Jaiza: Forex Trading signals
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Forex Trading signals
    Assalam o alaikum dear members and traders. Umeed hai aap sub bohat achay hongay. Forex trading mai aik baat ya tool jo traders kay liye bohat ziada importance rakhta hai aur uss kay zariye traders bohat acha business kernay mai kaamyab hotay hain woh achay strong aur reliable trading signals hain.

    Trading signals wo ishaaray hotay hain jo senior expert traders aur forex market analyst ki taraf say diye jatey hain kay ab market kiss taraf move Karey gi aur kona sa pair kaha tak price move jatey ga. Sell aur buy ki ratio kia hogi aur price limit kaha hogi. Signals sirf trades ki taraf say nahi diye jatey bulkay aisay experts bhi signals daitay hain jo sirf market ko monitor ker rahey hotay hain aur uss mai currencies kay signals, metals kay signals aur future energies kay signals alag alag bhi ateu hain aur Kuch experts sub kay signal daitay hain.

    Forex kay signals market ki movements big time frame mai analysis ker kay, news ko monitor ker kay, aur near future ki demand aur supply ko daikhtay huay diye jatey hain. Signals ka total taluq market ki movement say he hota hai. Achay traders jinn ka knowledge aur interest market mai bohat acha hota hai woh khud bhi signals generate kertay rehtay hai aur apnay friends ko aur social media pay share kertay rehtay hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Forex Trading signals

    Dear ap ne dekha ho ga k ais market mai kuch log trading sekh k ais market mai kaam ni karty hai aor ais mai wo signals dety hai jab wo log ais market mai signal dety hai to wo ais market mai achy signal hi post karty hai jis k badly aun ko fee mil jati hai aor aun ko ais market mai trade ni karni parti ap ko pata hai k bahot sary traders hai jin ko trading karni ni aati aor wo ais market mai logo se signal le k kaam karty hai aor ais market mai se paisa kamaty hai agar ap ne ais market mai khud trading karni hai to ap ko ais mai kaam sekhna chaye aor aus k baad ais market mai kaam karna chaye agar ap signal par kaam karty rahy gay to ap pori life ais market mai logo se signal hi mangty rahy gy ais liay ais market mai khud kaam kary aor apny analysis kar k trade lagye.

    Click image for larger version

Name:	Forex Signal.jpg
Views:	3
Size:	32.7 کلوبائٹ
ID:	12325209
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Forex Trading signals

      Dear member baniadi tour per technical analysis aur fundamental analysis combined Ka rke predict Kiya jata hai aur use se ek result nikalta hai Jisko signal ka naam Diya jata hai. Bahut Sare senior log Aise Hain Jo sirf Apne trading signal kar sell rahe hain aur is se Hasil kar rahe hain. Dear signal hundred percent true Nahin ho sakte uski vajah yah Hai Ki woh predictions ki buniyad per Diye Jaate Hain aur Market Mein Koi Aisi Rapid change a sakti Hai Iski vajah se a signal galat bhi ho sakte hain. Lekin Mere Khyal mein Hamen signal Ke Chakkar Mein Nahin parhna chahie balke yah sikhana chahie ki market ko technically Kaise analyse karna hai aur fundamentally Kaise follow karna hai, is tarha hamare pass Hamare Apne signal Hon ge aur Hamen Kisi dusre ke signal ki zarurat Nahin paregi Yahi vah Tarika hai jo professional traders Karte Hain. Trading Mein 50% trader ki psychology depend karti hai aur Tamam trader isi ki buniyad per signal bhi dete Hain agar aap professional treqay learning Hasil Karen ge to aap ko Kisi signal ki zarurat Nahin Rahe gi.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Forex Trading signals

        Forex Signals:

        Forex trading signals hamen bohot sarey experts forex traders ki taraf se miltey hein jo keh unkey experience ka aik nichor hota hey aur mein samjhta hun keh agar hum forex ko abhi learn kar rahey hein to hamen chahiye keh hum Experts log jo hein jo forex mein kafi ziada mahir hein to hamen unke bhi signals ko sath sath follow kartey rehna chahiye aur is trha se agar hum apne Analysis mein fail bhi ho jatey hein to hum Experts ke signals se kafi ziada faida utha saktey hein aur hum bohot hi kam loss kartey hein aur agar hamen apni trades mein loss ho bhi jata hey to hum Signals ke through phir us loss ko recover bhi kar saktey hain is wjha se hamen aik successful traders ko dekh kar uski qabliyat ko dekh kar uske signals ko zaroor follow karna chahiye.
        https://t.me/pump_upp
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Forex Trading signals

          Forex Trading Signals

          G han Forex trading signals hamari achi trading me bahot hi importance rakty hey ye signals hamy technical indicators key base par be mil sakty hey, aur self base par agar candlestick chart pattern ki learning se ham khud be ye signals create kar sakty hey aur news key base par market ko analysis karny se be ye signals hamy receive ho sakty hey, expert traders ki be koshish hoti hay key wo khud apny experience use kar key market ko analysis karny key bad signals provide karen, ye signals hamary ley helpful aur profitable ho sakty hey.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Forex Trading signals

            dear trader aapki baat bilkul theek hai Forex trading business Mein signals bahut jyada jaruri hai new members ke liye Taki vah Apne senior expert ki signals ko follow karte hue Apne balance ko increase karne ki koshish karen Magar koshish Karni chahie ki signals ko follow karne se pahle aap demo account per signals ka experience a sakta hai Taki aap easily Forex trading business man real account per trade lagakar Achcha profit Hasil kar sake senior expert Apne knowledge or experience ki vajah se market ka analysis karte hain aur aapko profitable trade order Lagane ke signals provide karte hain bahut se traders paid signals provide karte hain aur bahut se traders VIP signals provide karte hain aur bahut se main expert traders 50% share profit ke signals provide kitni hai aur bahut se expert traders account management Karke aapko profit Dete Hain koshish karen Apne expert traders ke signals ko follow karte hue trade lagaen aur apne experience ko gain karne ki koshish karen Taki aap khud bimar katka analysis Karke easily Apne signals develop kar sake aur accha profit Hasil kar sake new members ko chahie ki vah Hamesha koshish karen ki Apne senior expert traders ke signals ko follow Karen kabhi bhi Khud Se trade order na lagaen aur loss Se bachne Ki Koshish Karte Rahe Shukriya
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Forex Trading signals

              singals ke forex mai bohat value hain hamy forex signals ko f ollow karr ky kam kara ho ga pher he hum agy bar skay gy forex aik best busienss hain hum is mai 24 ganyt mai sy kese be wakt ka time tabnle bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar bager learing ky kam kray gy to harma accoutn baend ho jy ga forex busines mai hum apny boss ap he hoty hain yai aik legal business hain hum is mai aik din mai 50 posts or 4 thred bana sakty hain hamy analysis ko learn kar ky use kar ky kam karna ho ga pher he hum agy bar skay gy forex aik famous tareen business hain hum is mai agar tuka sysstem sy kam kary gy to hamara account baned ho j y ga forex aik legal business hain is jasa koi r business nahi hain dunya bar mai forex aik internaitonal or unique business hain
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Forex Trading signals

                hamy forex business ko achy sy samaj kar is main signal ko follow kar ky is main trading karni chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain ham is main out ff cost account bana kar be kam kar sakty hain ham is main day main kam kar sakty hain or ham forex business main night main be kam kar sakty hain yai aik asa business hain jis main kam karny ky liye hamy kisi be office jany ki zarort nahi hoti ham apny gar beth kar is main kam kar sakty hain forex main demo hamara acha ustad hain hamy is par dail y2 yai 3 ganthy practice karni chahey pher hi hamy real account main kam karna chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha profit hasil kar sakty hain yai aik asa business hain jis main hamara koi boss nahi hota
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Forex Trading signals

                  singals ke foreign exchange mai bohat cost hain hamy forex indicators ko f ollow karr ky kam kara ho ga pher he hum agy bar skay gy foreign exchange aik excellent busienss hain hum is mai 24 ganyt mai sy kese be wakt ka time tabnle bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar bager learing ky kam kray gy to harma accoutn baend ho jy ga forex busines mai hum apny boss ap he hoty hain yai aik legal commercial enterprise hain hum is mai aik din mai 50 posts or 4 thred bana sakty hain hamy evaluation ko learn kar ky use kar ky kam karna ho ga pher he hum agy bar skay gy foreign exchange aik well-known tareen enterprise hain hum is mai agar tuka sysstem sy kam kary gy to hamara account baned ho j y ga foreign exchange aik felony business hain is jasa koi r commercial enterprise nahi hain dunya bar mai forex aik internaitonal or particular commercial enterprise hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Forex main trading jab be karain. Ap pehly us ko seekh lain. Ap ko pata hona cheye kay ap jo trade kar rahy hain us mai ap ko signal kaisy lainy hain or ap jab tak kisi or kay signal ko use karty hain tu ap ko pata hona cheye kay ap ko apni trade ko manage karny kay leye kin cheezo ko seekhna hai or practice karni hai jis ki base pay ap achi trade kar sakty hain. Ap apni trade main analysis kudh karian. risk management or money management jab kudh karna seekh jain gy tu ap asani sy apny pairs ko achy profit main trade ko close kar sakty hain.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X