Kia success hasil karny ke leay bar bar mehnat Karni chahiay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia success hasil karny ke leay bar bar mehnat Karni chahiay?
    Kia success hasil karny ke leay bar bar mehnat Karni chahiay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kia success hasil karny ke leay bar bar mehnat Karni chahiay?

    Forex trading mai traders ko ye baat zehan nasheen ker laini chaiye kay trading business mai success haasil kernay kay liye mehnat bohat zaruri hai aur mehnat bhi baar baar zaruri hai aur uss kay baad jab trading mai successful hi jain tab bhi mehnat khatam nahi kerni bulkay usay continue rakhna hai takay success dobara failure mai na badal jaey. Koi bhi business musalsal mehnat kay baghair na tou grow ker sakta hai aur na he uss mai kaamyab mill sakti hai.

    Traders jab trading start kertay hain tou unn say ghaltiaa bhi hoti hain aur ye kisi aik say nahi hoti bulkay sub say he hoti hain Jin say pareshan. Nahi hona kiyu kay koi bhi kaam jab shuru kia Jata hai tou ghaltiaa bhi hoti hai laikin jaisay jaisay apni mehnat say apna knowledge aur learning improve ki jaati hai success ka journey shuru hojata hai. Aur phir uss success ko barqaraar rakhnay kay liye mehnat kerni hoti hai. Ye bilkul aisa he hai jaisay koi student 1st position tou aik baar lay ley laikin phir mehnat kerna chore dey tou agli baar wo kabhi bhi 1st nahi aa sakta hai. Issi Tarah forex mai bjo pehlay din say aik asool Bana lain kay profit ho ya loss laikin mehnat ki aadat nahi chorni tou successful hona kuch mushkil nahi hai
    • #3 Collapse

      Re: Kia success hasil karny ke leay bar bar mehnat Karni chahiay?

      Dear ager hum ake bar achya say mahnat kar kay acha knowledge karnya may kamyab ho gay or hum ko acha experince milgya to hum iss say bar bar mahnat nahi karni parya gi buss ap ake bar achya say mahnat kar lya.
      • #4 Collapse

        Re: Kia success hasil karny ke leay bar bar mehnat Karni chahiay?

        Dear jab ap ais market mai kaam karty hai to ap ko ais mai learning karni hoti hai agar ap ais market mai bar bar fail ho rahy hai to ap ko ais market mai sab se phly to ye dekhna hai k ap ais market mai kon si ghalti kar rahy hai agar ap ais market mai koi aisi ghalti kar rahy hai jis ki waja se ap ko ais market mai loss ho raha ho to wo sahe kar ley ais se ap ko faida ho jata hai agar ap ais market mai aik dafa loss k bad ye kaam choar dey gay to ap ais market mai kabi bhi kamyab ni ho sakty aisi liay ap ko ais mai learning karni chyae aor aus k baad ap ko ais market mai mehat karni chaye tab hi ap ko ais market mai acha result milta hai agar ap ais market mai mehnat karty hai to ap ko ais mai acha result milta hai aor ap kamyab ho sakty hain.
        • #5 Collapse

          Re: Kia success hasil karny ke leay bar bar mehnat Karni chahiay?

          Yes Dear, Yeh aik seekhne sikhane ki dunia hey aur forex business mein koi bhi aisa shakhs nahin hoga jo Pedaishi tor par seekh kar aya ho aur na hi yeh aik khandaani business hey yeh business aap apne balbutey par hi isko learn kar saktey hain chahey apke khandan mein jo bhi kar raha ho aap apne tarike se hi isko learn kar saktey hain isliye is business mein aap se ghaltiyan bhi hongi mistakes bhi hongi lekin kabhi bhi apko disappointed nahin hona chahiye aur ziada se ziada mehnat karni chahiye is trha aap is business mein achi trha se kamiyab ho saktey hain aur Haar jeet har business ka aik hisa hey usko accept karna chahiye aur apne aap ko achi trha se improve karke is mein dobara se trading strat karni chahiye.
          https://t.me/pump_upp
          • #6 Collapse

            Re: Kia success hasil karny ke leay bar bar mehnat Karni chahiay?

            ji mere Bhai aapane bahut achcha sawal kiye Gaye hamen kisi bhi kam mein ya kisi bhi business mein success ful hona hai to hamen ismein bar bar mehnat karni chahie agar aap ek bar fail ho jaate Hain to aapko dobara koshish karni chahie aur tab tak koshish karni chahie tab tak aap kamyab Na Ho jaaye ISI tarah agar aapko frocks main bhi kam karna hai aur aap ismein nahin aapko loss ho jata hai to aapko himmat nahin aani chahie iske bare mein serious Lena chahie kyunki jitna jyada aapke pass experience hoga jitna Dada aap ismein mehnat karenge aur jitna aap ismein time spend karenge usi hisab se aapko iska fal milega aur aap ismein successful Ho sakenge ek successful trader hamesha ismein mehnat karta hai kyunki mehnat ke bagair koi bhi kam umra ki nahin agar Ham ismein mehnat Karen to Ham ismein successful ho sakte hain aur ek successful businessman ke taur per project mein kaam kar sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Kia success hasil karny ke leay bar bar mehnat Karni chahiay?

              Very important question kia hay ap nay. Forex trading main aksar new traders fail hotay hain jes ki big reason yeh hay k un ko Forex main ziada experience nahi hota halan k un kay pas Forex ka acha khasa knowledge hota hay aor un ki learning bhi strong hoti hay lakin phir bhi koi na koi kami reh jati hay k woh Forex ko achi taran understand nahi kar pa rahay hotay aor bar bar Forex main nakam ho rahay hotay hain aisay main traders ko chahiay k woh pehlay apni mistakes ko find karain aor es kay bad nex trade main en say avid karain aor apni strategy ko pehlay demo account pay use kar kay check karain k strategy kam karti hay ya nahi koi bhi trade planing kay baghair na open karain Forex main loss and profit donon parts of business hain aor ziada chances loss kay hi hotay hain es liay soch samajh kar trading karni chahiay aor loss say ghabrana nahi chahiay aor bar bar koshish karni chahiay es kay liay ziada investment na karain small investment say small lot size kay sath trade open karain agar investment ko loss kar bethain hain aor mazeed investment kay liay koi money nahi hay to behtar yahi hay k Pak Forex Forum ko join karain aor achi posting kar kay bonus hasil karain aor phir esi bonus say trading karain. Forex main jab tak trader ko experience na ho us time tak kabhi bhi big investment na ki jay bal k small investment say hi trading ki jay aor es main kamyab honay ki koshish ki jay. Forex main hardworking hi kamyabi ki zamin hay.
              • #8 Collapse

                Re: Kia success hasil karny ke leay bar bar mehnat Karni chahiay?

                gee hand ear forex main success milna asan kam nahi ha jitny bhi trader hain sab ky sab aik he dafa trade karny main kamyab nahi ho jaty hain sab ko forex main pehly bar bar nakami mlti hai aur bar bar los laina parta hai kyon ky forex aik international business hai aur iss main ap[ ko knowledge bhi international he hona chaheay phir he ap ap iss main success ho sakty hain es lea ap ko pehly sekhna prta hai phir sekhy ko ap nay demo account main practice karni hoti hai phir he ap forex main success ho sakty hain aur earn kar sakty hain ager forex main ap bar bar fail ho rahy hain iss ka matlub hai ky ap try kar rahy hain aur mehant kar rahy hain tu forex ko leave na karain balky try try again karty rahin ap ko success zrori mily gee hard work say he success mumkin hoti hai forex main
                • #9 Collapse

                  Re: Kia success hasil karny ke leay bar bar mehnat Karni chahiay?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: sajidzaman پيغام ديکھيے
                  Kia success hasil karny ke leay bar bar mehnat Karni chahiay?
                  Dear friend ap ny both acha question kea ha forex trading main jab tak ap k pass achy sy acha knowledge or experience hasil na ho jay to humy apni learning jari rakhni ho ge or humy maximum knowledge or experience sy ziada sy ziada ache trading kar k ache earning kar sakty han forex trading main humy demo account main practice jari rakhni chae ha is k alawa humy kisi expert trader sy ya kisi dost sy ache Learning karni chae ha ta k hum maximum knowledge or experience hasil kar sakeny or forex trading main maximum knowledge or experience k sath kamyab ho sakeny is ley humy proper money management or risk management sy trading karni ho ge or apny account k hessab sy he trading karni ho ge tab he hum successful ho sakty han
                  • #10 Collapse

                    Re: Kia success hasil karny ke leay bar bar mehnat Karni chahiay?

                    g han bhai jan ap ny bilkul hmain kamyb hony k liyebar bar mahant karni chahye or aghr hmary apss itna ach aoption ho jis se hum achi khais earning kar skty hain tu hmain per bar bar mahant karny se pechy nahi hatna chahye q k ayse he hum kamyb hoty hain jub hum api trading main aik he oss hny par maoos ho jaty hain tba hum apni trading main mahant krna chor jaty hain or yah smjhny lagty hain k ab hum mahant se bhi kamyb nahi ho skty hain ayse hum kbhi hi kamyb nahi ho skty ain mahant k liye apko bar bar mahanat karna hoti hai jub ap mahant karty hain tab he ap kamyb bhi hoty hain tu forex main humain kbhi bhi mayooss nahi hona chahye jub ap mayoos ho jaty hain tu ap apni life k liye kahbhi bhi kuj hasl ai kar skty hain or agh dekha jay tu hmain apni life main apny hasool k liye jo kuj chahe hota hai os k liye mahant krna lazmi hota hai warna hmain kuj nahi mil skta
                    • #11 Collapse

                      Re: Kia success hasil karny ke leay bar bar mehnat Karni chahiay?

                      g han bhai jan success haisl karny k liye hmain bar bar mahant karni chahye q k jub hum apni mahant ka itna acha phal mil rha ho tu hum kis trha bar bar mahant nahi kar skty hain tu apko aghr forex main trading karnmy se mahant karna parhi tu hmain mahanat kar leni cahye q k forex main tu ahant karny ka faida he boht acha ilta hai jis se hum apni life ko hi set kar skty hain or apni trading se jub hum earning karny lag jaty hain tu hmain apni mahanyt par bhi ksuhi milkti hai es liye es bsuiness ko ap jitna smjh kar mahant kar k karengy otna he ap apni trdaing main kamayb ho skty hain or ap apni trading main achi earning karny k liye apko zyda se zayda mahant karni chhaye jis se ap gher beth kar itny achy business ko enjoy kar skty hain or apko kbhi bhi himaat nahi harni chahye ahant karty rahny main he apko faida milta hai or wo faida bhi boht acha milta hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Kia success hasil karny ke leay bar bar mehnat Karni chahiay?

                        Bilkal ap ny tek kaha hy forex jasa k aik behad difficult or risky business hy is liay is m hamy bot zyada mehnat ki zarort hoti hy dunya k hr kam m mehnat bot zrori hy jb tk ham mehnat or lgan sy kam ni krty kamyab ni hoty forex m agr hamy successful hona hy to hamy mehnat sirf start m hi sekhty wakt ni krni chaiy balky apni mehnat ko jari rakhna chaiy jb ham trading kr ry hoty han tb b hamy zyada sy zyada mehnat ki zarort hoti hy trading m ham mehnat krty han to hi aik successful trader banty han zyada tar traders ye smjty han k unan luck ki bna pr success milti hy is liay wo mehnat py zyada yaqen ni krty or luck k hi zyada w8 m rahty han jis sy unan profit to kuch ni hota jo loss hota hy wo b khtam ho jata hy
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Kia success hasil karny ke leay bar bar mehnat Karni chahiay?

                          G han Forex trading business me success hasil karny key ley app hardworking ko stop nahi kar sakty hey, ye bat ghalat hay key 1 bar mehnat karny key bad es business me app life time hi profit earn kar sakty ho, mery khayal me traders agar expert be ban jaye to un ko per be mehnat aur lagan key sath work karna hi important hota hay es ki waja ye hay key success ko maintain rakna bahot mushkil kam hay aur professional traders kabi be hardworking stop nahi karty agar mehnat na ki jaye to hamesha success ko maintain rakna bahot mushkil ho jata hay.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X