Jaiza:trading k tools ?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza:trading k tools ?
    ji Bhai yah main Janna chahta hun agar Ham trading karte Hain to ismein kaun kaun se tool hai jinko Ham use karke ek achcha aur Mr profit hasil kar sakte hain ismein kitne tarah ke to use hote Hain jinko Ham follow kar sakte hain jinko Ham istemal karte hue ek behtarin successful trader Ban sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza:trading k tools ?

    Trading tools

    Forex business me without trading tools key trading karna bahot risky kam hay trading tools ki zarorat har trader ko hoti hay agar expert traders be trading achi kar sakty hey to trading tools key base par hi kar sakty hey, without trading tools key trading kabi be profitable nahi hoti aur na hi trading tools key baghir trading karny ka risk lena chaye, koi be app trading tool use karo gey to es ka app ko nuksan bilkul be nahi hota magar es ka 100% faida app ko zaror ho sakta hay yahi tools app ki trading ki performance aur app key profit limits ko increase karny me helpful ho sakty hey.
    Click image for larger version

Name:	koi.png
Views:	1
Size:	134.2 کلوبائٹ
ID:	12325215
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza:trading k tools ?

      is business mein jab aap work kartey hein to is mein profit karne ke bohot hi ziada Methods hotey hein aur hum har method se alehda alehda profit kar saktey hein but is mein jo sab se ziad most power full tools hey woh Support & Resistance ka tools hey aur yeh mera sab se ziada favourite hey aur mein jab bhi isko follow karta hun mein achi trha se profit karne mein kamiyab ho jata hun isliye hamen chahiye keh hum always market main achi trha se wait karen aur aik achey aur Strong point ka wait karen is trha se hum is business ko bohot hi zaida jaldi ke sath pick kar saktye hein aur is mein achi trha se kamiab ho saktey hein aur aik successful trader bohot hi ziada easily aur bohot hi ziada kam time mein hum ban saktey hein.
      https://t.me/pump_upp
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza:trading k tools ?

        Dear ais market mai humry pass bahot sary tools hai jin ko hum use kar k ais market mai acha profit bana sakty hai kun k ais market mai jab hum analysis karty hai to aus time ye tools use karty hai aor ais market mai trade lagaty hai hum agar ais market mai tools ko sahe samjh k use karty hai to aun se hum ko acha result milta hai jaisy hum agar trend line lagaty hai to hum ko ye pata ho k ais mai jo trend line hai wo kaisy ho aus par zayda profit ho sakta hai aus k sath sath hum jo support aor resistance level draw karty hai aus ko dekhna chaye tab hi hum ais market mai acha profit bana sakty hai jab hum ais market mai tools use kary gay aor ais market mai se achi trades finds kary gay aus se hum ko faida ho ga.

        Click image for larger version

Name:	Tools.png
Views:	2
Size:	13.9 کلوبائٹ
ID:	12325219
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza:trading k tools ?

          Forex market main ham kabhi bhi successful trading nehi ker sakty jab tak hamain trading tools ko use kerny ka tareeqa nehi ata jab jab ham forex market main trading ka tareeqa learn ker lety hain tou hamain phir forex market main achy analysis kerny ki zarurat hoti hai ky achy analysis kerny ky bahd ham phir jo bhi trade open kerty hain tou hamain phir forex market main profit hi hasil hota hai ky tamam trading tools ko ham trade open aur close kerny ky sath sath analysis ky liay bhi use kerty hain ky hamain forex sy achi earning hasil ho saky jab ham tools ko use nehi ker sakty tou hamain forex market sy kabhi bhi acha profit hasil nehi ho sakta ky trading tools hi forex market main trade kerny ka basic knowledge hoty hain jis ko yeh bhi nehi ata woh forex market main kesy kamyab trader ban sakta hai tou hamain sab sy pehly forex trading tools ka use learn kerna chahiay then ham other knowledge ko learn ker ky forex market main kamyabi hasil ker sakty hain warna hamain forex market main investment per trade kerna bahot bara risk lagta hai ky ham her dafa trade open ker ky loss hi kerty rehain gy
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza:trading k tools ?

            Forex trading mai traders ko support dainay aur trading kay Doraan asaani pohanchanay kay liye bohat say tools mojud hain. Trading tools MT4 trading terminal pay available hotay hain jinhain traders apni requirement kay mutabiq use kertay rehtay hain. Traders ko ziada important tools jinn say waqfiat zaruri hai woh kuch makhsus tools hain. Jinn mai order execution ka pata hona zaruri hai jaisay kay instant execution aur pending orders kia hai aur kaisay lagaey jatay hain. Lot size kia hai aur iss ki kia ehmiat hai. Stop loss aur take profit kia hai aur iss ka use kaisay aur kaha kerna hai. Indicators aur chart kay patterns ko use kerna aur unhain samajh kay faida uthana. Forex trading mai jitni help aur support broker aur MT4 ki taraf say trader ko di jaati hai iss Tarah kisi bhi dusray online business mai nahi hai. Issi liye forex business online mai sub say acha aur best business hai.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza:trading k tools ?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: mianhaseeb پيغام ديکھيے
              ji Bhai yah main Janna chahta hun agar Ham trading karte Hain to ismein kaun kaun se tool hai jinko Ham use karke ek achcha aur Mr profit hasil kar sakte hain ismein kitne tarah ke to use hote Hain jinko Ham follow kar sakte hain jinko Ham istemal karte hue ek behtarin successful trader Ban sakte hain
              Forex trading Mein Achcha kam karne ke liye bahut Sare trading tools use hote hain Jaisa ke indicators news aur Iske alava Bheem market ke trend ko understand ke karne ke liye bahut Sare tools hote hain Agar aapane acchi trading karni hai to uske liye ek plan banana Hota Hai Jis plane mein aap post reading ke sare tools use karne Hote Hain sabse pahle aap market ki news ko Dekhen usko understand karne ki koshish karen ke vah kya Kahate Hain aur uska market per impact kya hoga Iske alava indicators ko watch Karen kay hua kya kaise hain aur unko use kar ke profit kis tarike se hoga Sab tools ko Hamen Apne explain Mein Shamil Karke kam karna chahie kabhi bhi sirf ek hi chij per depend Karke kam na Karen isase Achcha Nahin hoga
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza:trading k tools ?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: mianhaseeb پيغام ديکھيے
                ji Bhai yah main Janna chahta hun agar Ham trading karte Hain to ismein kaun kaun se tool hai jinko Ham use karke ek achcha aur Mr profit hasil kar sakte hain ismein kitne tarah ke to use hote Hain jinko Ham follow kar sakte hain jinko Ham istemal karte hue ek behtarin successful trader Ban sakte hain
                Foreign trading Mein use hone wale tools ki taaja bahut hi jyada hai agar Ham inhen use karna chahte hain to pahle Hamen isase ke bare mein acche information Hasil kar leni chahie Ja sake aap cake indicator ko le le yah Ek bahut hi acchi chij hai agar Ham is indication ko acche tarike se samajh Lete Hain To yah Hamen Hamari trade se munafa kamane mein main bahut madad Gar sabit hota hai lekin Agar Ham isko Sahi tarike se samajh Nahin Sakte to isko istemal karne se Hamen koi bhi fayda Hasil Nahin ho sakta isliye is Bar Bar Mein Jis chij Ka Bhi istemal karna hai Uske pahle acche tarike se Jankari Hasil karna hai Sirohi Ham usse ko acche tarike se small kar Sakenge
                https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza:trading k tools ?

                  Forex trading aik esa business hai jo ki bahut hi technical tarike se handle Kiya jata hai aur is business mein kamyabi Hasil karne ke liye pahle aapko bahut zyada hard work karna hota Hai aap ne apni post mein tools ke mutaliq sawal Kiya Hai to uske jawab mein Main yah kahun ga ki forex market mein different platform per different tool use hote hain lekin metatrader 4 aur metatrader 5 donon per title bar ke nichy toolbar hoti Hai jis ki madad se aap apne chart ko muktalif tariko se dekh sakte hain yah aap mukhtalif tools use karke apne a required Kam ko pura karte Hain. Mere hisab mein trading mein sab we best tools take profit and stop loss hote hain Jin ki madad se aap acchi trading bhi kar sakte hain aur apna account secure rakh sakte hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza:trading k tools ?

                    Dear forex business Mein without trading tools trading karna bahut risky hai pools ki jarurat hot Raider ko hoti hai agar expert traders bhi trading acchi kar sakte hain to trading tools ke base per hi kar sakte hain without trading tools ke trading kabhi bhi profitable Nahin Hoti aur na hi trading tools ke bagair trading karne ka risk Lena chahie koi bhi aap trading tools use Karoge To iska aapko nuksan bilkul bhi nahin Hota Jab aap ismein work karte hain to ismein profit karne ki bahut hi jyada methods Hote Hain aur ham har methods Se Alag Alag profit kar sakte hain but ismein jo sabse Jyada most powerful tools hai wo support & Resistance cartoons hai aur yah Mera sabse Jyada favourite hai aur Main Jab Bhi isko Ho Phoolon karta hun main acchi Tarah Se profit karne mein Kamyab ho jata hun isiliye Hamen chahie ki ham always market Mein acchi Tarah Se vate Karen aur ek acche Aur strongpoint Ka vate Karen Is Tarah Se Ham is business ko bahut hi jyada jaldi ke sath pic kar sakte hain aur ismein acchi Tarah Se Kamyab ho sakte hain aur ek successful trader bahut hi jyada easily aur bahut hi kam time mein Hum Ban sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza:trading k tools ?

                      Agar Ham Logon Ko market se kamyabi Hasil karni hai to iske liye Ham Logon Ko Jyada Se Jyada hard work karna hoga Jitna Jyada ham log hard work Karenge Ham Logon Ko Itna hi jyada fayda Hoga aur ham log itna hi jyada profit Hasil kar sakte hain market se
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza:trading k tools ?

                        Asalam o alikum friend ap ny bot acha question kea hy dear ham achy tools k bagar successful trading ni kr skty achi trading k liay hmary pas achy tools ka istmal lazmi hota hy or achy tools m stop loss or take profit khas tools han jo hmari trading ko strong bnaty han stop loss ham use karty han to jb ham mojod ni hoty market ko wach ni kr rahy hoty to hmari trade jb loss m ja rahe hoti hy to zyada loss hony sy phly hmari trade khud hi close ho jati hy or take profit m hmari trade profit sy loss m jany sy phly hi kuch profit dy kr band ho jati hy forex trading aik asa business hy jis m hmary liay trading tools ka istmal krna bot zrori hota hy hamy achi stertgy bna kr anylyses ko study kr k or bahtreen planning kr k trading m agy bahrna chaiy
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza:trading k tools ?

                          forex trading main kamyab hony k liyez arori hai k hum forex k sub he tools k bary main information haisl karen q k jub tak hum forex k tools ko achi trha use nahi karty hain tab tak hum kamyab nahi ho skty hain es liye apni trading ko achi trha karen or trading k sb he tools ko achi trha use karen trading k tools k sath tading faida mand rahta hai or loss honny k chnaces bhi kam hoty hain es liye forex ka knowledge gain karny ka yahi faida hota hai k hum apni trading ko achi trha karty hain or forex main kamyab bhi hoty hain es liye hmain chahye k zda se zyda mahnat karen q k forex main hum jitni chahen otni earning kar skty hain laken hmain oska knowledge hona zarori hai or jo mahnat karty hain wo kamyab zaror hoty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza:trading k tools ?

                            Je sir ap ne bohat hi asha question kia h trading k tools k hawaly se, forex market ma successful trader banany k lye ham trading tools ko ashi Tarah se ni samjhay gay is waqt tak ham ashi trading ni kar saktay hain
                            Trading tools: generally 2 Tarah k trading tools hotay hain jaisay
                            1. Tecncal tools: yeh wo tools hotay hain Jo ham chart pe use kartay like
                            A) support and resistancen levels: yeh hamain entry aur closing point k lye help karti h
                            B) different indicators like moving average, awesome oscillator. Stochastic oscillator etc
                            C) stop loss and take profit ka use karna
                            D) pivot line
                            E) trend lind ko draw karna
                            F) lot size ka sahi use karna
                            G) fibonacci retracement ka use
                            Fundamental tools: is ma forex ki news se touch rehna padta h k kis currency ki high profile news anay wali h
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza:trading k tools ?

                              trading kar ky hum ache earning gain kar sakty haian forex mai agar hum trading karna chate hain to hamy stop los ko use karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty han is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain forex aik bohat bara business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex mai hamy analysis ko be use karna h ga tradiing karny y liye pher he hum agy bar saky gy forex aik bohat bara business hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary muamlik shami hain forex jasa koi or business nahi hain dunay bar mai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X