murad hy?

          ji Bhai aapane bahut achcha sawal Kiya Pyar ka matlab hota hai ki do countries ki currency ke jab aapas mein comparison karte hain to vah pair mein a jaate n ke ismein euro aur USDx player hai jo country hai jo Europe mein Kuwait country hai vah USD aap ka rate padega to dollar rate niche aaega is tarah se Ham Euro aur yuvti ko by afzal kar sakte hain economic news ke aane ke bad koi bhi analyse Kar ke Ham trade Le sakte hain is tarah se Baki countries ki bahut sari currencies hai jinka home iji biocell kar sakte hain aur ja sapere ki shakal mein maujud hai aur ine se Ham aasani se justifies karke aur market ka analyse Kar ke Ham ismein bahut accha property transfer kar sakte hain mere hisab se agar amberpet karni chahie to hamen in pay apne bhi karni chahie is tarah ke hote hain Jin per Ham trade kar sakte hain do crunches aapas mein milkar ek care banate hain kisi bhi pare pare trailer ghani ho to usmein se first paper currency hoti hai uski best kahate Hain aur usko Ham by SL kar rahe hote hain dusri ke rasiya guest Ham ismein kam karte Hain to aapke usmein Mil jata hai pata chal jata hai ki kaun si country strong hai
          • #6 Collapse

            Re: Pair mn trading sy kiya murad hy?

            Dear member foreign currency trading hamesha pair mein ki aati Hai vah isliye ki yah do currencies Ka aapas mein comparison hota Hai. Jab do currency at a time apus mein trade hoti Hai to is ko pair kaha jata Hai yani ke do. Isliye Forex ki trading ko pair trading bhi kahate Hain. Jab bhi Forex trading ham karne lagte Hain to usmein hamen koi ek select karna hota hai yani ke aisa kaun sa country per hai jis ko aap jyada jante Hain usko select karne ke bad aap ko tradeplace karna hoti hai. As a new member Ham sab Ko chahie ki jo popular currency pairs Hain unke mutaliq learning Hasil Karen aur kuch pair selective ham le kar per trading Kiya Karen tamam ziada munasib nahin.
            • #7 Collapse

              Re: Pair mn trading sy kiya murad hy?

              forex trading main jab bhi trade hoti hai pair main he hoti hai kyon ky akeli currency ko buy ya sell nahi akr sakty hain farz karain ap ky pas eurusd ka pair ha ager ap eur usd ko aik time ko euro ko sell kar rahy hain tu is ka matlub hai ky ap doller ko buy kar rahy hain kyon ky base currency euro hai aur quote currency usd hai es lea ap ko pair main trade karni parti ha ta ky ju aik ap sell kar rahy hain sath main dosri buy ka order fill karti hai es lea ham jab bhi trade ka rrahy hain hoty hain aik pair tu uss ka matlab yehi hota hai ky ap ager aik ko sell kar rahy hain tu dosri khud ba khud buy ho rahi hai es basic bat ko samjhna bohut he zroi hai phir he ap advanced level ko samjh sakty hain.
              • #8 Collapse

                Re: Pair mn trading sy kiya murad hy?

                Forex mai currencies pairs mai trading hoti hai. Sirf crypto currencies kay pairs nahi hain aur woh independently he sell ya buy hoti hain. Forex trading market mai traders kay liye currencies pairs banay huay hain aur yeh currency pairs kisi broker company ya kisi individual trader nay bhi nahi banaey huay bulkay yeh pairs international idaaroo ki taraf say set kiye gaey hain. Forex trading business mai traders pairs mai he trading kertay hain iss ki wajah yeh hoti hai kay aik currency dusray currency say exchange mai he sell ya buy ho sakti hain. Forex ka Matlab bhi foreign exchange hai kay aik currency ka Dusri say tabaadla kia jaa sakey. Forex mai pairs mai mojud pehli currency ko base currency kaha Jata hai aur Dusri currency ko quote currency kaha jaata hai. New traders ko demo accounts mai achi practice ker kay inn terms ko zarur samajhna chaiye
                • #9 Collapse

                  Re: Pair mn trading sy kiya murad hy?

                  hum pairs mai kam kar ky acha bons kama sakty hain hu is mai bager pasaio ky account bana kar be kam kar sakty hain forex mai hum part time be kam kair sakty hain hum is mai full time b e kam kair sakty hain hum is mai mahent kary gy to hamy kamaybe hasl h jy ge hum is mai mahnet kary gy to hamy kamybe hasla h jy eg hum is mai agar tuka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga hm is mai agar mahent naho akry gy to hamy kuch be hasial nah ho ga forex paksitan mai legal ban cuka han hum is mai agar bager leanring ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex ak best busienss hain is mai apny boss ap he hoty hain forex iak world wide business hin hum is mai bager pasiao ky account ban kar be kam kar sakty hain forex aik wasee business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Pair mn trading sy kiya murad hy?

                    ham is main pairs par trading krty hain or ham is main sell or buy ky ordar be lagty hain kuch pairs slow move karty hain or kuch pairs fast move karty hain hamy pairs ki movement ko dekh kar is main mehanst sy kam karna chahey pher hi ham success gain kar sakty hain or acha profit hasil kar ky apni life sy berozgari ko kathem kar sakty hain hamy is main aik time table bana kar is main rozana kam karna chahey tab hi apna target pora kar sakty hain ham is main apni marzi su bager pasio ky account bana be kam kar sakty hain yai aik wasee or [ori dunya main tezi sy phel raha hain yai or china or new yourk main aik unique business ban cuka hain or yai pakistan main be aik legal business bun cuka hain is main apny boss ap hi hoty hain yai aik online business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Pair mn trading sy kiya murad hy?

                      Forex trading main ap currency pairs , metals or CFDs main trading kar sakty han forex trading main currency pairs both ziada han jtni bari economic k lihaz sy behtar countries han in ki currency ka pair bana hua ha forex trading main aik pair main do currency hoti han do countries ki jasa k ap GBPJPY ko la lan is main ab do country ki currencies han jis main GBP pound ha British ka or dosri ha JPY Japan yan han
                      Jo pehly currency hoti ha wo basic hoti ha jab k dosri currency quote hoti ha jab ap aik buy karty han to auto pe dosri sell ho rehe hoti ha is ley jab ap kisi aik ko sell ya buy karty han to usi waqat dosri buy ya sell hoti ha forex trading main currency pair main hota ha he yehe ha k aik time aik currency strong ho rehe hoti ha or dosri weak ho rehe hoti ha jis pe hum trading kar k is sy profit hasil kar sakty han
                      • #12 Collapse

                        Re: Pair mn trading sy kiya murad hy?

                        dear pairs currency ke joroo ko kaha jata ha or 2 currency apas me mill kar aik pair banate hain jaisa ke aik currency euro ha or 2nd currency us dollars ha tu eurusd 2 currency se mill kar aik pair ban gaya ha jis me first currency base currency ha or 2nd currency quote currency ha eurusd me euro jo ke aik base currency ha is ki value 1 hi rehti ha or quote currency us dollars ki value change hoti rehti ha

                        pairs me trading is tarah karte hain ke ap aik currency ko buy karke 2nd currency me sale kar detay hain ap low price par buy karte hain jub os ki price high hoti ha tu ap sale karke profit earn kar letay hain

                        jaisa ke eurusd ki price 1.1240 ha yeni ke 1 euro me 1.1240 dollars hain agr ap yaha 1.1240 par euro ko buy karte hain or euro ki price barh kar 1.1280 ho jati ha tu pehle 1 euro me 1.1240 us dollars thay ab price barh kar 1.1280 us dollars ho gay hain tu ap yaha par euro ko sale kar de gay dollars me or ap ko 40 pips ka profit mill jaye ga is tarah currency me trading ki jati ha
                        • #13 Collapse

                          Re: Pair mn trading sy kiya murad hy?

                          Ham ismein pairs per trading karte hain aur ham ismein sale aur boy ke order Mein Lagate Hain Kuchh pair slow move Karte Hain aur kuchh pears fast move karte hain Hamen pears ki movement ko dekh kar ismein mehnat se kam karna chahie FIR hi ham profit gain kar sakte hain aur Achcha perfect Hasil Karke apni life se berojgari ko khatm kar sakte hain Ham ismein ek time table Banakar kam kar sakte hain Ham ismein Din Ko Bhi kam kar sakte hain Ham ismein raat ko bhi kam kar sakte hain Kyunki Sar extending Aisa business hai jo Hamesha vo Yad deta hai aur Yah Na band hone wala business hai aur yah Atma Malik mein bahut hi famous hai ab yah Pakistan mein bhi bahut jyada famous hai aur ham ismein kam acche se Karenge To Hamen Achcha bonus Milega isliye Hamen Forex trading mein mehnat se kam karna hoga Taki Ham Kamyab ho sake
                           
                          • #14 Collapse

                            Re: Pair mn trading sy kiya murad hy?

                            Ji Bhai Jaan is market Mein jitne currencies hai jo apps Mein Mil Ke pair banati hai aur uske bad Ham UN per trade kar sakte hain Jaisa ke aapke Samne Ek chart Diya Hai ismein different currencies ke pair banae hue hain ine per aap train Laga Sakte a Hain aapko Kisi bhi pair per trade Lagani ho to usmein Jo first paper currency Hoti Hai Uske best Kahate Hain aur usko hi Ham boy yah sale kar rahe hote hain dusri currency ko against ismein aap jab kaam karte hain to aapko ismein yah Pata Ho ke abhi currency strong ho rahi hai ya week ho rahi hai uske hisab se Ham decide Karte Hain Ki is currency ko boy Karen ya isko sale Karen Agar week ho rahi ho to usko sale Karenge To Ham Ko use pair per fayda ho jaega aise hi aapko boy tab Karna Hai Jab currency strong ho rahi ho
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Pair mn trading sy kiya murad hy?

                              Assalamu Alaikum dear friends by aapane bahut Achcha question Kiya Hai pair ka matlab hota hai hi ke 2 countries ki currency Ke Jab aapas Mein comparison karte hain to pair Mein a Jaate Hain Ki ismein Euro aur usdx player hai jo countary hai jo Europe Mein Kuwait country Hai vah USD aapka rate padega to dollar rate niche aaega Is Tarah Se Ham Euro aur Aur yuvti Ko buy Afzal kar sakte hain economic news ke aane ke bad koi bhi analyse Kar Ke Ham trade Le sakte hain Is Tarah Se Baki contries ki bahut sari currencies Hai Jinka Hamen main block kar sakte hain aur jo pair ki Shakal mein maujud hai aur ine se Ham aasani se justify kar ke aur Market ka analyse Kar Ke Ham ismein bahut Achcha property transfer kar sakte hain mere hisab se Agar Amberpet Karni chahie To Hamen ine per Apni Bhi Karni chahie Is Tarah Ki Hoti Hai Jin per Ham trade kar sakte hain do currencies aapas Mein Milkar ecare banate hain Kisi bhi pair per trailer Ghani ho to usmein se 1st proper currency Hoti Hai uski vyast Kahate Hain aur usko Ham bye kar rahe hote hain dusri Ke Rasiya West Ham ismein kam Karte Hain To aap usmein mil Jaate Hain pata chal jata hai ki kaun si country strong hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X