Jaiza:gold par hi q .
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza:gold par hi q .
    JEE main yah Janna chahta Hoon ke log sare gold per hi kyon lagate Hain iske alava kyon nahin lagate gold ki value kya sabse jyada hai aur gold per trail khane se kya fayda hota hai aur golde trade karne se kya hamen loss jyada ho sakta hai ya isase hamen kyon jyada gold cup FIFA Kiya jata hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza:gold par hi q .

    Dear ais market mai ap k pass bahot sary pairs hai jin par ap trade kar sakty hai aor ais market mai profit bana skaty hai ye zarori ni hai k ap gold par hi kaam kary agar ap ne ais market mai kama karna hai to ap ko ais market mai ye dekhna hai k agar ap ais market mai jo pair select karty hai trading k liay aus ka trend ap ko pata ho aus k sath sath ap aus pair par risk atna ley jitna ap k account k hisab se sahe ho ap ko pair ka pata ho k ye aik din mai kitna move karta hai agar ap ais market mai aik pair par kaam karty hai to aus k resistance aor support level ap ko yaad hoty hai aun par ap asani se kaam kar sakty hai aor acha profit bana sakty hai ais mai ap ko ye dekhna hai k ap jis pair par kaam karny lgy hai wo ap k liay sahe hai ya nai.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza:gold par hi q .

      Gold par ziada tar traders isliye trading kartey hein kioun keh Gold mein aik to Movement kafi ziada fast hoti hey aur dusra uski jo Pip value hey woh kafi ziada hey matlab agar aap us mein 0.01 ki bhi trade lagatey hein to woh bhi 1 doller consider hoti hey aur apko aik point par hi aik doller milne lag jata hey is wjha se bohot sarey traders Gold ko isliye bhi pasand kartey hein aur is par ziada profit karne ki gharz se is mein trade lagatey hein lekin jahan yeh profitable hey uske sath sath yeh bohot hi ziad risky bhi hey aur jo traders bhi is mein Knowledge and Experience ke baghair enter hotey hein woh is mein just aur just loss hi kartey hein isliye agar hamen ziada experience nahin hey Market ka to hamen gold trading se avoid hi karna chahiye.
      https://t.me/pump_upp
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza:gold par hi q .

        Gold Forex market ka sab se profitable pair hay aur me samjta hon yahi 1 waja hay jes ki waja se gold par bahot hi zeyda aur other kesi be pair se zeyda time hoti hay, traders ki har mumken koshish kam time me aur bahot zeyda profit earn karny ki hoti hay aur es key ley gold ko suitable pair samja jata hay, gold traders acha experience aur knowledge key base par gold ki market me risk ko samjty howy trading karty hey agar gold ko profitable samaj kar trading ki jaye to ye jetna profit de sakta hay enta loss deny ki be taqat rakta hay.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza:gold par hi q .

          Forex trading business mai gold ki trading ziada ter iss liye ki jaati hai kay uss mai movement bohat Ziada hoti hai aur profit bhi usi ratio say ziada hota hai. Lakin gold ki trading kertay huay traders ko jis baat ka ziada khayaal rakhna chaiye wo uss ka spread hai. Spread ziada honay aur movement ziada aur tez honay ki wajah say Agar lot size Thora sa bhi ziada Barha Lia jaey tou loss ka chance barh Jata hai. Traders gold ki trading iss liye ziada kertay hain kay profit ziada ho Lakin ye baat bhool jatey hain kay usi hisaab say Agar loss ho jaey tou account wash bhi bohat speed say hojata hai.

          Gold ki trading USA market mai ziada hoti hai iss liye traders ko ye bhi khayal rakhna chaiye kay Pakistani waqt kay mutabiq 7 bajey say European aur us market 2 hours kay liye overlap ker rahi hoti hai uss waqt gold ki scalping ki jaey tou buy aur sell dono mai he acha profit kamaya jaa sakta hai. Iss liye gold ki trading kerni tou zarur chaiye laikin bohat daikh bhaal aur soch samajh kay he kerni chaiye a
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza:gold par hi q .

            Gold mein trading Karne ki sab se bari vajah yah hoti hai ki bahut kam capital mein aap trade laga dete Hain aur profit ki shera zyada hoti hai. Gold ki market bahut tezi se move karti hai aur jo log yah chahte Hain ki vah zyada jaldi earnings lain to woh Gold per kam karte hain lekin is se aap ko loss bhi Bara aa sakta hai koshish karen ki money management Karke gold ki trading Karen. Gold aik precious metal hai aur bahut expensive trade hai lekin kam capital se lag jaati hai aur vah tamam traders Jo jald se jald unhen Lena chahte Hain vah gold ko hi pasand karte Hain. Gold trading karte waqt US dollar and and news Ka khyal rakha Karen.

            اب آن لائن

            Working...
            X