Question : over trading kiya hy or is k benefits ye nuqsaan kiya hen?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Question : over trading kiya hy or is k benefits ye nuqsaan kiya hen?
    Asslam o alaikum dears members sab sy bra problem trader mn overtrading ka sunty hain. Is k kiya kiya nuqsaan hain. Wo btaen. Ya is ka koi benefits hain to wo bhi share kren. Apny experience sy achy sy acha reply kren ta k sab log is sy faida uthaen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Question : over trading kiya hy or is k benefits ye nuqsaan kiya hen?

    Jab ham forex market main trade kerty huey apna daily ka aik earning ka target select ker lety hain tou jab bhi hamain same target achieve ho jaey tou usky bahd ki jany wali trade over trading hoti hai ky ham agar apny target tak profit hasil ker lety hain tou phir bhi trade open kerny sy hamain loss hi hona shoru ho jata hai hamain chahiay ky jab aik target tak hamain profit hasil ho jaey tou bahot short time main bhi ho sakta hai tou mazeed trade kerny ki bajaey same profit ko withdraw laga dain aur next day ky liay analysis kerna shoru ker dain jab ham over trade kerty hain tou hamain emotional ho ker trade kerny ka lalach main aa ker zyada profit earning ky chakar main aa ker trade open kerny sy bahot zyada loss ho sakta hai hamain hergiz over trading sy gurez kerna hota hai ky ham bary loss sy bach sakain
    • #3 Collapse

      Re: Question : over trading kiya hy or is k benefits ye nuqsaan kiya hen?

      Over trading ka Matlab aik waqt mai ziada trades lagani hai. Forex trading business mai traders jab market ki movement daikhtay hain tou unhain samajh nahi aati kay jab us dollar uper neechay hota hai tou sub pairs he move kertay hain aur gold aur crude oil bhi move kerta Hai. Traders sub movements ko alag alag samajhtay huay jaha movements daikhtay hain trades open kerna shuru ker laitay hain jiss say unka account balance totally risk pay ajata hai Matlab jab ziada trades open ki jaati hain tou her trade kay saath free margin consume hota hai aur aik waqt Ata hai kay not enough money ka caution Ana shuru ho Jata hai. Phir koi aur trade open nahi ho sakti hai. Traders Agar over trading ya aik waqt mai bohat ziada trades open nahi karain tou unn kay paay balance aur margin mojud hota hai jisay wo kisi achi aur confirm trade mai bhi use ker saktay hain.

      Iss liye over trading kay sirf nuqsanaat aur side effects he hai iss ka koi faida nahi hai. Traders ko over trading say Bach a chaiye aur iss baat pay her soorat ammal kerna chaiye kay kabhi bhi aik tokri mai sub unday (eggs) mat rakhain
      • #4 Collapse

        Re: Question : over trading kiya hy or is k benefits ye nuqsaan kiya hen?

        Dear ap ne agar ais market mai kaam karna hai to ap ko ais market mai sab se phly to learning karni hai aus k baad ap ais market mai kaam start karna hai agar ap ais market mai learning k baghair kaam start karty hai to ap ko ais market mai loss ho jata hai ya ap ais market mai ghaltian karty hai jaisy over trading bhi aik ghalti hai agar hum apny account par bahot sari trades laga dety hai to aus se hum ko ais mai kafi zayda loss ho sakta hai kun k ais market mai agar ap ne kaam karna hai to ap ko ais market mai safe trading k liay aik time mai aik trade open karni chaye agar wo profit mai aa jaye to aus k baad ap ais market mai new trade laga ley zayda trades lagany se account wash ho sakta hai ais liay soch samjh k kaam kary.
        • #5 Collapse

          Re: Question : over trading kiya hy or is k benefits ye nuqsaan kiya hen?

          Over Trading ka Result Loss:

          is mein koi shak nahin he keh forex market mein bohot sarey aisey traders bhi hein jo keh kafi acha Knowledge & experience ke bawajood bhi Over trading karne lag jatey hein aur yehi wajha he keh is business mein Knowledge and Experience ke hone ke bawajood bhi bohot sarey traders loss hi kartey hein aur uski sab se bari wajha bhi Over trading hi hey.

          Over trading basically bohot sarey traders isliye bhi karne lag jatey hein keh Unhen apne uper Over Confidence ho jata hey aur woh samjhtey hein keh jo trade hum laga rahey hein yeh har surat Hit hogi aur isy khushfehmi mein woh trades par trades lagane lag jatey hein jiski wjha se koi bhi aisy trade jo unke against jati hey woh bohot hi bara loss kar deti hey.

          Over Trading kartey waqat aap apna trading style bhool jatey hein aur aap uske sath sath aap forex ke sarey rules ko tor dete hein halankeh apke pas acha knoweldge and experience hone ke bawajood bhi aap kamiyab nahin ho patey hein aur uski sab se bari wajha Over trading hi hoti hey, Over trading ziada tar traders ziada profit aur Greed aney kii soorat mein bhi kartey hein aur jab aap apne Emotions ko control mein nahin rakh patey hein to phir aap Over trading ki taraf move kar jatey hein isliye bhi loss ka bara zariya apki over trading hi banti hey.
          https://t.me/pump_upp
          • #6 Collapse

            Re: Question : over trading kiya hy or is k benefits ye nuqsaan kiya hen?

            dear overtrading ka kisi ko agar wakty tour pay kuch benefit milta hay to usay same time main he usi hisaab say lose milna bhi start ho jata hay bahut ziada aisay bhi members hain jinko markeet main overtrading krnay say aik wakt main kuch milna possible hay laikn yeh earning koi bhi dair paa ya aisa knowledge kabhi bhi hamesha k liye nai ho sakta hay is liye mairay experience k mutabik agar ham nay forex markeet main trading krni hay to sirf aur sirf wait aur jitni ziada achay tareekay say ho sakay hamko markeet mai kam say kam milnay pay bhi sabar ka sath nai chorna chaye aur jub kuch earn ho jaye to market say safe tareekay say out ho jana he acha expert trader ki nishani hay.
            • #7 Collapse

              Re: Question : over trading kiya hy or is k benefits ye nuqsaan kiya hen?

              Over trading

              Bahot zeyada risky trading hi over trading hoti hay agar app baghir kesi reason key kesi be time market me big lot size key sath 1 se zeyda trades open kar lety ho aur app ka account balance es ka afford be na karta ho to ye over trading hoti hay.

              Over trading key nuksanat: over trading kar key app 100% nuksan me hi rehty ho over trading app ko confuse be kar sakti hay aur app ko emotional be kar sakta hay, Forex market me over trading ko avoid karna chaye, tension free trading karni ho to over trading bilkul be nahi karni chaye.
              Click image for larger version

Name:	0_CAGYZDgLwLSRW4Pz.jpg
Views:	2
Size:	115.6 کلوبائٹ
ID:	12325148
              • #8 Collapse

                Re: Question : over trading kiya hy or is k benefits ye nuqsaan kiya hen?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Haris17 پيغام ديکھيے
                Asslam o alaikum dears members sab sy bra problem trader mn overtrading ka sunty hain. Is k kiya kiya nuqsaan hain. Wo btaen. Ya is ka koi benefits hain to wo bhi share kren. Apny experience sy achy sy acha reply kren ta k sab log is sy faida uthaen.
                Dear friend forex market main jab bi ap over trading karty han to ap ka account risk main hota ha ap ko ziada fayda ya loss ho sakta ha ap k knowledge or experience pe depend karta ha k ap ko ktna fayda hua ha or ktna loss hua ha is ley humy proper analysis karny hon gy or ache earning karni ho ge jab hum proper money management or risk management sy trading karny gy to humy loss hota ha is ley humy proper lots size istamal karna ho ga or ache earning kar k trading karni ho ge tab he humy knowledge or experience ziada acha karna ho ga is ley humy proper money management or risk management sy trading kar k ache earning kar sakty han over trading sy bachena ho ga ta k humy loss na ho or hum ziada sy ziada ache earning kar sakeny gy or ziada sy ziada profit hasil kar sakeny gy or behtar trading kar sakeny gy
                • #9 Collapse

                  Re: Question : over trading kiya hy or is k benefits ye nuqsaan kiya hen?

                  forex main over trading hamesha loss he hota hai profit nahi hai iss la over trade karny say nuksan hota hai is lea ap ko over trading say bachny ky ap ko forex main aik plan bna kar kam krna chahea aur uss plan main hmesha apna aik target bnain aur jab bhii ap target bna kar kam karain gay tu ap ko phir over trading say bacht ho jaygee over trading ky bohut sary nuksan hain jiss waja say ap ko over trading say bachna chaheay over trading ap ki 10 trade ka profit bhi lay jati hai ager ap ziadaover trading kar laity hain asal main over trading tab hoti hai jab ham ziada lalch ky chaker main party hain aur rato rat ameer hony ky chaker main aker trade karty hain jiss waja say asa hota hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Question : over trading kiya hy or is k benefits ye nuqsaan kiya hen?

                    bhai jan forex tradng main apki over trading wo hoi hai jub ap market se aik trade k sath profit earn kar elty hain pherr ap mazeed lalalch main a jaty hain or sochty hain k aik por rdae lga kar mazedd profit eran kiya jay yah apki over rading hoti hai jub k basically bhi aghr dekha jay tu kbhi bh aik rdae k bad dosri trade fran nahi lgani chahye q k jub hmain profit milta hai tab market ki sort e hal hmay favor main hti hai jub k hmain bad main market ki sort e hall wo nahi mil pati hai jis se hmain agli trade se loss ho jata hai or aysa hota hai k jub humain agli trade se loss hota hai jo profit era kiya hota hai wo bhi minus ho jata hai tu ayse kbhi bhi rading na kaen jis se apko loss ho ap aghr aik tade se profit eran kar chuky hain u boht achi bat hai apko market ko cor ddena chahye jub ap once more k chakron main parh jaty hain tu apko jo kuj mila hota hai wo bhi nahi rhata hai or hum apni trdaing main buri trha nakam bhi ho jaty hain tu apni trdaing ko jitna save rakh kar karengy otna he apko faida mily ga
                    • #11 Collapse

                      Re: Question : over trading kiya hy or is k benefits ye nuqsaan kiya hen?

                      Ji mere Bhai aapane bahut achcha sawal Kiya aur trading ka matlabke ek waqt mein ek se jyada trade lagani hai Paras trading business mein trade ja market ki movement ko dekhte hue unhen samajh nahin aati hai jab US dollar upar niche hota hai to vah somewhere ki-moon karte hain aur gold aur current oil remove karta hai freedom movement ko alag alag samajhte hue Jahan movement dikhaya wahan trade apni open kar deta hai jiski vajah se uske paas balance uska risk mein Chala jata hai aur iske liye vah bahut bada risk uthata hai iski vajah se uska kaun wash bhi ho sakta hai agar overtrading yah ek waqt mein bahut jyada trade open nahin karenge to unke paas balance mein Mar jaen maujud hota hai jiski vah acchi aur confirm khet bhi use kar sakte hain isiliye hamen overtrading nahin karni chahie aur trading se hamen kafi nuksan ho sakta hai isliye agar aap big loss se bachana chahte Hain to aapko overtrading se bachana chahie balki aapko market ko analyse karte hue sirf ek lagani chahie jisse aapko ek achcha profit hasil Ho
                      • #12 Collapse

                        Re: Question : over trading kiya hy or is k benefits ye nuqsaan kiya hen?

                        Ji han friend ap ny bot acha question kea hy is topic py bt honi chaiy q k over trading forex k liay behad risky hy over trading k dakha jaiy to zyada tra nuqsanat hi han faida koi ni hr trader chahta hy k usy acha profit ho mgr jo traders chahty han k unan bagar mehnat k zyada profit ho or wo jaldi ameer ban jain asy trading lalich m a kr over trading krty han jo k unan kbi b profit hasil ni hona dyta asy traders ko agr loss ho jata hy to wo or zyada trades open krty rahty han wo confused ho jaty han or over trading krty han traders ko smjna chaiy k over trading m sirf loss hi loss hy is liay wo is sy bachny ki koshish karan
                        • #13 Collapse

                          Re: Question : over trading kiya hy or is k benefits ye nuqsaan kiya hen?

                          Forex trading business may jab ek trader ek say ziyda trade order laga dy at a time ziyda profit kay chakro may tw isko overtrading kahty hain overtrading kay naqsan hi hoty hain humsha humain kabi bhi over trade nahi lagni chahye balkay koshish karni chahye kay ek waqt may ek trade order lagain or profit ka wait karain ziyda profit kay chakro may jab hum ziyda trade order lagty hain tu humain sometimes bohat heavy loss ka samna karna parhta hai loss sah bachne kay liye overtrade nahi lagna chahye humsha apne balance ko dikhty hoe trade order lagna chahye humsha kam risk lyte hoe trade order lagni chahye kyu kay lalach may kabi bhi hum kamyab nahi ho sakty balkay ulta naqsan bardasht karna parhta hai ziyda balance ho fw overtrading say hum thora profit hasil kar sakty hain mger kam balance may humsha account wash ho jata hai or loss ko recover karna bohaf ziyda muskil...
                          • #14 Collapse

                            Re: Question : over trading kiya hy or is k benefits ye nuqsaan kiya hen?

                            Opening last 30 minut mein kya hua dikhayenge dekh Lenge usko dekhna chahte ho Upar ki taraf se Chala Gaya Police case mein kya hota hai ki hai ki aap pure Din Mein pure Din Mein Jo Hai Chala Gaya vah vah Chala Gaya hundred 5 Tak lekin last last Aate Aate Jab market closed hone ki time Aaya to sala Itna Jyada Had Ho Gai Itna jyada ho gaye ki Uske isme Jo price market close Hote Hote Ja Jo price
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Question : over trading kiya hy or is k benefits ye nuqsaan kiya hen?

                              Dear member overtrading aik bimari hai jo ki Ham apny loss ko chhupane ke chakar mein karte Hain, ek dafa agar Ham ismein involve Ho jaen to phir nuksan liye bagair ya nahin chorati. Yah bahut sure shot Hai ki trading mein over trading kabhi bhi benefit Ka bais nahin banti balki hamesha nuksan Ka bais banti hai. Jab Hamari trades Loss mein hoti hain aur market reverce move karti rahti hai to Ham opper ja kar ek aur trade place kar dete Hain aur mazjid pareshani mein phans jaate Hain is liye kabhi bhe overtrading nahin Marni yah dusri Surat mein Ham currency pairs per ek hi waqt mein ziada trades laga dete Hain aisa karna bhi bahut nuksan hota Hai koshish karen is se avoid Karen.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X