Kiya hum Forex Academy bana saktey hein?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kiya hum Forex Academy bana saktey hein?
    Dear Members:

    Kiya hum apne area mein forex academy bana saktey hein aur uski kiya requirements hongi? Sab members apne opinion share karen
    https://t.me/pump_upp
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kiya hum Forex Academy bana saktey hein?

    G han bilkul agar kesi trader ka experience aur knowledge es level ka hay key wo apny Forex students ko asani se teach kar sakty hey to apny area me Forex learning ki academy be open ki ja sakti hay, magar best yahi hay key Insaforex key zer asaar ye work kia jaye to zeyda behtar hay, Instaforex ki academy Lahore me hay jo online students ko learning karati hay aur academy me be students ko expert banany ki koshish ki jati hay, magar kesi broker key zer asar agar academy open ki jaye to es ka result be acha hi mil sakta hay.
    • #3 Collapse

      Re: Kiya hum Forex Academy bana saktey hein?

      ji mere Bhai forex ek aisa businesses ok Puri duniya mein pehla hua hai aur ismein lakhon karodon log kam kar rahe hain aur isase bahut fayda utha rahe hain ismein Pakistan mein bhi yah naya naya hai aur bahut se log ismein kam kar rahe hain lekin han agar aap iske bare mein experience rakhte hain aur iske bare mein jyada se jyada maloom hota hai to aap ismein kisi bhi academy banakar logon ko training de sakte hain aur usse bhi achcha khasa profit hasil kar sakte hain lekin mere hisab se agar aapko iske bare mein experience hai to aap khud trade karke ismein ek achcha profit hasil kar sakte hain aapko academy ki jarurat hi nahin hai bahut ismein business ke taur per Le sakte hain aur jyada se jyada profit hasil kar sakte hain aur agar aapke pass achcha experience hai to aap isko part 4 x form per post karke share karke aur jyada profit hasil kar sakte hain aur bonus hasil kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Kiya hum Forex Academy bana saktey hein?

        Dear member knowledge kisi ki miras nahin hota koi bhi trader is ko Hasil kar sakta hai aur jab Ham knowledge gain kar lete hain to us knowledge ki buniyad per Ham apni expertise ko explore kar sakte hain yani ki Ham Forex academy banaa sakte hain. Pakistan abhi development me phase se guzar raha hai aur yahan per Forex currency ki trading ziada aam nahin hai isliye aaj kal agar koi experts Forex ki academy banae ga to us ko achcha fayda ho ga kyunki ziada se ziada student us ko sikhane aaen ge. Lekin aisa karne se pahle use trader ko bahut zyada knowledge gain karna hoga us ko expertise ke us level tak pahunchna hoga Jahan per vah apne students Ko matmain kar saky.
        • #5 Collapse

          Re: Kiya hum Forex Academy bana saktey hein?

          G dear ye to aik bahot hi acha kaam hai agar ap ne ais market mai kaam karna hai to ap ko ais mai sab se phly to khud expert banana ho ga aus k baad ap ais market mai jab kaam karty hai to ap ko ais mai teacher rakhny hai jo new logo ko forex ki training dy gay ais mai ap jab aik acadmeny banaty hai to ap ko ais mai kafi zayda log mil jaye gay jinhon ne as market mai kaam karna hai aor wo ais mai koi institute dhondh rahy hai aus se ap ko bhi faida ho jaye ga aor jin logo ko ap sekhye gay aun ko bhi ais mai faida ho jaye ga ap ko ais mai aik dafa thori mehnat karni ho gi aus k baad ap ko ais mai faida ho jata hai ais liay ap ko ais mai aisi planing karni hai jis se ap ka ye kaam zayda chalta rahy aor ap ko faida hota rahy.
          • #6 Collapse

            Re: Kiya hum Forex Academy bana saktey hein?

            ager ap kay forex ka acha experience hai tu ap forex main uss say double faida utha skty hain ap sath forex ki education ko bhi promote kar sakty hain es say ap ky pas utny he achy client ayin gay jiss say ap ko aur ziada earning ho gee forex acadmy bnany ky lea sab sy ziada zrori yeh ha ky ap pehly forex main aik successfull trader houn aur earn kar rahy hou aur ap ky pas forex ka complete knowldge hona bohut zrori hai ta ky koi bhi ap say forex ky mutalik poch tu ap ko forex main uss ka jwab asky es lea ap ko forex ki acadmy bna kar bohut faida lay sakty hain aur ap forex main es say kafi faida utha sakty hain apni referl bhi ziada akr sakty hain jiss say ap ka bonus aur profit mazeed increase ho jay ga.
            • #7 Collapse

              Re: Kiya hum Forex Academy bana saktey hein?

              Forex ki academy Bana mushkil kaam nahi hai magar academy bananay kay baad uss mai kaam kesay hoga aur kia kaam hoga ye focus hona chaiye. Traders ko academy bananay ki proper planning kerni chaiye kiyu kay uss kay baghair koi kaam nahi ho sakta hai. Forex ki academy Agar banani hai tou 2 steps ya stages mai kaam ho sakta hai. Pehli stage tou ye hai kay loogo ko forex kay barey mai brief karain takay unhain forex business ka concept clear ho jaey aur unhain pata ho kay ye kaam kaisay hota hai aur iss say kia faida haasil hota hai. Jab ye baat new comers ko samajh ajaey tou uss kay baad unhain trading sikhana shuru ki jaey tou jaldi seekh saktay hain aur faida haasil ker saktay hain.

              Expert traders academy Bana kay apnay area mai loogo ko aik achay aur healthy business ki taraf laa kay unhain bahtreen roozgaar faraham kernay ka zariya bhi bann saktay hain jiss say wo new traders aaj Kal kay dor mai achi income haasil ker kay apni family ko bohat acha support ker saktay hain
              • #8 Collapse

                Re: Kiya hum Forex Academy bana saktey hein?

                yes,dear is baat main koi mamaanat nai hay k agar ham is kabil hain k ham experts hain to hamko aisa profit wala kaam krnay main bikul bhi dair nai krni chaye q k agar ham aisa krtay hain to is say hamko bahut ziada faida milnay wala hay jis say hamara bhi faida hay aur is min kaam krnay wala hay is say usay aik to har din experience bhi acha hoga aur markeet k sath wo updates rahaiga academy wala kaam bahut he acha is say agar hamko aisi facilities milty han k hamko koi rok thaam na ho to hamko kisi say mashwara lainay ki bhi zarurat nai hay hamain isay bana laina chaye.
                • #9 Collapse

                  Re: Kiya hum Forex Academy bana saktey hein?

                  Gi han friend bilkal ap forex trading sekhny k liay academies bna skty han ham jahan rahty han us area m ham ird gird k logon ko academy k zriay invite kar sakty han unan trading skha skty han mgr is k liay zrori hy k ham expert trader hon hamy trading ki pori smj ho hmary pas forex trading ka acha knowledge ho achi learning or experience ho or itna ho k ham logon ko b successfully skha sken agr hmary pas forex trading ki achi smj hy to ham easily academy bna kr us m logon ko guide kr skty han agr ham aik successful trader han or forex sy acha profit hasil Kar rahy han to hmary friends or relatives khud dakh kr forex trading ko join kr lan gy is liay hamy phly apny ap ko is qabil bnana ho ga k ham dosron ko forex trading sekhany k qabil han to tb hamy academy bnani chaiy
                  • #10 Collapse

                    Re: Kiya hum Forex Academy bana saktey hein?

                    Ji han bilkul Ham Forex trading Academy banaa sakte hain Jiski vajah se Ham dusron ki help kar sakte hain aur dusron ko acchi awareness hain jaise ke Forex form Bhi Ek Academy Ki Tarah Hai jisse Kafi log mustafiz ho rahe hain aur Forex trading Mein kam Karke Achcha munafa Hasil kar rahe hain ISI Tarah Ham Logon Ko Bhi chahie ki ham log dusre Logon Ko accha munafa Den Aur dusron Ko acchi Tarah Se guide Karenge Agar Ham mere pass Achcha experience Hai To Hamen Forex trading Academy Banani chahie Tha ke bahut Sare log ismein kam Karke Apna mustakbil ko Behtar banaa sake aur Forex trading se fayda se kar sake isliye Forex trading Ek bahut hi Achcha aur Baithe business hai mere Khyal se senior Logon Ko chahie ki vah ek Academy Banakar Logon Ko awareness De jisse vah acchi earning kar sake
                    • #11 Collapse

                      Re: Kiya hum Forex Academy bana saktey hein?

                      Xeforex Ek Aisa business Puri Duniya Mein Pehla hua hai aur ismein Lakhon karodon log kam kar rahe hain aur is se bahut fayda Utha rahe hain ismein Pakistan main bhi naya naya bhi aur bahut se log ismein kam kar rahe hain lekin han Agar aapke paas Itna experience hai ki aap Academy banane ki copy Hain To aap Academy banaa sakte hain aur isase dusron ko Sikha sakte hain Kyunki isase aapka Bhi fayda Hoga Aur dusron Ka Bhi fayda Hoga aapko bhi Behtar se behtar trade kar sakte hain aur dusron ko Sikha karneaki bhi Hasil kar sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Kiya hum Forex Academy bana saktey hein?

                        forex forum py kaam karna yeh aik behtarin bussnus hy jo keh insan asani ky sath apny gr main bhi baith kar asani ky sath paisa kma sakta hy or apna acha khasa rozgar chala sakta hy to jo dost forex ky bary maelomat rakhty hon or apny ap ko is kabel samjhty hon keh main forex ky bary main itna kuch jan chuka hon keh agr main forex ky bary logon ko tich karna chahon to asani ky sath parha sakta hon to us ko chahy keh forex academy opan kary or logon ko is busnuss ky bary main sikhae takeh log apny garon main baith kar asani sy apna roz gar kma sakin or rahi baat shraet ki to woh aik alag tapek hy keh forex acadmy kholny ki shraet hain bhi k ni agr hain to woh kon kon c hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Kiya hum Forex Academy bana saktey hein?

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: waqas11 پيغام ديکھيے
                          Kiya hum Forex Academy bana saktey hein?<br />Dear Members:<br /><br />Kiya hum apne area mein forex academy bana saktey hein aur uski kiya requirements hongi? Sab members apne opinion share karen
                          Ji ap nay bohat acha sawal kia hay. Dar asal bat yeh hay k koi bhi kam start karnay say pehlay us kay baray main yeh janana bohat zarori hay k kia yeh kam yehni business Pakistan main legal bhi hay ya nahi kia us kam say koi govt. ki taraf say koi problem to nahi ho ga yehni es kisam ki information rakhna bohat zarori hay agar Pakistan main Forex trading allow hay aor yeh legal hay to phir es ki learning kay liay Forex trading academy bhi banai ja sakti hay aor logon ko Forex trading ka complete and strong knowledge bhi provide kar saktay hain aor yeh aik bohat hi acha kam hay aor es say bohat ziada log easily faida utha saktay hain aor live trading sekh kar achi earning kar saktay hain aor maray khial main es baray main expert traders ko zaror sochna chahiay.
                          • #14 Collapse

                            Re: Kiya hum Forex Academy bana saktey hein?

                            forex ki acadmy bnany ky lea ap ky pas forex ka high knowledge aur experience hona zrori hai ohir he ap forex ki acadmy bnaa kar logon ko sekha sakain gay forex main experience ka yehi faida hota hai ky ap ko logon ko teacher krwa kar bhi forex main earn kar sakty hain es la forex trading main ap ko ager acha knowledge hota hai tu ap ko uss say boht faida mil sakta hai ap apna trading school bhi open kar sakty hain jin ky pas investment nahi hoti hai un ko ap free main forum wala kam sekha sakty hain aur bgair investment ky wo bhi forex main earn kar sakty hain es lea forex main ap ko success hony ky lea kam say kam ap kuy pas acha knowledge aur acha experience hona boht he zrori hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kiya hum Forex Academy bana saktey hein?

                              g han bhai jan hum forex ki acadmy bna skty hain jub k aghr dekha jay tu yah boht achi ho ksti hai q k boht se logon ko aik he jagh par foex k bary main expalin kiya ja skta hai or es k benifits bhi btay ja skty hain jis se wo log boht tezi se forex ko join kar skty hain jo forex ko aik jowa yah es ko sood smjhty hain or jo log forex ka sub kar forex ko join nahi karty hain tu os k liye aik wjah ayh bhi hoti hai k ammbers ko forex k bay main sahi trha se explain nahi kiya jata hai jiss se wo forex ko aik sahi business nahi smjhty hain or pher wo forex ko join bi nahi karty hain es liye aghr acadmy bna di jay tu aik tu reffral boht ban skty hain jub k forex ko hum aik e person se sikh skty hain or aghr es k liye aghr koi fees bhi thori rakh den tu bhi es main koi bara masla nahi hai laken gareebon ko aghr free main sikha di jay tu sari life apko nekian mil skti hain jo k ar insan ki boht zarot hoti hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X