Transaction ID se kya Murad hoti hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Transaction ID se kya Murad hoti hai?
    Transaction ID se kya Murad hoti hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Transaction ID se kya Murad hoti hai?

    Dear ap jo bhi ais market mai kaam karty hai aor aus par profit bana k aus ko wiothdraw karwna chaty hai to aus mai ap jab withdraw ki request lagaty hai to aus ko banda jis id se track kar sakta hai aus ki aik id hoti hai aus ko Transaction ID hoti hai aus mai ap ko ye pata chal jata hai k ap ne ais mai ye request ki hai aor ap ki request kaha tak ponchi hai aus k sath agar ap ne account par withdraw lagya hai aor aus ko cancel karna chaty hai to aus k liay bhi ap ki yehi Transaction ID use hoti hai jis ko ap use kar k apna withdraw cancel karwa sakty hai ais liay ap ko apni ye mail delete ni karni chaye jis mai Transaction ID recive ho ap ko jab tak ap ka withdraw ni aata ap ais ko delete mat kary kisi bhi time zarort par sakti hai.
    • #3 Collapse

      Re: Transaction ID se kya Murad hoti hai?

      Transaction ID:

      Jab aap kisi bhi online bank ke sath koi bhi ID open kartey hein to us mein jab aap Deposit ya Withdraw kartey hein to uske keliye apko apna aik Transaction ID set karna hota hey kioun keh is trha koi bhi apke account se pesa nahin nikalwa sakta hey jab tak keh aap apna Transaction ID enter nahin kartey hein aur yeh aik kisam ka Code hota hey jo sirf apke pas hi hota hey aur aap hi us ko withdraw ke time laga saktey hein Otherwise agar aap woh ID kisi aur ko dedetey hein to phir aapka withdraw koi aur bhi laga sakta hey aur is trha se phir apka account safe nahin hota hey.
      Jab hum International Online banks Jesa keh SKRILL & NETELLER aur iske ilawa aur bhi banks hein jab hum inke sath account open kartey hein to hamen aik transaction ID set karna hota hey jo hum khud se kartey hein aur phir hum jab bhi kabhi withdraw lagatey hein to hamen wo Transaction ID dena hota hey tab hi hum is mein withdraw laga saktey hein.
      https://t.me/pump_upp
      • #4 Collapse

        Re: Transaction ID se kya Murad hoti hai?

        Transaction ID say taqreebun tamaam loogo ka he waasta parta rehta hai aur yeh sirf forex trading mai use honay waali term he nahi hai bulkay kaha bhi payments cash kay ilawa kisi bhi shape mai aik jagah say Dusri jagah bhaiji jaey, bank say transfer ki jaey, online withdraws ho ya deposits ho, phone banking ho ya teller banking ka tareeka kaar ho her jagah transfer ya receive kay proof kay liye aik system generated code ka record banaya Jata hai takay Agar kisi client ko ya customer ko koi pareshani ho ya transfer complete nahi ho saki ho to uss system generated code say pata chalaya jaa sakey. Jab tak aik payment aik jagah say Dusri jagah transfer ho kay transaction mukammal na ho jaey aur confirmation na mill jaey uss waqt tak transaction ID he history aur tracking ka record Bata sakti hai.
        • #5 Collapse

          Re: Transaction ID se kya Murad hoti hai?

          dear transaction I'd wo hoti jub ap koi withdraw ya deposit karte hain tu ap ko aik tracing code dia jata ha ya create kia jata ha agr ap ke deposit ya withdraw me koi problem ati ha tu ap wo transaction I'd support center ya admin ko bata kar apna problem theek karwa sakte hain transaction I'd aik kisam ka tracing code bhi hota ha jo capital ke owner ko dia jata ha

          farz karay ap ne aik transaction lagai withdraw ki ya deposit ki or wo pending per hain or wo complete nehi ho rehi ha tu ap support center ko bataye gay wo transaction I'd ke meri yeh transaction kafi time se problem me ha tu next agay wo broker os transaction I'd ke zariey sub kuch find kar le gay ke ap ne kitna order lagaya or kub lagaya is liey jub ap transaction lagatay hain tu sath me aik transaction I'd ap ko di jati ha
          • #6 Collapse

            Re: Transaction ID se kya Murad hoti hai?

            Dear friend forex trading ho ya phr koi bi payment processor ho is main jab bi ap ko withdraw lagaty han ya withdraw laty han ya ap accounts main ap pasey jama karwaty han to is ko transition kehty han or har transition ka apna number hota ha jis ko hum transition ID kehty han ap jab bi forex trading sy ap withdraw laty han ya deposits karwany han to in ki aik transition ID banti ha jis sy ap apni payment confirm kar sakty han pay ho ge ha k ni is ley humy ziada sy ziada apni transition ID ko note rakhena chae ha ta k jab bi zarorat pary to humary pass humari transition ID save hon hum transition ID da saken is k jab ap mobile load karny jazz cash account main pasey dalny or nikalwany sab ki transition ID hoti ha
            • #7 Collapse

              Re: Transaction ID se kya Murad hoti hai?

              Dear Forex business me jab be ham apny trading account me money deposit karty hey ya per profit ko withdraw karty hey to hamy har transaction ki id be mil jati hay es ka faida ye hota hay key apny order ko es transaction id se trace kia jaye, agar deposit ham kar lety hey aur zeyada time tak money hamary trading account me nahi ati to helpline par ham apny order ko esi transaction id se hi follow kar sakty hey esi tarha profit ko jab withdraw kia jata hay to es id ka faida ye hota hay key agar profit skrill account me na aye to ye id use karty howy ham apni complain ko helpline par note karwa sakty hey.
              • #8 Collapse

                Re: Transaction ID se kya Murad hoti hai?

                Forex business Mein Jab Bhi Ham Apne trading account mein money deposit karte hain ya FIR profit ki vah drive Karte Hain To Hamen Har transcription kiad bhi mil jaati hai iska fayda yah hota hai ki Apne order ko is junction se track kiya jaaye Agar deposit Ham kar lete hain aur Jyada time Ek Money Hamare trading account mein nahin aati to helpline per Ham Apne order ko ISI action add trading account mein nahin aati to helpline per Ham Apne order ko ISI action add Se Hi follow kar sakte hain ISI Tarah profit Ko Jab with Kiya Jata Hai To is ad ko fayda yah hota hai ki agar profit sakriy account mein Na Aaye To yah add use karte hue Ham apni complaint ko helpline per note Karva sakte hain is Hamen fayda hota hai ki Ham ismein Kamyab ho sakte hain aur ham acchi trading kar sakte hain To Hamen chahie Kya mehnat Karen aur Achcha bonus Hasil kar sake Kyunki Main To Karenge hi to Achcha bonus Hasil kar Payenge
                • #9 Collapse

                  Re: Transaction ID se kya Murad hoti hai?

                  Ji Assalamualaikum Pyare bhaijaan frocks business Mein Jab Bhi Ham Apne trading account mein money sports karte hain yah profit ko bhi travel Karte Hain To Hamen Har transcation ki add bhi mil jaati hai iska fayda yah hota hai ki Apne order station adcetris kiya jaaye Agar deposit Ham kar lete hain aur Jyada time Mani Hamare trading account mein nahin aati to helpline per Hamen Apne order ko ISI trepidation add Se Hi follow kar sakte hain Aisi Tarah profit Ko Jab withdrawal kiya jaaye to ka fayda hota hai isliye Hamen chahie ki Ham Jyada Se Jyada mehnat Karne acche se kam Karen Taki Ham Kamyab ho sake aur apne Karm Kamya reply aur dekh Soch Samajh Kar kam Karen tab hi Ham Kamyab ho sakte hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: sajidzaman پيغام ديکھيے
                    Transaction ID se kya Murad hoti hai?
                    Transaction id sy murad yeh hoti hai kay ap jab koi be apni trade ko pending ya phir active trade main open karty hain tu ap ki us trade ki aik transaction id issue kar di jati hai. phir ap ka koi be mamla us trade sy hoga tu ap transaction id dy kay apny broker sy us ko discuss or solve karwa sakty hain. yeh ap pay depend karta hai kay ap pending order open karain ya active order open karain us ki base pay ap ko apni trade ko behtar kar sakty hain.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X