Jaiza:loss q hota h
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza:loss q hota h
    ji Bhai main yah Janna chahta Hun ki Ham forex mein kam karte Hain to hamen ismein loss kyon hota hai aur ismein newtrade hamesha loss hi kyon karte hain ismein loss ke alava Koi aur HAL nahin hai ki Ham sirf ismein profit hi Karen aur ismein jyada se jyada profit hasil karne ka koi tarika bataen jisse Ham loss a bicycle loss Ho Hina 0% loss
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza:loss q hota h

    Forex trading business Mein loss Ki Sabse Badi vajah Hamari Khud laparwahi aur knowledge ki Kami ki vajah Se Hoti Hai Hamen chahie ki Ham Apna Jyada Se Jyada time Forex trading business ko learn karne may guzre Jyada Se Jyada information Jama Karen aur knowledge Hasil Karen aur Apna experience build karne ke liye demo kaun se practice Karen Taki easily profitable trade select Karke profit Hasil Kiya Ja sake Jo traders knowledge information experience ko ignore karta hai aur direct Forex trading business Mein real account per trade order lagata hai aise trainers Hamesha loss uthty hain isiliye Har traders ko chahie ki vah sabse pahle learning per focus rakhen then earning per Jab Hamara focus earning ki taraf hota hai tab Ham Hamesha loss uthty hain main chahie ki Ham Forex trading business ko samjhaie understand Karen aur FIR earning ke liye koshish kabi bhi begaar knowledge or experience kay trade order nahi lagnj chahye...
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza:loss q hota h

      Dear jab hum ais market mai kaam karty hai to hum ais mai kai dafa ghalti kar dety hai jis ki waja se hum ko ais market mai loss ho jata hai jaisy hum ais market mai trade lagany se phly analysis ni karty hai aor ais market mai loss kar lety hai aor aus k sath sath hum ais market mai lot bari laga dety hai jis ki waja se hum ko agar trade par loss ho to zayda loss hota hai aisy hi hum apni trade k sath stop loss ni lagaty to hum ko agar trade par loss hota hai to hum ko zayda loss hota hai jis ki waja se ap ka account wash bhi ho sakta hai agar ap ne ais market mai safe ho k trading karni hai to ap ko ais market mai discipline k sath kaam karna ho ga tab ap ko ais market mai faida ho ga aor ap ais market mai kamyab ho sakty hain.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza:loss q hota h

        Looss ki sab sy bari jo wja wo ham khud hy. Mgr sime time hmari qisamt mn bhi hota. Qn k insan jo kuch sochta wo as it uski life mn ni hota.
        Jab ham forex ki bat kren gy to is mn to loss ki wja ap khud hoty or ap k analysis hoty.
        Ya to apky pas pora knowledge ni hota or ap trade lga dety hain.
        Ya ap emotional ho k trde lga lety.
        Kabhi apmy lalich ki wja sy loss mn chly jaty.
        Training ki kami ki wja sy bhi loss hota.
        To sab sy bari wja bnda khud hy agr apny knowledge k sath training bhi achi kr ly to loss km sy km hota.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza:loss q hota h

          Trading Mein Loss hone ki buniyadi wajah Hamari Ye galat judgement of trend aur prediction hoti hain. Agar humne trade Lagane se pahle acchi judgement Kar Li to bahut zyada chances hain ki Ham profit Mein Jaate hain lekin Jab Ham trend ko Sahi tarike se judge nahin kar paate To Hamen trading Mein Loss Aana shuru ho jata hai. Trend ko judge karne ke liye different traders different charts time frame ke hisab se use karte hain lekin Hamesha koshish Karni chahie ki aap chart ko 4 hours ya Day time frame ke hisab se check Karen Kyunki Agar aapki judgement ghalat Ho gi to to us mein Kafi time required hota hai lekin agar aap ne Chhote chat per judgement leni hai kisi bhi Ke Jab aap tradeplace karen to vah next bar reverse ho jaaye. Trading general traders ke predictions ko batate Hain isliye aap koshish Karke unko follow Kiya Karen aur Ek Se Jyada senior members ki advice Ko follow kia Karen tab aap ki trade aap ko loss Se Bachaye gi.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza:loss q hota h

            Dear fellows forex aik profitable but risky business ha jis ma agar ham dhyan se trading ni karain gay ham is ma profit k bajaye loss kar jayain gay is lye trading ma bohat sari chezon ka khayal rakhna padta ha, Loss har business ka hisah ha, lakin forex ma loss ki reasons bohat sari hain
            Loss q hota ha:
            1. lack of learning: sab se badi wajah forex ma loss ki woh ha proper learning ka na hona, traders baghair learn kye trading se paisa kaman chahtay hain jis ki waja se un ko loss hota ha
            2. demo pe practice ki kami bhi aik bohat badi wajah ha,
            3. lot size ka ziadah use karna apnay capital k hisab se lot size ko select na karna bhi aik boaht badi wajah h
            4. trend k against trading karna bhi loss ki boaht badi wajah ha
            5. over trading bhi forex trading ma loss ki boaht badi wajah ha, log overtrading k zarye profit earn karna chahtay hain
            6. stop loss aur take profit ko use na karna bhi loss ki boaht badi wajah ha
            7. trading attitude ki kami bhi loss ki wajah ha., professional trader na hona bhi loss ki reason ha
            8. market ko analyse kye baghair trading karna
            9. greed bhi aik wajah ha loss ki
            10. rules se hat kar k trading karna is se bhe loss hota ha
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza:loss q hota h

              Loss and Profit har business ka aik hisa hota hey aur forex mein bhi hum agar work kartey hein to hamen is business mein bhi loss ko face karna parta hey aur aisa koi bhi purey world mein trader nahin hoga jo bilkul 0% loss par work kar raha ho is business mein kam kartey huwe apko thora thora loss ka maza bhi chakhna hota hey lekin jo traders is business mein acha knowledge and experience hasil kartey hein unki is business mein jo loss ki ratio hoti hey woh bohot hi kam hoti hey aur woh is business mein bohot hi smooth tarikey se work kartey jatey hein aur woh is business mein apne Risk Ratio ko kafi ziada High rakhtey hein jis se Loss bohot hi kam aur profit bohot hi ziada hota hey.
              https://t.me/pump_upp
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza:loss q hota h

                Dear friend ap ny bot acha question kea hy forex hi kya dunya ka koi bi kam ho koi bi business ho us m hamy jahan profit hota hy wahin loss b hota hy ham kisi bi kam m sirf or sirf profit hi hasil ni kr skty chahy ktna hi bara expert trader q na ho usy kahin na kahin loss ka samna krna prta hy khas kr new traders zyada loss krty han un k loss ki bot c wjohat hoti han jasa k ham jb forex ko join krty han to us sy unjan hoty han ham smjty han k forex aik behad easy business hy is m zyada mehnat ki zarort hoti hy new traders smjty han k wo jaldi sy ziada pasa kma kr ameer ban jain gy un k pas learning km hoti hy or km knowledge or experience ki wja sy wo achi trading ni kr paty is liay zyada loss krty han
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza:loss q hota h

                  bhai jan loss hony ki boht se wajohat hoti hai or loss hony ki sub se bari wa khud trdaor hoty ain or khud he loss ka sbab bnty hain forex main loss kesy hota hai hum sub jany hain tu hmain aghr forex main kamyab trdang karny hai tu har os factor ko avoide krna hoga jis se hmain loss hota hai ab hum loss hony ki jo common wajohat hain un par bat karty hain.
                  1: jin mambers ki trdaing skills weak hoti hai un ko bhi loss zyda hota hai.
                  2: lake of knolwedge
                  3: expiernce kam hna bhi loss ka saba bna hai.
                  4: jald bazi main trdaing karny se bhi loss hota hai.
                  5: jub ap lalach karty hain or bara riks lety hain tab bhi loss hota hai.
                  6: market k aginst trdae lagany se loss hota hai.
                  7: stop loss na use karny se bhi loss zayda hota hai.
                  8: money mangement ka khyal na rakheny se bhi loss hota hai.
                  9: demo account main trading ki practice na karny se bhi loss hota hai.
                  10: analysis ka best use na ho tu bhi loss ho jata hai.
                  iu hmain sub ko chaye k forex man jin jin fcators se hmain loss hota hai sub ko apni trading main khas sikhny k point par rakh ka one by one un par kam karen or apni trading ko bahtr kar k karen ayse hmain kbhi bhi zyda loss face nahi karna parhta
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza:loss q hota h

                    Loss Forex business me trading ka 1 part hota hay jo business real aur legal hota hay to es me loss na ho ye kesy possible hota hay, Forex market risk involve hony ki waja se hi traders ko loss ho sakta hay, traders ka knowledge aur trading skills etna kam hota hay key un ko bar bar aur long time tak be loss ho sakta hay, agar mistakes ko control kia jaye to loss hony me kafi had tak kami to a sakti hay magar per be zarori hay key traders es business me qualified traders ban jany key bad be es business ko risky aur loss karny wala business hi samjy.
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza:loss q hota h

                      Loss hamesha apni ghalti aur ghalat planning say hota hai. Business koi bhi ho uss mai profit aur loss kay darmiyaan aik bareek so line hoti hai aur bohat narrow space hota hai aur choti si ghalti bhi uss line kay opposite lay jati hai. Forex traders kay liye Agar daikha aur samjha jaey tou bohat ehtiaat say kaam kerna he behtar hota hai kiyu kay traders kay liye baar baar investment arrange kerna aik bohat mushkil kaam hai aur profit kay liye bohat mehnat bhi ki jaati hai.

                      Forex trading mai loss kay reason aisay hai jo her trader apni trading seekhnay aur start kernay kay pehlay week mai he pata chal jatey hain magar ye bhi traders ki ignorance he hoti hain kay woh unhain ehmiat nahi daitay aur ye samajhtay rehtay hain kay unn say ye ghalti tou ho he nahi sakti magar wohi ghalti ya ghaltiaa wo baar baar ker bhi rahey hotay hain. Traders ko apni mistakes ki lists Banani chaiye aur apnay liye aik check list Bana laini chaiye takay wo trading kertay huay usay bhi daikhtay aur parhtay rahey aur wo ghaltiaa repeat nahi karain Jinn say loss hota hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza:loss q hota h

                        Forex trading business Mein loss Ki Sabse Badi Bajar Hamari Khud laparvahi aur knowledge ki Kami ki vajah Se Hoti Hai Hamen chahie ki Hamen Apna Jyada Se Jyada type Forex trading business Milan karne mein Gujar na chahie Jyada Se Jyada information Jama Karen aur knowledge Hasil Karen aur apne experience bold karne ke liye Demat account per practice Karen tar ke isliye for table train select Karke perfect Hasil Kiya Ja sake Jo traders knowledge information experience ko ignore karte hain aur direct Forex trading business Mein rail account per trade order Lagate Hain Aise trainers Hamesha loss hote hain isliye Har traders ko chahie ki vah sabse pahle labaik per focus rakhen then earning per Jab Hamara focus earning ki taraf hota hai tab Ham Hamesha loss uthate Hain Hamen chahie ki Ham fracturing business ko samjhaie understand Karke aur FIR earning ke liye koshish karen bagair knowledge experience care trade order Nahin Lagana chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza:loss q hota h

                          forex mai jab hum lalchi ban ky mistakes ko avoid kar ky jald baze mai aa kar kam karty hain to hamy loss ho jata hain hamy mistakes ko avoid karna ho ga pher he hum loss ko avoid kar saky gy hamy forex mai siraf forex sy related bat karne chahe pher h hum acha bonus kama saky gy forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum s maai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga hum isy apna profesional career be baana sakty hain hum is mai agar tuka system ys kam ary gy to hamara account baned ho jy ga forex paksiatan mai legal ban cuka hain hum is mai part time be kam kar saty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is maai free account bana kar be kam kaer sakty hain forex aik international business hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza:loss q hota h

                            Assalamu Alaikum dear friend Forex trading business Mein loss Ki Sabse Badi vajah Hamari Khud laparvahi knowledge ki Kami ki vajah Se Hoti Hai Hamen chahie ki Ham Apna Jyada Se Jyada time Forex trading business karne mein jyada Se Jyada information Jama Karen aur Jyada Se Jyada knowledge Hasil Karen Taki aap acche experience Ke Malik Ho Achcha experience board karne ke liye demo account se practice Karen Taki easily profitable traders knowledge information experience ko ignore karta hai aur direct Forex trading business Mein real account per trade order Lagta Hai Aise trainers Hamesha loss uthate Hain isliye Har trader ko chahie ki vah sabse pahle learning per focus rakhen then earning per Jab Hamara focus earning ki taraf Jata Hai hota hai tab Ham Hamesha loss uthate Hain Hamen chahie ki Ham Forex trading business ko samajhne understand karne aur acchi earning ke liye koshish karen bagair knowledge or experience ke trader order Nahin lagni chahie isase Hamen loss hota hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza:loss q hota h

                              hamare mistake ke waja sy hamy loss ho jata han or agar hm kamayb trader banna chaet hain to hamy apne mistakes ko find out kar ky dursut kar ky kam karna ho ga pher he hum paiasa kma saky gy hamy learning gan kar ky forex mai kam karna ho ga forex aik best business hain hum is mai loss sy learning gain kary gy to hum loss sy bach ky kamaybe hasla kar ly gy forex aik big bsiness hain is ko smajna aik din ka kam nai hain hamy analysis ko use kaar ky kam karna ho ga pher he hum agy bar saky gy forex aik best business hain is maai job less man sbe kam kar sakty hain hum gar mai bat kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye haamy kise be office mai jany ke need nahi hote forex pakistan mai legal business ban cuka han

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X