Jaiza:sb sy acha indicator
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza:sb sy acha indicator
    ji mere Bhai main Janna chahta hun ki agar koi bhai mujhe jawab de sake ismein sabse accha indicator kaun hai aur kis indicator ka istemal karte Hain main fresh ki duniya mein aage badh sakta hun ismein achha profit hasil kar sakta mujhe indicator ke bare mein Janna hai aur kaun kaun se indicator is ma istmaal ho rahe hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza:sb sy acha indicator

    Dear ais market mai bahot sary indictors hai jin ko hum use kar sakty hai aor ais market mai trades laga sakty hai ab her trader ka apna aik indicator ho ga jis ko wo pasand karta ho ga magar jaha tak mainy ais market mai dekha hai k agar hum ais market mai fibo ko use karty hai to hum ko ais mai kafi zayda acha result mil jata hai kun k ais market mai ap jab kaam karty hai to ap ko ais mai market jab trend ki retracment leti hai to aus time hum ais indicator ko use kar k market ka swing point pakar lety hai aor aus se hum ais market mai acha profit bana skaty hai ais mai ap k pass jo important levels hai aun ko use kar k hum ais market mai scapling k liay trades bhi laga skaty hai ais mai hum ko kafi zayda pips mil jaty hain.

    Click image for larger version

Name:	Fibo levels.png
Views:	2
Size:	23.8 کلوبائٹ
ID:	12325127
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza:sb sy acha indicator

      I think hamen indicator par depend karne ki bajaye apne ander aik acha knoweldge and experience laane ki zarurat hoti hey aur mein samjhta hun keh dunia ka koi bhi aisa indicator nahin hoga jo aik succesful trader se ziada kam kar sakey jab aap aik acha knoweldge and experience hasil karne mein kamiyab ho jatey hein to phir apko kisi bhi indicator par depend rehne ki zarurat nahin hoti he aur aap is business mein Just chart ko dekh kar hi achey analysis kar satkey hain aur agar hum chart ko achi trha se samjhne mein kamiyab ho jatey hein to phir hum kabhi bhi kisi bhi indicator par depend nahin kar saktey hain phir hum is business mein achi trha se work kar saktey hain aur is mein without kisi bhi indicator ke is mein kamiyab ho saktey hain.
      https://t.me/pump_upp
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza:sb sy acha indicator

        Best indicator

        MT 4 terminal me bahot se indicators hamy mil sakty hey jes ko har member hi use kar sakta hay aur professional level ki trading me terminal key indicators ko useful samja jata hay, ye MT 4 terminal key standard indicators hoty hey app kesi be 1 indicator ko use kar key experience hasil kar sakty ho, jo be terminal me app ko indicator mily ga es ko terminal me es waja se hi include kia gia hay key ye bahot hi useful hoty hey aur har professional traders esy kesi indicator ko like nahi karta jo key terminal me already majood hi na ho.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza:sb sy acha indicator

          MT4 terminal mein bahut se indicator Hamen mil sakte hain isko Har member ki use kar sakta hai aur professional level ki trading Mein terminal ke aur Hindi cartoons ko useful Samjha Jaaye ya MP4 terminal ke saton indicators Hote Hain aap Kisi Bhi Ek Hindi cartoons ko use Karke experience Hasil kar sakte hain jo bhi terminal main aapko indicators Milega is coterminal Mein is vajah Se Hi include Kiya gaya hai ki yah bahut hi useful hote hain aur Har professional traders ISI Kisi indicator ko like nahin karta Joker terminal Mein already majbut Hota Hai Kyunki Agar inhen use Karega to use Lo Sona padega aur nuksan Uthana Padega isliye trader bahut hi Samay Dar se kam Lete Hain
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza:sb sy acha indicator

            dear forex market me kafi achay indicators bhi hain per ap just indicators per depend karke acha profit earn nehi kar saktain hain kyuke indicators boht zeyda wrong signal bhi provide karte hain jis se traders ko boht zeyda loss hota ha kuch aisy indicators hain jin ko ap agr price action ke sath use karte hain tu ap kuch better result hasil kar saktain hain jin me (rsi) reletive strenght index aur stochastic oscillator indicator ls hain is ke ilawa ap moving averages ka bhi use kar saktain hain macd indicators ka results bhi boht acha ha jo ke trend ki confirmation me good signal provide karta ha aur ap market ke trend ko identify karke achi trades open kar saktain hain market ki trend ki direction me jaha per profit milne ke zeyda chances hotain hain
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza:sb sy acha indicator

              Forex trading main Mary Khayal main sab sy ache or ahsan indicator RSI or moving average han q k hum in ko easily samj bi sakty han or in ko follow Kar k ache earning bi Kar sakty han is ley humy in indicators k bary main full knowledge hasil Karna chae ha or ye kase movement karty Han ya kase kam karty han us k mutabiq trading karni chae ha is ley humy proper learning or practice karny k bad real account main apply karna chae ha jtna hum mehnat karty Han humy utni he samj aati ha is ley humy chae ha k hum log Jo bi indicator istamal karny to humy sab sy pehly us k bary main knowledge or experience hasil Karna ho ga ta k hum kamyab ho sakeny or ache trading kar k ache earning kar saken or forex trading main kamyab ho saken
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza:sb sy acha indicator

                Ji han bhai Jana bilkul theek hai aap kis baat Se Nafrat karta hun kya aapane Kaisa Sawal Kiya Hamen chai kya mein jyada in ticket sabse acchi chij hai Hamen chai kisme Jyada Se Jyada mehnat Karni chahie press for mein bahut Achcha business practice karna chahie Aana chahie Hamen karna chahie Hamen Agar Ham ismein Kamyab Hona Chahte Hain To Hamen post ki quality ko improve karna hoga aur apni skin ko bhi improve karna hoga

                اب آن لائن

                Working...
                X