banking sectors
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    banking sectors
    banking sectors ma trading kese hoti hai or live chart ma kese pta chly ga banks invollve hai trading ma
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: banking sectors

    Dear jab ap chart ko dekhty hai aor aus par candles ko study kar k trade lagaty hai to aus mai ap ko candles ko dekh k pata chal jata hai k market ne kai moment ki hai aor ais mai agy market kaha tak ja sakti hai magar ais mai ap k pass experince hona chaye tab ap ais market mai moment ko samjh sakty hai agar ap ne ais market mai kaam karna hai to ap ko ais market mai moment ko dekh k pata chal jata hai k market fast hai ya slow hai agar market slow move kar rahe ho to aus mai ap ko pata hota k ais time koi bank involve ni hai aor sath jab ap volune indicator use karty hai to aus time ap ko dekh k pata chal jata hai k market mai volume zayda ho gia hai ais time ho sakta hai k banks involve ho gay ho.
    • #3 Collapse

      Re: banking sectors

      Banking Sectors:

      Forex business mein jo hum trading kar rahey hotey hein aur us mein jitne bhi pairs hein un sab mein banks involve hotey hein kioun keh yeh business banks ke ilawa chal hi nahin sakta hey isliye is business mein daily basis par trillions doller ki trading hoti hey isliye yahan par every time banks asar andaz hotey rehtey hein aur yehi wajah hoti hey keh iske rates bhi kafi ziada uper nichey hotey hein aur iske ilawa agar hum achi trha se analysis karke is market mein work akrtey hein to phir hamen is Market mein koi bhi nahin hara sakta hey chahe kisi kisam ka bhi bank is mein involve ho jaye ziada tar movement jo hoti hey woh banks hi karwatey hein aur taqriban banks kabhi kabhi wrong movement bhi karwa dete hein jahan par Traders ke SL hit hojatey hein aur phir market apni right direction mein chali jati hey.
      https://t.me/pump_upp
      • #4 Collapse

        Re: banking sectors

        Forex business bhejo Ham trading kar rahe hote hain aur usmein jitni bhi Pare Hai Un Sab Mein banks involved hote hain Kyunki yah business banks Ke ilava Chal hi Nahin Sakte Hain isliye is business Mein daily basis per trillions dollar ki trading hoti hai isliye Yahan per every time banks Asar Andaz Hote rahte hain aur Yahi vajah Hoti Hai Ki iski rates bhi Kafi Jyada Upar niche Hote Hain aur Iske alava Agar Ham acchi Tarah Se analysis Karke is market Mein work Karte Hain To fir Hamen is market mein koi bhi nahi Hara sakta hai Chahe Kisi kism Ka Bhi Bank ismein involve Ho Jaaye jyadatar movement Bhi Karva Deta Hai Jahan per traders ke Sal hit Ho Jaate Hain aur fir market apni right direction Main Chali Jaati Hai
        • #5 Collapse

          Re: banking sectors

          Forex trading business mai currencies aur commodities ki trading hoti hai aur currencies ki exchange ho rahi hoti hai jo kay banks kay zariye say he hoti hai. Jo bhi currencies markets mai available hoti hai unkay exchange ko Unn countries kay banks he support ker rahey hotay hain. Her country ka aik central bank hai jaisay Pakistan ka state Bank hai. State ya central banks he apnay country ki value ko define ker rahey hotay hain. Banks ki policies jo kay interest rates, loan rates, growth rates, job rates aur bohat Say aisay factors jo kay country ki economy pay effect kertay hain ko define kerti hai aur international organizations ko portrait ker rahi hoti hai. Yehi sub indexes kisi bhi country ki currency ki price value ko apnay gold reserves say calculate ker kay Bana raho hoti hain. Iss liye forex trading business mai banking sectors he basic producer aur supplier ka darja rakhtay hain
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: banking sectors

            Assalamu Alaikum Pyare bhai frocks business bhejo Ham trading kar rahe hote hain aur usmein jitni bhi Pare Hain UN Sab Mein banks invalid hote hain Kyunki yah business banks ke liye chal Nahin Sakte Hain isliye is business Mein Delhi basic per Charanon se dollar ki trading hoti hai isliye Yahan per everytime banks Asar Andaaz Hote rahte hain aur Yahi vajah Hoti Hai Ki Kisi rates bhi Kafi Jyada Upar niche hota hai aur Iske alava Agar Ham acchi Tarah Se message Karke is market Mein work Karte Hain To fir Hamare is market mein koi bhi nahin Hara sakta hai Chahe Kisi kism Ka Bhi Bank Ho ismein involve jyadatar movement Bhi Karva Deta Hai Jahan per traders ke Sel heat Ho Jaate Hain aur fir market apni right direction Mein Chali Jaati Hai

            اب آن لائن

            Working...
            X